kabhī un kā naam lenā kabhī un kī baat karnā mirā zauq un kī chāhat mirā shauq un pe marnā vo kisī kī jhiil āñkheñ vo mirī junūñ-mizājī kabhī Dūbnā ubhar kar kabhī Duub kar ubharnā tire manchaloñ kā jag meñ ye ajab chalan rahā hai na kisī kī baat sunñā, na kisī se baat karnā shab-e-ġham na pūchh kaise tire mubtalā pe guzrī kabhī aah bhar ke girnā kabhī gir ke aah bharnā vo tirī galī ke tevar, vo nazar nazar pe pahre vo mirā kisī bahāne tujhe dekhte guzarnā kahāñ mere dil kī hasrat, kahāñ merī nā-rasā.ī kahāñ tere gesuoñ kaa, tire dosh par bikharnā chale laakh chaal duniyā ho zamāna laakh dushman jo tirī panāh meñ ho use kyā kisī se Darnā vo kareñge nā-ḳhudā.ī to lagegī paar kashtī hai 'nasīr' varna mushkil, tirā paar yuuñ utarnā
کبھی ان کا نام لینا کبھی ان کی بات کرنا مرا ذوق ان کی چاہت مرا شوق ان پہ مرنا وہ کسی کی جھیل آنکھیں وہ مری جنوں مزاجی کبھی ڈوبنا ابھر کر کبھی ڈوب کر ابھرنا ترے منچلوں کا جگ میں یہ عجب چلن رہا ہے نہ کسی کی بات سننا، نہ کسی سے بات کرنا شب غم نہ پوچھ کیسے ترے مبتلا پہ گزری کبھی آہ بھر کے گرنا کبھی گر کے آہ بھرنا وہ تری گلی کے تیور، وہ نظر نظر پہ پہرے وہ مرا کسی بہانے تجھے دیکھتے گزرنا کہاں میرے دل کی حسرت، کہاں میری نارسائی کہاں تیرے گیسوؤں کا، ترے دوش پر بکھرنا چلے لاکھ چال دنیا ہو زمانہ لاکھ دشمن جو تری پناہ میں ہو اسے کیا کسی سے ڈرنا وہ کریں گے نا خدائی تو لگے گی پار کشتی ہے نصیرؔ ورنہ مشکل، ترا پار یوں اترنا
kabhī un kā naam lenā kabhī un kī baat karnā mirā zauq un kī chāhat mirā shauq un pe marnā vo kisī kī jhiil ānkhen vo mirī junūn -mizājī kabhī Dūbnā ubhar kar kabhī Duub kar ubharnā tire manchalon kā jag me; ye ajab chalan rahā hai na kisī kī baat sunnaā, na kisī se baat karnā shab-e-ġham na pūchh kaise tire mubtalā pe guzrī kabhī aah bhar ke girnā kabhī gir ke aah bharnā vo tirī galī ke tevar, vo nazar nazar pe pahre vo mirā kisī bahāne tujhe dekhte guzarnā kahān ; mere dil kī hasrat, kahān merī nā-rasā.ī kahān tere gesuon kaa, tire dosh par bikharnā chale laakh chaal duniyā ho zamāna laakh dushman jo tirī panāh men ; ho use kyā kisī se Darnā vo karege nā-ḳhudā.ī to lagegī paar kashtī hai naseer varna mushkil, tirā paar yuun ; utarnā
Zeeshan Amjad Malhi • Kabhi un ka nam lena, kabhi un ki bat krna.. mera zoq un ki chahta, mera shoq un pe marna... • Wo kisi ki jheel aankhen, wo meri zunoon mizaji.. kabhi doobna ubhar kr, kabhi doob kr ubharna... • Tere manchalon ka jag ye ajab chalan raha h... na kisi ki bat sunna, na kisi say bat krna... • Tere samny say aa kr koi aaina hata dy... k barhaa raha h uljhan, teri zulf ka sambhalna... • Tujhe dekh kr na jany, abhi kyu hen log zindaa... Hy ajeeb badmizaji tujhe dekh kr na marna... • Chaly laakh chaal dunya, ho zamana laakh dushman.. jo teri panah me ho, usay kya kisi sy darna.. • Wo karen ga na khudai, to lagy gee paar kashti... hy Naseer warna mushkil tera paar yun utarna...!!
