Abhi fir mene plug nhi off Kiya tha to battery drain hui thy to mene fir complain ki company m kyunki unhone isg change Kiya tha or mujhse y kha tha ki app abhi battery k switch Mt off Krna check krne k liye ki isg change hone k bd y problem solve hoti h ki nhi isiliye mene dubra jb y problem Hui to mene complain ki to wha s bike k icu flashing ki gyi Jo ki wo apne tablet s krte h tbse Bina bike supply cut switch ko off kiye bina bhi ab battery drain nhi hoti agr aapke raider m bhi battery drain ho rhi h to aap bhi ek br icu flashing krwa lijiye Jake service center m or h software update meter consol update or flashing icu lashing sb alg hota h but hota same procedure s hi h to please( icu flashing)hi krwaiyega
Ealog battery sahi nhi derhr fir aapko. Mera change krke diya jo uske baad se fir thik hi chal raha hain abhi toh. Aapka konsi company ka battery tha? Aur overall bike liye huye agar 1 saal nhi hua toh firse battery ko change kara lijiye.
@@VenomRJ007 service centre wala bol rha hai iska controler khrab hai. Battery charge nhi ho pa rhi. Maine bola fir nya lgao to bol rhe hai stock me nhi hai
Bhai 03:20 pe aap jab throttle de the the toh kuchh khankhan ki awaaz si aarhi thi bike se voh kis cheez ki awaaz h aap bata sakte ho? Jaise kuchh metal ki cheez khan khana rahi ho
Brother 3 months hue hai bike liye bas ek baar battery low ho gai thi to maine apne yaha se hi thik kara li thi to unone battery charge krke fir se laga di to bike chal gai thi 🥲 i khow aage bhi ye problem ho
Bhai 2 February ko battery replace karvaya tha aur liya tha bike mene 24th October 2023 and after 2nd February 25th February ko meri battery firse discharge ho gai abhi kya kare iska
Why brother??? Why did you purchase??? Kitna km chala tha?? Mera 1 saal se pehele hi 13k chal gaya tha jab maine replace krvaya. 1 saal ka replacement tha. Bhai jhamela krke ya kisi aur tvs ke authorized service center se krvate.
Nhi brother. 14 months ke baad aapko replacement nhi milega. Pesa deke lena parega. Kya hi battery laga ke deta hain pata nhi jo chalta nhi 1 saal se zada.
@VenomRJ007 le liya hai bhai maine... but ab uss old battery ka pic leke TVS ko ek complaint mail zarur dalunga chorunga nhi..... bcoz more then 1.20 lakh deke if hum bike le re h n usme b aisi bakwas battery denge toh its better to go for honda unicorn bike na
Agar kam peso main achha milage chahiye aur maintaining cost kam chahiye toh le sakte hain. Par ea jo problem mujhe aaya vo dhyan rakhiyega. Asa problem aane pe zarur battery test krvana parega aapko.
Iska bss ek hi ilaj h jha battery k 2no terminal hite h wha 1 terminal wale wire m coupler hota h mene usko katker uski jgh pr switch lgwa liya jb bhi buke chla k ata hu to seitch off jrr deta hu jisse battery bike off hone k bd nhi use hoti or jb start jrta hu to usse phle switch on krta to aram s on ho jati h 2 month s kbhi dikkt nhi aayi iska bss yhi solution h
Jugad toh barhiya kiye ho brother. Ha band krne ke baad bhi kuch chizo ke liye battery use hota hain. Jinmain se time ek chiz hain time jo dikhata hain vo aur pata nhi kiske liye use hota rehta hain battery ea mujhe bhi lagta hain ki battery drain hota hain band krne ke baad bhi.
Fir unke hisab se fir kitne km ke baad replacement nhi hoga? Aur ea kya dikhaya kahi pe aapko likha hua? Ki ea humlog ka policy hain 1 saal aur itne km chalne pe replacement nhi krke denge?
Ha brother gussa mujhe bhi bohot aaya tha tab. Kisiko bhi aayega gussa ase problems hone pe. Par abhi bike sahi hi chal raha hain aur dikkat na hi aaye toh behtar hain. Aapke paas bhi hain kya raider?
@heavydriver0710 maine 1 saal se zada hogaya battery replace krvaya. Abhi tak ea problem nhi hua mujhe. Aur aapko agar ea problem repeatedly horaha hain toh maine ek bhai ka comment is video main pin kr rakha hain vo dekh lijiye.
