بھائی بہت اچھی ویڈیو اپلوڈ کی ہے۔ میں اس میں تھوڑاا اضافہ کر دیتا ہوں۔ چارج کنٹرولر ایک چھوٹی بیٹری (100 اے ایچ) سے کم کے لیے ایک مفید چیز ہے مگر بڑی بیٹری جیسے کہ 200 یا 250 اے ایچ اور اسے دو یا تین سولر پینل سے چارج کر رہے ہوں اور بیٹری کو روزانہ استعمال کر رہے ہووں، کے ساتھ سرے سے ہی نہ لگایا جائے تو بھی اچھی پرفارمنس اور مناسب بیٹری کی پائیداری حاصل ہوتی ہے۔ وجہ اس کی یہ ہوتی ہے کہ بڑی بیٹری ایک اوسط سولر سسٹم پر کبھی اوورچارج نہیں ہوتی اگر متواتر استعمال میں رہے۔ چارج کنٹرولر لگانے کا نقصان لو ایفیشینسی اور انسرشن لاس کی صورت میں سامنے آتا ہے۔ بجلی کی اصطلاح میں لاس یا نقصان ہر اس چیز میں ہو گا جو گرم ہو کر کام کر رہی ہو۔ گرمی وہ انرجی ہے جسے ہم ضائع کر رہے ہوتے ہیں۔ اس لیے ہر بندے کو چاہیے کہ اپنا علم بڑھائے اور چارج کنٹرولر کے بغیر سسٹم کو نقصان پہنچائے بغیر اس کو چلانے کی مہارت حاصل کرے۔ شکریہ۔
The Engineer wonderfull idea u r great i like it plz mera watts app 03335048958 hai kindly add me ta kee aap ke tajrabe se faida ho sake my name is zahid and i am starting solar panel bussiness so kindly guide me
Asad Bhi ap k video all to all bhoat achi hote ha ma ap k total vidio dakhta ho or dosto ko b share karta ho acha Bhi hamry Ghar ka load ha 3 ac fan 1 LED TV one computer 4 saver hamry pass 1000 whatt ups ha or 220 phonix k battre ha leken 2 fan pa buckup 2 ganty bad battre khatm ho Jate ha
Battery mein DC current hota ha jub DC current ko UPS se AC current me tabdeel krte hain tu boht sara current zaya ho jata ha is leye apko backup time kum milta ha agr ap solar k fan use karin gay tu yehi batteri apko 10 se 12 ghantey ka backup degi Solar ka Ceiling fan or os ki detail video mein daikh lain
aslamualiqum raza bhai koi video batai ka force com ka mppt charge controller par 150w ke 2plate lagai to kam kara ga our battery atcha backup ka laya kon ce battery lain please bataya
nice information boss ek video charge controller per jo load daltey hey uski banadey 2 wire jarahey hotey charge controller se load per to sara load unhi wire per dalna hey apney jo connection banaya huwa hota hey usko zara wazih dikhadiaya karey kaise 4 se 5 item iske sath connect ki hey .. thanks
Assalm o alykum Sir mujhay ya poochna hay ka May battery ko ups say charge kar kay batery say D.C load chalata houn Batery ko 10.5 pay cut karnay ka liya pwm charge controler laga sakta houn Jab kay solar plates nahee lagee hoee hayn
Sir 1 question ah . Solr charge controlr betry ko over charge se be bachata ah aur xeadea dischrge se be bachta ah .. sir quest yeh ah.. ajj kal 12 volt ky charger atay agr hum 12 volt ky chargr ko solr ky sath laga lyn to solr charge contlr kam kry ga ya nea... input ky sath 12 volt aur output se btry ky sath laga lyn.. 12 volt betry charger ky sath solr chrge contlr kam kry ga .
SIR main ne 150w ka 1 pannel lagaya tha 12v ki fan aur led light k liye jis per 100 wali AGS ki battery lagai thi aur aik controler lagaya tha magar kuch time bad wo battery charge nahi ho rahi thi phir main ne controller sai wire hata ke direct solar battery par laga diya ... phir mujhe kisi ne kaha ke apki battery bari hai aur solar ke watt kam hain .. phir main ne aik aur solar pannel install kar liya total 2 panel 150wat ke ho gaye lakin mujhe ye pata karna hai ke main ab 12v ka load din main chala sakta hon ? aysa ho ke main load bhi on rakh saku aur battery bhi charge rahe aysa kis tarha ho sakta hai please.. guide karin .....
