Zakat ka Hisaab kaise lagaye ? | ज़कात का हिसाब लगाने का आसान तरीका | Mufti A M Qasmi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 8 ก.ย. 2024
  • Zakat ka Hisaab kaise lagaye ? | ज़कात का हिसाब लगाने का आसान तरीका | Mufti A M Qasmi

ความคิดเห็น • 277

  • @naazsyed511
    @naazsyed511 2 ปีที่แล้ว +6

    Excellent voice and video 👍👌❤️🌷😁
    Zajakallah mufti sir bahut khoob
    Bahut sahi tariqe se bataye 👍👍👍👍👌👌👌👌✔️✔️✔️✔️

    • @dittocto
      @dittocto ปีที่แล้ว

      Are u sayyid?

  • @samirahmed2332
    @samirahmed2332 ปีที่แล้ว +2

    Molana sab shukriya jankari Dene k liye Allah aap ko salamat rakhe Aameen ya Rabbul Aalamin 🤲❤️

  • @mohdmonu9467
    @mohdmonu9467 2 ปีที่แล้ว +2

    Assalamu alaikum Ab samajh aya sahi tareka jazakallah Masha Allah

  • @sanasafi4022
    @sanasafi4022 2 ปีที่แล้ว +8

    Allah aap ko hamesha salamat rakhe ameen ❤️❤️

    • @shahnwaz1799
      @shahnwaz1799 2 ปีที่แล้ว

      Bhai aap apna comment padhe aur dekhe isme koi galti hai

  • @muzammilmulla9343
    @muzammilmulla9343 2 หลายเดือนก่อน

    Jazakallah khair.allah aapko iska naymul badal aata farmaye

  • @Feroz9611
    @Feroz9611 ปีที่แล้ว +3

    Mashallah samjhaya Mufti Sahab aapane ab Mufti Sahab yah samjhe kisko dena hai kyunki umat mein crysis bahut hi kuch log madaris sco ko dete Hain FIR hakdar ka hak nahin jata usse bahut pareshani ka samna karna padta hai hakdar ko madaris ke dene ke mein khilaf nahin hun misal ke taur per likha hai

  • @merajunnisa4639
    @merajunnisa4639 2 ปีที่แล้ว +1

    ماشاء االلہ بہت خوب صورتی کے ساتھ آپ سمجھا تہ ہیں ڈاؤٹ کلیئر ہو گیا اللّٰہ تعالٰی آپ کی ہر دعاء قبول عطا فرمائے آمین یارب العالمین السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ جزاکاللہ

  • @rahimasaiyed9251
    @rahimasaiyed9251 ปีที่แล้ว

    Masha allah aap bahot hi aasan zabaan me or behtareen tariqe se samjhate h k har koi samjh jata h jazak allah

  • @ayeshasaba
    @ayeshasaba 2 ปีที่แล้ว +3

    Subhanallah mufti Saddam🧡🧡🧡 jazalllahu khaira ❣️❣️❣️

  • @dastagirpatel8145
    @dastagirpatel8145 ปีที่แล้ว +1

    Masha allah bahot acche tareeke samjhaya aapne

  • @ayshamalik5492
    @ayshamalik5492 2 ปีที่แล้ว +1

    Bht acche se smjh aaya alhamdulillah... Jazakallahu khair🥰

  • @yasminakhatoon891
    @yasminakhatoon891 2 ปีที่แล้ว +1

    Aap ne bohut asani se samjhaya

  • @rukhsarqureshi9159
    @rukhsarqureshi9159 ปีที่แล้ว +1

    Thanks very helpful video jazakallahu khaira

  • @arshadmalik4545
    @arshadmalik4545 5 หลายเดือนก่อน

    Very nice mufti sahab

  • @rihannawaz6864
    @rihannawaz6864 2 ปีที่แล้ว +1

    Zabardast tarike se samjhaya bahut shukriya

  • @AlishaKhan-ld2qt
    @AlishaKhan-ld2qt ปีที่แล้ว +1

    Mashaallah Bahut achhe se samjhaya.

