kya Milad Manana Biddat hai?|Milad video of Dani bhai|Dani bhai|Milad ki daleel

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 29 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 67

  • @Abidabaloch-zf6qv
    @Abidabaloch-zf6qv 11 หลายเดือนก่อน +10

    مرحبا یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وبارک وسلم

  • @Maidhakhan-nh6do
    @Maidhakhan-nh6do 7 หลายเดือนก่อน +4

    ماشاء اللہ اللہ تعالی برکت دے

  • @Kaniz-n7g
    @Kaniz-n7g 8 หลายเดือนก่อน +3

    ❤❤❤❤❤

  • @Arfa__baloch
    @Arfa__baloch 11 หลายเดือนก่อน +3

    صلی اللّٰہ علیہ وآلہ واصحابہ وسلم

  • @abubakarattarijj4561
    @abubakarattarijj4561 8 หลายเดือนก่อน +4

    ماشاءاللہ بہت خوب سچ فرمایا آپ نے

  • @syedmuhammadshahzaib2095
    @syedmuhammadshahzaib2095 9 หลายเดือนก่อน +2

    ماشاءاللہ بہت خوب ❤

  • @AllahRakha-m9v
    @AllahRakha-m9v 8 หลายเดือนก่อน +2

    ماشاءاللہ زبردست

  • @SyedSalmamulhasan
    @SyedSalmamulhasan 3 หลายเดือนก่อน

    MashAllah Bhai

  • @ayhanfarooq
    @ayhanfarooq 11 หลายเดือนก่อน +2

    سرکار کی آمد مرحبا ❤❤❤❤

  • @IslamisochTv
    @IslamisochTv 11 หลายเดือนก่อน +3

    bohat khob❤❤❤

  • @farazfaraz7363
    @farazfaraz7363 8 หลายเดือนก่อน +2

    Maasha ALLAH 🌹❤️

  • @khak-e-taiba
    @khak-e-taiba 8 หลายเดือนก่อน +2

    M qurban ya Rasool Allah ❤❤❤❤❤

  • @misbahmaheen8962
    @misbahmaheen8962 5 หลายเดือนก่อน

    ما شاء الله ، بارک الله
    Ap ka guide krny ka andaaz boht hy acha ha ALLAH PAK apko mazeed kaam krny ky saadat ata frmayen aur hmaain b sahy aqaid follow krny ky tofeeq ata frmaain Ameen🎉🎉

  • @BasheerAhmedGhori
    @BasheerAhmedGhori 3 หลายเดือนก่อน

    Masha allah❤❤

  • @AmirShahzad-t5w
    @AmirShahzad-t5w 5 หลายเดือนก่อน

    Wah Dani Bhai

  • @Ghulaam_ey_Mustafa
    @Ghulaam_ey_Mustafa 5 หลายเดือนก่อน +1

    Labbaik YA RASOOLALLAH❤

  • @Randomposts-q2v
    @Randomposts-q2v 6 หลายเดือนก่อน

    Mashallah janab bahut acha Kya apne

  • @zakirvlogs2286
    @zakirvlogs2286 9 หลายเดือนก่อน +1

    I respect everyone

  • @khallilattari6977
    @khallilattari6977 7 หลายเดือนก่อน +1

    Marhaba

  • @nomanmanzoor1611
    @nomanmanzoor1611 5 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @Handsome663
    @Handsome663 6 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @MuhammadAlam-xm4fw
    @MuhammadAlam-xm4fw 6 หลายเดือนก่อน

    Sarkar ki amad marhaba

  • @tayyabaimtaiz1272
    @tayyabaimtaiz1272 7 หลายเดือนก่อน

    Good job ماشاءاللہ Milad ko bidat kehny waly is sy kahi zada bdtameez hoty han 🙄personal experience.

