Bahut achha topic hai sir. Lockdown me main bhi 4-5 mahino ke liye unko dushman samajhne lag gaya tha kyonki us time main bahut depressed aur chid chida rehta tha. Lekin fir baad me samajh aaya aur fir college me admission liya tabse yahan akela rehta hun ,unki kaafi yaad aati hai ab.
Huge respect for you my Anu bhaiya, as my parents nd my family. How simply, bt effectively you explained those points, ❤❤ How systematically you go towards each points to explain them ... ❤❤ Your voice is effective bt I personally feel it's humble always , ❤❤ I felt the reality when I was here,that parents r not only parents, they can be our best friends too, depends on their mentality nd behaviour . Parents use to impose their thoughts nd decisions always on everything, even in those matters where they don't hve all the rights, they treat unfairly to us..... I hve lots in my heart to pour out,bt it's worthless.... I wish, I would be so lucky, bt I'm not Anu bhaiya, Love nd affection should be mutual always Anu bhaiya, in each nd every relationship, otherwise it'll be felt only as a burden, nd it'll keep hurting you every moment... Anu bhaiya, I hve huge respect for you in my heart nd nd it's same for my love towards you... Thnk you for giving me the precious bonds in this life 🙏🏻😘😘😘😘😘❤❤❤❤❤
Bhaiya aaj ke teenager bohot hi kharab ho gaye hain main khud apne aas paas mein dekha hai ki aaj kal itni Kam age ke bacche 3-4 girlfriend patana cool samjhte hain aur physical relation agar na bane toh aise rote hain jaise ki inki zindagi barbad ho gayi ho mujhe toh dekhkar hi hairani hoti hai
जब बच्चे को ठीक से समझाया नहीं जाता तब यही स्थिति बनती है अगर बच्चे को सही समय पर सही जानकारी मिल जाए क्या सही है क्या गलत है उनके भविष्य में क्या परिणाम होंगे बच्चों को बता दिया जाए और बच्चे को भविष्य में क्या करना है इस बात पर फोकस्ड कर दिया जाए और एक सबसे बड़ी बात कि अगर माता-पिता सामाजिक है तो मतलब ही नहीं होता कि बच्चा बॉयफ्रेंड या गर्लफ्रेंड के चक्कर में पड़ेगा
Bhut mushkil hai aajkal bacchoo ko handle krna meri beti 14 saal ki hai or parents ki koi izzat nhi krti na koi bat sunti hai or na odhai krti hai main to usko dekh kr khud depression me chali jati hu
Mane aaj tak meri bachhe ko na Toka jo bola vhi diya or bar bar ache Galt ka bhi snjhaya but koyi fayda nhi etni jiddi h pucho mat sir aap boldete ho but kabhi real life me ye sb upar se chla jata h sir m bhut dukhi ki kya batu😢😢😢
Thanks Anu bhaiya, for uploading these much needed videos, Your contribution to this universe is always appreciable. You r doing lots for us that I personally feel much grateful towards you always nd always. Lots love nd huge respect for you dear Anu bhaiya... 😘😘😘😘😘😘❤❤❤❤
Sir ji aapne sahi guide kiya but bachho ko bhi samajhhana chachiye ki parents unke liye kitani mehnat karte hai unka future banane ke liye, bachcho ko bhi yah samjhhana chahiye ki koi bhi parents apne bachcho ka bura nahi chahega , bahar ki dunia bahut kharab hai isliye baar baar unko toka jaata hai
Sir,meri life me kuch ups and downs ke chakkar me mene bhut overthinnking kr li aur ab aesa ho gya ki kuch bhi soch nhi pati aur sab bhulti ja rhi hu ,please help me sir