Nice video , bhai mene 160 w. Ki solar plat lagai hy or 50am. Betray hy ,or masla ye hy k nahi betray full charge hori h yani sell 1 hota h ya 0 hota hy or tez dhop me bhi fan 120v 30 mint chalra hy or band hojata hy plz tell me
Mere pas 1 plate hai 165 aur betry 100w ki hai mai din ko betry plate se direct charge krta hun aur rat ko solar fan on krta hun kia aisa krna sahi hai is mein agr mazeed koi chez add krni hai tu wo bta den,?
Agar din ma solar sa 6amp ka current araha ho or battery 3amp par charge horahi ho to baqi amp controller load par daga ya nahi ka battery bhi charge hota rah or load bhi chalta raha or jab rat ko solar sa current ana band hojai to load battery par convert hojai pwm controller ya kam karta ha ya nahi ya bata da
bahut bahut acchi lagi video चार्ज कंट्रोलर कितना वोट से जुड़ सकते हैं 160 वाट का है software kaise banaye jate hai wo Bataye Kaise Banta sector 15 Gurgaon
asslamulakum sir kaya hal ha acha sir bat is tara ha k mara aik solar panael ha or 100 mah ki batrry ha or battry sai tarika ha charge ni ho pati pora din koi load b ni hota
Sir kya solar panel his inverter se juda rahta he or feer wo battery charge krta he to kya hm us inverter me solar k sath sath electric se nod skte he ya ke wo rat me v bettry ko charge kre
Salaam, mera desi ups bettery ko over charge kraha h, kya charge controller ups m lagaya Ka Sakta h over charge se bachane k lean? Yani solar k wire jahan lagty h wahan hum ups k laga den?
Raza bhai 900 watts pannels kliye kitne amp ka or jis company ka charge controller install karun mere pass 6 ac dc fans 250 AGS battery hai pannels wires or load direct battery se connect hai agar ap k pass koi video h to uska link bhej den ya guide Karen thanks
Bhi Jan hamry Ghar ka load ac 3 fan or 1 LED TV or 4 saver and 1 computer ha hamry pass 1000 whatt ka ups ha but backup Nani ha battre kitny power k lagy gee 1000 whatt ups pa achy buckup k liy
Ham laod agar charge controller se le rahe hen to bettery full hone ki surat me charge controller hame solar panel se direct load dega ya bettry se hi load lega?
M NE DIN M OAD CHALANE K IA SOLAR IA 420W KA K MARAE 4 AC DC FAN OR AK DC INVERTOR FRIGE CHAA DIN DIN M DUKAN DAR MUJHA KHA AP ABHI CHOTI VOTA KI BATTERY 7.2AH KI UGA KR SUBHA SE SHAM TAK SOLER PR LOAD CHALA SAKTAY HAN M NE AK 30 A KA CONTROLER OR AK CAR CONVERTOR DC TO AC 220 2000W KA LALIA OR AK BETTRY 7.2AH KI LAI ORLOAD DIN M CHALAYA PR OUTPUTDIRECT BATRY SE LI LOAD M AK DC INVERTOR FRIG 3 FAN CHAAE JO SRIF 15 MINT CHALA PHIR RESTARTHONE LAGAY KYA BATTERY CHOTI HA M SOLAR SE POWER LA RHA THA MUJHAY SUGGEST KR DAN K LOAD CONTROER SE CHALAU YA BATERY CHANGE KRUN?
Sir AslamuAlekm meray pas Exide ki 100 wats ki betri he.or us k sath ek elecktrick charg cntrolar he or ek solar cntrolar he. Me din me solar cantrolr chlata hon or night me elecktrick charg cntrolar. Jab me rat ko elecktrick charg cntrolar chlato hon to solar cantrolr 15.7 bta ta he.to ap plz mujhe ye btaen k ye sahi he ya galat? .or jab din me chalata hon to 13.7 batata he. Mera kehne ka matlab ye he k betri ko to koi problam nhi ho ra? Or ek bat or Sir mujhe 100 walts ki betri me pani dalne ka treeka bhi btae plz .Allha khush rakhe ap ko.