    • @Syedatherqadri2
      @Syedatherqadri2 6 หลายเดือนก่อน

      Mashallah😅😅😂😂

  • @saleet360
    @saleet360 9 หลายเดือนก่อน

    Great Attari

  • @ConfusedBaseball-xw2zb
    @ConfusedBaseball-xw2zb 7 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @kgn382
    @kgn382 2 หลายเดือนก่อน

    Ambiya Wa Auliya Apni Qabr Me Zinda Hai
    Ahle Sunnat Wal Jama'at Ka Aqeeda Hai Ke Har Makhlooq Ko Maut Aani Hai Aur Ambiya Wa Auliya Ko Bhi Maut Aayi Lekin Sirf Pal Bhar Keliye Aayi Aur Phir Allah Ta'ala Ne Inko Zindagi Ata Farmayi, Ambiya Wa Auliya Apni Qabr e Anwar Me Zinda Hai
    1 - Sureh Al-Baqarah, Aayat No.154
    Tarjuma - "Aur Jo Khuda Ki Raah Me Maare Jaaye Unhe Murda Na Kaho Balke Woh Zinda Hai Haa Tumhe Khabar Nahi".
    Khulasa - Jab Shohada e Kiraam Jo Ke Rasoolallah ﷺ Ke Ummati Aur Gulam Hai Woh Zinda Hai To Phir Rasoolallah ﷺ Ki Zindagi Ka A'alam Kya Hoga.
    2 - Sureh Aale Imran Aayat No.169
    Tarjuma - "Aur Jo Allah Ki Raah Me Maare Gaye Hargiz Unhe Murda Na Khayaal Karna Balke Woh Apne Rab Ke Paas Zinda Hai Rozi Paate Hai".
    3 - Tafseer e Khaazin, Aale Imran, Tehtul Aayah 169, 1/323
    Tarjuma - Iss Aayat Se Sabit Huwa Ke Arwaah Baaqi Hai, Jism Ke Fana Hone Ke Sath Fana Nahi Hoti, Yaha'n Shohada Ki Kayi Shaane Bayan Huwi Hai : Farmaya Ke Woh Kaamil Zindagi Wale Hai, Woh Allah Azzowajal Ke Paas Hai, Unhe Allah Ta'ala Ki Taraf Se Rozi Milti Rehti Hai, Woh Bahot Khush Baash Hai, Shohada Zindo Ki Tarah Khate Peete Hai, Yeh Aayate Mubaraka Iss Baat Par Dalalat Karti Hai Ke Shaheedo Ki Rooh Aur Jism Dono Zinda Hai, Ulema Ne Farmaya Ke Shaheedo Ke Jism Qabro Me Mehfooz Rehte Hai, Mitti Unko Nuqsaan Nahi Pahochaati Aur Sahaba e Kiraam Ke Zamane Me Aur Uske Ba'ad Bhi Iss Baat Ka Ba Kasrat Mu'aina Huwa Hai Ke Agar Kabhi Shohada Ki Qabr Khul Gayi To Unke Jism Taro Taaza Paaye Gaye.
    4- Sunane Ibne Majah Safha No.130 Hadees No.1627
    Tarjuma - Beshak Allah Ta'ala Ne Zameen Par Ambiya Ke Jismo Ko Khana Haram Kiya Hai, Allah Ta'ala Ka Nabi Zinda Hai, Rizq Diya Jaata Hai.
    6 - Sahih Muslim, Hadees No.6158
    Tarjuma - Hazrat Anas Bin Maalik Radiallahu Anha Se Riwayat Hai Ke Rasoolallah ﷺ Ne Irshaad Farmaya Ke Mai Hazrat Moosa Alaihissalam Ke Paas Se Guzra Woh Apni Qabr Me Namaz Padh Rahe The.
    7 - Shaa'n Al Noor Fi Ahkaam Al Quboor, Safha No.24
    Tarjuma - Hazrat Imam Subki Aur Hazrat Imam Yafai Al Shafai Rehmatullah Alaih Farmate Hai Ke Yeh Ummat Ke Salaf Sawliheen Ka Aqeeda Hai Ke Allah Ta'ala Ke Auliya Apni Qabro Me Hayaat (Zinda) Hai Yehi Ahle Sunnat Wal Jama'at Hai.
    8 - Fatawa e Kubra, Kitabul Janaiz
    Tarjuma - Imamul Wahabiyah Ibne Taimiya Likhta Hai Ke Allah Ta'ala Ki Qudrat Se Murde Qabro Me Jama Hote Hai Jaise Dunya Me Hote The Aur Phir Ek Doosre Ki Ziyarat Karte Hai.
    Ahle Sunnat Wal Jama'at Ka Aqeeda Qura'an Wa Hadees Wa Mohaddiseen Aur Wahabi Mulla Se Bhi Sabit Hogaya Ke Ambiya Wa Auliya Apni Qabro Me Zinda Hote Hai.
    Yeh Najdi Munaafiq Hai Ganda Hai Wallah
    Galaazat Ka Balki Pulanda Hai Wallah
    Jahannam Pe Naam Iska Kunda Hai Wallah
    Jo Murda Kahe Tumko Murda Hai Wallah
    Tu Zinda Hai Wallah Tu Zinda Hai Wallah
    Meri Chashme Aa'lam Se Chhup Jaane Wale ﷺ
    Download TrueIslam App:
    play.google.com/store/apps/details?id=com.trueislam786.app&hl=en!

