sonu bhai, yeh frequency ke wajah se trip NAHI hua hai koi aur logic hai - aapke video se yeh saaf hai ki yeh single phase connection hai aur inverter ka output... input ke hi phase mein hota hai. inverter phase shift thodi karta hai - yahan mujhe research karna padega lekin filhaal aisa prateet hota hai ki trip isiliye hua kyon ki jitna current (phase + inverter ) input mein gaya usse kam current neutral se aaya RCCB mein!!!! lekin jab aapne inverter input ko direct kiya changeover se toh jitna current RCCB ke (phase + inverter ) input mein gaya utnahi current neutral se aaya toh trip nahin hua - sara jhool inverter ke dabbe mein hua hai - aap comment kijiye.
Umesh bhaiya ko kuchh pata nhi rccb or elcb connection inko MCB or dp switch connection aata hai bypass karna 😅 Or rccb me bypass nhi kr sakte Sonu bhaiya experience Banda hai unko sab pata hai
Yahna humne jo reaserch kiya he ,jeise inhone bataya wo sab uska koi ninja rectification point nahi he ,,yahna to inhone rccb ka adha roll hi khatam kar dala he, wo keise he ki man lete kis byakti ko inverter ke input me shock lagega to wahna admi chipak nahi jayega, isliye wahna bhi rccb se supply chahiye na ki direct,,isliye inhone galat connection batadiya he inki baton pe mat ao nahi to sefty ka namo nishan khatam ho jayega ,,ap log mere baton se sahmat he to comment se batayenge to uska sahi connection hum batayenge jeise apka pura samasya hal ho jayega aur sefty bhi bacha rahega
विस्तृत रूप से पूरी जानकारी पार्ट-2 में दी गई है-th-cam.com/video/EYxD7ec1lf4/w-d-xo.html
I m professional electrician rccb Laga chuka hun❤
बलाफवा was epic line 😂😂😂
उमेश भैया को तो बोलने दो यार.... 😄
उमेश जी से ज्यादा जानकारी तो रिपोर्टर को मालूम है
Kya Sonu Bhaiya yah bataiye single face ki lightweight three face ka RCB Lagana jaruri hai
Bhai rccb ko invert ka current ulta aa rha fan aur bulb ke through wo aise hi trip krega.
On What Principle Does RCCB Work ??
The rccb doesn't allow current through its circuit , with out similar amount of current pass between its individual input and output terminals
15:00 k bad hi deke
sonu bhai, yeh frequency ke wajah se trip NAHI hua hai koi aur logic hai - aapke video se yeh saaf hai ki yeh single phase connection hai aur inverter ka output... input ke hi phase mein hota hai. inverter phase shift thodi karta hai - yahan mujhe research karna padega lekin filhaal aisa prateet hota hai ki trip isiliye hua kyon ki jitna current (phase + inverter ) input mein gaya usse kam current neutral se aaya RCCB mein!!!! lekin jab aapne inverter input ko direct kiya changeover se toh jitna current RCCB ke (phase + inverter ) input mein gaya utnahi current neutral se aaya toh trip nahin hua - sara jhool inverter ke dabbe mein hua hai - aap comment kijiye.
Agar Aap rccb laga rahe hai to ups ka netural common nahi karna chahiye
aap ka sara problem hai har floor ka neutral inverter line ke sath common ho jana ..or ye chij kabhi bhi RCCB Bardast nahi kr sakta...
Tum dono pagal ho chuke ho 😅 mujhe to tum logo ka baat bilkul samajh nhi aarha hai
Singal phase supply main 3phase rccb?
Rccb laga rahe hai to EB ka neutral alag hona chahiye our ups ka neutral alag hona chahiye
Right baat hain bhai
Earth likej elcb me hota hai
Diagram per bataiye bhaiya
Sonu bhai power off
Bahut accha achi jaankaari mili sir thanx
Short circuit me rccb trip nahi hota hi balki current Ka value different hone se trip karta hi
Bhai chote se chote electrician ko pata hota hai EB our ups ko ek saath koi v breaker me nahi diya jata hai
Electric ka kaam sikhna hai to electric science trick channel pr jao bhai ❤ ye log se sikhoge to pagal banoge 😂
2 floor, 2phase, 1 inverter, hain RCCB trip ho jata hain kya kare
Uska connection keise kiye ho batana
Frequency kay hai
esme Naya Kaya hai
Singal phase me aap log four pole ka rccb use kiye hai o galat hai kyu ki over load protection nahi kar payega
सर आपको भी मेन और इनवर्टर के बीच आरसीबी का कनेक्शन करना अभी तक नहींआता है
Frequency ka problem nahi hai bhai aap galat bata rahe hai
Umesh bhaiya RCCB bolte hai
Umesh bhaiya ko kuchh pata nhi rccb or elcb connection inko MCB or dp switch connection aata hai bypass karna 😅
Or rccb me bypass nhi kr sakte
Sonu bhaiya experience Banda hai unko sab pata hai
Bhai rccb HOTA hai bhi
Rccb लगनेकेवाद बार बार ट्रीप किउ होताहे पुरी बात बताए भैया जि
2 wire type wairing karna padhega other wise work karega hi nahi ipmosible hy !
Bhai pahle aap log ko ye jankari hona chahiye singal face me two ploe ka rccb use hota four pole ka nahi hota hai
Rrcb nhi rccb okk
Aur ha jo log yeh video banayen hain unse main puch rha hu single face ko three face bana sakte hain ya nhi jawab jarur dena video wale bhai log
Jaroor bana sakte hai bro❤❤
RRCB or RCCB😂
Rrcb nahi rccb hota hei
Ek baat ko baar baar bolkar video Ko lamba kar rahe ho
Rccb hota h bro koy thak rhe ho galat word mat batao bro
Bhai first explain the name correct rccb not rrcb only making video
Nice 👍 video
Yahna humne jo reaserch kiya he ,jeise inhone bataya wo sab uska koi ninja rectification point nahi he ,,yahna to inhone rccb ka adha roll hi khatam kar dala he, wo keise he ki man lete kis byakti ko inverter ke input me shock lagega to wahna admi chipak nahi jayega, isliye wahna bhi rccb se supply chahiye na ki direct,,isliye inhone galat connection batadiya he inki baton pe mat ao nahi to sefty ka namo nishan khatam ho jayega ,,ap log mere baton se sahmat he to comment se batayenge to uska sahi connection hum batayenge jeise apka pura samasya hal ho jayega aur sefty bhi bacha rahega
Hii
Mere paas Kam karo uske baad video banana dost
Bhai rccb hota h rrcb nahi
Wo bhi ata h bhai
Bhai kb aaya rrcb uska kya kaam h 🤨
😅😅😅
@@Surya_Chandannew circuit breaker only for use umesh bhaiya RRCB😂
@@arshadkamal9926 😀
Pahle bhai log accha se Naam rakhana sikha lo
Pagal tum KO kaun electrician bana Diya rccb HOTA hai rccb nahi
Ye bebkuf technicin hai
Iska adha adhura jankari hai
Aap bhi chhutiyon ko samjhate Hain
Rccb se pahle isolater laga0
@@knowledgereel2665 isolator lagna ka koi fayd be hota hai
RRCB😂😂😂😂😂😂
Please Bhai apna number send karo mujhe baat karni hai