Sir mera baccha 8 years old boy hai jo mera bat sunta hi nhi hai mei kya kru samaj me nahi araha parhne bolne se bohot chilla te hai raat me to sone ke baad kuch bolna hi nhi hai agar usko kuch bol diya to hath panw chalana suru kar dete hai
Iam ur new subscriber i watch ur every video u r doing great job God bless you Mera teenage only son argues and behavior is too bad towards me he us copying his father his father never change what ishould do pls reply.i have only son 13 yr
Sir ji bahut achi bat boli apne lekin me to sasural me sabse choti hoke sas ko or pati ko nanad ko samjhati hu pta nhi kiss type k h yo log bilkul dusro ki ijot nhi krty gali goloj or gndi bat dusro ko nicha dikhana bhed vau karna yeh sab bat ko lekar me bahut samjhati hu lekin koi nhi samjhty h up se yaha logo ki soch nhi bdl saki sir ji😢choti umar me sadi kar liya 20yrs but me bahut parisan hu sasural Wale se mare maike me bahut badia h mere ghar ki mohol lekin mere sasural Wale bahut bury h 😢me pregnant hu abb kya hoga mere bacha ki parbris 😢kaise du me puri pariwar me to ldai jhagda gali goloj aise me mere bache par kya asr pdega😢sir ji reply me please
Sir mera beta 15 ka h uski problem to sirf padhai hi h 1 saal se badhai m bahot week ho gya h marks bahot kam aate h isi vajah se bahot pareshan rahti hu m vo koi bhi baat nhi sunta m gussa Karu ya pyar se bolu vo har tarike se samjha kar thk hai hu😢😢😢
Apki sari baate sahi hai,,lekin baccha school hi na jana chahe, bilkul Adana ho na chahe ,apki kahi sari baatein main roj hi apni beti se kehti hun,likin result zero hi aata hai,8 saal ki bachchi hai meri...
School mein 100 % koi problem ho Rahi hain jo bachha nahin Bata raha hai....bachhe se pyaar se pooche kya reason hai...baar baar pyaar se pooches...bhoolkar bhi nahin daunted....meri beti ke saath bilkul aisa hi tha
Mera beta badi cheezon ki ummid karta hai, joki hum nahi de sakte. Mehengi cheezon ko kharidna chahata hai aur hum mana karne per gussa ho jata hai. Mai kya kar sakti hu bhayya
Mera son 18+ hain vo bhut Jada aggressive hain hamare saath ladta hain even haata paye bhi karta hain .Bachpan se hamare ghar ka mahil aacha nahi hain humare husband ke saath ladaye jhagade deekhe hain usse lagt hain hum doosro ke bache ko pyar karte hai uss se bolne ki hame koi tameez nahi
Sir problem h comment me hi koi help krdo pr plz krdo subha tk sir koi video upload krdo meri ek dost h use koi ladka pasand h mai nhi chahta ki vo uske sath ho kyuki vo ladka bohot galt h Or uske meri dost ke papa ne use samjhane ke liye. Meri dost ko mara pr vo nhi samaj rhi subha mujhe vaha jana h use samjhane please sir koi video dal do kuchh psychology tricks bta dena plz koi bhi help krdo meri mai use kya bolu vo ab 15 ki h
Itna easy nahi hai Sir. Nuclear family hai kids se discuss karne ke baad hi koi lan banati hun but last moment me wo deny kar deti hai ki mujhe ghar par akela chhod do. Ab aap hi batao ki long time discuss karke hotel book Kiya travel plan Kiya ab unko Ghar par akeli ladki ko chhod dun 1 week ke liye??? Sab kuch selfless unka kaam karo but she is so opportunist . Itna lecture to sunenge hi nahi. Fir wo apne room me ham apne akele. Real life is completely different sir....