Ha km ka nhi hota saal ka hi hota hain. Aapko agar bole 2 din rakhne toh bike 2 din rakh do. Mera bhi rakhna para tha testing pe gaya tha battery tab jaake mujhe replace hoke mila. Aur genuine authorized TSV ka service center main hi jaana. Aur jaldi dedo service pe time waste mat krna ekdum. Agar problem sahi na ho toh firse bolna kese bhi solve krke de. Par agar mere jesa hi problem aapka hain toh replace hojayega and hope for the best. Par jaldi dedo service pe. Thik hone pe batana zarur.
@ViratKohli1_8 local nhi daalte. TVS ho ya bajaj ho ya honda ho. Easab bike ka company hain na. Ealog toh battery nhi banate. Bas bikes banate hain. Battery ealog 3rd party jese EXIDE ya TATA ya koi bhi dusri company se lete hain. Toh volog kabhi kabhi achha battery nhi daalte qki 1 saal ka toh guarantee hain. Uske 1 din baad kharab hone se bhi toh aapko naya lena parega. Toh abhi zadatar battery hi chalta nhi 1 saal se zada jo company se dete hain. Aur humare case main pehele hi kharab hogaya hain. Toh aap jao aur jake bolo ki bohot baar hua hain 5 6 baar. Toh pehele charge thik se hoaraha hain ki nhi dekhne bolo thik hua vo toh bolo ki battery ko test krne bheje aur kharab hone pe naya battery de aapko. Aur tab naya leke hi aana.
Ase toh sahi hain. Par mera bike bohot chalta hain toh dikkat jitna jo bhi aaya maine videos bana rakha hain. Share kr raha hun aap chahe toh dekh sakte ho th-cam.com/play/PLYYiSE9m5UFt9ItR7bYnAaUTFErMJHx9f.html&si=yx7sLPMXfAZt_ApI
Bike kena hoyeche jodi 1 year na hoye thake then abar jao service center free of cost replacement peye jabe battery. Then giye etao bolbe ebar same problem jodi abar hoi tahole taka dao amar ar bike niye nao.
Ea problem bike ka nhi hain. Battery 3rd party company se leti hain. TVS ya koi bhi bike manufacturing company apna battery nhi banati. Dusri company se kharid ke lagati hain. Service center main jaake replace krlijiye. Aapki battery jis company ki hain vaha se replace hoke aayegi. Mera bhi replace krke diye abhi 1 saal hone ko aaya dikkat nhi aaya aur ea vala.
Ha ea 3rd party battery ekdum achha nhi hain. Aap service center main jaake change kara lijiye. Naya dega. Par isko leke complaint zarur kijiyega. Kam se kam achhe dealer se battery lena chahiye TVS ko. Ase har kisi dusre aadmi ko problem horaha hain battery ka.
Agar 1 saal nhi hua bike liye huye toh service center jaake battery replace krva lo battery ka pesa nhi lagta replacement ka qki 1 saal ka warranty rehta hain battery ka.
Fir toh naya battery ka pesa lagega. Bike liye huye 1 saal tak battery replacement main pesa nhi lagta battery ka. Abhi yoh lagega qki 2 saal hoagya aapka.
Fir dekho maine is video main ek bhai ka comment pin krke rakha hain. Jese vo kiya hain vesa try kro. Qki kahi toh drain horaha hain battery fir ya jo battery replace krke diya hain vo sahi nhi hain. Firse service center leke jao nhi toh aur dhamki do ki hier authority ko complain kroge thik nhi krke diye toh.
Thanks for your valuable suggestion, brother. This was my 1st video of this channel. I'm still trying to improve the video to provide all of you with the best results.
Duare service center main jaake aaram se batao. Aur bolo iske pehele main is service center main gaya tha par isbaar thik nhi hua toh aage main upar complaint krunga.
Agar 1 saal nhi hua hain bike kharide huye toh free main battery replace krdega TVS ke AUTHORIZED SERVICE CENTER se. Mera replace krne ke baad abhi tak sahi chal raha hain koi dikkat nhi aaya aur.
