is inverter ko stabilizer ki zarorat padti hain kya?? bcz mere pass he inverter hain, aur ye 2 baar kharab hua tha low power supply ke bajese. engg. ne bola apke yaha electricity low high rahati hain isiliye inverter hit hokar kharab hota hain.
Nice video hai bhai... Maine bhi yahi model sw me liya hai .. Mera inverter bina koi load ke bhi 5amp battery se le raha hai kya ye aisa hi hai ya mere wale me problem hai please reply zarur dijiye 😢😢😢
Ups Heavy duty 1550 Dg 12 vA mene liya hai kiya ye shine wave hai na sir ya nhi hai btaye.kiya isko bdal ke tb shine wave wala lena hoga kiya aj hi laya hu preshan hu
bro do technical ques hai! agar inverter 24v (sw) wala le aur usko double battery ki jagha ek hi battery per chalaye to inverter/battery me koi issue to nahi ayega? electricity consumption/loss increase to nahi hoga!
Exide is better option, recently they launched 1625 Va inverter ( 12volts battery) and 1300watts , pure sinewave, 42 months full warranty, microtek is offering only 24 months and its square wave
Nice video hai bhai... Maine bhi yahi model sw me liya hai .. Mera inverter bina koi load ke bhi 5amp battery se le raha hai kya ye aisa hi hai ya mere wale me problem hai please reply zarur dijiye 😢😢😢
Sbse bekaar inverter hai koi mt kharidna mene 28 april 2022 ko liya jo 15 july 2023 ko kharab ho gya company waalo se koi response nhi hh totally bad inverter hai Fuck uhh microtek 😢😢
Sir kya hum I inverter pe dubble battery use kar sakte hai kya?
Kr sakte h
is inverter ko stabilizer ki zarorat padti hain kya?? bcz mere pass he inverter hain, aur ye 2 baar kharab hua tha low power supply ke bajese. engg. ne bola apke yaha electricity low high rahati hain isiliye inverter hit hokar kharab hota hain.
Over load ka problem bata raha hai heavy duty 1550 me ese kese thik kare ye problem face karte huye 3-4 din ho gye hai ese kese thik kare
Sir
Koper tranceformar ka inverter kan sa martet me aa raha hai
Nice video hai bhai...
Maine bhi yahi model sw me liya hai ..
Mera inverter bina koi load ke bhi 5amp battery se le raha hai kya ye aisa hi hai ya mere wale me problem hai please reply zarur dijiye 😢😢😢
Sir mere pas Luminous 150 ah solar battery hi. Kya me is inverter charge controller ke sath use Kar sakta hu? Plz reply 🙏🙏🙏🙏🙏
Ups Heavy duty 1550 Dg 12 vA mene liya hai kiya ye shine wave hai na sir ya nhi hai btaye.kiya isko bdal ke tb shine wave wala lena hoga kiya aj hi laya hu preshan hu
Is this pure shinewave or not reply
Battry full hone pe kise pata chalenga...
भाई साहब ओकाया इनवर्टर 1500 va अल्ट्रा प्योर और माइक्रोटेक 1550 va में कौन सा अच्छा है।
Sir please pure sine wave me 1000w load ke liye best inverter bataye ??
Sir invoter charjing me detey hai to bip bip ka aabaj q aata hai or charjing hote hote charjing band kar deta hai or bip bip ka aabaj aata hai q
1/2hp ka samersebl chla payega ki nhi
Inverter overload bta rha to Kya Karen......Or charging nhi le rha h kya kre......?
Ye shine wave hai ya nhi bhaiya
Sir pichhe Jo switch diya h unko kis mode pe rakhna h
Ups mode
Meri hamara microtek inverter hai iska backup 3 se 4 ghante ka naya inverter liya jab se yahi hal hai iska kya reason ho sakta hai
Solar se ye inverter charjing kare ga ya nahi
Kya yeh mera 700w wala gaming pc handle karega kya meri battery connect ki hue 240ah ki hai
Aaram se
Yes bilkul
@@Rambo-i9x thanks two pc one with 700w and other with 550 watts and along with one pc rtx3070 and other with GTX 970 works well without any trouble.
@@Rambo-i9x thank you bhai 😊
Isme full charge hone par light blink krti hai ya nahi? Kaise pata lgega
Vo ek jagh light rook jayegi samjho full charge hogya
Sir kya yah Exide el 200ah ke liye sahi hai Maine liya hai please reply
Ok h
Sir mai kal hi ye inverter laya hun or battery charge nai ho rahi hai kya karu
wapis
Kya ye inverter TPZI wave form wala hai, not pure sinwave inverter, please, reply, i have ordered this, but it produces TPZI wave form. Please reply.
Not sine
ye square wave he ? maine liya he
Kiya 2 battery Parnell connect karsakte 150+150 mah , 12 v
No
Pure sine wave ya square wave hai??