  • @knowledgerelation7846
    @knowledgerelation7846 ปีที่แล้ว

    Mufti sahab aapne bahut ne bahut hi alg aur samajhdar tareeke se samjhaya ❤ mujhe bahut paya aap ke samjhane ka tareeka

  • @looksmakeoverluxurysalonra776
    @looksmakeoverluxurysalonra776 2 ปีที่แล้ว +1

    Ji bilkul samaj agaya,

  • @looksmakeoverluxurysalonra776
    @looksmakeoverluxurysalonra776 2 ปีที่แล้ว +1

    Aap bahut achhe se samjhate he

  • @mdhasnain4386
    @mdhasnain4386 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum wh rhamatulla hi wa barkatahu aap ki har video mujhe madat deti hai

  • @reedaansari6965
    @reedaansari6965 ปีที่แล้ว +2

    Assalam alaikum wa Rahmatullahi wa barkatu hu ✨✨✨ thank you so much sir

  • @carrierimc2265
    @carrierimc2265 2 ปีที่แล้ว +27

    या अल्लाह हम सभी मुसलमान भाइयों एवं बहनों को रोजा रखने और नमाज पढ़ने की तौफीक अता फरमाए

  • @Bgmi_is
    @Bgmi_is 2 ปีที่แล้ว +1

    Mash Allah subhanallah ameen summa aameen

  • @educationcentreyt309
    @educationcentreyt309 2 ปีที่แล้ว +1

    Mashaallah shukriya

  • @nehaparvez4439
    @nehaparvez4439 2 ปีที่แล้ว +1

    First view

  • @ammarbangdiwala5156
    @ammarbangdiwala5156 5 หลายเดือนก่อน

    Mufti ji jzkl fore information

  • @shahnawaz2006
    @shahnawaz2006 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum warahmatullahi wabrakatuh khairiyat se hai aap savi log
    Ramazan ka dusra ashra magfirat wala chal Raha hai Aap sv log pure musalmano ko magfirat k liye dua kare

  • @m.n.ansari-vs6ri
    @m.n.ansari-vs6ri ปีที่แล้ว +1

    Assamo alaikum wrbt
    Shukria, aap LA program bahut achcha lagta hai. Bahut jankari milti hai. Brai meharbani El baat bataen ki
    Jis mall ya raqam pe ekbar zakat nikal chuki hai. Kya usi raqam pe dubarah ek saal bad phir zakat dena hai.
    Mohammad Nizamuddin Ansari

  • @ishratparween7496
    @ishratparween7496 ปีที่แล้ว

    Bahut achhe se smjhaya aap ne

  • @moinraza007
    @moinraza007 2 ปีที่แล้ว +4

    Video banane ke liye bahot shukriya hazrat!
    Ek sawal hai, agar kisi ka home loan hai ya car loan hai jo emi ke taur pe aage deni hai. Uska hisab kaise karege? Kya pure loan amount ko minus karege total maliyat hai usme se ya sirf jo emi hai ek ya do mahine ki?

  • @MuftiMohdAshfaqAhmad
    @MuftiMohdAshfaqAhmad 2 ปีที่แล้ว +6

    اللہ تعالی ہم سب کو اس ماہ مقدس میں زیادہ سے زیادہ عبادت کرنے کی توفیق عطا فرمائے

    • @mehtabansari389
      @mehtabansari389 2 ปีที่แล้ว +1

      Masha Allah aap ne bohot hi achhe se samjhaya Allah aap ko jazaye kher de

    • @reedaansari6965
      @reedaansari6965 ปีที่แล้ว

      Ameen

    • @habibakhatun-cu9ci
      @habibakhatun-cu9ci ปีที่แล้ว

      Me bhot garib hu mujhe jakat chaiye

  • @mehtabansari389
    @mehtabansari389 2 ปีที่แล้ว

    Mashallah aap ne bohot hi achhe se samjhaya Allah aap ko jazaye kher de

  • @rahanakhatoon6616
    @rahanakhatoon6616 2 ปีที่แล้ว +1

    Vaalaikumusslaam Rahmatullah.A.M Oasimi sahab.

  • @SS-te4dx
    @SS-te4dx 2 ปีที่แล้ว +4

    MashaAllah SubhanAllah ❤️

  • @Alt9307
    @Alt9307 2 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah

  • @noorsadiya8617
    @noorsadiya8617 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum bhai ji bahut khub🍓🍓🍓

  • @farhakhan4388
    @farhakhan4388 2 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah

    • @bushrajamdar5927
      @bushrajamdar5927 ปีที่แล้ว

      Agar kisi bhai ka Home loan chal raha hai 2000000 ka aur uski zakat Gold aur cash mil kar 800000 hai to us ko kitna zakat banigi.