@LUCIFER-rh9gh long press into "cc" if you're using your smartphone, then a list of menu will appear from the bottom of your screen, then click into "Auto Translate" and then English. And here you're in English, subtitle brother. ✌🏻 Let me know if you're successful 😉
Bhai yrr muze 2 saal hogye he raider liye hue 😢😢 bahut ghatiya bike he yrr , tvs company hi chutiya sala , bike st karta hu hotaa hi naii he , st karne ke liye 2nd gear pe lagake dhakka lagana padta he , signal pe ruka to apne aap band ho jaati phir side leke dhakka lagana padta he
Aapka battery kharab hogaya hain ya toh charge nhi horaha hain. Service center leke jaiye nhi toh mera is video main jesa haal hain vese hi aapka hua para hain. Battery kharab hogaya toh change kara lijiye thik hojayega fir ea dikkat nhi hoga. Aur jo signal pe band hojata hain uske liye power mode pe bike chalaiye toh bike band nhi hoga. Baaki jald se jald bike ka battery kharab hone se change karaiye ya charger kaam nhi kr raha toh usko thik karaiye fir bike sahi chalega.
@@VenomRJ007 jee haa abhi bike liye 5 month huye Aaj start nahi ho rahi thi fir dhakke lagake start kiya Me to bike leke pachhata raha hu Isase achhi to shine sp hai
@CrazyCricket-en7vu kya bole bhai ealog jo 3rd party company se battery lerhe hain ekdum bakwas battery deraha hain. 60% logo ka same dikkat hain. Jaldi service center main jaake replace krvao battery. Aur dhakka deke mat chalu kro. Ea video deraha hun ase chalu krna practice kro easy parega. th-cam.com/video/Rmsegr2Okjs/w-d-xo.html
@CrazyCricket-en7vu ase mujhe bhi start krne main hard lagta but jab sikh gaya toh dhakka dene se sahi lagta hain ase start krna. Maine 2 mahina ea problem jhela hain brother. Aur ha 1 saal tak free main replacement hoga uska chinta mat kro.
@@VenomRJ007 haa bhai ab toh hath bi dard karne laga hai start karte karte or public place me hota hai toh sarm bi atti hai nayi bike ke sath esa ho raha hai toh
@BIKEINGWITHHARSHU vohi bhai main samajh sakta hun isko. Aap dekhe na mera haath ka haal bhi. Bohot dikkat hota hain bhai. Humlog hi samajh sakte hain isko jo jhel raha hain ea chiz. 🥲
@BIKEINGWITHHARSHU vohi bhai main samajh sakta hun isko. Aap dekhe na mera haath ka haal bhi. Bohot dikkat hota hain bhai. Humlog hi samajh sakte hain isko jo jhel raha hain ea chiz. 🥲
Agar bike ko liye huye 1 saal nhi hua toh jaldi jaake service center main bike ko rakh ke aao aur bolna battery ko check krke de. Toh battery kharab hone se volog replace krke tumhe dedega. Nhi toh 1 saal baad tumhe apne peso se battery kharid ke lagana parrga. And thanks for watching ❤️ SUBSCRIBE my channel for more 😀
@@ajaybaraik5812 fir toh bhai pesa lega battery ka tumse. Par service center main jaake bolna ki ea kesa hi battery dete ho tumlog ki itna jaldi kharab hojata hain. Par change kara lo bhai. Main samajh sakta hun kitna dikkat hota hain is problem se.
Agar tumhe looks, exhaust sound, instant power easab chahiye 125cc main toh aap le sakte ho brother. Aur agar aap 125cc se upar jayenge aue easab nhi bhi hone se chalega toh aap dusra bike lijiye
Abhi fir mene plug nhi off Kiya tha to battery drain hui thy to mene fir complain ki company m kyunki unhone isg change Kiya tha or mujhse y kha tha ki app abhi battery k switch Mt off Krna check krne k liye ki isg change hone k bd y problem solve hoti h ki nhi isiliye mene dubra jb y problem Hui to mene complain ki to wha s bike k icu flashing ki gyi Jo ki wo apne tablet s krte h tbse Bina bike supply cut switch ko off kiye bina bhi ab battery drain nhi hoti agr aapke raider m bhi battery drain ho rhi h to aap bhi ek br icu flashing krwa lijiye Jake service center m or h software update meter consol update or flashing icu lashing sb alg hota h but hota same procedure s hi h to please( icu flashing)hi krwaiyega
Thanks for your valuable comment, Brother ❤️
Pinned your comment for everyone 🙏🏻😊
Can I contact you in someway
I have the same prblm with my bike.
@abhishekjoshi8555 kisko contact krna hain?
