Bilkul sahi jankari di ❤👍❤👍❤👌❤👌❤👌❤palak kep se jyadatar honda ka ECM kharab hota hai par mai horo sorum me kam karta hu. Honda sorum me mere dost hai aaf ka kantet nambar milega
Bade bhai fuse me thoda balav kijiye ga 15 Ampiar ki jagh 20 ka lagay ye or apane jo 20 ka lagaye he vha 7.5 ka.... Baki jankari achhi thi thank you...🙏🙏
Ji sahi kaha aapne us time pe specific fuse available nahi tha to dusre no. Ka fuse laga kar dekha tha fir baad me company type laga diya gay.... Man gaye par ki najar 😜
Ji uska loose chabhi switch aur galat plug cap ki wajah se ECM udh gaya tha jiske karan current nahi Aa raha tha... Jaise hi Humne sab thik karke ECM naya dala to current Aa gaya 🙏❤️
Aap pehle to ye dekhe ki aap ka ignition switch andar se loose to nahi hai... Aur agar sab kuch thik lag raha ho bahar se to aap puri wiring ko open kar ke dekhiye kahn i n kahin pr short mil jayega 🙏
Sir me mechanic hu mere pass shine bs6 aayi hai Uska Bhi fuse ud rhe hai main relay or starter relay bhi dala lekin problem solve nahi ho raha plz bataiye
Aisa nahi ho sakta... Subscribe bilkul free hota hai.. Aisa ho raha hoga ki aap subscribe ki jagah join ka option daba rahe honge to waha paise lagta hai SUBSCRIBE free hota hai🙏❤️
Bilkul sahi kaha sir aapne ki company ne humko training deni hi chahiye👌
Ji bilkul sahi❤️
Chabhi switch to thik tha pr plug cap se bhi ecm ud jata hai ye kuch nya sikhne ko mila❤
Ha plug cap bas Honda ka genuine hi dalo🙏❤️
Thackbyou so mach bhai apki help se ye promdlem do gadiyoka soll kiye he obhi Honda ki 🙏🙏
My pleasure 🙏❤️
Thanks bhai
🙏❤️keep supporting
Bilkul sahi jankari di ❤👍❤👍❤👌❤👌❤👌❤palak kep se jyadatar honda ka ECM kharab hota hai par mai horo sorum me kam karta hu. Honda sorum me mere dost hai aaf ka kantet nambar milega
Bahot Bahot Dhanyawad.🙏... Aage bhi acchi jankari lane ki puri koshish rahegi.. Support kijiyega ❤️🙏
Maine bhi ECM spark plug cap aur lock kit change kar diya tha gadi ka
Ok
Apki sabhi jankari hame jyada sab sikhati hai sir all the best for you 🎉
Thank you for watching... Aap ka pyar yunhi banaye rakhiyega🙏❤️
Bahot sahi
Thank you so much ❤️🙏
Very nice
Thank you so much ❤️🙏
Nice video
Thank you for watching ❤️🙏
👌👌👌
❤️
Good
Thank you
Bade bhai fuse me thoda balav kijiye ga 15 Ampiar ki jagh 20 ka lagay ye or apane jo 20 ka lagaye he vha 7.5 ka.... Baki jankari achhi thi thank you...🙏🙏
Ji sahi kaha aapne us time pe specific fuse available nahi tha to dusre no. Ka fuse laga kar dekha tha fir baad me company type laga diya gay.... Man gaye par ki najar 😜
👌👌👌👍
🙏❤️
👌👍
Thank you for watching 🙏❤️
Sir please ap sp 125 bs6 relay wiring ke details and ECM ka input consi wire me aata hai aor output consi wire me ppp
Ji bilkul SP 125 bs6 ab jab bhi aayegi problem lekar aap ke liye mai special puri Relay ke ek ek wire ka detail video banaunga🙏❤️
Sir Avi ap to satik batay hay thik hay lekin karant nahi aneka karan kya kharab tha nahi batay
Ji uska loose chabhi switch aur galat plug cap ki wajah se ECM udh gaya tha jiske karan current nahi Aa raha tha... Jaise hi Humne sab thik karke ECM naya dala to current Aa gaya 🙏❤️
Plug cap vali bat pe like to banta hai
Thank you so much 🙏❤️
Sir new ecm dalne pe software marna padta hai kya, please reply
Ji nahi direct plug and play hai... Aap direct laga do 🙏❤️
@@shivashrivastava119 thank you🌹🌹
Sir apke workshop ka address kya hai
Honda software nahi marna padega ok
👍🙏
Thank you 🙏❤️
sir ecu new lgne ke baad ab starting hone ke baad fuse cut ja rhai hai
Aap pehle to ye dekhe ki aap ka ignition switch andar se loose to nahi hai... Aur agar sab kuch thik lag raha ho bahar se to aap puri wiring ko open kar ke dekhiye kahn i n kahin pr short mil jayega 🙏
@shivashrivastava119 sir wiring check kar liye hai wiring me kio problem nhi dekh rha hai
Mere sath bhi kuch aisa hi hua tha uski wiring badalne ke baad problem solve hua
@@shivashrivastava119 sir wiring v change kar diye hai uske baad v problem solve nhi ho rha hai
Aapki Gadi ka kahi brake switch ya Startor Coil short to nahi ho raha n?
Sir me mechanic hu mere pass shine bs6 aayi hai Uska Bhi fuse ud rhe hai main relay or starter relay bhi dala lekin problem solve nahi ho raha plz bataiye
Ji aap ka bhi problem same hai ... Aap bhi aapke gadi ki chabhi switch aur plug cap change kare... Sath me ECM ka bhi fault hai🙏❤️
Battery ka current (black or red wire) aage tk nahi pahuch raha hai main relay bhi daal kr dekha
Ek bar aap wiring check karke ECM change kare
Phele ki gadi 100 se 200 m thik ho jati thi mene kya galti kr si shine lekr last month hi uthai 🥴
Koi nahi sab ke sab gadi ek jaisi nahi hoti ...
Subscribe karne par paesa dena pad raha he to kyun subscribe kare 1/2 din k bath video dek lenge subscribe karne ka koe jarurat nahi he
Aisa nahi ho sakta... Subscribe bilkul free hota hai..
Aisa ho raha hoga ki aap subscribe ki jagah join ka option daba rahe honge to waha paise lagta hai
SUBSCRIBE free hota hai🙏❤️
Paletina110 m yahi problem hi
Ji Bajaj ki Bs6 150 cc ke niche Wale gadiyon me bhi ECM ka hi problem aata hai jyadatar❤️🙏
Shine ecm problem
Yes
Sir G ECM?
Han
Asian update nahin karvaya
Nahi ji isme ECM update ka koi Funda nahi tha... Iska ECM loose Ignition switch aur galat plug cap ki wajah se ud gaya🙏❤️
Hamesha bezzati hai mechanic ke
Yes ab sabhi company ko bahar ke mechanics ko training dena jaruri ho gaya hai kyunki showroom se jyada to gadiyan 10 Guna bahar banti hai ... 🙏❤️
Horn may short hone say fuse ur jate hay.. change horn...
Ohkk