  • @anwarbukhari6178
    @anwarbukhari6178 6 หลายเดือนก่อน

    Me lord

  • @kgn382
    @kgn382 2 หลายเดือนก่อน

    Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ka Saboot Qur'aan, Hadees, Mohaddiseen Wa Mufassireen Aur Imamo Se
    Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaana Mustahab, Jaa'iz Aur Sawab Ka Kaam Hai, Aur Khud Rasoolullah Sallallahu Alaihiwasallam Ne Apna Milad Manaya Hai Aur Bahot Saare Mohaddiseen Wa Mufassireen Wa Imamo Ne Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manane Ko Jaa'iz Likha Hai, Jo Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Waalo'n Ko Bidati Kehta Hai Woh Khud Bidati Hai.
    Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Ke Mauqe Par Awaam Jo Bhi Galat Aur Gair Sharayi Kaam Karti Hai Woh Galat Hai Aur Uska Ahle Sunnat Barelvio Se Koi Ta'alluq Nahee'n Hai, Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Sharayi Tareeqe Se Manaaye'n Aur Ulama Ki Sarparasti Me Manaaye'n.
    Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ka Tareeqa
    (1) 12 Rabiul Awwal Shareef Ko Rozah Rakha Jaaye
    (2) Shukraane Ki Namaaz Padhi Jaaye
    (3) Rasoolullah Sallallahu Alaihiwasallam Ki Seerat Bayaan Ki Jaaye
    (4) Juloos Nikaal Kar Poori Duniya Ko Bataaya Jaaye Ke Aaj Ke Din Hamaare Nabi Sallallahu Alaihiwasallam Paida Huwe The
    (5) Naate'n Padhi Jaaye'n
    (6) Darood Wa Salaam Padha Jaaye
    (7) Logo Ko Khaana Khilaaya Jaaye Aur Paani Wa Sharbat Pilaaya Jaaye
    (8) Gareebo, Yateemo Aur Miskeeno Ki Madad Ki Jaaye
    (9) Masaajid Wa Madaaris Wa Deeni Tanzeemo Ki Madad Ki Jaaye
    (10) Gareeb Bachcho Ki Taleem Ka Intezaam Kiya Jaaye
    (11) Apne Gharo'n, Dukaano'n Aur Mohalle Ko Sajaaya Jaaye
    (12) Jhanda Lagaaya Jaaye, Wagairah Wagairah (Y'ani Jo Bhi Kaam Kiya Jaaye Woh Shree'at Ke Khilaaf Na Ho)
    Ab Ham Aapko Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ki Daleel Pesh Karte Hai'n.
    1 - Sureh Yunus Aayat No.58.
    Tarjuma - "Tum Farmaao ! Aye Mere Habbeeb ! Keh Allah Hi Ke Fazl Aur Usi Ki Rehmat Aur Usi Par Chaahiye Ke Khushi Kare'n"
    2 - Sureh Ambiya Aayat No.107.
    Tarjuma - "Aur Hamne Tumhe'n Na Bheja Magar Rehmat Bana Kar Saare Jahaan Keliye".