@@VenomRJ007 either you ya jiska ye comment h Abhishek
Thanks for the information. Now I'll be more careful.
Most welcome sir 🙏🏻
Mera b same problem aa rahi thi.battery change k 5 month baad fir se yahi problem suru ho gya..
Ealog battery sahi nhi derhr fir aapko. Mera change krke diya jo uske baad se fir thik hi chal raha hain abhi toh. Aapka konsi company ka battery tha? Aur overall bike liye huye agar 1 saal nhi hua toh firse battery ko change kara lijiye.
@@VenomRJ007 service centre wala bol rha hai iska controler khrab hai. Battery charge nhi ho pa rhi. Maine bola fir nya lgao to bol rhe hai stock me nhi hai
@brijeshadarsh4607 dusre service center main pata kijiye. Vaha hain toh vaha se lagva lijiye.
@@VenomRJ007 mereko ek bath bathavo raider 125 better or Apache rtr 160 4v better
@musicbeats-hq6mc budget hain aur milage 40 tak chala lenge toh zarur rtr 160.
Super informative video.. good work venom rj 👍
Thanks for your support man 🙏🏻
Sidhi baat no bakwaas ki bhai KICK wale bike, scooty lo..Only Battery k bharose nahi reh skte..
Baat toh sahi hain ❤️
Bhai 03:20 pe aap jab throttle de the the toh kuchh khankhan ki awaaz si aarhi thi bike se voh kis cheez ki awaaz h aap bata sakte ho? Jaise kuchh metal ki cheez khan khana rahi ho
Vo mera mobile holder se aavaz horaha tha brother.
Thank you bhai mai bahut pareshan ho gaya tha bike q start nhi ho rhi krke 😢
Ab servicing me hi leke jana padega
Happy to help you brother
@@VenomRJ007 battery change kiye to kitna charge lga h bhai
@rohitnagose1933 kitna din hua bike liye huye? Agar 1 saal nhi hua toh 1 pesa nhi lagega
2.5 year Ho Gaye bhai
@rohitnagose1933 fir toh lagega. 3k to 4k tak main hojayega.
Brother 3 months hue hai bike liye bas ek baar battery low ho gai thi to maine apne yaha se hi thik kara li thi to unone battery charge krke fir se laga di to bike chal gai thi 🥲 i khow aage bhi ye problem ho
Warranty main rehta hain 1 saal. Aapko service center lejane se free main replacement krke deta.
Mera 1 saal ke baad..kuch problem aaya...battery changed ..start nahi hora
@@ChaitanyaArige same problem mujhe aaya thaa ❤🩹
@ChaitanyaArige self ka button check krvao ya spark plug check krvao ekbaar sahi se
@@VenomRJ007 nhi brother vo bas lebar charge nhi lete battery ke to paise lete hai 🥲
Bhai 2 February ko battery replace karvaya tha aur liya tha bike mene 24th October 2023 and after 2nd February 25th February ko meri battery firse discharge ho gai abhi kya kare iska
Bike jabse liye ho tabse 1 saal tak jitna baar bhi kharab hoga replace krke dete hain. Par 1 saal hojane ke baad apne peso se kharidna parega aapko.
Same problem mere sath bhi hua
But service refuse to replace the battery due to running km
So I purchase new battery
Why brother??? Why did you purchase??? Kitna km chala tha?? Mera 1 saal se pehele hi 13k chal gaya tha jab maine replace krvaya. 1 saal ka replacement tha. Bhai jhamela krke ya kisi aur tvs ke authorized service center se krvate.
@VenomRJ007 bro mera battery b kharab ho gaya just 3500km chala h bike but 14 months ho gaye bike purchase kiye.... will i get battery warranty?
Nhi brother. 14 months ke baad aapko replacement nhi milega. Pesa deke lena parega.
Kya hi battery laga ke deta hain pata nhi jo chalta nhi 1 saal se zada.
@VenomRJ007 le liya hai bhai maine... but ab uss old battery ka pic leke TVS ko ek complaint mail zarur dalunga chorunga nhi..... bcoz more then 1.20 lakh deke if hum bike le re h n usme b aisi bakwas battery denge toh its better to go for honda unicorn bike na
@AmitSingh-ik4rd maine bhi kiya tha brother. Koi faida nhi hota. Volog shuru shuru main dikhayega bohot assist krne ka fir kuch nhi krega.