SIR MERA BETA 13 SAAL KA HAI,,,,,,,,,AUR VO HOOKA KE CHAKAR MEIN PADH GAYA HAI AUR USKI CIRCLE MEIN AAGE BADTA JA RAHA HAI, AUR SCHOOL BHI NAHI JATA HAI, AUR PURE DIN FREE FIRE KHELTA HAI KYA KARE
Me apka video roj dekhti hu, mera ek solution bataiye, me 55 saal ki hu do bachee he, ek ko job nahi mil rahi he aur ek ki saadi nahi ho rahi, pichale 5 saal se pati bahut paresaan karte he gharse nikalna chahte he ghar kharch ke pese nahi dete, pati mera samaan nahi krta bachoo kaa bhi nahi karta, hamare padosi kafi salo se paresaan karte he, darate he ghar me hathiyaar leke ghus jate he ghar ke as paas chakkar lagate he gandi harkate karte he, thode thode dino me uske ghar police ati rehti he wo police se darne vala nahi he, mene mere pati se baat ki to vo kehta he ki vo jesa bataye esa karna padega, padosi aur mere pati ke is vyavhaar se mera smaan bahut ghavata he, ghar chod saku esa nahi he, bachhoka pagar bahut kam he me kuch kaam kar saku esi nahi hu, padosi ka bina bataye ghar me ghus jana bina bataye hatiyaar leke ghar me aana bacchoki jaan ke liye khataara he, wo kuch bhi karsaktaa he, me is janjat me se bahar kese niklu, apke reply ki rah dekhugi. Jaldi se javab dena pls esi situation me me kya karu? Jai Hind
Baccho ko boliye pehle job par focus kare. Or kisi Dusre sehar mein jaakar naukri doondhe. Survaat mein samasya hogi baad mein thik ho jaaegya. Aap kisi tiffin service wale ke yaha khana banane ka kaam kar shakti hai. Ya kisi ke ghar mein baccho ko sambhalne ka ya khana banane ka. Paisa nahi hai ye sabhi ki samasya hai. Kripya paiso ke liye pati par na depend rahe. Or ye kaise padosi hai jo weapon le kar aa jaate hai. Aap kripyakar ke padosi se baat kare ki wo aisa na kare kyonki aap ko dar lagta hai. Uska video banake PM modi CM ko twitter pein bheje taki koi karwaye ho sake
@@duediligence1742 aapne jo sujav diya vo abhi hamare liye muskil he, abhi to ham gate pe tala lagate he aur me ghar ka bhi kaam nahi kar sakti job karne nahi jaa sakti ese me ghar chodke kaha jaye, wo CM karyalay me peon ki job karta he isleye bahot rof jadta he, hame kuch bhi nahi karna bas vo hamare ghar me naa aye, wo log family me 11 jane he aur hum chaar log aur usme bhi do senior citizen he, wo sarkari job karta he usne dusri kafi mahilao ko mara he uska ek bhai ek din custody me reh chuka he. Jai hind
Mera bhatija phle Mujhse bht darta tha ab nhi darta h jeebh chalata h bat ni manta h bolta h k peet kitna peetegi ky karu sir vo 14 sal ka h uske parents bahar rehte h to chhota sa humne hi pala h ab esa bura bolta h hathapai krne ki bolta h dukh lgta h koi solution btao plz
Aur Sir agar maa /papa Unpadh(Uneducated) he aur pyar na karen bachho ko to kya kare bachha...... Aur Ek bete ke sath hi pyar karen aur uske sath hi baat karen to kya karen sir ....😌
Meri baccha bhi pura bigad gaya he behaves se lekar mar pit karna smoking karna sab kuch .usko kiya karne se thik hoga aap please muje solution de sakte ho kiya ..kouki jab wo hamare sath aacha se rehta hai wo demand karne lagta he ...agar nehi du to jagra suru hota he ... kiya karne se thik hoga ye sab ..
Sir mene breakup krliya h..qki ki aage badna ske sath shi nhi tha mene bahot kuch kho Diya uske sath rhkar dost maje bahot kuch iam 22year jiske sath thi vo pada likha nhi h mere jitna ..or meri shadi nhi ho skti h...or mujhe bhi smjh aa gya ki future nhi h...