    Note :- Allah Azzowajal Hukm De Raha Hai Ke Mere Fazl Wa Rehmat Par Khushi Manaao Aur Allah Azzowajal Ka Sabse Bada Fazl Aur Rehmat Hamaare Pyaare Nabi Sallallahu Alaihiwasallam Hai'n To Jiss Din Hamaare Pyaare Nabi Sallallahu Alaihiwasallam Iss Duniya Me'n Tashreef Laaye Uss Din Khushi Manaana Qur'aan Se Saabit Hai, Aur Agar Koi Yeh A'eteraaz Karta Hai Ke Sahaaba Ne Kyu'n Nahee'n Manaaya To Iska Jawaab Yeh Hai Ke Sahaaba Ne To Seeratunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Ke Jalse, Khatme Bukhaari Ke Jalse, Tabligi Deobandi Ijtema, Ahle Hadees Confrence Wa Deegar Jalse Bhi To Nahee'n Kiye To Phir Yeh Bhi Bidat Hona Chaahiye Na,
    3 - Sunane Nisaayi, Hadees No.5443.
    Tarjuma - Hazrat Ameer Mu'aaviya Radiallahu Anhu Se Riwaayat Hai Ke "Ek Roz Rasoolullah Sallallahu Alaihiwasallam Ka Apne Ashaab Ke Halqe Se Guzar Huwa, Aap Sallallahu Alaihiwasallam Ne Farmaaya ! Kyu'n Baithe Ho? Unho'n Ne Kaha Ham Allah Azzowajal Ka Zikr Karne Aur Usne Hame'n Jo Islam Ki Hidaayat Ata Farmaayi Uspar Hamd Wa Sana Bayaan Karne Aur Usne Jo Aap Sallallahu Alaihiwasallam Ko Bhej Kar Ham Par Ehsaan Kiya Hai Uska Shukr Ada Karne Keliye Baithe Hain, To Aap Sallallahu Alaihiwasallam Ne Farmaaya Allah Azzowajal Ki Qasam ! Kiya Tum Isi Keliye Baithe The? Sahaaba Ne Arz Kiya Allah Azzowajal Ki Qasam Ham Sab Isi Keliye Baithe The, Ispar Aap Sallallahu Alaihiwasallam Ne Farmaaya ! Abhi Mere Paas Jibra'eel A'laihissalaam Aaye The, Allah Azzowajal Tumhaari Wajah Se Farishto'n Par Fakhr Karraha Tha".
    (Mo'jamul Kabeer Tabraani, Hadees No.16057)
    4 - Muslim Shareef, Kitaabus Siyaam, Hadees No.2648
    Tarjuma - Hazrat Abu Qataadah Radiallahu Anhu Se Marwi Hai, Nabi e Akram Sallallahu Alaihiwasallam Se Peer (Ke Din) Ke Roze Ke Baare Me'n Me'n Poochha Gaya To Aapne Farmaaya, Iss Din Meri Wilaadat Huwi Aur Isi Din Mujh Par Qur'aan Naazil Kiya Gaya.
    Note - Isse Saabit Huwa Ke Khud Rasoolullah Sallallahu Alaihiwasallam Ne Apna Milaad Manaaya Hai.
    Bahot Saare Mohaddiseen Wa Mufassireen Wa Imamo Ne Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Likha Hai,
    1 - Imaam Jalaalludin Suyuti Rehmatullah Alaih (849 Hijri) Ne Kitaab "Husnul Maqsid Fi Amalil Maulid" Me'n Jashne Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    2 - Mulla Ali Qaari Rehmatullah Alaih (1014 Hijri) Ne Kitaab Al Moridul Ruvi Fi Maulidinnabi" Me'n Jashne Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    3 - Mohaddis Imaam Ibne Jawzi Rehmatullah Alaih (510 Hijri) Ne Kitaab "Ibne Jawzi Al Milaadunnabi" Me'n Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    4 - Imaam Shamsuddin Al Jazri Rehmatullah Alaih (660 