Mera nam ashfaq he Bhai me ap se ye pochna chahta ho k solar or charger dono se ak sat charge ker sakte hen kabi kabi ager zarorat parehy to Matlab kabi kabhi
Aslam alikom raza bhai keya hall he raza bhai pehly b aap se kuch malomat le chuka hon ab aap se ye gozarash he k men 1 new ghar bna rha hon tu men pore ghar men dc wairing krna cha rha hon andar graond aap zra ye rah nomai kr den k men ketne amper ki wair istmal kron jo mere har room men pore volt pohanch jaen ur dc volt splay kesy don charg controller se ya koi ur triqa he ghar ka lod tkreeban 100 amper k agy pechy ho sakta he ya koi powar splay us krna pregi pliz aap reply zror krna mere ghar ka kam roka hoa he
Bahi mary pas 2 solar panal hn 150+150=300 watt kay aur 1 battry hy generator ki charge controller bi laga hy aur us pay man 2 AC/DC fan chalata hn lakin din kay waqt ful doop man bi DC pay fane ki speed kam hoti hy Aur AC pay zayada hoti hy kaya waja ho sakti hy
Mairai pass EK Exide Ki 100ampare Ki battery Hai or EK China ka 2500Rs ka 20 ampere ka charger, Mai is battery per 2 khursheed kai DC fans and 3 DC lights Chala ta hon, mairai pass solar panel Nahi Hai, tu Kia mujhai charge controller laganai Ki zarorat Hai, yani charge controller kai input per solar penal kai Bajai charger kai wire Laga dun taqe or load direct lainai kai Bajai charger controler se lun taqe battery overcharged se bachai charge controller Ki wajha se or battery Ki life achi ho? Kindly is hawalai se guide karain, q kai Kal Ki battery new li Hai or is se phalai EK battery 8 Month's Mai hi kahrab hogai Hai.
sir mery pass 24 volts k 5 panels hain or main un py12 volt dc load istmaal krna chahta hn to kya main charge controller k sath 12 volt battery charge kr skta hn charge controller automatic h 12 / 24 volt plz tell me q k mart se sirf 12 volts ki accessories hi ati hain
Hello Sir....... Mere paas already 750 Watts ka Apolo (china) inverter hae Aur Battery AGS ki 165 ampere hae. Maen 3 fan aur 6 LED bulb chalane chahta hoon...Aur back up b acha aye. Maen kitni plates adjust kroon......
Bhi hamry pass dc chat Wala fan or 2 fan 5 amper k stand fan or 3 LED light full night chalna ha battre ka plz bata day jo full night long time buckup day or us k liy solar panel jo day ma battre Charing Kary un k b k kitne power ho thankx
Sir mera question ya hai k bettry se controller atege karta hai phr solar se karta hai phr hum Jo hain load chalate hai to sir din k time solar se controller load dega ya bettry se he dega sir plz kuch batain mujha
Bhai Din men kab dhoop hoti h to charge controlar se light chalane se light kharab ho jati h iski kia waja h kia din men charge controler kaam ni krta? mene output load volt b 12.0 pe set kia hen
Bhai battery 14 pe full he to jb me load deta hun to wo sidha 11. 5 pe ajati he bs 1 fan or 3 li8s on karne pe te thk he ya battery problem he battery new he 100 Am k
Bhai jan kese ak video ma ya bata da k hm ya kasa select kara k itna load k sat itna amper k controller laga ga..mtlb k pora solar ke calaculation krna bata da plz jalde koe video es topic pr b bana do plz
SIR I HAVE ONE CHARGE CONTROLER cm6948 BUT THIS UNIT IS NOT CHRGING THE BATTERY. I THINK IT ELECTRONIC CIRCUIT HAS GOT DAMAGED I AM ENGINEER AND CAN CHECK THE MOSFATBUT 4 MOSFTA ARE CONECTED IN PRALLEL SO I MUST REMOVE THEM FROM THE PLATE DO OU HAVE SOME PROCEDURE TO CHECK THE MOSFAT WITHOUT REMOVING THUE MOFSAT FROM THE PLA
Dear Great work. Dear 1 esi video banaen ya mashohra dy den, agar sollar panel na lagaen or baterry ko charger sy charge karen to 150amp ki battery k liye konsa charger lagana chahye? or kitni dair men charge karega? albatta is se battery ko koi nuqsan to nahi?. dear plz is pe zara apni tafsilaat se aagah karen.. waiting for your response........
sir apne jis bandy k bare me btaya k uska charge controller power dena band krdeta ha to wo direct battery se attach krleta ha. kia iski wja ye hoskti ha k chage controller per load on ki setting 12.4 per set hoti ha to jb battery isse zyada discharge hoti ha or hm kisi wja ae sara load off kr k on krty han to charge controller load nai deta. is it right?
