Lg fridge ki filter ke age kata cepleri ki taraf se halka gas nikla mene filter Naya lagale gas charging ki todi derbad choking hogaya cepleri badalna padega Kya ya koi dusra folt hai mene filter ke age kata to Jada speed se gas nikla Kya folt hoga sir bataona plz sir
Lg aur videocon ki fridge me sirf gas kit lagaya karo iss me iss me lagne ke baad ye shi kaam bhi karti hai Iss ke yelawa jitni bhi company ki fridge hai uss me gas kit nahi lag pati hai sahi se
Kitna acche se aap Samjha samjhte ho aur mein sabse Yahi nivedan Karunga Ki vah Baat hatane ke liye apni fridge Mein Chaku ya Kisi bhi aur Dharti Ka use na Karen Varna isase problem aapko hi ho sakti hai
Lg fridge ki filter ke age kata cepleri ki taraf se halka gas nikla mene filter Naya lagale gas charging ki todi derbad choking hogaya cepleri badalna padega Kya ya koi dusra folt hai mene filter ke age kata to Jada speed se gas nikla Kya folt hoga sir bataona plz sir
राधे राधे सर जी बहुत अच्छे तरीके से समझाया राधे राधे,
Freezer ke hol ka kya
Fridge ke secson pipe 1/4 ke badle thoda chota pipe laganese koi problem hogakya sir
Nahi
Thanks sir
Sir veccum karte time frizzer aur condenser ko batti se garam karna sahi hai kya
No
R600 ki compressor me kitna oil nikalta hai sir
Kitna oil reheta hai R600 compressor me sir
125 gram oil
30 gram nikla Baki kyun nehi nikla
R600 ki compressor me kitna r134 oil dalna hai sir
Compressor condensor pressor Jada nehi arahahai kyun sir
125 g R134 oil dalenge to R134 gas bhi dalenge
Naya compressor transport me manganayatha Ulta rakh diatha koe problem hoga Kya
Koyee problam nahi
Sir g aap nokila cheezse suraak huwa freezerku kaisa baneyka ye aap bathayenai
Epoxi magic ek pest aata hai uss pest ko freezer ke hole pe laga denge aur 24 ghanta chod denge hole band ho jayega fir gas charge karenge
Frigjar ki likej check karnekeliye kitna pressure chadhana chahiye
100 psi
Sirf frijar ko check Karnekeliye kitna psi
Compressor me Pani chalagaya to kese pataksre
Oil ko nikal kar check karo ani ki matra pata chalega
Sak hai to oil change kar do na
Sir mera freeze me chaku lag gaya hai to freeze on rakhe ki band kar de.. please bataye
Band kar do
Deep fridge ki kondensoor garam hota hai filtar normal reheta hai kyu sir
Gas kam hogi waise filter bhi garm rahata hai
500 litar deep fridge me 440 gm gas likha hai lekin 900 gm dalnese 10psi arahahe kyu sar compressor thodi der bad trip letahai
R600a gas ki oil nikalke R134a ki oil dalke R134a gas charging karsaktehe Kya sir
Han
Sir apne leak evaporater ko change karna hai kya nhi bataya nhi apne....?
Change karna hai
Sir coling coyal ko kuch nahi karna ha chaku laga jo? Place replay sir
Change kar dena hai evaporator
Vacuum pump ki oil kitna fridge banane ki bad oil change karma chahia batao sir
40 50 refrigerator lagbhag
sir vacuum pump kitne stage ka hona chahiye aur apna number bhejo
Single stage
Sir freezer me chaku lag gya hai to bina freezer change kiye gas charge kar denge
Nahi
sir ji presar chadana hai ki nahi
Pressur chadha sakte hain
sir kya hum window ac ko bhi Friz ki trha flash kar sakte hai hmara name Sanjay ye hme pta nhi hai
Fluxing jarne ki koyee jaroorat nahi hai air se sirf achchhe se vaccum kariye aap ki ac fridge sab achchhe se kaam karegi
Fridge ke darwaja me new gas kit lagane ki bad darwaja nehi chipakta hai kyou sir
Kelvinator fridge
Lg aur videocon ki fridge me sirf gas kit lagaya karo iss me iss me lagne ke baad ye shi kaam bhi karti hai
Iss ke yelawa jitni bhi company ki fridge hai uss me gas kit nahi lag pati hai sahi se
Deep fridge ki condensor filter cepleri Jada garam hotahai lekin Jada coming nehi karta hai kyun sir
Condanser par dool jami hogi
Condensor ko kese saf kare sir
350 litar Deep fridge me kitni number compressor lagega sir
Lg ka 62 no
Sir fridge me gas dale Hue Bridging kar sakte hain kya,
Nahi kar sakte hain
Han gas complete hone ke baad pinch kar ke brezing kar sakte hain
R600 ki oil nikalke R134 ki oil dalneki bad compressor ki pressor down kyun huaa sir
Oil ki wajah se nahi pahle se pressure down raha hoga ya aap pressure sahi se chekh nahi kar pa rahe hain
500 litar deep fridge ki andar ki aluminum ki upar ice kyun nehi jam rahihai sir
Bahar ki pipe me ice horahahai andar kyun nehe jamraha hai sir
पाइप में आयल आ गया hoga
Oil ko kese inkal payenge sir
Ice cream rakhnese ice cream pigal jaega Kya sir
Kitne paisse lagege thik karwane ke ji
2700
Good work brother
Sir mene chiku lgaya or freez 10 din bd me khrab hua ye kese ho skta b
Ho sakta hai chaku lag gaya hoga ya kuchh haur falt hoga
@@kareemtechnicalmind8172 pr sir 10 din ke bd khrab hona possible h kya??
Dosra bhi falt ho sakta hai
sr koi avha sa vecume pump btaiye duble stage 1.5 CFM me
Comment nahi saj men aa raha hai fir se comment kariye
Kitna acche se aap Samjha samjhte ho aur mein sabse Yahi nivedan Karunga Ki vah Baat hatane ke liye apni fridge Mein Chaku ya Kisi bhi aur Dharti Ka use na Karen Varna isase problem aapko hi ho sakti hai
Thanks sai
👌👌👍🙏
Abhi apna no do
Aapka number chahiye bro
500 litar deep fridge me 75uf start capacitor lagatha 60/80 start capacitor laganese chalega Kya sir
Yes