Sir,gandhraj ki Kaliya khilne me time leti hen, dhoop me rakhe jahan subah 12 baje se pehle ki dhoop mil jaye,or mitti moist rakhen,kabhi bahut jyada mitti ko nahi sukhna he,
Mene last year April me 2 plants liye the abhi Tak ek baar bhi flowers nahi aye. Aur growth bhi hai aur leaves bhi kuch kuch yellow colour ki ho rahi hai.
Abhi ayenge, mitti me ek chammach chaye ki patti compost milakar dalen, Pyaz ke chhilke ka liquid fertilizer 10 din me ek bar dene se patte pile nahi honge,ya phir sea weed fertilizer ek chammach mahine me ek bar de sakte hain.
Ek vidio me bataya gaya hai ki es me liquid fertilizer na dale kunki root me fungal aatak hota hai kya ye bat sahi hai . Kyuki mere pas wahi ek pudha hai aur mujhe khona mahi Hain
Ma'am buds falling ho rahi hai to kya kare? Pani kitna dena hai ? Upar ki mitti dry ho jaye bad main? Maine plant ceramic pot main hai ... Do baar buds drop ho gaye ek month hua lagaye hue...
Ma'am mere gandhraj mei 1 month se buds lage hue h lkn abhi tak koi bhi flower ni aaya...isko kaise theek kre? Gandhraj mei kali ko khilne mei kitna samay lagta h ?? Please bataye ma'am
Hello ma’am Maine 10 din pehle hi gandraj ka plant laya hai Plant plastic bag mein tha toh repot kar diya hai usmein 4-5 bud bhi hai Toh kya aabhi un mein flowers nhi lena hoge Plant ki condition aapke ke plant jaisi hi hai jyada ghana nhi hai Pls suggest what to do I bought this plant first time
Mitti moist rakhen. Moderate dhoop me rakhe,na bahut jyada na bahut kam . Mitti acidic honi chahiye.iske liye one teaspoon koi bhi sirka( vinegar) month me ek bar dalen. Micronutrients ki kami ki wajah se bhi aisa hota hai.pyaz ka liquid fertilizer weakly dalen. Insects ki wajah se bhi Kali andar se khrab ho jati hai.isliye insects ke liye kisi insecticide ka spray jarur karen.
Mitti halki moist rakhen,abhi pure din ki dhoop me hi rakhe, mitti upar se sukhi dikhe tabhi pani dalen,kuch micronutrients dalen,nahi hai to pyaz ka liquid fertilizer 10 days me ek bar jarur dalen.gili mitti me kabhi bhi koi fertilizer na dalen.
Mem जानकारी अच्छी लगी है मगफिल or या Epson Salt kaprog कब करना होता है जिप्सम या jink ya calcium ka प्रायोगिक खाद npk dap ssp rose blooms etc ka prayog kab karna chahiye जानकारी दे तो वीडियो बहुत ही अच्छा होगा Mam sorry गंधराज बहुत ही tripical plant jan पड़ता हैं राधे राधे जय श्री कृष्णा
Mem राधे राधे राधे राधे जय श्री कृष्ण बहुत ही अच्छा लगा आप अपने हिसाब से चलिए बहुत ही अच्छा लगा है जैसा कि आप काम से कम केमिकल इस्तेमाल करती हैं लेकिन इनकी भी जरूरत होने पर इनका प्रयोग भी कभी-कभी ही करना चाहिए ऐसे ही सुंदर वीडियो देखकर बहुत खुश हुआ धन्यवाद जय श्री राम जय श्री कृष्ण
Pani kam dalen, mitti moist rakhen bahut jyada na sukhayen,one teaspoon sirka( vinegar) one liter pani me gholkar mitti me dalen, plant lagate samay compost ki matra achhe rakhen,abhi bhi mitti ko upar se nikal kar thoda vermicopost dal sakte hain, agar apke pass koi micronutrients fertilizer he jaise see weed to mahine me ek bar jarur den,nahi he to pyaz ka liquid fertilizer 10 din me ek bar dalen.
मेरा पौड जभी मै लव आई याब ठीक था और 10 दिन के बात पत्तिया सुखी हो गायी और गिरने लगी ! अभि मैने थोडी बहोत पटिया थी उसे स्प्रे लगाया पर कुछ नाही हुआ ! सब सिर्फ रख्खा है पोवदा ! Please मुझे सलाह देना !!!