Asalam-o-alikum janab kaisa hain ap? ek bt puchni thi woh yeh k agr hum laptop charger ya phir desi charger use karin battery charge karna k liye to kia charge controller bhi sath ma attach kr sakty hain hain? ya nahi kr sakty ?
salam ustad...... ak sawal...... Dry battery me bhi same situation hay ya us me full discharge koi problem nahi....... sawal important hay jawab zaror den................
sir mere 24 ghentey ke bad lod off ho jata hai me bettery ki led hata kr dobar lagata ho loud on ho jata hai jab ke battrey ke abi 3point hote hain pher kyon loud off hojata hai 24 ghente me
solar panels mein batry lagana zarory hy keya? keya batry k bina solar charger constant voltag day ga? keya batry power saving ke elawa bhe koe kam karte hy? jesa ke voltag balancing? kindly answer the questions.
bhai mujhe ek baat ye puch ni thi k mere paas 30amp ka charge controler laga huwa hai jo k batery ko charge kar k cut off to karta hai lekin jab batery weak hojati hai to dobara recharge nahi karta jab tak main soler panel ko disconect kar k dobara conect na karun kya charge controler kharab hai ya aese hi hota hai plz guide me thanks
bohat khob aap waqi insanyat ki khidmat kr rahe hyn.ALLAH TALA aap ko jaza e khair ata farmaye aameen.
اللہ آپ کو صحت اور تندرستی اور جزائے خیر عطا فرمائے آمین آپ صحیح معنوں میں خدمت خلق کر رھے ہیں بذریعہ سولر آگاہی .
بھائی بہت اچھی ویڈیو اپلوڈ کی ہے۔ میں اس میں تھوڑاا اضافہ کر دیتا ہوں۔ چارج کنٹرولر ایک چھوٹی بیٹری (100 اے ایچ) سے کم کے لیے ایک مفید چیز ہے مگر بڑی بیٹری جیسے کہ 200 یا 250 اے ایچ اور اسے دو یا تین سولر پینل سے چارج کر رہے ہوں اور بیٹری کو روزانہ استعمال کر رہے ہووں، کے ساتھ سرے سے ہی نہ لگایا جائے تو بھی اچھی پرفارمنس اور مناسب بیٹری کی پائیداری حاصل ہوتی ہے۔ وجہ اس کی یہ ہوتی ہے کہ بڑی بیٹری ایک اوسط سولر سسٹم پر کبھی اوورچارج نہیں ہوتی اگر متواتر استعمال میں رہے۔
چارج کنٹرولر لگانے کا نقصان لو ایفیشینسی اور انسرشن لاس کی صورت میں سامنے آتا ہے۔ بجلی کی اصطلاح میں لاس یا نقصان ہر اس چیز میں ہو گا جو گرم ہو کر کام کر رہی ہو۔ گرمی وہ انرجی ہے جسے ہم ضائع کر رہے ہوتے ہیں۔ اس لیے ہر بندے کو چاہیے کہ اپنا علم بڑھائے اور چارج کنٹرولر کے بغیر سسٹم کو نقصان پہنچائے بغیر اس کو چلانے کی مہارت حاصل کرے۔ شکریہ۔
کیزلر پاکستان نہیں جناب اس میں کسی قسم کی کسی قربانی کی ضرورت نہیں پڑتی۔ بس بات سمجھنے کی ہے۔
Good vid, sir
The Engineer wonderfull idea u r great i like it plz mera watts app 03335048958 hai kindly add me ta kee aap ke tajrabe se faida ho sake my name is zahid and i am starting solar panel bussiness so kindly guide me
zahid aslam
The Engineer kindly Watts apps number
एक दम सही और सटीक जानकारी।
लाजवाब, उम्दा , शानदार
Asad Bhi ap k video all to all bhoat achi hote ha ma ap k total vidio dakhta ho or dosto ko b share karta ho acha Bhi hamry Ghar ka load ha 3 ac fan 1 LED TV one computer 4 saver hamry pass 1000 whatt ups ha or 220 phonix k battre ha leken 2 fan pa buckup 2 ganty bad battre khatm ho Jate ha
Battery mein DC current hota ha
jub DC current ko UPS se AC current me tabdeel krte hain tu boht sara current zaya ho jata ha is leye apko backup time kum milta ha
agr ap solar k fan use karin gay tu yehi batteri apko 10 se 12 ghantey ka backup degi
Solar ka Ceiling fan or os ki detail video mein daikh lain
LED TV or Savers ko ap UPS se chala lain or Fan Battery se
ماشااللہ بہت ہی پیاری ویڈیو بنائی ہے اللہ آپ کو خوش رکھے آپ کی ویڈیوز کا انتظار رہتا ہے
جزاک اللہ
bohat aala or zabar dast video i liked
Masaallha bhai sach Mey AAP bahot achaa kaam karte ho sirf ham logo ki madat karne k liye thanks bhai allha AAP Ko khus rakhe
Masha Allah
buhat achy sy samjhaya aap ny
Sir ek soler dc coler laga ho to usy controlr se chalye ke batte se us ke tar utarni ho lagani ho kese or kea use karykare ?