Sar Kaise Kya Karun Ladka Hamara baat hi nahin Sunta bilkul bhi mobile mein jyadatar Dhyan rahata Hai Kyon khane ke liye kheti Nahin Khata doston per Jyada Bharosa Karte papa se sabse Jyada Chadhta Hai Kya Karen sar
Mera beta apne liy koi sahi decision hi nahi l pa rha h ki use kya krna h,sangt glat ho gay h,kaise samgay gussa bahut krta h bat hi nahi krta h,sirf gussa,kisi s bat hi nahi krta
Hamare Desh Ke bacchon ko bigadane Mein Sarkar ka hi Hath Hai Jab Se cell phone nikala hai Tarah Tarah Ke bacchon ke liye game Jari Kiye Hain Sarkar Ne Sarkar hi bigaad rahe hain Hamare Desh Ke bacchon ko Pahle rajaon Ka Jamana Tha To Aisa Nahin Hota tha bacche samajhdar hote hain sanskari Hote the aur aaj ka Jamana Dekh Lo Jab Se phone nikala hai electronic chijen Nahin badh gai hai Hamare Desh Ke Bhavishya Marta ja raha hai pahle gadi bhi jarurat hai lekin bacche man baap ke aur pure Parivar ki Ijjat Karte The aur Aaj khuleaam Mein Jitna Unchi Jaati Hai man Baap Ko jawab Diya jata hai ine Sab Ke Piche Sarkar ka Hath hai Hamare desh ki sarkar se to videshi Sarkar acchi hai bacchon ko samajhdar padha likha kar bolna jaane ka tarika sikhati hai
Bahut acchi jankari de video mein Anubhav bhaiya
Very well said sir ...and these things are really true ..👍👍👍I am happy that i am on right path of parenting ...Thankyou so much sir
सही बात है जी । सब परेशान हैं जी।
Bahut achha topic hai sir. Lockdown me main bhi 4-5 mahino ke liye unko dushman samajhne lag gaya tha kyonki us time main bahut depressed aur chid chida rehta tha. Lekin fir baad me samajh aaya aur fir college me admission liya tabse yahan akela rehta hun ,unki kaafi yaad aati hai ab.
Thankyou sir oll the best prnam svikar kre radhe radhe 👌🙏👍👌😊
Huge respect for you my Anu bhaiya, as my parents nd my family.
How simply, bt effectively you explained those points, ❤❤
How systematically you go towards each points to explain them ... ❤❤
Your voice is effective bt I personally feel it's humble always , ❤❤
I felt the reality when I was here,that parents r not only parents, they can be our best friends too, depends on their mentality nd behaviour .
Parents use to impose their thoughts nd decisions always on everything, even in those matters where they don't hve all the rights, they treat unfairly to us..... I hve lots in my heart to pour out,bt it's worthless....
I wish, I would be so lucky, bt I'm not Anu bhaiya,
Love nd affection should be mutual always Anu bhaiya, in each nd every relationship, otherwise it'll be felt only as a burden, nd it'll keep hurting you every moment...
Anu bhaiya, I hve huge respect for you in my heart nd nd it's same for my love towards you...
Thnk you for giving me the precious bonds in this life 🙏🏻😘😘😘😘😘❤❤❤❤❤
Bhaiya aaj ke teenager bohot hi kharab ho gaye hain main khud apne aas paas mein dekha hai ki aaj kal itni Kam age ke bacche 3-4 girlfriend patana cool samjhte hain aur physical relation agar na bane toh aise rote hain jaise ki inki zindagi barbad ho gayi ho mujhe toh dekhkar hi hairani hoti hai
Thank you ser
जब बच्चे को ठीक से समझाया नहीं जाता तब यही स्थिति बनती है अगर बच्चे को सही समय पर सही जानकारी मिल जाए क्या सही है क्या गलत है उनके भविष्य में क्या परिणाम होंगे बच्चों को बता दिया जाए और बच्चे को भविष्य में क्या करना है इस बात पर फोकस्ड कर दिया जाए और एक सबसे बड़ी बात कि अगर माता-पिता सामाजिक है तो मतलब ही नहीं होता कि बच्चा बॉयफ्रेंड या गर्लफ्रेंड के चक्कर में पड़ेगा
Meine to bataya samjhya badhiya chiz but kya kahu pati bhi dust hai
Aaj kl bacho ko ma baap galt or friend sahi lagte h jo unke sath galt baate kare huka drgs smoke ye sb sikhate
Nice Information
Bhut mushkil hai aajkal bacchoo ko handle krna meri beti 14 saal ki hai or parents ki koi izzat nhi krti na koi bat sunti hai or na odhai krti hai main to usko dekh kr khud depression me chali jati hu
Shi bat h meri bahn bhi esa hi bar bar glti bar bar glti
Mere sath bhi aisai ho raha hain main fed up ho gai.