Square
@@SSPRODUCTKNOWLEDGE phir to bekar hai
sw bhi ata hai same capacity main wo ap pr depend krta hai kon sa lena hai
Pure sine wave bhi ata h is model m
@@SSPRODUCTKNOWLEDGEsine wave me convert kar sakte hai
bro do technical ques hai! agar inverter 24v (sw) wala le aur usko double battery ki jagha ek hi battery per chalaye to inverter/battery me koi issue to nahi ayega? electricity consumption/loss increase to nahi hoga!
24 volt wala inverter single battery par nahi chalega uske liye 2 battery series me connection karna hota hai
@@Sanatpatel31 ok thnx
Bhai 1550 dh invtr hai aur battery Exide 260 hai to kis mod me rkhna hoga..
Sem Question
160ah ke battery use kr sakta hoon
G
Mere pass hai invetae sara din charge hote rahta hai bijli bill bahut aaraha hai kiya kare
service karlo
Sinewave ya square wave
DG mean Square Wave according to Microtek Logic
Isme pure sine wave model hai bhi hai
pure sinewave hai ya square wave?????
Square wave
New hi liya huwa half hours me hi overload bta raha jb ki pura 2 din charge huwa
Brother, can we connect 200+200amph= 400amph, 2 batterys peralally here? Love from Bangladesh... ❤
only recommend battery for microtek 100 to 200 Ah battery
Kar sakte ho
no bro this is a single battery inverter model
Exide is better option, recently they launched 1625 Va inverter ( 12volts battery) and 1300watts , pure sinewave, 42 months full warranty, microtek is offering only 24 months and its square wave
Sine wave version is also available in heavy duty model
New battery me bhi continue charging hote rahta hai.iska charging kabhi band hota hi nahi hai.
Sir this product is pure sine wave ??
Mera to sahi kam kr rha h 1year ho gya.ek aur lene ka plan h bhai
Karent jane baat sound nehi hota 😢
Exide 150 ah use kr rha hu iss inverter ke sath koi problem to nhi hoga😮
Nahi Bhai
Dhanyavaad🙏🙏
बैटरी बैठ जाने के बाद इनवर्टर में जल्दी से चार्ज नहीं लेता है
Kya price hai
24×7 microtek sabse best hain .sine wave hain
Charge cut nahi hota hai
Problem h ue check karwao
Bhaisaab kuchh bhi bol rahe hain , swtichover ko charging
Company ko complaint bhi ki hai abhi tak Ghar nahin pahuncha
Microtek ka heavy duty 1550 3 month nahin hua kharab ho gaya overload single data
Ye enwter sahi nahi hai.. koi mat lena sahi nahi hai ...
Abhi jo company microtex ka 1550 sab Jada Ganda inverter hai usse badhiya 1250 hai
7400 main le ke pachta rah aa Hu 6 manth me 10 martaba kharab huwa hai
Nice video hai bhai...
Maine bhi yahi model sw me liya hai ..
Mera inverter bina koi load ke bhi 5amp battery se le raha hai kya ye aisa hi hai ya mere wale me problem hai please reply zarur dijiye 😢😢😢
Kya problem aya tha
@@md_muzammiil भाई आपका ise मॉडल में तब SW है शाइन wave है ना।मेंने जो लिया है ना वो haevy ड्यूटी 1550 DG है
@@MdAbdullah-qh4cf haa bhai mera sinewave hai
Achha koun sa hota hai bro btaye
Sir ye bina load ke over loding bta raha hai..
3 bar plete chenge krwa chuka hu..
10 month purana hai
Same problem
Bahut hi problem aata is inverter me
160 ah sahi rahega
Microtek k inverter sabase bekar hote h jara sa voltage fluctuations hua bas turant dhuan de dega
Hi
Sbse bekaar inverter hai koi mt kharidna mene 28 april 2022 ko liya jo 15 july 2023 ko kharab ho gya company waalo se koi response nhi hh totally bad inverter hai
Fuck uhh microtek 😢😢
Ha
2350 24v vlott
Sab se faltu inverter he microtek bahut jldi kharab hota he
सबसे ज्यादा नुकसान देने वाला inverter
Nuksan ky hua bhai
Very bad response this inverter
Sahi kah rahe hain bhai sabse ghatiya inverter hai
Jb se liya hu Hun usmein roj problem hi rahti hai
Bekar inverter hia😢
बेकार है पैसे खराब मत करो
Sabse bakwas
Kyu bhai
Faltu inviter hai 1550 mat lena 20 din me hi kharab hi problem dikhna suru ho jayega 😭
Mera to 1 year se chal rha hai😊
Bahut hi kharab inverter hai hai 5 baar kharab ho gaya hai 1 saal me