aslamualiqum raza bhai koi video batai ka force com ka mppt charge controller par 150w ke 2plate lagai to kam kara ga our battery atcha backup ka laya kon ce battery lain please bataya
bhai g.main ny 60 amp ka control charge main phaly soler ka connachion kai hain .kya wo sahe kam kary ga.12 24 48 auto ha.?
nice information boss ek video charge controller per jo load daltey hey uski banadey 2 wire jarahey hotey charge controller se load per to sara load unhi wire per dalna hey apney jo connection banaya huwa hota hey usko zara wazih dikhadiaya karey kaise 4 se 5 item iske sath connect ki hey .. thanks
Assalm o alykum
Sir mujhay ya poochna hay ka
May battery ko ups say charge kar kay batery say D.C load chalata houn
Batery ko 10.5 pay cut karnay ka liya pwm charge controler laga sakta houn
Jab kay solar plates nahee lagee hoee hayn
Sir 1 question ah . Solr charge controlr betry ko over charge se be bachata ah aur xeadea dischrge se be bachta ah .. sir quest yeh ah.. ajj kal 12 volt ky charger atay agr hum 12 volt ky chargr ko solr ky sath laga lyn to solr charge contlr kam kry ga ya nea... input ky sath 12 volt aur output se btry ky sath laga lyn.. 12 volt betry charger ky sath solr chrge contlr kam kry ga .
Ap mjy yeah batain yeah Jo load hum charge controller sy lian gay ..wo solar and battery ka combine load ho Ga kiaa
SIR main ne 150w ka 1 pannel lagaya tha 12v ki fan aur led light k liye jis per 100 wali AGS ki battery lagai thi aur aik controler lagaya tha magar kuch time bad wo battery charge nahi ho rahi thi phir main ne controller sai wire hata ke direct solar battery par laga diya ... phir mujhe kisi ne kaha ke apki battery bari hai aur solar ke watt kam hain .. phir main ne aik aur solar pannel install kar liya total 2 panel 150wat ke ho gaye lakin mujhe ye pata karna hai ke main ab 12v ka load din main chala sakta hon ? aysa ho ke main load bhi on rakh saku aur battery bhi charge rahe aysa kis tarha ho sakta hai please.. guide karin .....
agr dc fan ya dc cooler mein short sircut ho to aise mein solar plates pr kia farq pare ga
very good detail about battery and charge controller connections. thumbsup
dear gr d www dead 12v battry ko 24 v se k chrgr se reviv kaisa rhega ka koi exprmnt?☺👌🌺
Nice video , bhai mene 160 w. Ki solar plat lagai hy or 50am. Betray hy ,or masla ye hy k nahi betray full charge hori h yani sell 1 hota h ya 0 hota hy or tez dhop me bhi fan 120v 30 mint chalra hy or band hojata hy plz tell me
Aik plate per 30 ampere ka controller lagaya ja sakta hai?
Mere pas 1 plate hai 165 aur betry 100w ki hai mai din ko betry plate se direct charge krta hun aur rat ko solar fan on krta hun kia aisa krna sahi hai is mein agr mazeed koi chez add krni hai tu wo bta den,?
SiR charge controller ki output sy hum Car Inverter lga kr chla sakty hai kia ??
Agar din ma solar sa 6amp ka current araha ho or battery 3amp par charge horahi ho to baqi amp controller load par daga ya nahi ka battery bhi charge hota rah or load bhi chalta raha or jab rat ko solar sa current ana band hojai to load battery par convert hojai pwm controller ya kam karta ha ya nahi ya bata da
Very brief details.... JazakAllah
Great information. Best explanation...
bahut bahut acchi lagi video चार्ज कंट्रोलर कितना वोट से जुड़ सकते हैं 160 वाट का है software kaise banaye jate hai wo Bataye Kaise Banta sector 15 Gurgaon
Agr ak kolr chlan ho to put sy bohot slow kyun chlta ha lann k535 vat ka solar h please rahnumai frmaen
❤😊
Sir ager soler penal me Jo silver lining hoti he wo ager break hoi vi ho tu solar panel me ki problem ho gi...?