اللہم صل علی محمد و علی آل محمد و بارک وسلم ❤❤❤❤❤
وہ تیری گلی کے تیور، وہ نظر نظر پہ پھرے
وہ میرا کسی بہانے تجھے دیکھتے گزرنا
Per sab to pir sab thy ALLAH pak per sab ko aur mery abu jan ko jantul firdos me ala mukm ata frmiye ameeen sum Ameen
Ameen
Ameen allah aur sarkaar ka faiz ham per jaari va saari farmai
Sag-e-Mehr Ali Golrvi
Meri jan mera jahan mai qurban mery NASEER JANI
چلے لاکھ چال دنیا ہو زمانہ لاکھ دنیا
جو تیری نگاہ میں ہو اسے کیا کسی سے ڈرنا 😭
kabhī un kā naam lenā kabhī un kī baat karnā
mirā zauq un kī chāhat mirā shauq un pe marnā
vo kisī kī jhiil āñkheñ vo mirī junūñ-mizājī
kabhī Dūbnā ubhar kar kabhī Duub kar ubharnā
tire manchaloñ kā jag meñ ye ajab chalan rahā hai
na kisī kī baat sunñā, na kisī se baat karnā
shab-e-ġham na pūchh kaise tire mubtalā pe guzrī
kabhī aah bhar ke girnā kabhī gir ke aah bharnā
vo tirī galī ke tevar, vo nazar nazar pe pahre
vo mirā kisī bahāne tujhe dekhte guzarnā
kahāñ mere dil kī hasrat, kahāñ merī nā-rasā.ī
kahāñ tere gesuoñ kaa, tire dosh par bikharnā
chale laakh chaal duniyā ho zamāna laakh dushman
jo tirī panāh meñ ho use kyā kisī se Darnā
vo kareñge nā-ḳhudā.ī to lagegī paar kashtī
hai 'nasīr' varna mushkil, tirā paar yuuñ utarnā
SUBHANALLAH MAHSALLAH NICE HAZOOR HAQ NASEER PYA ya NASEER
SUBHANALLAH MASHALLAH KYA KALAM LIKHA HAI PEER SAAB NE KAMAL KARDIA
سبحان اللہ
حق نصیر یا نصیر
میرے مرشد
I miss u😢😢😢
Haq naseer ya naseer subhanallah
Mashallah mashallah mashallah G
Haq naseer yah naseer badshah
Haq Naseer ya naseer
کبھی ان کا نام لینا کبھی ان کی بات کرنا
مرا ذوق ان کی چاہت مرا شوق ان پہ مرنا
وہ کسی کی جھیل آنکھیں وہ مری جنوں مزاجی
کبھی ڈوبنا ابھر کر کبھی ڈوب کر ابھرنا
ترے منچلوں کا جگ میں یہ عجب چلن رہا ہے
نہ کسی کی بات سننا، نہ کسی سے بات کرنا
شب غم نہ پوچھ کیسے ترے مبتلا پہ گزری
کبھی آہ بھر کے گرنا کبھی گر کے آہ بھرنا
وہ تری گلی کے تیور، وہ نظر نظر پہ پہرے
وہ مرا کسی بہانے تجھے دیکھتے گزرنا
کہاں میرے دل کی حسرت، کہاں میری نارسائی
کہاں تیرے گیسوؤں کا، ترے دوش پر بکھرنا
چلے لاکھ چال دنیا ہو زمانہ لاکھ دشمن
جو تری پناہ میں ہو اسے کیا کسی سے ڈرنا
وہ کریں گے نا خدائی تو لگے گی پار کشتی
ہے نصیرؔ ورنہ مشکل، ترا پار یوں اترنا
HAQ NASEER YA NASEER
KIYA BAAT HAI MERE MURSHID KI
Maa Sha Allah Subhan Allah ❤
Masha Allaha wa g wa
Haq ya naseer...