Hijri) Ne Kitaab "Husnul Maqsid Fi Amalil Maulid" Me'n Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    5 - Imaam Nawavi Rehmatullah Alaih Ke Shaykh Imaam Abu Shama Rehmatullah Alaih (599 Hijri) Ne Kitaab "Al Baais Ala Inkaaril Bada Wal Hawaadis" Me'n Jashne Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai & "Sublul Huda Wal Rushad By Imaam Saalihi Rehmatullah Alaih.
    6 - Imaam Zahbi (673 Hijri) Ne Kitaab "Siyar A'laamun Nubala" Me'n Jashne Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    7 - Hafiz Ibne Kaseer (701 Hijri) Ne Kitaab "Al Bidaaya Wan Nihaaya" Me'n Jashne Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    8 - Imaam Shamsuddin Bin Naseeruddin Damishqi Rehmatullah Alaih (777 Hijri) Ne Apni Kitaab "Mauridul Saadi Fi Maulidil Haadi" Me'n Jashne Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    9 - Imaam Ibne Hajar Asqalaani Rehmatullah Alaih (773 Hijri) Ne Kitaab "Suyuti - Husnul Maqsid Fi Amalil Maulid" Me'n Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    10 - Imaam Shamsuddin Al Sakhaawi Rehmatullah Alaih (831 Hijri) Ne Kitaab "Sublul Huda Wal Rushad By Imam Saalihi Rehmatullah Alaih" Me'n Jashne Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    11 - Imaam Qastalaani Rehmatullah Alaih (851 Hijri) Ne Kitaab "Al Mawaahibul Ladunniya" Me'n Jashne Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    12 - Imaam Qutubuddeen Hanafi Rehmatullah Alaih (988 Hijri) Ne Kitaab "Al Aa'lam Be Aa'lam e Baitillaahil Haram" Me'n Jashne Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    13 - Imaam Ibne Hajar Makki Rehmatullah Alaih (909 Hijri) Ne Kitaab "Fataawa Hadeesiya" Me'n Jashne Milaadunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Jaa'iz Kaha Hai.
    14 - Deobandio Ke Sabse Bade Peer Haaji Imadaadullah Muhaajir Makki Sahab Ne Apni Kitaab "Faisla Haft Masla" Me'n Likha Hai Ke Mai Khud Milaad Ki Mehfil Me'n Shareek Hota Hoo'n Aur Ise Barkat Ka Zariya Samajhta Hoo'n Aur Isme'n Luft Wa Lazzat Paata Hoo'n.
    Qur'aan, Hadees, Mohaddiseen Wa Mufassireen Wa Imamo Se Hamne Saabit Kardiya Ke Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaana Bilkul Jaa'iz Hai, Ab Agar Koi Miladunnabi Sallallahu Alaihiwasallam Manaane Ko Bidat Kehta Hai To Woh Khud Bidati Aur Fitnabaaz Hai.
    By Alahazrat Foundation Team 9892708816
    Download TrueIslam App:
    play.google.com/store/apps/details?id=com.trueislam786.app&hl=en!