اگر ان سے کرنٹ جاتا ہے تو یقینا پوری پاور نہیں دے گا
batery160 wali es k sath laga k solar sey charg kar sakte hai
esa lgta hy ap kse dene madrasy K ustad ho bara acha samjaty ho
Charge controller sa three solar fan chlla saktay hain.plz reply
ups aour pannels aik sat charging kar sakti hai?
asslamulakum sir kaya hal ha acha sir bat is tara ha k mara aik solar panael ha or 100 mah ki batrry ha or battry sai tarika ha charge ni ho pati pora din koi load b ni hota
Sir kya solar panel his inverter se juda rahta he or feer wo battery charge krta he to kya hm us inverter me solar k sath sath electric se nod skte he ya ke wo rat me v bettry ko charge kre
Salaam, mera desi ups bettery ko over charge kraha h, kya charge controller ups m lagaya Ka Sakta h over charge se bachane k lean? Yani solar k wire jahan lagty h wahan hum ups k laga den?
Mary. Pas 3oo w 24v ki plat hy ,ab 2fan chalny han ,majhay kia kia aur saman lana hay,pls helpr
Direct load solar se kese le sakte hain is controller se?
Bijili wala Battery charger es sai charge control ker sakta hai battery ki plz batia ga
Solar sy bettery charge hoti h too load off hojata h??
Raza bhai 900 watts pannels kliye kitne amp ka or jis company ka charge controller install karun mere pass 6 ac dc fans 250 AGS battery hai pannels wires or load direct battery se connect hai agar ap k pass koi video h to uska link bhej den ya guide Karen thanks
Bhi Jan hamry Ghar ka load ac 3 fan or 1 LED TV or 4 saver and 1 computer ha hamry pass 1000 whatt ka ups ha but backup Nani ha battre kitny power k lagy gee 1000 whatt ups pa achy buckup k liy
Ham laod agar charge controller se le rahe hen to bettery full hone ki surat me charge controller hame solar panel se direct load dega ya bettry se hi load lega?
Jenab
Soler penal se Bina batry k soler charge controler se lod chela sakte he???
M NE DIN M OAD CHALANE K IA SOLAR IA 420W KA K MARAE 4 AC DC FAN OR AK DC INVERTOR FRIGE CHAA DIN DIN M DUKAN DAR MUJHA KHA AP ABHI CHOTI VOTA KI BATTERY 7.2AH KI UGA KR SUBHA SE SHAM TAK SOLER PR LOAD CHALA SAKTAY HAN M NE AK 30 A KA CONTROLER OR AK CAR CONVERTOR DC TO AC 220 2000W KA LALIA OR AK BETTRY 7.2AH KI LAI ORLOAD DIN M CHALAYA PR OUTPUTDIRECT BATRY SE LI LOAD M AK DC INVERTOR FRIG 3 FAN CHAAE JO SRIF 15 MINT CHALA PHIR RESTARTHONE LAGAY KYA BATTERY CHOTI HA M SOLAR SE POWER LA RHA THA
MUJHAY SUGGEST KR DAN K LOAD CONTROER SE CHALAU YA BATERY CHANGE KRUN?
Sir AslamuAlekm meray pas Exide ki 100 wats ki betri he.or us k sath ek elecktrick charg cntrolar he or ek solar cntrolar he. Me din me solar cantrolr chlata hon or night me elecktrick charg cntrolar. Jab me rat ko elecktrick charg cntrolar chlato hon to solar cantrolr 15.7 bta ta he.to ap plz mujhe ye btaen k ye sahi he ya galat? .or jab din me chalata hon to 13.7 batata he. Mera kehne ka matlab ye he k betri ko to koi problam nhi ho ra? Or ek bat or Sir mujhe 100 walts ki betri me pani dalne ka treeka bhi btae plz .Allha khush rakhe ap ko.
Mera nam ashfaq he Bhai me ap se ye pochna chahta ho k solar or charger dono se ak sat charge ker sakte hen kabi kabi ager zarorat parehy to Matlab kabi kabhi
sir charge controller ky battery ka bgair b work krta ha
Aslam alikom raza bhai keya hall he raza bhai pehly b aap se kuch malomat le chuka hon ab aap se ye gozarash he k men 1 new ghar bna rha hon tu men pore ghar men dc wairing krna cha rha hon andar graond aap zra ye rah nomai kr den k men ketne amper ki wair istmal kron jo mere har room men pore volt pohanch jaen ur dc volt splay kesy don charg controller se ya koi ur triqa he ghar ka lod tkreeban 100 amper k agy pechy ho sakta he ya koi powar splay us krna pregi pliz aap reply zror krna mere ghar ka kam roka hoa he
Can in solar points of charge controller i attach charger wires to charge battery is it possible.