Bhai engine sound kaisa deta h pehle jaisa ya chalne Mai tik tik
Tik tik sound aaya tha bike lene ke 1 1 mahine baad. Vo maine thik kara liya tha. Abhi engine main koi kharab noise nhi aaraha.
@@VenomRJ007 bhai main stand breaker me lagta h with pillion
Bro I just bought this bike few days ago and the display stopped working 😢
Only display stopped working or bike isn't starting as well?
In your opinion should I purchase this bike?
Agar kam peso main achha milage chahiye aur maintaining cost kam chahiye toh le sakte hain. Par ea jo problem mujhe aaya vo dhyan rakhiyega. Asa problem aane pe zarur battery test krvana parega aapko.
Iska bss ek hi ilaj h jha battery k 2no terminal hite h wha 1 terminal wale wire m coupler hota h mene usko katker uski jgh pr switch lgwa liya jb bhi buke chla k ata hu to seitch off jrr deta hu jisse battery bike off hone k bd nhi use hoti or jb start jrta hu to usse phle switch on krta to aram s on ho jati h 2 month s kbhi dikkt nhi aayi iska bss yhi solution h
Jugad toh barhiya kiye ho brother. Ha band krne ke baad bhi kuch chizo ke liye battery use hota hain. Jinmain se time ek chiz hain time jo dikhata hain vo aur pata nhi kiske liye use hota rehta hain battery ea mujhe bhi lagta hain ki battery drain hota hain band krne ke baad bhi.
@@VenomRJ007 bhai jb tvs walo k ps 11 br le Jake n shi huwa to kuch to Krna hi tha wrna jb subh on kro to start hi n ho
@AbhishekKumar-zc8is achha kiye brother. Maine bhi bohot baar jaake finally battery change kiya tha.
11 month me 28650 km se jayada kisi ne chalaye ha
Nhi bhi aaj tak toh maine itna nhi dekha🤣🤣🤣
Par battery replace karane ke liye dedo jaldi brother.
@@VenomRJ007 Bhai replacement nahi hue but Mane stapliger se charge kar le
Change q nhi krke diya? Kya reason bola change na krke dene ka?
@@VenomRJ007 jayada km chale ha jab
Fir unke hisab se fir kitne km ke baad replacement nhi hoga? Aur ea kya dikhaya kahi pe aapko likha hua? Ki ea humlog ka policy hain 1 saal aur itne km chalne pe replacement nhi krke denge?
TVs bahut hi bekar company hai bhai jisko service nahi ho Rahi
Ha brother gussa mujhe bhi bohot aaya tha tab. Kisiko bhi aayega gussa ase problems hone pe. Par abhi bike sahi hi chal raha hain aur dikkat na hi aaye toh behtar hain. Aapke paas bhi hain kya raider?
same issue...i recently replaced my battery maybe 3 months and again i'm facing this problem...
Aapka battery kahi aur drain horaha hain ya fir battery firse kharab hi diya.
@@VenomRJ007drain ho rha h toh uska koi pka solution btao bai
@heavydriver0710 maine 1 saal se zada hogaya battery replace krvaya. Abhi tak ea problem nhi hua mujhe. Aur aapko agar ea problem repeatedly horaha hain toh maine ek bhai ka comment is video main pin kr rakha hain vo dekh lijiye.
Mera 7 day hua hay kharit liya mera vi bettary problem is liya start nehi HU rahi hay
Jaldi authorized service center main jao aur report kro
Battery me cordan lga hoga usko kisi nukili chij se scratch kr dijiye uske baad aap battery charge karke lagaiye
Battery hi pura replace hogayi thi
@@VenomRJ007company se ?
Mujhe 1 saal bhi nahi hua aur 28000 km chale ha to service center vaale battery change nahi kar rahe kya karu
Babah tum toh bohot chala liye brother. Par kya bol raha hain volog?
Vo kha rahe ha ke bhej de ge battery 2 din khede karne pade ge bike aur yea bol rahe ha koi garunty nahi ha change hoge ya nahi hoge
Garunty to saal ke hote ha km ke thode hote hai
Kya karu batao
Ha km ka nhi hota saal ka hi hota hain. Aapko agar bole 2 din rakhne toh bike 2 din rakh do. Mera bhi rakhna para tha testing pe gaya tha battery tab jaake mujhe replace hoke mila. Aur genuine authorized TSV ka service center main hi jaana. Aur jaldi dedo service pe time waste mat krna ekdum. Agar problem sahi na ho toh firse bolna kese bhi solve krke de.
