Sir Namaskar, ur explanation is excellent. Sir jis relay ko wedge karna hai, usse select kaise kare.mai aaj try Mara but relay ko select nahi ho paya, Sir pls guide.mera loco mai koi problem nahi hai, but aap ka video dekhh nai kai baad Q118 wedge karnai ko try mara
Microprocessor ka company same hona chahiye, Esake bad v option nahi aa raha hai to Q118 usame inbuilt nahi hai. Aise me aap Relay pannel ko dekhiye waha par Q118 Laga rahega. Aapko waha se manually wedge Karna parega.
Sir, Paper pe aapne sabse upar Removed Relays me Q50 bhi likha h. Or fir niche Q50 ko wedge karne ka tareeka bhi bataya h soft key k through. Jab Q50 remove kar di gayi h to fir hm 7 Number key se kis relay ko wedge kr rhe hn? Please explain. Thankyou
Sir,ur videos are very excellent. The explanation way is very nice. Sir,I have one doubt.in 3ph mu Locos,how to isolate rear Loco power while attaching mu locos to formation. If we attach with two locos power,sometimes very bump is coming.so,if we isolate rear Loco,we can easily attach locos to formation without any bump. In diesel mu Locos,we keep rear Loco ECS In idle while attaching mu locos to formation. Please suggest sir,easiest way to isolate rear Loco in 3ph Loco mu.
First aap 20 meters pe Loco stop kar lijiye, usake bad inching mode me select kar lijiye. Inching mode me maximum speed 1.5 Kmph hota hai , Multi loco v hone par thora v bump nahi aayega.
Sir job Q51 ko remove(microprocessor loco) kor diya hai , tob HPAR switch qu lagaya. Job Q 50 ko nikal diya tob wedge kaise hota hai. Jo jo relay nikal dia uska kam DJ circuit mai kon korta hai( Q44,Q30,Q45).bahut confusion hota hai.plz explain.
Microprocessor loco me HPAR dummy condition me rahata hai, Switch operate karne se koyi response nahi milega wo all ready pahale laga hua tha , lekin modification k time nahi nikala. Q50 nikal diya use to wedge nahi kar sakte, ji bol raha hai wedge karne ko use bol dijiye, ye microprocessor loco hai samajh jayega. Jo v relay nikal diya use kuch karne ki jarurat nahi hai or na hi jaldi kuch problem aanewali hai. Jo aap relay wedge karte the ya clean karte the wo sabhi microprocessor dekh lega. LP ko kuch karna na pare, yahi to microprocessor k labh hai.
Thanks sir
Lots of thanks
Thanks sir....
Very thanka sir
Thanks
Bahut achha
Thanks
atisundar bhai
Very nice
Welcome
bahut sundar sir
Thanks
Amazing sir
Thanks
Sir Very nice
Thanks
Very good👍
Thanks 🙏
Thanx sir🙏
Your explanation is great
sir Q50 INRJAIJ NHI HOTI HAI KYA SAKET MILEGA
KYA TABUL SHOOTING HAI
Channel k play list me jakar video dekh lijiye, all ready video banaye huye hai.
th-cam.com/video/2xhZll1elcc/w-d-xo.html
Sir Namaskar, ur explanation is excellent. Sir jis relay ko wedge karna hai, usse select kaise kare.mai aaj try Mara but relay ko select nahi ho paya, Sir pls guide.mera loco mai koi problem nahi hai, but aap ka video dekhh nai kai baad Q118 wedge karnai ko try mara
Microprocessor ka company same hona chahiye, Esake bad v option nahi aa raha hai to Q118 usame inbuilt nahi hai.
Aise me aap Relay pannel ko dekhiye waha par Q118 Laga rahega. Aapko waha se manually wedge Karna parega.
Bahut sandar jankari
Sir, Paper pe aapne sabse upar Removed Relays me Q50 bhi likha h. Or fir niche Q50 ko wedge karne ka tareeka bhi bataya h soft key k through. Jab Q50 remove kar di gayi h to fir hm 7 Number key se kis relay ko wedge kr rhe hn? Please explain. Thankyou
Only version 3 me available Hai. Extra features hai soft key k dwara temporary wedge kar sakate hai
Microprocessor ver1 and ver2 Q50 wedge karnai ki jarurat hai thho kya karenge, pls make a video, as iss mai wedging arrangement nahi hai
Hpar or hq51 available hoga
Good sir ji
Sir conventional ka corridor inspection par sir ek vedio, plzzz sir🙏🙏🙏
Ok
@@KushwahaGRailway
Thanks sir🙏
Sir ji
Q101REMOVE🙏
Microprocessor loco me BPQD ka kya kam hai??
To avoid auto regression of notches
Sir,ur videos are very excellent.
The explanation way is very nice.
Sir,I have one doubt.in 3ph mu Locos,how to isolate rear Loco power while attaching mu locos to formation. If we attach with two locos power,sometimes very bump is coming.so,if we isolate rear Loco,we can easily attach locos to formation without any bump.
In diesel mu Locos,we keep rear Loco ECS In idle while attaching mu locos to formation.
Please suggest sir,easiest way to isolate rear Loco in 3ph Loco mu.
All ready video banaye huye hai aap channel k play list me jakar dekh sakte hai.
First aap 20 meters pe Loco stop kar lijiye, usake bad inching mode me select kar lijiye.
Inching mode me maximum speed 1.5 Kmph hota hai , Multi loco v hone par thora v bump nahi aayega.
VESA 1 not working hai to use kaise thik kare
Sir job Q51 ko remove(microprocessor loco) kor diya hai , tob HPAR switch qu lagaya.
Job Q 50 ko nikal diya tob wedge kaise hota hai.
Jo jo relay nikal dia uska kam DJ circuit mai kon korta hai( Q44,Q30,Q45).bahut confusion hota hai.plz explain.
Microprocessor loco me HPAR dummy condition me rahata hai, Switch operate karne se koyi response nahi milega wo all ready pahale laga hua tha , lekin modification k time nahi nikala. Q50 nikal diya use to wedge nahi kar sakte, ji bol raha hai wedge karne ko use bol dijiye, ye microprocessor loco hai samajh jayega. Jo v relay nikal diya use kuch karne ki jarurat nahi hai or na hi jaldi kuch problem aanewali hai.
Jo aap relay wedge karte the ya clean karte the wo sabhi microprocessor dekh lega. LP ko kuch karna na pare, yahi to microprocessor k labh hai.
Thanks sir
Welcome