Sir ager bettery na use ki jai sirf solar k wires laga kar load wires lagain kam karega?
Load run kry ga
Solar panel k liye konsa bettry sahi hai dry ya pani wala
ڈرائی اگر صحیح مل جائے تو اچھی ہے
مگر پاکستان میں صحیح ملتی نہیں ہے اگر اچھی ملی بھی تو تقریبا کم ازکم ڈبل قیمت میں ملے گی
50 amp k controller pe khurshid k 4 fan or 6 light chla sakty hen
Bhai hamen ye pta krna hai Ky controller se kesa PTA chle ky battery charge horhe hai Yan nhn
Bhi me Chahta ho k din me lod bhi chalon or batre bhe charg ho koi treka btaey
Solar panels ziada laga lain
Bahi mary pas 2 solar panal hn 150+150=300 watt kay aur 1 battry hy generator ki charge controller bi laga hy aur us pay man 2 AC/DC fan chalata hn lakin din kay waqt ful doop man bi DC pay fane ki speed kam hoti hy Aur AC pay zayada hoti hy kaya waja ho sakti hy
Thenks Yr Kife Acha Bat Bati Good Yr
Mairai pass EK Exide Ki 100ampare Ki battery Hai or EK China ka 2500Rs ka 20 ampere ka charger, Mai is battery per 2 khursheed kai DC fans and 3 DC lights Chala ta hon, mairai pass solar panel Nahi Hai, tu Kia mujhai charge controller laganai Ki zarorat Hai, yani charge controller kai input per solar penal kai Bajai charger kai wire Laga dun taqe or load direct lainai kai Bajai charger controler se lun taqe battery overcharged se bachai charge controller Ki wajha se or battery Ki life achi ho?
Kindly is hawalai se guide karain, q kai Kal Ki battery new li Hai or is se phalai EK battery 8 Month's Mai hi kahrab hogai Hai.
sir mery pass 24 volts k 5 panels hain or main un py12 volt dc load istmaal krna chahta hn to kya main charge controller k sath 12 volt battery charge kr skta hn charge controller automatic h 12 / 24 volt plz tell me q k mart se sirf 12 volts ki accessories hi ati hain
Hello Sir....... Mere paas already 750 Watts ka Apolo (china) inverter hae
Aur Battery AGS ki 165 ampere hae. Maen 3 fan aur 6 LED
bulb chalane chahta hoon...Aur back up b acha aye.
Maen kitni plates adjust kroon......
nice Bhi ap hamy batiy k Mary pass 3 LED light or 2 dc fan ha full night chalna ha to battre kitny watt ya amper k lo plz batiy
DC fan kon se hain on ke watts ya amp bata dain
Bhi hamry pass dc chat Wala fan or 2 fan 5 amper k stand fan or 3 LED light full night chalna ha battre ka plz bata day jo full night long time buckup day or us k liy solar panel jo day ma battre Charing Kary un k b k kitne power ho thankx
Salam bhai charge controller aik he waqt mai bettery charge or load chala sakta hai ya nhe plz mje gide karen.
Sir mera question ya hai k bettry se controller atege karta hai phr solar se karta hai phr hum Jo hain load chalate hai to sir din k time solar se controller load dega ya bettry se he dega sir plz kuch batain mujha
Ups or solar dono sy agar batree ko charg kiya jaye tu kio faraq tu nhi pary ga
Bhai Din men kab dhoop hoti h to charge controlar se light chalane se light kharab ho jati h iski kia waja h kia din men charge controler kaam ni krta? mene output load volt b 12.0 pe set kia hen
Mari na to solar batery charge karta our na controlar sa lod chalta ha 150 wat ki 2 panels ha un ka connection batai
Bhai battery 14 pe full he to jb me load deta hun to wo sidha 11. 5 pe ajati he bs 1 fan or 3 li8s on karne pe te thk he ya battery problem he battery new he 100 Am k
Mere pas 150Wat ki 2 penal he 135 ah ki battery he invetar he kiya mujhe controller lena chahiye lena he to Kon sa me Hindustan se hun please reply
Solar charge.Control ko. Lagney kay bad setting karne parte hay. Jo button lagy hoty hain. Ya yeh khud work karta hay
Bhai jan kese ak video ma ya bata da k hm ya kasa select kara k itna load k sat itna amper k controller laga ga..mtlb k pora solar ke calaculation krna bata da plz jalde koe video es topic pr b bana do plz
Absun ka mppt chage controller ho to kahan se dc load lena ho ga ? Absun main dc out put ka option nahen hy, sirf battry aur solar ki input hy
Masha allaha kadi malomati ha
200Ah Batyery par kitni Amph ka charge controller lagee , jawab zarror deean.. Thanks
nice video. do we have to always be careful about +ve and - ve connectivity e.g; for a bulb
Bhai solar system cement ki chadaron pe kese lage ga ...
