Sir dsr me kab use kre boni ke turnt bad kr skte hai kya sir eska upyog Dhan ke germantioon me koi problem to nhi hogi dsr me turnt boni ke bad kre to sir
Pahli bar kheti kar rahe hain or kheti ki jankari nahin hone ke Karan hum kaun sa bij lagaen aur aadha ekad mein Kitna 6:29 khad dalen uska bhi jankari de
5 ltr pani me kitna dalna hai for garden herbicide
Sir dsr me kab use kre boni ke turnt bad kr skte hai kya sir eska upyog
Dhan ke germantioon me koi problem to nhi hogi dsr me turnt boni ke bad kre to sir
mai first time kheti krne ja rha dal ke dekhta hu
20day badme karenge to acha haga🌺🌷
nahi
chidka dhan 15-20 din ho gaya but ghas nii uga hai to spray kar sakte hain kya...?
Nahi aap nominee gold dawa ka spray kare th-cam.com/video/Qux0fyPPwYc/w-d-xo.html watch this video
(SAATHI) Sir mera dhan ki buyai 24 jun ki hai isme sprey kare /ret me mix karke dale
th-cam.com/video/Qux0fyPPwYc/w-d-xo.html watch this video
Shoyabin me dal sakte h
nahi
1 st veiw
thanks please like share & subscribe
D.A.P. ke sath Mila ke daal sakte hai, ropai ke samay
nahi ropai ke baad dale na hai
रोपाई के 8 दिन बाद कर सकते है क्या
nahi
30,din ki dhaan par kar saktey h?
Yadi 30 din ka buvai ka dhaan ho gaya hai ,aur aap nominee gold ya arzoo star ka prayog kar rahe hain, uske sath Sathi bhi dal sakte hain.
Keya dhan ke khdi fhasal par upyog kar sakte hain.
kitna din ka dhan hai
20 se 25 din ka hai.
@@sushilkujur6983 nahi aap saathi ka prayog na kare th-cam.com/video/4GsrW4GfEFM/w-d-xo.html watch this video
15 din ho gye buvai ko bhaiya kam karegi kya abhi
nahi
@@LaxmiFarmingबुआई से कितने दीन तक कर सक्ती है
@@vaishutiwade1062 dhan kitna inch ka hai
aur usme kharpatwar ka jamawao Ho Gaya Hai Ki Nahin
कोबी को चलता है क्या ये?
क्या पूछ रहे हैं सर
Is kharpatwar nask dava me kitna din Tak Kam karta hai
4 to 5 days
Sir dhan ke motha ghas ko kab or kaise control kare plz reply
th-cam.com/video/Qux0fyPPwYc/w-d-xo.html watch this video
Direct seeding me kab dale?
Kisan Bai kya hum July me narsari laga sakte hai or paida hone ke liye bataen
Pahli bar kheti kar rahe hain or kheti ki jankari nahin hone ke Karan hum kaun sa bij lagaen aur aadha ekad mein Kitna 6:29 khad dalen uska bhi jankari de
Han July mein bhi nursery Laga sakte hain
100 dayes ki Bareilly ka chunav kariyega nurserydal sakte he
Ropayi k kitne din bad iska istemal Kiya ja skta hai
1 se 2 din bad
Bhai ji 20 kg dhan k liye 20 gram dwa thik rahegi ya jada leni h
बिलकुल जाली दवा काम नही करता है खरपतवार मे,
आपको उसका सवाल करने का सही तरीका नहीं मालूम है इसका इस्तेमाल धान की नर्सरी में किया जाता है
𝑻𝒉𝒂𝒏𝒌𝒚𝒐𝒖 𝒔𝒊𝒓
welcome please like share and subscribe