Par agar mere jesa hi problem aapka hain toh replace hojayega and hope for the best.
Par jaldi dedo service pe. Thik hone pe batana zarur.
Mereme battery down tha, last moment tk display me battery ka indication aaya hi nhi
Fir aapka low battery ka sensor kaam nhi kiya hoga sahi se. Vo bhi check krva liye the na?
Mene to 1st jan 2024 ko bike li thi and 20 days baad low battery ki problem ho gyi 😭😭😭
3rd party se battery lete hain ealog. Battery achha nhi deta. Jaake bike deke aaiye boliye ki 5 6 baar same dikkat hua hain battery test krke nayi do.
@@VenomRJ007 new bike me bhi local battery dalte h tvs wale ???
@ViratKohli1_8 local nhi daalte. TVS ho ya bajaj ho ya honda ho. Easab bike ka company hain na. Ealog toh battery nhi banate. Bas bikes banate hain. Battery ealog 3rd party jese EXIDE ya TATA ya koi bhi dusri company se lete hain. Toh volog kabhi kabhi achha battery nhi daalte qki 1 saal ka toh guarantee hain. Uske 1 din baad kharab hone se bhi toh aapko naya lena parega. Toh abhi zadatar battery hi chalta nhi 1 saal se zada jo company se dete hain. Aur humare case main pehele hi kharab hogaya hain. Toh aap jao aur jake bolo ki bohot baar hua hain 5 6 baar. Toh pehele charge thik se hoaraha hain ki nhi dekhne bolo thik hua vo toh bolo ki battery ko test krne bheje aur kharab hone pe naya battery de aapko. Aur tab naya leke hi aana.
Bhai mi ese le rha hu 24 march ko shi hai na
Ase toh sahi hain. Par mera bike bohot chalta hain toh dikkat jitna jo bhi aaya maine videos bana rakha hain. Share kr raha hun aap chahe toh dekh sakte ho
th-cam.com/play/PLYYiSE9m5UFt9ItR7bYnAaUTFErMJHx9f.html&si=yx7sLPMXfAZt_ApI
Amar o same problem hocche akhon kon company r battery lagalen?
Exide er i lagiye diyechilo. 1yr er aage battery kharap hoye gele free te replace kore dei
Dada same problem amr bettery change ar por 3 months hoyacha but same problem abar hochha
Bike kena hoyeche jodi 1 year na hoye thake then abar jao service center free of cost replacement peye jabe battery. Then giye etao bolbe ebar same problem jodi abar hoi tahole taka dao amar ar bike niye nao.
Same problem Bhai 1 to 31 October 2024 battery bahot ghatiya di hai company ne😢
Ha jo 3rd party se ealog battery lerhe hain ekdum hi bekar battery deraha hain volog
Ha jo 3rd party se ealog battery lerhe hain ekdum hi bekar battery deraha hain volog
Lekin aap chahe jo krwa lo chahe battery change jrwa lo chahe isg system iska change krwa lo y battery drain ki problem hmesa hi rhegi
Abhi tak toh mera thik hi hain. Aapke case main battery drain horhi thi kahi na kahi. Aapne sahi solution nikala par
Mera bhi ye hi problem h meri new hi baik h 2 month hi hua h😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢Bekar baik h sali koi mat lena
Ea problem bike ka nhi hain.
Battery 3rd party company se leti hain. TVS ya koi bhi bike manufacturing company apna battery nhi banati. Dusri company se kharid ke lagati hain.
Service center main jaake replace krlijiye. Aapki battery jis company ki hain vaha se replace hoke aayegi. Mera bhi replace krke diye abhi 1 saal hone ko aaya dikkat nhi aaya aur ea vala.
Same problem. Tvs bakbas bike h koi mt lena. and service bahut ghatiya h
I can feel your pain, brother. By the way battery replace hogaya na aapka?
Mera 3month hua..or battery problem suru ho gaya
Ha ea 3rd party battery ekdum achha nhi hain. Aap service center main jaake change kara lijiye. Naya dega. Par isko leke complaint zarur kijiyega. Kam se kam achhe dealer se battery lena chahiye TVS ko. Ase har kisi dusre aadmi ko problem horaha hain battery ka.
मेरा भी यही प्रोब्लम है भाई जी
Agar 1 saal nhi hua bike liye huye toh service center jaake battery replace krva lo battery ka pesa nhi lagta replacement ka qki 1 saal ka warranty rehta hain battery ka.