SIR I HAVE ONE CHARGE CONTROLER cm6948 BUT THIS UNIT IS NOT CHRGING THE BATTERY. I THINK IT ELECTRONIC CIRCUIT HAS GOT DAMAGED I AM ENGINEER AND CAN CHECK THE MOSFATBUT 4 MOSFTA ARE CONECTED IN PRALLEL SO I MUST REMOVE THEM FROM THE PLATE DO OU HAVE SOME PROCEDURE TO CHECK THE MOSFAT WITHOUT REMOVING THUE MOFSAT FROM THE PLA
Bhai ups to direct betry ke sath connect kar sakte hen
Charge Controller 50Amp ka maket my available hy ?..or us ky rate kiya hy?..
Dear Great work.
Dear 1 esi video banaen ya mashohra dy den, agar sollar panel na lagaen or baterry ko charger sy charge karen to 150amp ki battery k liye konsa charger lagana chahye? or kitni dair men charge karega?
albatta is se battery ko koi nuqsan to nahi?.
dear plz is pe zara apni tafsilaat se aagah karen..
waiting for your response........
asallam o alikum sooler light say frig chalana hai kitny power ka lena hoga video bana
A.a....bhai mery pass dc light bhut khrab hoti hen...mn control load point sy chha rhha hun
Bhai american power comoany ka uos behter hai ya ye sinewave inverters. Please mjhe answer dain.
mere pas 21 plate or 23 plate battary hay kia main dono ko minus ko minus se or plus ko plus se connect kar kay back up bhara sakta hon
My wattsup number is 03212080204
dont call me
is number per video bana kr send kr dain
video daikh kr reply kr donga ke laga skate hain ya nahi
sir apne jis bandy k bare me btaya k uska charge controller power dena band krdeta ha to wo direct battery se attach krleta ha. kia iski wja ye hoskti ha k chage controller per load on ki setting 12.4 per set hoti ha to jb battery isse zyada discharge hoti ha or hm kisi wja ae sara load off kr k on krty han to charge controller load nai deta. is it right?
Asalam-o-alikum janab kaisa hain ap? ek bt puchni thi woh yeh k agr hum laptop charger ya phir desi charger use karin battery charge karna k liye to kia charge controller bhi sath ma attach kr sakty hain hain? ya nahi kr sakty ?
Aasalam alaykum...manlo mppt ke output load se dc to ac 1000 watts inverter lagane se chale ga
چلے گا اگر ایم پی پی ٹی میں ڈائریکٹ لوڈ کا آپشن ہے تو
150 watt ke 2 solar panel lagen tu us ke liye kitne amp ke battery leni chaye
Controller laga HOA ha, magar dopher ka waqt blub bliming karta ha, or pankha b awaz krny lag jata ha, is ka Hal batain. Thanks
bai jan controller sy load lena bettry ky ley faida hy ,,,,,
salam ustad...... ak sawal...... Dry battery me bhi same situation hay ya us me full discharge koi problem nahi....... sawal important hay jawab zaror den................
Ka hum battery charger ky sath charge control astamal kr sakty hen
bhai jan ceiling fan k sath kitni lambi taar laga skty hy zeyda sy zeyda
زبردست معلومات
Bhai charge SA Jo lode ki cable ha ya kitne lambi ues Kar Sakta ha ????
sir mere 24 ghentey ke bad lod off ho jata hai me bettery ki led hata kr dobar lagata ho loud on ho jata hai jab ke battrey ke abi 3point hote hain pher kyon loud off hojata hai 24 ghente me
solar panels mein batry lagana zarory hy keya?
keya batry k bina solar charger constant voltag day ga?
keya batry power saving ke elawa bhe koe kam karte hy? jesa ke voltag balancing?
kindly answer the questions.
asslam o alikum sir main lahore say hun or main 300 watt ka system lgana chahta hun mujh guide kr dain plz k kha say sman perches kro plzzz
bhai mujhe ek baat ye puch ni thi k mere paas 30amp ka charge controler laga huwa hai jo k batery ko charge kar k cut off to karta hai lekin jab batery weak hojati hai to dobara recharge nahi karta jab tak main soler panel ko disconect kar k dobara conect na karun kya charge controler kharab hai ya aese hi hota hai plz guide me thanks
Contactor Ka Kia faida ha Abi batay