  • @kashafsaifi3589
    @kashafsaifi3589 ปีที่แล้ว

    Shukriya allah aap ko jzaye kher de

  • @SS-te4dx
    @SS-te4dx 2 ปีที่แล้ว +1

    MashaAllah ❤️

  • @MdAftabalam-vz6gg
    @MdAftabalam-vz6gg 2 ปีที่แล้ว +1

    Subhan Allah

  • @maazkhan7277
    @maazkhan7277 2 ปีที่แล้ว +1

    Mashaallah🥰🥰🥰

  • @ishua5009
    @ishua5009 2 ปีที่แล้ว +1

    MashaAllah

  • @noornoornoor688
    @noornoornoor688 2 ปีที่แล้ว

    Allah aapko aur sabko Har khusi ATA farmaaye aamin

  • @firozalam7827
    @firozalam7827 ปีที่แล้ว

    Nice explain Maulana Sahab

    • @fiza.7713
      @fiza.7713 ปีที่แล้ว

      Mufti sab myers pas teen ghar hy jismy AK my rhyta hu dusra kiraye par deya hu aur tesry my ma bhyen bhai rhyety hy jo ghr bhady py deya hu wahasy 8000 bhada aata hy ab a sab property AK crod ho sakti hy my 3 sal phyely Dubai my kam karta tha muzy hart attack huwa my india wapes aaya Dubai my tha tab tak my ache khasi jakat nikalta tha Dubai my income ache khasi thee ab myry pas na bank balance hy na kuch jesy tyesy ghar chalta hy to ess Hal my my kya kar sakta hu

  • @nursingknowledge123
    @nursingknowledge123 ปีที่แล้ว

    Good knowledge

  • @yasmeenbano3941
    @yasmeenbano3941 2 ปีที่แล้ว +1

    Sukriya bahjan1

  • @riyajriyaj4590
    @riyajriyaj4590 ปีที่แล้ว +1

    Subhanallah

  • @mdashraf6196
    @mdashraf6196 2 ปีที่แล้ว +1

    Walekum assalam

    • @thaminahameed1671
      @thaminahameed1671 2 ปีที่แล้ว

      Kya nowkar ka bonus zakaath me se kat jaatha hai

  • @voiceofislambymjz
    @voiceofislambymjz 2 ปีที่แล้ว +1

    mashallah

  • @husnasaifi741
    @husnasaifi741 2 ปีที่แล้ว

    Sukriya aapka

  • @tayyabm9087
    @tayyabm9087 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum...
    Jazakallah mufti sahab... !! Allah apse aise deen ka kaam aur hum ko deen ke masail bataye..
    Mere sawal hai agar hum koi plot ke liye advance dete hai kya woh b zakat me shamil hoga ..
    2 mein abhi tak zakat ka hisab nahi lagya. Aaj hisab lagat hoon tu kya mujhe ek saal wait karna hoga zakat ya aaj hi jo zakat nikali usko pay karna hoga..
    Plzzz reply

  • @afshakhan6746
    @afshakhan6746 ปีที่แล้ว +1

    Maulana sahab ye bataye gold k rate benchney Wale ya khareedney waley ..
    Q k agar ap apna gold benchte ho to alag rate hota hai or kahreedte ho to alag hota hai..plzzz batayiye

  • @mohdumair7539
    @mohdumair7539 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alaikum
    Mere 2 sawal
    1) Stock market and Mutual fund me invest kiya hua paisa zakat me add hoga ya nhi? Agar hoga to kaise hisab lagaye?
    2) Credit card ka monthly bill payment ki rakam ko minus karna h ya nahi?

  • @majid1845
    @majid1845 2 ปีที่แล้ว +1

    Asllamalkum Hazat shab Agar Keshi nai zameen Bachi to fer usko Zameen Leanne hai Fasal Ugganai kai keleya us par Zakat hoge

  • @waheedansari2065
    @waheedansari2065 ปีที่แล้ว

    Masaallah

  • @adeebbrother4910
    @adeebbrother4910 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalam alaikum a..kafi achhe se samjhaya aapne shukriya.mujhe bas ek confusion hai ki expenses jo minus karni hai wo aane wale pure ek saal ki hogi ya ek mahine ki ??? Jaise bijli ka bill, ek mahine ka ya pure saal ka??loan ki qist pure saal ki ya ek mahine ki..plz mujhe clarify karen.