Mere man ki bat kahi ..👍💯✔️
Mane aaj tak meri bachhe ko na Toka jo bola vhi diya or bar bar ache Galt ka bhi snjhaya but koyi fayda nhi etni jiddi h pucho mat sir aap boldete ho but kabhi real life me ye sb upar se chla jata h sir m bhut dukhi ki kya batu😢😢😢
After hearing this video I'm trying to change myself. Thank you sir for your inspiring words.
Thanks Anu bhaiya, for uploading these much needed videos,
Your contribution to this universe is always appreciable.
You r doing lots for us that I personally feel much grateful towards you always nd always.
Lots love nd huge respect for you dear Anu bhaiya... 😘😘😘😘😘😘❤❤❤❤
Thank you Smriti. Your love and respect are precious. God bless you :)
Hyy sir
Thank you so much sir . Bahut need thi is video ki .
Sir from 11th subscriber to 1 million subscriber. Congratulations
Thank you bhai :)
One of the best videos on teenagers..
Thank you so much sir 😊 very easy way se aapne samjaya
बहुत अच्छा 🙏🙏🙏
भैया क्या आपसे personal बात हो सकती है आपका व्यक्तित्व बहुत ही प्रभावशाली है
Main bhi pareshan hoon in sab se . Thanks for ur guidance
Well said Sir.
Unconditional and pure Love has the power. We will sail through this too.
waiting and first to comment
Very nice information sir ji
Thank you so much 🙏🙏
Dil se Guruji parnam ji
God bless you :)
Absolutely right..👍🏻
🙏🏻❤❤❤❤❤❤❤❤
Very nice 👍👍❤
Thank you so much ❤
Thanks 🙏
Hlo sir good job
👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Thank you so much sir jazakallahu khaira
Thanks a lot. May Allah bless you
100/True 👍
Thank you so much sir 🙏🙏
Thanks Sir
Anubhav...u r the bestest❤❤❤
Anubhav bhaiya aap ek mahan vidwan
Thanks for the video 👍
I was waiting for this video thank you son
Sir ji aapne sahi guide kiya but bachho ko bhi samajhhana chachiye ki parents unke liye kitani mehnat karte hai unka future banane ke liye, bachcho ko bhi yah samjhhana chahiye ki koi bhi parents apne bachcho ka bura nahi chahega , bahar ki dunia bahut kharab hai isliye baar baar unko toka jaata hai
👌👌
Hy sir I also teenage
Thanywat ser apne bhot achaa widio banaya. Bache mobail bhot dekhte hye is per slah digiye
Thanku
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻 good bahia
Excellent
Thank you sir
Sir,meri life me kuch ups and downs ke chakkar me mene bhut overthinnking kr li aur ab aesa ho gya ki kuch bhi soch nhi pati aur sab bhulti ja rhi hu ,please help me sir
Sir mera baccha 8 years old boy hai jo mera bat sunta hi nhi hai mei kya kru samaj me nahi araha parhne bolne se bohot chilla te hai raat me to sone ke baad kuch bolna hi nhi hai agar usko kuch bol diya to hath panw chalana suru kar dete hai
मुझमे और मेरे parents में बिल्कुल भी नहीं बनती और ना ही मेरा उनसे बात करने को मन करता उनकी कुछ नीतियों की बजह से
Aneko video mane ap ke dekhe jyadetar video me ap keval bchho ke sport me hi bat krte hi.
