Kya isme 2 alag inverters connect kar sakte h? Dono se bari bari se input lena ho to. Inverter me bas ek wire aati h phase ki...toh 2 input aur ek output lagega right?
Sir jenerator ki suffly me or main meter ki suffly me phase [+] or nurtel [ - ] pechan kr lgana jruri hai ya bina pechane lga skte hai MCB Change over me... Please reply
Anchor ka MCB Changeover 40 Amp ka MRP 1200/= hai jo main ne 725 mein liya hai after discount. 40 Amp se zyada load pey yeh trip bhi karta hai… Super product… comes with 36 months warranty
Is mcb ka use Karen ke bad, D-freez and cooler jaise upkaran Ka use kar sakte h Ye jalega to nahi Kyoki D-freez and cooler jyada load Leta h isiliye Please tall me
Sir two phase line khichkar eska kewal line ka use nhi kar sakte hai man lijiye ki ek phase nhi rahega to dusra phases par change nhi kar sakte hain ac ac se ho sakta hai ki nhi
Aap ne mera bahut help kiye hai video bana kar isko mai khud se set kar liye hai thanks bhai
Welcome
बहुत अच्छे दोस्त बहुत ही असानी से समझाये
Thanks sir ma electetion hu mujhe change over ki warring nahi samaj rahi thi appki video dakha to samaj ma aagaya. One again thanks sir ❤️
Bhai kaha se ho
Plzz bhai replay
अति सुंदर बहुत ही अच्छीराय मैं भाई लोगों के
Nice sirji 👍सर घरमे change over कितना amp का लगवाना चाहिये, दो कनेक्षण के लिये कृपया बतायें.
32 amper bahut ho jata hai
good demonstration.language is immaterial.Thanks
Aise se hi videos banate rahiye
Bahut achha hai sair
bahut achaa samjhaya hai aapne
बहुत अच्छी वीडियो
Best and useful video thanks
nice video Bhai
Kya isme 2 alag inverters connect kar sakte h? Dono se bari bari se input lena ho to. Inverter me bas ek wire aati h phase ki...toh 2 input aur ek output lagega right?
Yes
Sir kon Sa Chengover Sahi he mcb changeover ya normal changeover
Muje apka video achaa lagta he
Sir mcb changeover aur manual changeover me kon sa best hai
Thanks sir Good information....
एक नंबर माहिती आहे
Very simple...& Special teaching....thanku sir
इस पैनल में क्या न्यूट्रल की 2 वायर लाना जरुरी है कि सिंगल वायर से लूप कर दे तो हो जाएगा
Awesome video sir g weldon
Agar poul pr se voltage bhut jyada aata hai to.kya ye mcv automatic cut hoga ya nhi
Sir agar 2 face 1 neutral hai to 1 face uper 1 face niche or nuetral ko dono me use kar sakte hai ya nahi please reply .
कर सकते हो
Kya iska reverse connection karke ek line se do equipment alternative chala sakte hai
fantastic video sir ji ik sabal h sir is mcb changover ko kya load ki reting ke hisab se lgate h kya reply plz
Are according to load mcb lagate hair.
Very nice video sir super 👏👏👏👏
Very good information bro
Sir jenerator ki suffly me or main meter ki suffly me phase [+] or nurtel [ - ] pechan kr lgana jruri hai ya bina pechane lga skte hai MCB Change over me... Please reply
Aise hi laga do no need to check
veri good imperm eshan
Sir ise hitter me laga sakte hai kya
kyoki hitter ka switch kal jata hai to MCB ko switch ke rup me laga sakte hai kya sobji......
Very gud information ❤❤❤
Very good thanks bhai....
Short circuit me me protection deta hai ya nahi
Good job man
Is video ke liye shukriya
Very easy simple thank you 😁😘😘😘😘
What about automatic change over which does not require human to change switch ? How automatic changeover works when both coneection are live
Very great information thnku sir
bahut hi Badiya
Sirf supply ka connection kr sakte hae m bina generator ke
Kya isme normal supply do baar use kar sakte h
Kya yah MCB ki tarah short circuit se bhi bachata hai automatic niche gir jata hai kya
Thanks sir suvichar samaj ashya💓😎❣️
Dhanyavaad sir ji
kya yeh Trip bhi krta hai..short circuit hone pr
MCB ka sahi connection hua h ki nhi
Check krne ke liye normal board se supply de skte h MCB me
Reply fast bro
It's very good loved it
Kya MCB changeover switch overload protection deta hai
No
Jyda load hone par jal jata h lekin Esa hone k kam chances h
No
no it's just a changeover
Haw March this product
Change over ka konsa side live hai aur konsa sa neutral????
Doesn't matter
Han bhai Chori line chalane ke liye badhiya sweet hai
Sir iska price kya hai and kya yeah mcb k tarah short circuit paar trip karta hai?please boliye 🙏 🙏 🙏
Did u get answer ?
