Maine kal yahan Auckland mein class 4 truck chalana sikha tha 42 ton ka, usmein road ranger gearbox tha. To mein instructor ko bata raha tha ki Bharat mein splitter gearbox nahi aata trucks mein jaisa New Zealand aur Australia mein hai. Yahan mein gear stick pe 2 switches lage hote hain, 1 ranger splitter ka aur dusra gear splitter ka. Range splitter ko niche karne se low gear dalte hain, jaise maine jis pe training li thi wo Scania ka 428 tha, uske 1-2-3 low gears range splitter ko niche karne se dalte hain, 4-5-6 wahin 1-2-3 ki position mein range splitter ko upar karne se dalte hain, aur 4-5-6 ko gear splitter se low aur high ke beech shift kar sakte hain, 4L-4H ke beech, bina gear change kiye, bas switch ko niche se upar karo aur clutch daba ke chor do to gear change ho jaega. Aur usmein ek crawler gear bhi hota hai jo gear 1 se bhi lower gear hota hai. To usko aise chalate hain: gear plitter ko aur range splitter ko niche karke 2nd, fir 3rd gear, fir range splitter ko upar karke jahan first gear dalta hai wahan 4th gear, fir jahan second gear dalta hai wahan 5th gear, fir gear splitter ko upar karke aur bas clutch daba ke 5H gear, fir gear splitter ko niche karke aur jahan 3rd gear lagta hai wahan 6th gear, fir gear splitter ko upar karke aur kewal cultch daba ke chorne par 6H gear. Aur downshift karte samay iska ulta, ya to ek dum dheema kiya 5th H se to seedha gear aur range splitter to niche karo aur 3rd gear laga do. To gear dalne ka pattern angrezi ke small "h" ka ulta hai. Left mein poora daba ke upar reverse gear aur unske niche crawler gear hain. yahan pe trailer hota hai aur rigid chassis hote hain.

5521 ka kb la rhe hai review 😮😮
I have 13 fleets and its performance is also good and very much similar to 22 wheeler tipper
Much needed improvement, good work by tata
big fan sir
Sir can you please say how much of total weight we can load on this ? Waiting for the truck review for so long
Mast❤❤❤
और सोने के लिए कोई अच्छी व्यवस्थाबनाएं
Humko Sar Aaj Tak Samajh Mein Nahin aaya ki 6 chakka aur 10 chakke mein kya difference hai jab donon ka passing Ek Hai To
Yah gadi kahan per available hai vah hamen bataen
Hil start nhi wo exhaust break h bro😂😂
सर जी टाटा मोटर वाले को बोलो की ड्राइविंग करते समय रास्ते में बहुत पटकती है गाड़ी प्लेन रास्ते में
22 chakka Sahi hai
Given less facilities and not given necessary needs like wash faceing one micro oven like other in Japan and China company should give this facility
का रेट है
Video ke discription me contact number ha sir waha pe aap price pata ker lijiyai wo apko sari chiz clear ker denge
@@MotoGrip का
ना अच्छा सोने का बना है ना रास्ते में प्लेन रास्ते में हिला हिला के प टकती है
Head light &wiper quality is very bad