Nayi dulhan ka khoicha ghar s bahar katra ka jar m rakhne s kya hota h. Is case m aap kya kahenge ghar ka kuldevta ka milan ni hone s ase hota h kya? Bataiye plz
नमस्ते Khoicha dena khoicha kholna bahut jaruri hota hai Agar aesa kuch aakasmik ho jaaye to isike baare m kuch jyada jaankari mujhe nahi hai Sorry Thank you so much 💓 🙏
Bahut hi pyari.. reet h hamare Bihar ki culture ki.
Thanks for sharing 🙏🏻
🙏🙏
Dhanyvad ji mere parivar me bhi ye hota hai❤
🙏🙏
Accha laga
🙏❤
Sasural se bahar jate samay gadi me baithne se pehle mera khoincha galti se gir gaya, iska parinaam aur nivaran upay bataye 🙏🏼
Mujhe parinaam aur nivaran to nahi pata 🙏
Magar jo baate galti se ho jaaye uske liye pareshaan nahi hona chahiye
Thank you🙏
Thanks Ma'am.
🙏
Mera sas nhi h mai khud se khoicha leke ja sakte hu
❤❤❤❤
🥰❤
Nice video
Thank you 🙏
Agar khoichha galti se chhot jaye ar bikhar jaye to iska kya sanket hota h??
जो काम गलती से हो जाये उसके बारे मे नहीं सोचना चाहिए 🙏🙏
hamare yaha haldi ni diya hata qki hamare yaha mayke ke kul devta sasural chle jate hain isliye
Sabhi k yaha thodi thodi cheeje alag hoti hai 🙏
@@Treveloholictrave ji
Apni koi ichcha ka chawal sasural mein use na Karen to padosiyon ko de sakte hain ya nhi
Mujhe Jo khoicha me jira mila tha to galti se istemal ho gaya h khana banane me usse koi problem hoga
Jo cheeje pata nahi ho to galti kaise kaha jayega🙏
जीरो का प्रयोग करते हैं लेकिन उसे मसाले में पीसकर प्रयोग कर लीजिए उसे तड़का लगाने में प्रयोग नहीं करना चाहिए
Kya apne se khoicha le skate hai
Nahi
Kya Sam ko kisi bahu ko khoichha deke Vida kr skte h
Jab bhi vidai ka muhuurat ho khoicha diya jaa sakta hai
Agr buaa or nanad nahi hon tb Kya kren plz reply me
शादी विवाह में कोई भी घर में बड़ी हो और शादी सुदा हो तो खोईछा दे सकती हैं I
@@Treveloholictrave nhh
@@Treveloholictrave p09
Mere yaha bhi diya jata hai me bi bihar se hu
🙏
Nayi dulhan ka khoicha ghar s bahar katra ka jar m rakhne s kya hota h. Is case m aap kya kahenge ghar ka kuldevta ka milan ni hone s ase hota h kya? Bataiye plz
जो बातें अनजाने में हो जाये उसके लिए किसी को भी खुद को जिम्मेदार नहीं ठहराना चाहिये 🙏
Thank you
Pregnancy me khoichha lena chahiye mayke se
हमारे यहां भी बेटी बहू को भी दिया जाता है
🙏🙏
बेटी का ससुराल से जो चावल का खोइछा मायके लेकर आती है उसे क्या करना चाहिय चावल हल्दी की गाठ दुर्वा सब का बताय🙏🙏
Kheer bana lete hai humare yaha
Khoicch kya pati de sakta h
Nahi
खोईछा हमारे यहाँ भी बेटी कोदिया जाता है।
🙏🙏
i guess I am kinda off topic but does anyone know of a good place to stream newly released series online ?
@Shepherd Conor i watch on Flixzone. You can find it on google =)
@Rex Easton yup, have been watching on Flixzone for since march myself =)
@Rex Easton Thanks, I signed up and it seems to work :D I really appreciate it !!
Sas na ho to kya bhu khud khoicha bana kar le ja sakti h
Le sakte hai khoicha khud se
Shadi vivah ke moko par ghar m koi bare ho to unse le le baad m khud bhi liya jaa sakta hai
Thank you 😊 🙏
Meri nanad nhi rehti to khoincha ka paise kise du
Us paise se unke liye kuch kharid kar de sakte jab mile aap unko de sakte ho
Thank you 🙏
Beti ko khoichha dene k bad,beti k khoichha se nikalna chahiye ya nhi
Kuch bhi nahi ,wo khoicha sasural me khulta hai
ख़ोइछा देने के बाद थाली में जो चावल बच जाए उसका करे ?
Ghar m hi rakh le
@@Treveloholictrave वो तो सही है पर रख कर उसका क्या करे ?
Jaha aapne bhandar se nikala waha rakh de
Agar khoicha gayab ho jae to kya krein Mera khoicha chuha kha gya😔
नमस्ते
Khoicha dena khoicha kholna bahut jaruri hota hai
Agar aesa kuch aakasmik ho jaaye to isike baare m kuch jyada jaankari mujhe nahi hai
Sorry
Thank you so much 💓 🙏
Meri sas to mujhe khoicha deti hi ni wo kehti hai sas ni deti
नियम तो सभी जगह के अलग अलग होते ही हैं।🙏
khoicha क्या होता है बताइए
Aapne agar video dekha ho to maine usme bataya hai
Beti bahu ko mayka se sasural ,aur sasural se mayka jaate samya diya jaata hai, ye ek rasm hai
🙏🙏
Khochha Bahu ko milta h to wo Bahu ka hota h ya kisi aurka
Bahu ke khoicha ki cheeje nanad ya fua ka hota hai
Sapne me koi khoichha bhar raha hai aisa koi kuari ladki dekhe toh kaisa hota sapna
Rat ko khoechha dena chahiye aur kis din khoechha nhi dena chahiye
सभी देवियों के लिए अलग बातें होती हैं
माँ काली को मंगलवार और शनिवार दिन अच्छा माना जाता है
माँ दुर्गा को नवरात्रि में विशेष Khoichha दिया जाता है 🙏
Beti aur bhu ko kis din khoechha nhi dena chahiye
Rat ko dost ki bhu aaye toh khoechha de sakte hai kya
De sakte
K क्या बड़ी बहन छोटी बहन को और छोटी बहन बड़ी बहन को भाभी ननंद को नंद भाभी को देवरानी जेठानी को और जेठानी देवरानी को खोईचा दे सकती है
Sapne me khoicha dekhe iske kya mtlb
🙏🙏
Ff
Thank you 🙏🥰