Sir ek pita ka kartavya bacchon ke prati patni ke prati kesa hona chahiye vo video bhi banaiye or unhe kya nahi karna chahiye apne parivar ke prati ❤
Thankyou sir
खुद को सुधारों बच्चो बच्चे खुद सुधार जायेंगे ।
Iam ur new subscriber i watch ur every video u r doing great job God bless you Mera teenage only son argues and behavior is too bad towards me he us copying his father his father never change what ishould do pls reply.i have only son 13 yr
Aajkal teenager seedhe moh bat hi nhi krte to unc koi b bat kaise poocha jae, or na hi parent ki izzat krte hai
Sach me ye hi haal hai
🙏🙏🙏🙏
Sir ji bahut achi bat boli apne lekin me to sasural me sabse choti hoke sas ko or pati ko nanad ko samjhati hu pta nhi kiss type k h yo log bilkul dusro ki ijot nhi krty gali goloj or gndi bat dusro ko nicha dikhana bhed vau karna yeh sab bat ko lekar me bahut samjhati hu lekin koi nhi samjhty h up se yaha logo ki soch nhi bdl saki sir ji😢choti umar me sadi kar liya 20yrs but me bahut parisan hu sasural Wale se mare maike me bahut badia h mere ghar ki mohol lekin mere sasural Wale bahut bury h 😢me pregnant hu abb kya hoga mere bacha ki parbris 😢kaise du me puri pariwar me to ldai jhagda gali goloj aise me mere bache par kya asr pdega😢sir ji reply me please
🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
🙏
Sir mera beta 15 ka h uski problem to sirf padhai hi h 1 saal se badhai m bahot week ho gya h marks bahot kam aate h isi vajah se bahot pareshan rahti hu m vo koi bhi baat nhi sunta m gussa Karu ya pyar se bolu vo har tarike se samjha kar thk hai hu😢😢😢
Apki sari baate sahi hai,,lekin baccha school hi na jana chahe, bilkul Adana ho na chahe ,apki kahi sari baatein main roj hi apni beti se kehti hun,likin result zero hi aata hai,8 saal ki bachchi hai meri...
School mein 100 % koi problem ho Rahi hain jo bachha nahin Bata raha hai....bachhe se pyaar se pooche kya reason hai...baar baar pyaar se pooches...bhoolkar bhi nahin daunted....meri beti ke saath bilkul aisa hi tha
Mera beta badi cheezon ki ummid karta hai, joki hum nahi de sakte. Mehengi cheezon ko kharidna chahata hai aur hum mana karne per gussa ho jata hai. Mai kya kar sakti hu bhayya
बच्चों को यूज और मिसयूज सिखाओ और बच्चे को जरूरत और इच्छा का फर्क बताओ
Mera beta bhi
Me apse personaly kese bat kar payenge sir
Mera beta school hi nai jaana chahta business karna chahta😢
Kitni umar hai bachhe ki
Same problem he is 16 year old
Mera son 18+ hain vo bhut Jada aggressive hain hamare saath ladta hain even haata paye bhi karta hain .Bachpan se hamare ghar ka mahil aacha nahi hain humare husband ke saath ladaye jhagade deekhe hain usse lagt hain hum doosro ke bache ko pyar karte hai uss se bolne ki hame koi tameez nahi
Same my son also
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🎉
Batamizi to bhut krten hai aj k bacche
Sir mere pita apne karmo se bhagte he ham chhote the tb se ab to hm bade ho gye he kar lenge but abhi bhi able ni he to bht problem hoti he
Sir problem h comment me hi koi help krdo pr plz krdo subha tk sir koi video upload krdo meri ek dost h use koi ladka pasand h mai nhi chahta ki vo uske sath ho kyuki vo ladka bohot galt h Or uske meri dost ke papa ne use samjhane ke liye. Meri dost ko mara pr vo nhi samaj rhi subha mujhe vaha jana h use samjhane please sir koi video dal do kuchh psychology tricks bta dena plz koi bhi help krdo meri mai use kya bolu vo ab 15 ki h
Sar jo bache sadi sudha he our mabap ne sab kuch de diya our madap kohi dusman samaj te he unke liye bhi vidio banaiye.