Mujhe 150 sall ho gya haa lakin abhi Tak koi Problem nhi hui 10000+chal chuki hai
Fir toh achi baat hain
Mera to switch off Hote Hue bhi apna battery discharge Ho Jaati Hai
Service center main dikhaiye. Battery kharab hain change krke dene boliye.
Battery exchange ke paise lage the kya aap ko ???
Mujhe same problem aarahi hai aaj subha se😢
2 year hua byk leke 😢
Fir toh naya battery ka pesa lagega. Bike liye huye 1 saal tak battery replacement main pesa nhi lagta battery ka. Abhi yoh lagega qki 2 saal hoagya aapka.
50km 1 week mein battery down 😢
Ea 3rd party ka battery bohot hi bekar hain.
Fihal meri rider me koi problem nahi ayi hai
Na hi aaye toh achha hain brother 😊
Bhai mere bike raat bhar rakho battery discharge hojati hai maine battery bhi change karwawa but kuch results nhi aya
Fir dekho maine is video main ek bhai ka comment pin krke rakha hain. Jese vo kiya hain vesa try kro. Qki kahi toh drain horaha hain battery fir ya jo battery replace krke diya hain vo sahi nhi hain. Firse service center leke jao nhi toh aur dhamki do ki hier authority ko complain kroge thik nhi krke diye toh.
Bhai Mera vala bike bhi ek saal bhi nhi huaa or ईंजन का काम आ गया 22000 km. Hi चला है और ईंजन का काम आ गया
Engine ka kya kaam aagaya brother?
Cameraman should improve
Thanks for your valuable suggestion, brother. This was my 1st video of this channel. I'm still trying to improve the video to provide all of you with the best results.
Mera raider bike same problem hoya .... But mera bike 2 years hoy giya ....😢
Ohoho fir toh naya battrka pesa lagega aab aapka
Video aacha kya lagega awaz ka kuch patah hi nahi chalta h to
This was my 1st video. Sorry for the inconvenience 🙏🏻
Mera sem problem tha may na service center giya tha unlogo na mera bat nahy sunrata na ma na gali deta hoya bari Aya giya
Duare service center main jaake aaram se batao. Aur bolo iske pehele main is service center main gaya tha par isbaar thik nhi hua toh aage main upar complaint krunga.
bhai cameraman ko bol still rhe 😂
Apologies for this, brother 🙏🏻
And thanks for your suggestion ❤️
From next time we'll be careful about this 😊
Mera same problem. Very bad bike TVS RAIDER
Agar 1 saal nhi hua hain bike kharide huye toh free main battery replace krdega TVS ke AUTHORIZED SERVICE CENTER se. Mera replace krne ke baad abhi tak sahi chal raha hain koi dikkat nhi aaya aur.
Same problem mera bike me pashta raha hun raider leke
Ha ea 3rd party jinse ealog battery lerhe hain ekdum achha battery nhi deta. Aapki konsi company ki battery thi?
Mera vi same vaiya mobile charge maine diya tha mera start nehi le rahi hay
Jaldi authorized service center jaake dikhao aur thik krke dene bolna
Translate in English.?
I'm so sorry for this language problem, brother. I've only hindi version of those videos. You can change the subtitle in English to understand.
@@VenomRJ007 subtitles also in Hindi only
@LUCIFER-rh9gh long press into "cc" if you're using your smartphone, then a list of menu will appear from the bottom of your screen, then click into "Auto Translate" and then English. And here you're in English, subtitle brother. ✌🏻
Let me know if you're successful 😉
Bhai yrr muze 2 saal hogye he raider liye hue 😢😢 bahut ghatiya bike he yrr , tvs company hi chutiya sala , bike st karta hu hotaa hi naii he , st karne ke liye 2nd gear pe lagake dhakka lagana padta he , signal pe ruka to apne aap band ho jaati phir side leke dhakka lagana padta he
Aapka battery kharab hogaya hain ya toh charge nhi horaha hain. Service center leke jaiye nhi toh mera is video main jesa haal hain vese hi aapka hua para hain. Battery kharab hogaya toh change kara lijiye thik hojayega fir ea dikkat nhi hoga. Aur jo signal pe band hojata hain uske liye power mode pe bike chalaiye toh bike band nhi hoga. Baaki jald se jald bike ka battery kharab hone se change karaiye ya charger kaam nhi kr raha toh usko thik karaiye fir bike sahi chalega.