जड़ खराब हो रही है, ज्यादा पानी देने से,या छेद बंद होने से,कम पानी डालें, थोड़ी सी गुड़ाई करके मिट्टी को सूखने दें, फिर पानी डालें, एक चम्मच हल्दी पाउडर भी डालें
Bahut achi jankari useful video nice sharing friend
Bhut acchi jankari share ki aapne 👍❤
1St Like ❤
Mem mere gandhraj me kaliyan hai pr wo khil nahi rahi hai 20 din ke lagbhag ka samay ho chuka hai kya kru pls suggest kren
Sir,gandhraj ki Kaliya khilne me time leti hen, dhoop me rakhe jahan subah 12 baje se pehle ki dhoop mil jaye,or mitti moist rakhen,kabhi bahut jyada mitti ko nahi sukhna he,
Mene last year April me 2 plants liye the abhi Tak ek baar bhi flowers nahi aye. Aur growth bhi hai aur leaves bhi kuch kuch yellow colour ki ho rahi hai.
Abhi ayenge, mitti me ek chammach chaye ki patti compost milakar dalen,
Pyaz ke chhilke ka liquid fertilizer 10 din me ek bar dene se patte pile nahi honge,ya phir sea weed fertilizer ek chammach mahine me ek bar de sakte hain.
@@greenhouse1 jarur karunga jaisa apne upay bataiye hai.
Very useful video new friend ap bhi ana
Maine new gandharaj paudha kaliyon ke saath kharidkr repot kiya kuch din pahle magar abhi do din se patte peele par rahe hai.. Kaise thik kare?
Vinegar Pani mein milakar dalna hai Ya aise hi dalna hai
Ek vidio me bataya gaya hai ki es me liquid fertilizer na dale kunki root me fungal aatak hota hai kya ye bat sahi hai . Kyuki mere pas wahi ek pudha hai aur mujhe khona mahi Hain
Thankyou so much mam
Ma'am buds falling ho rahi hai to kya kare? Pani kitna dena hai ? Upar ki mitti dry ho jaye bad main? Maine plant ceramic pot main hai ... Do baar buds drop ho gaye ek month hua lagaye hue...
Pani kam dalen, dhoop me rakhe.mitti halki dry ho tab pani dena.
Mam agar rice husk na ho to kya use kr sakte hai
Cocopeat ki quantity thoda jyada kar Dena ap.
Ma'am mere gandhraj mei 1 month se buds lage hue h lkn abhi tak koi bhi flower ni aaya...isko kaise theek kre?
Gandhraj mei kali ko khilne mei kitna samay lagta h ??
Please bataye ma'am
कली आने के 4 से 6 वीक में खिलते है
Hello ma’am
Maine 10 din pehle hi gandraj ka plant laya hai
Plant plastic bag mein tha toh repot kar diya hai usmein 4-5 bud bhi hai
Toh kya aabhi un mein flowers nhi lena hoge
Plant ki condition aapke ke plant jaisi hi hai jyada ghana nhi hai
Pls suggest what to do I bought this plant first time
Flower ane do ap,jab flower akar sukh jaye to thoda sa upar se tip pruning kar sakte hain,apki jagah Mai hoti to Mai bhi kaliyan cut nahi karti.
Coconut ke chilke ke mulching kar sakte hai kya
Kar sakte hain
@@greenhouse1 ok ji thanks
Mere plant par bhut sari nyi kaliya bani hai but 1 month ho gaya abhi tak flower nhi khile....kya karu
Agar aapki kaliyo ki size badh rhi hai to to kuch din me fool khilna start ho jayenge
Mitti moist rakhen.
Moderate dhoop me rakhe,na bahut jyada na bahut kam .
Mitti acidic honi chahiye.iske liye one teaspoon koi bhi sirka( vinegar) month me ek bar dalen.
Micronutrients ki kami ki wajah se bhi aisa hota hai.pyaz ka liquid fertilizer weakly dalen.
Insects ki wajah se bhi Kali andar se khrab ho jati hai.isliye insects ke liye kisi insecticide ka spray jarur karen.