Pahle bacho ko palna asan tha jab pitai v parti thi aap to kafi muskil hai😢😢😢😢😢😢
Humne to apne bacche ko ek dost bnk hi samjhaya or uski hr baat mani bt vo tab bhi galat rah pr chl rha h.kya kre ser
Kabhi 2 father me hi itna dimag nahi hota ki vo bacho se samajdari se treat kare...tab kya kare ??
😢
Itna easy nahi hai Sir. Nuclear family hai kids se discuss karne ke baad hi koi lan banati hun but last moment me wo deny kar deti hai ki mujhe ghar par akela chhod do. Ab aap hi batao ki long time discuss karke hotel book Kiya travel plan Kiya ab unko Ghar par akeli ladki ko chhod dun 1 week ke liye???
Sab kuch selfless unka kaam karo but she is so opportunist . Itna lecture to sunenge hi nahi. Fir wo apne room me ham apne akele.
Real life is completely different sir....
Jo bucchae sunnana kuch nahi chahtae unhae kaisae samjhayae
SIR MERA BETA 13 SAAL KA HAI,,,,,,,,,AUR VO HOOKA KE CHAKAR MEIN PADH GAYA HAI AUR USKI CIRCLE MEIN AAGE BADTA JA RAHA HAI, AUR SCHOOL BHI NAHI JATA HAI, AUR PURE DIN FREE FIRE KHELTA HAI KYA KARE
My husband is doing opposite to it,How can I teach him??
Me apka video roj dekhti hu, mera ek solution bataiye, me 55 saal ki hu do bachee he, ek ko job nahi mil rahi he aur ek ki saadi nahi ho rahi, pichale 5 saal se pati bahut paresaan karte he gharse nikalna chahte he ghar kharch ke pese nahi dete, pati mera samaan nahi krta bachoo kaa bhi nahi karta, hamare padosi kafi salo se paresaan karte he, darate he ghar me hathiyaar leke ghus jate he ghar ke as paas chakkar lagate he gandi harkate karte he, thode thode dino me uske ghar police ati rehti he wo police se darne vala nahi he, mene mere pati se baat ki to vo kehta he ki vo jesa bataye esa karna padega, padosi aur mere pati ke is vyavhaar se mera smaan bahut ghavata he, ghar chod saku esa nahi he, bachhoka pagar bahut kam he me kuch kaam kar saku esi nahi hu, padosi ka bina bataye ghar me ghus jana bina bataye hatiyaar leke ghar me aana bacchoki jaan ke liye khataara he, wo kuch bhi karsaktaa he, me is janjat me se bahar kese niklu, apke reply ki rah dekhugi. Jaldi se javab dena pls esi situation me me kya karu? Jai Hind
Baccho ko boliye pehle job par focus kare. Or kisi Dusre sehar mein jaakar naukri doondhe. Survaat mein samasya hogi baad mein thik ho jaaegya.
Aap kisi tiffin service wale ke yaha khana banane ka kaam kar shakti hai. Ya kisi ke ghar mein baccho ko sambhalne ka ya khana banane ka. Paisa nahi hai ye sabhi ki samasya hai. Kripya paiso ke liye pati par na depend rahe. Or ye kaise padosi hai jo weapon le kar aa jaate hai. Aap kripyakar ke padosi se baat kare ki wo aisa na kare kyonki aap ko dar lagta hai. Uska video banake PM modi CM ko twitter pein bheje taki koi karwaye ho sake
@@duediligence1742 aapne jo sujav diya vo abhi hamare liye muskil he, abhi to ham gate pe tala lagate he aur me ghar ka bhi kaam nahi kar sakti job karne nahi jaa sakti ese me ghar chodke kaha jaye, wo CM karyalay me peon ki job karta he isleye bahot rof jadta he, hame kuch bhi nahi karna bas vo hamare ghar me naa aye, wo log family me 11 jane he aur hum chaar log aur usme bhi do senior citizen he, wo sarkari job karta he usne dusri kafi mahilao ko mara he uska ek bhai ek din custody me reh chuka he. Jai hind
Mera bhatija phle Mujhse bht darta tha ab nhi darta h jeebh chalata h bat ni manta h bolta h k peet kitna peetegi ky karu sir vo 14 sal ka h uske parents bahar rehte h to chhota sa humne hi pala h ab esa bura bolta h hathapai krne ki bolta h dukh lgta h koi solution btao plz
Aur Sir agar maa /papa Unpadh(Uneducated) he aur pyar na karen bachho ko to kya kare bachha......