  • @salmanahmad-sm6gz
    @salmanahmad-sm6gz ปีที่แล้ว +1

    Assalamoalaikum jazakallahu khair.
    Jaese ki 1 ramazan 2022 ko mere paas total 5 lac ka saman or cash hai aor iska maene 2.5 percent zaqat nikal diya lekin theek 1 saal baad 1 ramazan 2023 ko mere paas 6 lac ya 4 lac hogaya to mujhe 5 lac ka zaqat nikalna hai ya 6 lac ka ?
    Please reply

  • @shabanasalmani6787
    @shabanasalmani6787 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalam alikum mufti sab maine aapki puri video bhot dhiyan se suni hai, meri do betiya hai dono ko gold banaya huwa hai, lekin cash jma kuch nahi h etna paise ghar mai aate hai Allah ka shukar do waqt ki roti chal jati hai 1.lakh 63 hazar udhar lena hai jiski koi ummid nahi hai hai kab wapas dege, to kya gold ki zakat deni hogi muje plz jawab dena Allah Hafiz

  • @mohdyusuf7081
    @mohdyusuf7081 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum mere pass 2 Flats hai kya usko bhi count karna hai.

  • @NEWYOUTUBER148
    @NEWYOUTUBER148 ปีที่แล้ว

    Allah

  • @HamzaMalik-zk4cr
    @HamzaMalik-zk4cr 5 หลายเดือนก่อน

    Mufti bohot ache se samjha aapne par 1 masla or h hamare pe kisi karz ho or uska koi Khabar no ho to us Haan kya kre

  • @anokhacoockingblog1663
    @anokhacoockingblog1663 ปีที่แล้ว

    बहुत अच्छी जानकारी दी है आपने बहुत अच्छे से आपने हम सबको समझाया है एक बात पूछनी थी अगर और के पास गहने और 20000 10 किसी को देने के लिए है तो गहनों को किसको जकात देना फर्ज है मर्द या औरत प्लीज इस पर वीडियो बनाएं

  • @jishanali5680
    @jishanali5680 2 ปีที่แล้ว

    Jazakallah

  • @hoorainsuzain2861
    @hoorainsuzain2861 2 ปีที่แล้ว +1

    Lekin agar Sona 7.5 tole se kam hai to bhi use jodna hai?

  • @Sahillff99
    @Sahillff99 2 ปีที่แล้ว +2

    Mufti sahab imam sahab jab furz namaz padhnate hai to hame bhi unke saath surah fatiye aur surah padhna chahiye

    • @POSITIVEILM05
      @POSITIVEILM05 ปีที่แล้ว

      No bro nahi padhni chahiye
      Sirf dhyan se sunna chahiye Jo imam sahab padhte hn

  • @abdulgafurchaudhari46
    @abdulgafurchaudhari46 2 ปีที่แล้ว +2

    There are many many in your neighbourhood, amongs your relatives
    Who needs help.first your zakat should go to them.donot give to any one who you personally not verified. Many cheaters are taking away the right of poor.

  • @farheenjahan8499
    @farheenjahan8499 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualekum bhaijaan hm kaun s paise - krege jo isi month pay krna h ya pure year k paying bills - krege plzz bta dijie

  • @sahinsaifi5555
    @sahinsaifi5555 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum zakaat nikal kar rakhlen ramzaan me kyon ki jise zakaat deni h wo door h ramzaan me jana mumkin nahi h to kyaa Eid ke baad de sakte h please jaldi batayen

  • @simranhashmi2277
    @simranhashmi2277 2 ปีที่แล้ว +1

    Mufti sahab jo LIC policy zama kr rhe h uska bhi zaqat niklega plz btaiye

  • @_mr_sam_494
    @_mr_sam_494 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu Alaikum Mufti Sahab Mera yah masla Hai Ki jevar Hai Lekin vah girvi Rakhe Hue Hain To Kya zakat Farz Hon aur jitne paison ka jevar girvi Rakha Hai utani Hi Paise alag se karja bhi hai to is per Jakat ka kya hal Hoga please reply de

  • @shanurshaikh7794
    @shanurshaikh7794 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alaikum Mufti Sahab, mutual fund aur provident fund bhi add krna hai kya, jab ki wo paisa abhi hamare pass nah hai