Mere gandhraj k paudhe me yahi problem ho rhi h
Mere plant ko 1 year hone wala hai Jb liya tha tb hi flower aaye ab bus kali banti hai ur toot jaati hai
Mitti halki moist rakhen,abhi pure din ki dhoop me hi rakhe, mitti upar se sukhi dikhe tabhi pani dalen,kuch micronutrients dalen,nahi hai to pyaz ka liquid fertilizer 10 days me ek bar jarur dalen.gili mitti me kabhi bhi koi fertilizer na dalen.
Mene bahut bar katring lgae he par chali hi nhi
पिछले साल गर्मियों में खरीदा था, अब मेरा यह
प्लान्ट मर भी गया
मैंने मानसून सीजन में गंधराज का पौधा खरीदा था। थोड़ी बहुत ग्रोथ हुई लेकिन आप कुछ भी ग्रोथ नहीं है। तो क्या करें
Apka plant thik hai to same process apko karna hai jo video me maine bataya he,abhi growth karne lagega
Mem जानकारी अच्छी लगी है
मगफिल or या Epson Salt kaprog कब करना होता है
जिप्सम या jink ya calcium ka प्रायोगिक खाद npk dap ssp rose blooms etc ka prayog kab karna chahiye जानकारी दे तो वीडियो बहुत ही अच्छा होगा
Mam sorry गंधराज बहुत ही tripical plant jan पड़ता हैं
राधे राधे जय श्री कृष्णा
Sir,itne sare chemical fertilizer ka use maine plant par ek sath kabhi nahi Kiya he,agar kabhi Kiya to video jarur banaungi.
Mem
राधे राधे राधे राधे जय श्री कृष्ण
बहुत ही अच्छा लगा आप अपने हिसाब से चलिए बहुत ही अच्छा लगा है जैसा कि आप काम से कम केमिकल इस्तेमाल करती हैं लेकिन इनकी भी जरूरत होने पर इनका प्रयोग भी कभी-कभी ही करना चाहिए
ऐसे ही सुंदर वीडियो देखकर बहुत खुश हुआ
धन्यवाद
जय श्री राम जय श्री कृष्ण
क्या दाल के पानी का खाद दे सकते हैं?
De sakte hain,sukhi mitti me dena ap,
2week pehle lagaya tha per mera gandhraj plant murjharaha hai kya karu?
Kabhi kabhi lagate samay root damage hone se aisa hota he,ya bahut jyada pani dene se jade galne lagti hai, mitti ko sukhne den or pani kam dalen.
Mam jab mene plant karidha tha to glowful green leaves thi aur ab small ho gyi hai aur peeli hokar bhi gir jati hai 😢
Please suggest me
Pani kam dalen, mitti moist rakhen bahut jyada na sukhayen,one teaspoon sirka( vinegar) one liter pani me gholkar mitti me dalen, plant lagate samay compost ki matra achhe rakhen,abhi bhi mitti ko upar se nikal kar thoda vermicopost dal sakte hain, agar apke pass koi micronutrients fertilizer he jaise see weed to mahine me ek bar jarur den,nahi he to pyaz ka liquid fertilizer 10 din me ek bar dalen.
@@greenhouse1 thank you for your valuable suggestion
Mera podhe ko ek saal hogyi h. Groth to bhut achchi hui dher saari kalya bhi h pr wo khil hi nhi rhi..plz kuch batye plz
Meri plant ki kaliyaaakar gir jati hi
मेरा पौड जभी मै लव आई याब ठीक था और 10 दिन के बात पत्तिया सुखी हो गायी और गिरने लगी ! अभि मैने थोडी बहोत पटिया थी उसे स्प्रे लगाया पर कुछ नाही हुआ ! सब सिर्फ रख्खा है पोवदा ! Please मुझे सलाह देना !!!
जड़ खराब हो रही है, ज्यादा पानी देने से,या छेद बंद होने से,कम पानी डालें, थोड़ी सी गुड़ाई करके मिट्टी को सूखने दें, फिर पानी डालें, एक चम्मच हल्दी पाउडर भी डालें
Mere plant mein jo new leaves aarhe hai wo black ho rhe hai iske liye kya krna chahiye
Shade me rakhe, mitti moist rakhen, gardenia ko bahut tez dhoop pasand nahi hai.
New subscribe
New subscriber
Mere to mar jate bahot dukha hota hai