  • @HafizAlihaider-d9d
    @HafizAlihaider-d9d 3 หลายเดือนก่อน

    میلاد کا لغوی معنی بچے نکلنےکی جگہ 😅

  • @ImranYounis-by5dn
    @ImranYounis-by5dn 2 หลายเดือนก่อน

    آپ صلی اللہ تعالیٰ علیہ وآلہ وسلم نے اپنی ولادت با سعادت والے دن روزہ رکھنے کی تاکید فرمائی ھے جس دن روزہ اس دن عید نہیں ھوتی اتنی سی بات ان لوگوں کی سمجھ میں نہیں آتی

  • @akhtariqbal5386
    @akhtariqbal5386 4 หลายเดือนก่อน

    Dawateislami zindah bad

  • @balaynatisa6089
    @balaynatisa6089 2 หลายเดือนก่อน

    Kahin se b sabit ni

  • @Breadfanbread
    @Breadfanbread 9 หลายเดือนก่อน +2

    Khuda ka khof karen aur sahi deen par amal karen, ashab ko choren aima arbaa k kisi qol se sabit karden

    • @electronicsworld8506
      @electronicsworld8506 8 หลายเดือนก่อน +1

      Jab hadees se sabot krdia or kia chahiay
      Aap k nazdeek sahi deen kia hy phir jnab

    • @Breadfanbread
      @Breadfanbread 8 หลายเดือนก่อน

      @@electronicsworld8506 kahan hae hadees?

    • @hafizqadeer5396
      @hafizqadeer5396 8 หลายเดือนก่อน +1

      بتاو نبی پاک کا ذکر کرتے ہیں یہ لوگ میلاد میں ۔۔کیا اللہ کے نبی کی سیرت بیان کرنا غلط ھے ؟
      اسی کو میلاد کانام دیتے ہیں

    • @Breadfanbread
      @Breadfanbread 8 หลายเดือนก่อน

      @@hafizqadeer5396 اللہ آپکو ہدایت دے۔ اگر موقع ملے تو مولانا اسحق کو ضرور سنیں۔ یہ وہ عالم ہیں جو کسی کو جنت جہنم کے ٹکٹ نہیں بانٹتے حق کی بات کرتے ہیں۔

    • @hafizqadeer5396
      @hafizqadeer5396 8 หลายเดือนก่อน

      @@Breadfanbread جنت کا ٹکٹ تو کوٸی فرقے والے بھی نہی دیتے تمہیں کس نے کہ دیا

  • @jamiaabubkarsiddiqueoffici1723
    @jamiaabubkarsiddiqueoffici1723 5 หลายเดือนก่อน

    مگر یہ جھنڈے اور لائٹیں صحابہؓ نے تو نہی لگائی
    اسکا کیا جواب ہے
    الٹ پھلٹ جواب دے کر آپ بات کسی اور طرف لے گئے 😅

    • @ShahJee-b3f
      @ShahJee-b3f 4 หลายเดือนก่อน

      جی بلکل

    • @HadibuxBux-y1p
      @HadibuxBux-y1p 3 หลายเดือนก่อน +1

      کیا صحابہؓ نے کبھی موبائل چلایا نہیں نہ تو آپ کیوں چلاتے ہیں صحابہؓ کی پیروی کرو بدعت نہ کرو

    • @ShahJee-b3f
      @ShahJee-b3f 3 หลายเดือนก่อน

      @@HadibuxBux-y1p جاہل ہوآپ🤣

  • @humairahmed8724
    @humairahmed8724 7 หลายเดือนก่อน +2

    Jaahilon wali baatein.. koi Ilmi daleel nai di ap ne.. Allah biddaat se mehfooz rakhy.. wese saara saal koi acha kaam nai krte ham Pakistani or 12 Rabi Ul Awal ko shughal mela lagate hein or aashiq e Rasool khud ko kehty hein.. Allah sabko is ryakaari se bachaye or amli musalman banaye Ameen