  • @waqaarrasool6971
    @waqaarrasool6971 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum, suppose karye agar mere pass 100000 rupee the last year aur iss bar ye bad k 200000 rupee ho gye Hain to zakat 1 lak par lagega ya fir pure 2 lak par ? Chaye wo bada hua 1 lak mujhe zakat ki calculation ki date se 2 din pehle hi mile hain matlab ki usse abhi aik saal ni hue hain

  • @mdsameerkhan5603
    @mdsameerkhan5603 2 ปีที่แล้ว

    Allah tabarak V Tala Ham Sabko zakat befikra Dene Ki Taufeeq Ata farmae

  • @mohdyusuf4998
    @mohdyusuf4998 ปีที่แล้ว +2

    हजरत एक बार किसी माल का जकात अदा करने के बाद, उसी माल का दूसरे साल भी जकात देना होता है या नहीं?

    • @nahidbano4542
      @nahidbano4542 ปีที่แล้ว +1

      Mujhe b iski Jankari chahiye please bataiye

  • @raziakhatoon1102
    @raziakhatoon1102 2 ปีที่แล้ว +1

    asalamualaikum agar gold ghirvi ho to uska bhi zakat nikla hoga

  • @tasavvarhusain7993
    @tasavvarhusain7993 ปีที่แล้ว +1

    Jinki salery Bank Mai jaati h woh salery par zakat kaise calculate karein

  • @theentertainment9627
    @theentertainment9627 ปีที่แล้ว

    Allhmdullilah

  • @SayedAli-gx9dk
    @SayedAli-gx9dk ปีที่แล้ว +1

    Ekbar nisab ko aneke baad, agar ek saal ke baad, uha zakat dene ke qabil nahi raha yani zakat us per farz nahi hota, kya uha zakat le sakta hai.

  • @farzanakhatri9201
    @farzanakhatri9201 7 หลายเดือนก่อน

    Gold pe ek baar Jo zakat nikal di agle saal phir wo poore gold par zakat nikalna hai ya sirf difference par .... please batayen

  • @mohdnaseem5385
    @mohdnaseem5385 ปีที่แล้ว

    ماشاللہ

  • @Sahillff99
    @Sahillff99 2 ปีที่แล้ว +2

    Mufti sahab imam sahab jab furz namaz padhate hai to hame kaise padhna chahiye

  • @shabinaaz3581
    @shabinaaz3581 2 ปีที่แล้ว

    V nice

  • @shahidmalik180
    @shahidmalik180 5 หลายเดือนก่อน

    Mufti sahab Jo pasa karobar me laga h Jo usse munafa milega jakat ki det se pahle kya uspar jakat Deni pdegi mo Jamshed india

  • @glambysiddi7
    @glambysiddi7 5 หลายเดือนก่อน

    Maulana sahab please bataye agar gold he lakin gold loan k liye rakha huea he to uspar zakat nikalna hoga please please please bataye me confused hu

  • @kausenkhan2237
    @kausenkhan2237 2 ปีที่แล้ว +1

    Asslamalaikum mufti sahab kya khet ki bhi zakat deni padti h

  • @mudassirnaz3275
    @mudassirnaz3275 2 ปีที่แล้ว +1

    Provident fund (PF) me v lagega kya, pf to company wala kat leta hai aur jab job khatam hoga tab milta hai to kya kare isme v zakat lagega kya???????????????????

  • @asbaatshaikh1421
    @asbaatshaikh1421 2 ปีที่แล้ว +3

    Assalamualaikum ustaad ji jazakallahu khaira 🧕🏻🤲🤲🤲

    • @noorsadiya8617
      @noorsadiya8617 2 ปีที่แล้ว

      Assalamualaikum my dear sister 🌹khairiyat🙋🏻‍♀️🍓🍓🍓👌👍🌸🍒🥀🍁

    • @asbaatshaikh1421
      @asbaatshaikh1421 2 ปีที่แล้ว

      @@noorsadiya8617 walaikum assalam my dear sister ❤️ ji alhamdulillah ummid hai aapsab khairiyat se hoge Allah aapko duniya aur aakherat ki tamam khushiyan atafarmaye aamin 🧕🏻😊🍧🍉🍇🥭🍒🍓🤲🤲🤲