Anchor ka MCB Changeover 40 Amp ka MRP 1200/= hai jo main ne 725 mein liya hai after discount.
40 Amp se zyada load pey yeh trip bhi karta hai…
Super product… comes with 36 months warranty
Good bahe
Can I use it for switching between grid supply & inverter output?
Yss best h
2 बिजली के मीटर है सरकारी वाले घर का लोड 15 दिन एक मीटर मे और 15 दिन दूसरे मीटर्र मे चला सकते है इससे
Ha chala sakte hai ap
Nice bhai ji
Generator ki jagah pr solar inverter bhi use kr skte h na
Ha
Kya MCB Cheng over me main line aur genrator Ki jagah Pe inverter line
Dono use Kar sakte hai
Sir
Yes
Is mcb ka use Karen ke bad, D-freez and cooler jaise upkaran Ka use kar sakte h
Ye jalega to nahi
Kyoki D-freez and cooler jyada load Leta h isiliye
Please tall me
Nice video sar very very good
Sir
humare gaon main 3 phase ek neutral hai
Humara 3 phase kabhi bhi ek jaisa nahi rahta
Aap ne 2way MCB bataya to kya isme 3way MCB aata hai
Very nice video
Generator ki jagh second phase daal skte hai
Full house ka load le sakta hai kya
Han bilkul le sakta h. Bo aapko dekhna ki aapke ghar par kitna load cal raha h..
Mera naam Naeem hai.Shahjad bhai. ek sumerssbil pump ko teen alag.slag jagah she chalane ki wiring kaise ksrein plz.batayei.bshut urjent hai.
Jaankarie dane ke leye thanks bro
Nice video..
Thanks for information 😊
Dear sir Very thanks
क्या ऐसाही डिसी करंट के लिऐ उपलब्ध है तो कृपया मार्गदर्शन करिऐ सोलर से 16A 700 voltage के लिऐ चाहिए
KYA CHANGOVER MAI INVERTER KI WIRING HO SKTI KYAA JIKE GHAR MAI INVERTER KE LIYE WIRING NI HUAA HAI WO ISKA USE KR SKTA HAI KYA
nhi kr sakte q k agar inverter ka light change over mai doge toh motor fridge iron mixture aircondisner etc jaisi electronic chij nhi use kr paaoge
@@rdgaming8709 bro try kr ke dekhna hotaa haii bs pure ghr mai ho jata hai connection overload pe bndh kr do muat trt
ho jaayega bola toh pr inverter bs fan or light k liye ise krna toh thik nhi toh tmhara battery down ho jayega
@@rdgaming8709 right broo bike wali battery inverter mai lga de kyaa 1200 mai mil jayegii saste maii 2 hr bhi chl jaye paryapt hai
Ek hi neutral se connection kr saktain hain
Dp changeover switch kya hota hai.kese ye kaam karta hai.plz tell me sir
Thanks sir ji👌
Sir ji automatic change over switch के बारे video बनाएँगे
Very nice vlog.
Agar government se 2siply kya laga sakte h kya
Good video sir
DP MCB duble phase me work krta hai ya nahi , mera yha earth ke jageh double phase aata hai
Load Kitna capasit baya
3 फेस का mcb आता है क्या 10 hp पम्प के लिए
Sir two phase line khichkar eska kewal line ka use nhi kar sakte hai man lijiye ki ek phase nhi rahega to dusra phases par change nhi kar sakte hain ac ac se ho sakta hai ki nhi
Kr sakte hai bro
Best information short circuit par trip Hoga Ki Nahi
No
@@AjayChauhan-rl7pl to problam nahi hoyega
Nahi
Lot of thanks sir .
Iska price Kitna hoga sir
Lekin sir ye chanj over mcb alag alag ampear ka milta hoga na
Ha
Isme agr 2 phase or 1 newtral dena ho to newtral ko loop karke do phase use kr skte hai
Ha
very clear video sirji
Y MCB changer bhi trip hota hai kya
Sir agar Generator ki jagah government ka supply yani samjhe agar R phase chala gaya toh Y wale phase se supply ok ho jye ga please reply me sir
Ha
Short circuit par trip korefa ? Uski ek video dijia
bhai iske aage ek mcb lgao ...is se direct load mat connect kro.. fir aapka mcb down ho jaega
Thanks bhai, v good information.
Price bata dijiye
वोल्टेज तेज़ आने पर क्या ये अपने आप कट होगा
Thanks sir
Nice video
4 5 ac ke liye kitne ampere ka legega sr?
very helpful thanks 👌
Thx yaar I love you 💋💋💋
Mai 2 taraf se light lena chahta hu ...to isme dono ka cable isme k neeche chaaro me kas denge ...to uper load waale me kya daalenge
MCB changeover Ko main light generator for inverter ka connection kaise karte hain
MCB changeover short circuit se protection deta hai.kya reply kijiye.
Trip nhi krta hai maine website pr bataya bhi hai
Very. Good