hello bhai mere paas 22 aoc led hai, dikaat yeh hai ki, agar me pc ko bios screen pe rok kr rakhta hu, tau chaahe 10 ghante screen chalti rhe koi dikkat nahi hai, lekin jab bios ke baad operating system load hone lagta hai, tau screnn black ho jaati hai aur restart hone lagti hai, baar baar aoc ka logo chalta rehta hai, ya kabhi kabhi window open hone ke 5-10 minute baad screen on off hone lagti hai, agar on off ke time pe me vga nikal deta hu tau cable not connected likha aa jaata hai, dikkat monitor ki hi hai, maine check kr liya hai dusri screen lag ke bhi, aur led ko dusre pc pe lga ke bhi. bta skte hai kis component ki dikkat ho sakti hai led me.
sir mere monitor ko chalu karte he white screen dekhata hai phir apne ap thik ho jati hai phir baad ma chalte chalte white screen aa jati hai please help me sir
Sir mera hp w2072a model ka monitor hai. Is monitor me vi same problem aa raha hai. Is monitor pe to side cok dikh nehi Raha hai. Pannel se 6 cok board se laga hua hai
@@shailinternational2552 pahele to vertically lines aari thi, uske bad blur hone laga. Kuch time thik thak chalti thi. Aab white screen aari hai and pannel blink kar raha hai.
Sir mera Dell E1713S model ka monitor hai. Is monitor me vi same problem aa raha hai. Is monitor pe to side cok dikh nehi Raha hai. Pannel se 6 cok board se laga hua hai
Mere monitor me same problom thi aapka video bina scape kiya dekha or vahi kaam kiya. Or monitor ok ho gaya
Thakyou sir
Thanku so much sir help karne k lia. Mere Ash pash bahut famous mechanic ko dekhiya, lekin koi repair karne razi nehi thee.
Aapne bahut help kia or thik thak bhi chal raha hai.
So many thanku sir.
In future Koi Problem hogi to sir app help karna.
Aap bahut aache ho.
Tq but what model is this i forgot
Sir plz upload more video you all video is very helpful
I have a monitor AOC e950swn it is having the same problem can you please give me the datasheet of it
hello bhai
mere paas 22 aoc led hai, dikaat yeh hai ki, agar me pc ko bios screen pe rok kr rakhta hu, tau chaahe 10 ghante screen chalti rhe koi dikkat nahi hai, lekin jab bios ke baad operating system load hone lagta hai, tau screnn black ho jaati hai aur restart hone lagti hai, baar baar aoc ka logo chalta rehta hai, ya kabhi kabhi window open hone ke 5-10 minute baad screen on off hone lagti hai, agar on off ke time pe me vga nikal deta hu tau cable not connected likha aa jaata hai, dikkat monitor ki hi hai, maine check kr liya hai dusri screen lag ke bhi, aur led ko dusre pc pe lga ke bhi. bta skte hai kis component ki dikkat ho sakti hai led me.
Sir mere monitor me jhil mil jhil mil screen ho rhi hai PC cannect krne pr wese on krni pr sahi chal rhi hai please si help kro kesi rhi hogi
Vga cable change kr ke dekhiye
sir mere monitor ko chalu karte he white screen dekhata hai phir apne ap thik ho jati hai phir baad ma chalte chalte white screen aa jati hai please help me sir
Sir mera hp w2072a model ka monitor hai. Is monitor me vi same problem aa raha hai. Is monitor pe to side cok dikh nehi Raha hai. Pannel se 6 cok board se laga hua hai
Problem kya hai panel me
@@shailinternational2552 pahele to vertically lines aari thi, uske bad blur hone laga. Kuch time thik thak chalti thi. Aab white screen aari hai and pannel blink kar raha hai.
Sir samsung 18.5 side cof details
Sir aap ke Shop kaha hai
Thanks sir ji
Sir voltage arah hai 30v arah to bhi problem
Check voltage on side cof
@@shailinternational2552 sir ji Problem Solve Thankyou sir
@@sarfarazshaikh6349 please Subscribe My TH-cam channel
Resp Sir! HP Monitor V192 Vertical Lines and Black Spots Where the Problem Sir Pls Advise Sir. --- ChinnaRao Paderu Visakhapatnam Andhra Pradesh
Pixel damage, Not repairable,
Plss help...
image WhatsApp kijiye
Nice bro
sir aapka contact no
Sir mera Dell E1713S model ka monitor hai. Is monitor me vi same problem aa raha hai. Is monitor pe to side cok dikh nehi Raha hai. Pannel se 6 cok board se laga hua hai