    • @noorsadiya8617
      @noorsadiya8617 2 ปีที่แล้ว

      @@asbaatshaikh1421 itni sari duaa dene ke liye jazakallah piyari sis🌹aap ki tabiyat kaisi hai🙋🏻‍♀️🍓🍓🍓🕋💎🌸🥀👌

    • @asbaatshaikh1421
      @asbaatshaikh1421 2 ปีที่แล้ว

      @@noorsadiya8617 ji alhamdulillah 😊

    • @noorsadiya8617
      @noorsadiya8617 2 ปีที่แล้ว

      @@asbaatshaikh1421 🙋🏻‍♀️🌸💎🍒💎🍓🍓🍓👌👍🕋

  • @fareedsaifi5061
    @fareedsaifi5061 ปีที่แล้ว

    Moulana sahab sone nai ka 54000 Sai lagayenge ya purane rate PR jis rate PR bike ga

  • @Furkan_ansari990
    @Furkan_ansari990 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum agriment par ghar ho to un peso ki bhi jakt di jayegi ya nahi , ham agrimet ke gar me rehte h

  • @mspathan2814
    @mspathan2814 ปีที่แล้ว

    Assalamualaikum
    Hamare pas Jo cash rakam ho .us par pura sal gujar chuka ho itni rakam ko hi zakat k liye jodna he ya fir zakat ka nidab calculate kare usdin jitna amount balance he us ko jodana he??

  • @anythingwithzeeshan8317
    @anythingwithzeeshan8317 2 ปีที่แล้ว

    Bht achi video h ...ek sawal h ki ...aurat jo zevar pehnti h in daliy use uski bhi zakar deni hoti hai?

  • @saiyedamreen4558
    @saiyedamreen4558 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamualaikum
    PlZ dua Karo humre liye plz plz plz

  • @user-si4kr6jc7w
    @user-si4kr6jc7w ปีที่แล้ว

    मांसा,अलाह,सुबहांनला

  • @firdossarkar657
    @firdossarkar657 ปีที่แล้ว +1

    Asslaamoalaikum Mufti saahab Maine kuch salon se khaandaan ki bachchiyon ke liye alag se paisa bacha kar rakha tha ki aage se aage paisa hoga ya nahi. In paison ko unki amaanat ki tarah alag se rakha hey. Main ye maanti thee ki ye mera paisa nahi.. Kya Un paison ke oopar zakaat meri hogi ya bachchiyon ke Maa-baap ko de doon. Aap thoda hisaab samjha dijiye. Allahafiz

  • @shamsherfaizabadi3090
    @shamsherfaizabadi3090 5 หลายเดือนก่อน

    Asslam alykum
    Mufti Sahab kaya wife ke pahne hue jewelry ka zakat nekal sakte hai

  • @vaishurathod2528
    @vaishurathod2528 2 ปีที่แล้ว

    Mashallah ❤️ beshaq 🤲🤲

  • @lavishka3174
    @lavishka3174 ปีที่แล้ว

    Mufti sahab..
    Ek que h apse.
    Mere pas kuch chize h..gold me..
    Lekin mere shohar pe kafi karza h.. to mujhe zakat deni hogi kya?? Kynki denge husband hi..pls btaye mujhe

  • @AsifKhan-uj8iu
    @AsifKhan-uj8iu ปีที่แล้ว

    Saal bhar ke kharche minus honge na?
    Muftisahab plz reply karna....

  • @shamsherfaizabadi3090
    @shamsherfaizabadi3090 5 หลายเดือนก่อน

    Mufti Sahab gher me 3 bhai hai aur sabhi Bhai ki wife ke jewelry ka ya Apne maa ke jewelry ka zakat ek shath Dena hai ya alag alag?

  • @seemamujahis8660
    @seemamujahis8660 2 ปีที่แล้ว +1

    As salamalikum my question is as you said we have to deduct the expenses like rent, electricity bill , etc , do we have to calculate 1 month expenses or 1 year expenses plz do reply
    And one more thing the gold zakat amount should be given by wife or his husband can also give behalf of his wife plz answer to this questions

    • @shahedi1407
      @shahedi1407 2 ปีที่แล้ว

      Walaikumassalam!shohar zakat de sakte hain magar dene se pehle biwi ko batana hoga ki hum aapki taraf se zakat de rahe hain

    • @shahedi1407
      @shahedi1407 2 ปีที่แล้ว

      1saal ka hisab karna hai