    • @ZahidRaza52
      @ZahidRaza52 5 หลายเดือนก่อน

      Allah Hydayat De Tumhe

    • @RaisMHasnain-nn2kx
      @RaisMHasnain-nn2kx 3 หลายเดือนก่อน

      @@ZahidRaza52 bhai ap sahaba karam se zyada nabi pak se pyar karte hain jab unse koi daleel nhi milti to ap kaise 12 rabi al awal manate hain

  • @MLatif-w2d
    @MLatif-w2d 9 หลายเดือนก่อน +4

    یہ خاص بدعت ہے
    یہ جو حدیث سنائی ہے یہ ضعیف ہے
    کسی صحابی نے بھی عید میلاد النبی نہیں منائی
    نہ ابوبکر صدیق نے نہ عمر رضی اللہ تعالی عنہ نے اور نہ عثمان رضی اللہ تعالی عنہ نے
    ان کے علاوہ کسی صحابی نے بھی عید میلاد النبی نہیں منائی یہ خالص بدعات ہے

    • @khak-e-taiba
      @khak-e-taiba 8 หลายเดือนก่อน +2

      To phir Saudi.. youm e watni kio mnatay hy..

    • @khak-e-taiba
      @khak-e-taiba 8 หลายเดือนก่อน

      Sach btana kiya kabhi kisi ki b birthday nahi ki

    • @khak-e-taiba
      @khak-e-taiba 8 หลายเดือนก่อน

      Kiya apnay moolk ka independence day nahi mnaya.. najdio sirf nabi k meelaad s hi chirtay ho

    • @hafizqadeer5396
      @hafizqadeer5396 8 หลายเดือนก่อน

      پھر جو بخاری مسلم تم لوگ پڑھتے ھو وہ بھی بدعت ھے وہ بھی صحابہ کے دور میں نہی تھی کیوں پڑھتے ھو خالص بدعت ھے کیوں نام لیتے ھو انکا
      قرآن کے اعراب بھی بدعت ہیں کیوں اعراب والا قرآن پڑھتے ھو

    • @farzanakhan4420
      @farzanakhan4420 8 หลายเดือนก่อน

      یہ خالص جاہل ہے جس میں کوئی ملاوٹ نہیں بس اعتراض کرنے بیٹھ گیا اسے تو نہ قاعدہ کا پتہ نہ اصولوں کا پتہ ویسے سینکڑوں دلائل ہیں لیکن خدا جب دین لیتا ہے تو عقلیں چھین لیتا ہے ..
      ویسے ہونا تو یہ چاہیے کہ تو بتا میلاد النبی صلی اللہ علیہ والہ وسلم منانے سے منع کہا کیا گیا ہے. صرف خلفائے راشدین رضوان اللہ علیہم اجمعین کا نام لیکر چھٹکارا نہیں پاجایے گا کیونکہ بہت کام ایسے ہیں جو خلفائے راشدین رضوان اللہ علیہم اجمعین نے نہیں کیا اور تم کررہے ہو اس لیے یہ بہانہ بنانا چھوڑو اور بغض کا عینک نکال کر نبی کریم صلی اللہ علیہ والہ وسلم کا سچا عاشق بن جا کیوں کہ عاشقوں کو اپنے محبوب صلی اللہ علیہ والہ وسلم سے محبت کے اظہار کے لئے دلائل کی ضرورت نہیں پڑتی ..

  • @ramizulhassan1497
    @ramizulhassan1497 8 หลายเดือนก่อน

    Mai apny jahail emaam mirza pulamber k sath houn😂😂😂

    • @nadirattari1883
      @nadirattari1883 7 หลายเดือนก่อน

      Assalamuailakum 😅😅😅😅😅 g qadiyani ka bhai mirza plumber

  • @HamzaMalak-k9q
    @HamzaMalak-k9q 7 หลายเดือนก่อน +1

    ❤❤❤❤❤

  • @SobanAttariSobanAttari
    @SobanAttariSobanAttari 6 หลายเดือนก่อน

    Sarkar ki Amad Marhaba