@@VenomRJ007 okay sir thank you so much batane ke liye
@Naruto_0069 are sir mat bolo brother. Sab bhai bhai hain 😊
Bakwas bike in the world. Using for 2 years and regreting alot.
Par mera ea dikkat aur nhi aaya
Next month lene wala hou raider
Zarur lijiye par asa problem hone pe jald se jald battery test ke liye service center pe leke jaiyega.
Camera wale ko Oscar me bhejo
🤣🤣🤣🤣
Sorry brother, it's my 1st video, and he didn't know how to shoot a video at that time 🙄
Rider bike mat lena sabako bolata hu
Aapko bhi ea problem hua kya?
@@VenomRJ007 jee haa abhi bike liye 5 month huye Aaj start nahi ho rahi thi fir dhakke lagake start kiya
Me to bike leke pachhata raha hu
Isase achhi to shine sp hai
@CrazyCricket-en7vu kya bole bhai ealog jo 3rd party company se battery lerhe hain ekdum bakwas battery deraha hain. 60% logo ka same dikkat hain. Jaldi service center main jaake replace krvao battery.
Aur dhakka deke mat chalu kro. Ea video deraha hun ase chalu krna practice kro easy parega.
th-cam.com/video/Rmsegr2Okjs/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 ese bahot hard padata hai
Or bike ko abhi 5 month huye hai to battery free me replace ho jayega please explain me
@CrazyCricket-en7vu ase mujhe bhi start krne main hard lagta but jab sikh gaya toh dhakka dene se sahi lagta hain ase start krna. Maine 2 mahina ea problem jhela hain brother.
Aur ha 1 saal tak free main replacement hoga uska chinta mat kro.
Mai iss bike ko lu ya na lu
Le sakte ho. Ea dikkat abhi kam hi hoti hain. Mainly 3rd party jisse TVS vale battery lerhe the volog asa battery dete the.
Mera 4 month main 2 baar hogya kharaab
Ea toh bohot kharab baat haik bhai. Naya battery nhi diya kya? Mera toh uske baad se aur kharab nhi hua.
6 month may 23520km
Babah aap kaha the bhai?? 🙄
Din raat bike chalate rehte ho kya? 🤔
Khana pina bhi krte ho ki bas bike chalate rehte ho? 🙄
12k km ke baad ye issu aa raha hai
Jitna jaldi ho thik kara lo brother. Nhi toh bohot dikkat hota hain isko leke.
@@VenomRJ007 haa bhai ab toh hath bi dard karne laga hai start karte karte or public place me hota hai toh sarm bi atti hai nayi bike ke sath esa ho raha hai toh
@BIKEINGWITHHARSHU vohi bhai main samajh sakta hun isko. Aap dekhe na mera haath ka haal bhi. Bohot dikkat hota hain bhai. Humlog hi samajh sakte hain isko jo jhel raha hain ea chiz. 🥲
@BIKEINGWITHHARSHU vohi bhai main samajh sakta hun isko. Aap dekhe na mera haath ka haal bhi. Bohot dikkat hota hain bhai. Humlog hi samajh sakte hain isko jo jhel raha hain ea chiz. 🥲
Flop
Kya flop?🤔 Pura toh likho🙄
Meri baik me bhi yehi diktat ho raha hai
Agar bike ko liye huye 1 saal nhi hua toh jaldi jaake service center main bike ko rakh ke aao aur bolna battery ko check krke de. Toh battery kharab hone se volog replace krke tumhe dedega. Nhi toh 1 saal baad tumhe apne peso se battery kharid ke lagana parrga.
And thanks for watching ❤️
SUBSCRIBE my channel for more 😀
@@VenomRJ007 1 Sal se jayda ho gaya hai
@@ajaybaraik5812 fir toh bhai pesa lega battery ka tumse. Par service center main jaake bolna ki ea kesa hi battery dete ho tumlog ki itna jaldi kharab hojata hain. Par change kara lo bhai. Main samajh sakta hun kitna dikkat hota hain is problem se.
@@ajaybaraik5812le saktha ky e bike ?
Agar tumhe looks, exhaust sound, instant power easab chahiye 125cc main toh aap le sakte ho brother. Aur agar aap 125cc se upar jayenge aue easab nhi bhi hone se chalega toh aap dusra bike lijiye