@@abhayvishwakarma9808 - Sissu se aage Jispa tak to road thik bani hai. Mai waha 2 saal pehle gaya tha. Sissu ke baad Keylong hai. Waha apko hotels mil jayenge. Uske baad Jispa. Waha tents aur hotels dono milenge. Waise log Scooty lekar Jispa tak chale jaate hai lekin ek raat waha rehkar agle din wapis aate hai.
Bro. You can hire a scooty from any shop. Sab shops thik hai. 500 ki milegi ya thodi mahengi. It depends on the season and rush. I went there on Monday and it was off season. Please do make a video of the scooty when you hire and try to take the new one.
There are 2 ways to reach Sissu from Manali. 1st through Rohtang pass, it's an old way. To go via Rohtang pass, you need to take right turn 3 kms before Solang valley. That will reach Rohtang pass and then to Sissu. 2nd is via Atal tunnel which is very short.
@@yashi.2323You can go directly to Rohtang Paas from Manali. You need to take an online permit to visit Rohtang pass now. Rohtang pass is closed on Tuesday for all vehicles.
Thanks bhai ❤️❤️
Bahut hi sunder video 👌👌👌👌👌
Thank you bhai!
Thanks 🙏👍 pur kya hum January me scooty solang le ja sakte hain
Welcome. Yes. Aap scooty le ja sakte hai.
November m manali ya shishu m barf milegi??
November me manali jaaye koi dikkat to nhi hogi sar
November me manali jaaye koi dikkat to nahin sar
2 bnde scooty pe... Scooty ka power kam hota hao.. To 2 bndo ko ride karne me problem ne hui hille par
Nahi. Scooty new thi. Shayad isliye problem nahi hui
@@open2explorekitne cc ke the scooty power
Mid april ja rhe hai hum log…
snow milega kya yahan…?
Nahi snow nai milegi
@@open2explore Rohtang , sissu nd wahan b nhi milega…?
Milega
October me Rohtang pass me baraf hoti hai aur khula hota hai kya Rohtang aur scooty le jaane layak condition hoti hai ?
Nhi hoti barf, kal 9 October ko he mai ho aya rohtang pass
Brother .
Agar hum scooty rent p lele....
To yah sab sights ek din m cover ho jayenge ..
Or wapis aajyge mall road ..?
Hanji. Almost Sab ek din mai ho jaata hai. Aap early morning nikal jao aur shaam tak mall road wapis aa jao.
Which month you go
Nice 1
Thank you!
March end me scooty lena thik rahega?
Yes. Thik rahega
Scooty hire krne se phle aapko security bhi deni padi thi kya ?
Hamne Rs 2000 security di thi. Kuch log kam security bhi lete hai. Depend karta hai apko kaunsi scooty ya bike le rahe ho.
Rohtang pass me bike allow h kya...?
Atal tunnel..?
As far as I know. For Rohtang pass. It is allowed with prior permit. For Atal tunnel - no permit, you can go
October me kaisa situation hai ghumne k liye
Thik hota hai
Bhai ji apne to ye bataya hi nahi ki scooty me manali se sisu sisu se manali ane jane ka patrol kitne ka lga ....plc bta dijiye....
Bhai. hamne 300 ka petrol daldwaya tha. usmai bhi shayad 150 ka hi laga tha. Ye scooty new thi aur average bhi achi thi iski.
Bht accha vodeo
Thank you!
Sir Atal tunnel me scooty k liye permit to nai lagta na?
Nahi ji. Koi permit nahi lagta.
Hmari b English apke jaisi h brother
very nice video sir👌
Thanks a lot!
Kaha se liya rent pe wo bi bata dijiye
Sorry. Wo mis ho gaya tha. Waise bikes bahut shops par easily mil jaati hai.
scooty 24 hrs ke liye milta hain kya?
ha
Nice Video 👍🏻
Thank you 👍
I really like your content and the way jaise ap batate ho😂
Thank you so much!
Google pe show ho raha h ki atal tunnel pr two wheeler allowed ni h
Allowed hai. Mai gaya tha scooty par aur usse pehle cycle par bhi.
April end me theek rahega?
Hanji. thik rahega.
Bhai manali saa rotang tk kitnaa oill dalnaa chaheaa
Bhai. Humne 200 ka dalwaya tha wo bhi bach gaya tha. Bike ki average par depend karega.
Mera bhi yhi sawal h
Nice experience
Thanks a lot!
Apni bike me jana safe rahega
.... Police jyada tang to ni karti
Aap ja sakte ho. Koi problem nahi hai. Bahut log jaate hai.
Manali s bike m kha janne k liye sbse achhi jagh hogi jaha snow bhi mill jae 🥺 plzzz btaeye
Bro. Aap Sissu ja sakte ho. Waha snow mil jaati hai lekin har din alag hota hai. Sissu jaane ka rasta bhi thik hai. Atal tunnel se hokar aap jaoge.
Thank you sir for your reply☺️
Pr news a rhi h sisu abhi bnd hai uske aage Jana thik rahega 🤔
@@abhayvishwakarma9808 - Sissu se aage Jispa tak to road thik bani hai. Mai waha 2 saal pehle gaya tha. Sissu ke baad Keylong hai. Waha apko hotels mil jayenge. Uske baad Jispa. Waha tents aur hotels dono milenge. Waise log Scooty lekar Jispa tak chale jaate hai lekin ek raat waha rehkar agle din wapis aate hai.
Bike rent krke Rohtang pass ja sakte h 22 june k ass pass
Nahi
May be Jaa skti ho
Petrol kitne rs ka dale
Bike ki average ke hisab se petrol dekhlo. Aur apne kitni chalani hai.
Rohtang pass stay home
Sissu me bike k lie parking available h kya?
Yes. Available hai.
Please let me know brother 500 me scooty kha se le skta hu me rent pe manali me
I am planning to go next week
Bro. You can hire a scooty from any shop. Sab shops thik hai. 500 ki milegi ya thodi mahengi. It depends on the season and rush. I went there on Monday and it was off season. Please do make a video of the scooty when you hire and try to take the new one.
Without DL bhi mil jayegi scooty
We go to sissu from atal tunnel so where is rohtang pass I'm confused
There are 2 ways to reach Sissu from Manali. 1st through Rohtang pass, it's an old way. To go via Rohtang pass, you need to take right turn 3 kms before Solang valley. That will reach Rohtang pass and then to Sissu. 2nd is via Atal tunnel which is very short.
@@open2explore ok i understood sissu through atal tunnel is new way . If i want to go rohtang pass through where we can go
@@yashi.2323You can go directly to Rohtang Paas from Manali. You need to take an online permit to visit Rohtang pass now. Rohtang pass is closed on Tuesday for all vehicles.
@@open2explore is rohtang pass opened ? I know thats closed on Tuesday but other than Tuesday it is opened ? In april
@@open2explore or will opened later in may ?
Naice 🎉
Maan ka daru bahar aa gya, view' dekh ke
Bhai din mai to garmi hogi. Evening mai thoda thik ho jayega.
Date to bta diya karo yrr konsi date ko visit kar rhe ho
September 2023
Snow to kuchh bhi nahi hai
Snow ka kuch pata nahi hota.
November me manali jaaye koi dikkat to nhi hogi sar
November me manali jaaye koi dikkat to nhi hogi sar
Nahi ji. Koi dikkat nahi hogi apko.