Wah wah wah
This music copy of kallan Khan Qawwals style check it if I am wrong ? 😁😁 But this is good good qawwli love from India 🇮🇳 👍
🤲حق نصير يا نصير ❤️🙏
I love you Pir Naseer Sahb 🌹🌹🌹🌹🌹
Subhanallah bahut khubsurat alfaz bahut khubsurat alfaz bahut khubsurat alfaz bahut khubsurat andaz 🍁🥀🍁🍁🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🌺🌺🌺🌺🌺🌺🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌺🌺🌺🌺🙏🏻🙏🏻🥀🥀🥀🌺🌺🌺🌺🙏🏻🙏🏻
Bhai is qawal ki our video hon tu upload krdena
جزاکم اللہ فی الدارین
حق نصير يا نصير
Haq h naseer
Wajd main logon k shooor nay disturb kia... Hazoor peer g nay abhi rudhem k sath wajid end krna tha
Miss you ❤❤❤😢😢😢😢😢😢
آنکھیں نہیں تھکتی حضور کا دیدار کرتے کرتے
Sag-e-Mehr Ali Golrvi
Waahhhhh
SubhanAllah 🙏🏻
Bohat Aallaa.. ❤❤❤
Subhanallah ❤❤❤❤
❤nice❤
Subhanallh
Haq Naseer....
❤❤
Subhanallah masha allah
Subhan Allah very beautiful kalam, but the sound is not clear. Thanks for uploading, please upload more.
❤️
Ye qawal wasy ak darama ha
Haq ali yaa ali
Subhan Allah 🌹❤️
Qawal is “Fateh Ali” father of NFAK ??? Anyone know
Achi mahfal maen bhatna chaia jaha acha zikar ho:)
قوال کا نام کیا ہے
Mashllha
what did he say after that (Ya Qafass mai qaid kar kay) at 10:16 ?
چاہے کھال کھینچ ڈالو یا جان سے مار ڈالو
چاہے کھال کھینچ ڈالو چاہے جاں سے مار ڈالو
نا قفس میں قید کر کے میرے بال و پر کترنا
💐💎💐
Qawwal name?
Saifullah Hammad
Subha ALLAH
kabhī un kā naam lenā kabhī un kī baat karnā
mirā zauq un kī chāhat mirā shauq un pe marnā
vo kisī kī jhiil ānkhen vo mirī junūn -mizājī
kabhī Dūbnā ubhar kar kabhī Duub kar ubharnā
tire manchalon kā jag me; ye ajab chalan rahā hai
na kisī kī baat sunnaā, na kisī se baat karnā
shab-e-ġham na pūchh kaise tire mubtalā pe guzrī
kabhī aah bhar ke girnā kabhī gir ke aah bharnā
vo tirī galī ke tevar, vo nazar nazar pe pahre
vo mirā kisī bahāne tujhe dekhte guzarnā
kahān ; mere dil kī hasrat, kahān merī nā-rasā.ī
kahān tere gesuon kaa, tire dosh par bikharnā
chale laakh chaal duniyā ho zamāna laakh dushman
jo tirī panāh men ; ho use kyā kisī se Darnā
vo karege nā-ḳhudā.ī to lagegī paar kashtī
hai naseer varna mushkil, tirā paar yuun ; utarnā
@@kashi460 can u please Paste the full lyrics of this kalam please it's a request.
Bhai lyrics likho na poore comments mal please
plx is kalam ki lyrices upload kr dain
Zeeshan Amjad Malhi
• Kabhi un ka nam lena, kabhi un ki bat krna..
mera zoq un ki chahta, mera shoq un pe marna...
• Wo kisi ki jheel aankhen, wo meri zunoon mizaji..
kabhi doobna ubhar kr, kabhi doob kr ubharna...
• Tere manchalon ka jag ye ajab chalan raha h...
na kisi ki bat sunna, na kisi say bat krna...
• Tere samny say aa kr koi aaina hata dy...
k barhaa raha h uljhan, teri zulf ka sambhalna...
• Tujhe dekh kr na jany, abhi kyu hen log zindaa...
Hy ajeeb badmizaji tujhe dekh kr na marna...
• Chaly laakh chaal dunya, ho zamana laakh dushman..
jo teri panah me ho, usay kya kisi sy darna..
• Wo karen ga na khudai, to lagy gee paar kashti...
hy Naseer warna mushkil tera paar yun utarna...!!
'
Ēo ll6ñ
❤❤❤❤