Aur Ek bete ke sath hi pyar karen aur uske sath hi baat karen to kya karen sir ....😌
Meri baccha bhi pura bigad gaya he behaves se lekar mar pit karna smoking karna sab kuch .usko kiya karne se thik hoga aap please muje solution de sakte ho kiya ..kouki jab wo hamare sath aacha se rehta hai wo demand karne lagta he ...agar nehi du to jagra suru hota he ... kiya karne se thik hoga ye sab ..
Sir mene breakup krliya h..qki ki aage badna ske sath shi nhi tha mene bahot kuch kho Diya uske sath rhkar dost maje bahot kuch iam 22year jiske sath thi vo pada likha nhi h mere jitna ..or meri shadi nhi ho skti h...or mujhe bhi smjh aa gya ki future nhi h...
Kya mene shi Kiya ...
बच्चों का कितने घंटे तक लगातार रोना सामान्य है?
Bachha ek baar me to kya kai baar me b nhi sunta koi baat to kya kare
Sar Kaise Kya Karun Ladka Hamara baat hi nahin Sunta bilkul bhi mobile mein jyadatar Dhyan rahata Hai Kyon khane ke liye kheti Nahin Khata doston per Jyada Bharosa Karte papa se sabse Jyada Chadhta Hai Kya Karen sar
Agar ek13 yrs ki ladki kisi shadi shuda bacche wale aadmi ki pasand aur oyar kare to kaise samjhaye
Kya time aaya hain..hum jab term they bus el thappad sara bhoot utar deta tha
Aj kl ke bache hath pakadlete h maar nhi khate hamara
Mera beta apne liy koi sahi decision hi nahi l pa rha h ki use kya krna h,sangt glat ho gay h,kaise samgay gussa bahut krta h bat hi nahi krta h,sirf gussa,kisi s bat hi nahi krta
Same problem
Aap parent ban jao kisi teenager k, uske baad ye video repeat karna
Pr bachche kuch sun ne ko tyr hi nhi h sir
Woh sunte nahin na
Acha agr en sbhi bat ko bolne k bad bhi bachha nhi snjhata sir
Itna sab karne ke baad bhi hamari baat na mane to kya kare?
Bhut samjhaya h lekin samjh nhi rhi
Ma baap ki izzat nahi kartey hath Tak uthate hai
Hamare Desh Ke bacchon ko bigadane Mein Sarkar ka hi Hath Hai Jab Se cell phone nikala hai Tarah Tarah Ke bacchon ke liye game Jari Kiye Hain Sarkar Ne Sarkar hi bigaad rahe hain Hamare Desh Ke bacchon ko Pahle rajaon Ka Jamana Tha To Aisa Nahin Hota tha bacche samajhdar hote hain sanskari Hote the aur aaj ka Jamana Dekh Lo Jab Se phone nikala hai electronic chijen Nahin badh gai hai Hamare Desh Ke Bhavishya Marta ja raha hai pahle gadi bhi jarurat hai lekin bacche man baap ke aur pure Parivar ki Ijjat Karte The aur Aaj khuleaam Mein Jitna Unchi Jaati Hai man Baap Ko jawab Diya jata hai ine Sab Ke Piche Sarkar ka Hath hai Hamare desh ki sarkar se to videshi Sarkar acchi hai bacchon ko samajhdar padha likha kar bolna jaane ka tarika sikhati hai
Lekin bachhe samjhe to na , 😢main thak gayi hun samjha samjha ke