Raj sir aapka diagram se samjhane ka jo tarika hai na vo mujhe bohot accha lagta hai or is tarah samjhane se samajh me bhi bohot acchi tarah se aa jata hai.... Raj sir aap induction ki microcontroller ic bhi available kra dijiye..
Ser mera nam vishal mea goase hue mere pass ek prestage ka induction hea usme metal sence nehe ker raha induction on hota hai no mea barber dekata per metal heat nehi hota hai meanea useke behut sea compoment change kea usme pulse with modualation section mea 4restance ek side value dekha ta hai or ek side 0 micro controler kea ic mea bea bhaut sea pin me beach beach mea koi supply nehe aa rehe hai or keke kerke awaz aa rahai hai too give mea solution
Bhai bjaj spendid Ka induction h igbt k gate aur collectar point me 17 volt aa rhe h aur igbt Sahi h igbt lgate hi series bulb glow ho jata h aur 8050 aur8550 ki jgah ek 6 point ic lagi h smd me ic short ho Sakti h kya ic available nhi h mere pas kya kru please reply in Sunday comment box
App kabhi batate he micro ka 11 pin me 3 volt ,pin1 me 1.5 milega fir bad me batate ho pln 11me 6v ke jagah 3 v mil Raha he to 10k kharab ho Sakta he its confuse wali baat he????
Sab voltages theek hai phir be E1 error code aata hai. Kya controller ic kharaab ho sakta hai.ic ka no.B442G0512G1 20pin Highway wallonia ka hai. Agar aap ke paas hai to mujey ic b442g0512g1 chahey. Reply dena
Brilliantly explained. Thanks for your support with diagram. God bless you.
Good job with all the best information and knowledge
बहोत अच्छी जानकारी दी सर धन्यवाद साधुवाद 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Aapke video Dekhkar aap bahut sikhane Ko Milta Hai
Thank you so much sir apki video dekhte dekhte mera induction ban gya jo pf se ek rasistance jata hai vo short tha 🎉🎉❤
Ap ki technic,method bahut hi achhi h achhe tarah se samjh ati sir..thank you sir
Raj Bhai aap bahut acche samjhte ho main aapka bahut bada fan Ho Gaya Hun
Bahuthi badiya explanation sirji
bahoot achcha jankari diye sir
aap video banana kabhi band mat kariyega
Bahut badhiya Raj bhai thank you most helpful information.
thakes
Bahut achchha se samjhate hai sir aap janKari ke liye thanks sir ji 👍👍👍🙏🙏🙏
Thank you sir ap ka vidio bahut achha he
Raj sir aapka diagram se samjhane ka jo tarika hai na vo mujhe bohot accha lagta hai or is tarah samjhane se samajh me bhi bohot acchi tarah se aa jata hai.... Raj sir aap induction ki microcontroller ic bhi available kra dijiye..
Aapka shope kaha hai bhaiya ji mera bhi hai bahtrai me
Your teaching method is excellent sir. But slightly speedy.
आपका वीडियो बहुत बहुत बहुत ही अच्छा है
बहुत-बहुत शुक्रिया भाई इसके अलावा कोई शब्द नहीं आपके धन्यवाद शुक्रिया शुक्रिया शुक्रिया
बहुत अच्छा लगा मेरे दोस्त समझ गये पुरे अच्छे तरह से थैकु
Sr bhut achcha video hea thainx
Ekdm khaaaati raj bhai ji
Your explanation of fault with cct diagram leads to understand very easily. Thanks a lot.
Good vedio thank you very nice thanks 👍👍👍👍👍👍👍
Apka vidio bahut hi achha lagta
Sir bahut acha lag rah a hai
Very important video . thanks sir.
Very good explain.
Khub bhalo laglo
Very good vidio sir
Raj bhai bahut hi badhiya samjhate ho aap
Par 1 chige ka jawab aap ne diya nahi
3904 ke jagah 8050 / 8550 chalega please replay karo yar
Interesting video very nice
Bhaut acha video sir
Very good explanation
The best information
Very good brother
Very very very good video
Dada achi video..... More
Is this basic diagram applicable for prestige and premier induction....
Nice explain sir
Bhot acha video he
good job sir koi bhi itina dipalii se nhi baat ta
Thanks Raj bhai
सलाम आभार।
सर जी low voltage के 0ut पर 3.5v है तो आगे track पर लगा 10k के input पर 6v क्यों मिलेगा जबकि input पर 3.5v है
thankyou raj sir🙏🙏🙏
Pegeon induction me dikhiye sir.❤
Thanks Raj da
good wark (diagram ka sath video)
Thanks brother 👍
Shandaar
Nice video sir
Nice video Sir
Thank you
Sir class behuth acha tha lekin IGBT alag alag hai isliye miltha nahi koibhi lega saktha hai pls jawab dena
Very good sir
Very nice
Very good sir good
Lajwab
Badhiya
Thank you raj Bhai.
Brilliantly expressed... but E4 message come after 2 minutes of switching on of induction. Tell me reasons
Sir mera induction ka igbt and bridge rectifier nikal dia fir vi short bata raya hai iska karan bataya plz sir, I am a big fan of you.
Acha questions
Brother ek video prestige ka bhi send kijiye
Video achi ha
Thanks bhi
Thanks sir very nice
Ser mera nam vishal mea goase hue mere pass ek prestage ka induction hea usme metal sence nehe ker raha induction on hota hai no mea barber dekata per metal heat nehi hota hai meanea useke behut sea compoment change kea usme pulse with modualation section mea 4restance ek side value dekha ta hai or ek side 0 micro controler kea ic mea bea bhaut sea pin me beach beach mea koi supply nehe aa rehe hai or keke kerke awaz aa rahai hai too give mea solution
Wah bhai
Bhai bjaj spendid Ka induction h igbt k gate aur collectar point me 17 volt aa rhe h aur igbt Sahi h igbt lgate hi series bulb glow ho jata h aur 8050 aur8550 ki jgah ek 6 point ic lagi h smd me ic short ho Sakti h kya ic available nhi h mere pas kya kru please reply in Sunday comment box
Nice video
Micro control ic ka high voltage sense bypass karane ka aur koi tarkib Ho sakati hai Kay ?
Best luck
High k jageh par low low k jagaue parr high voltage keh rahe hey diagram mei or 10 k registance ma load par toh voltage girna chaiyena q 6 volt hoga
Raja Bhai khasi h ap or ap ki shoup kha hi taim Mily to Bata Dena
sir jab DC voltage check kar rahe the to multimeter ka minus Pro kahan lagaye the
Nice sir 👍
Good sir thanks
Kiya makiro cntrolr ic k bina bhi hiting aaskti h
nahi
Good information sir g
Thanks sar ji
Raj sir namashkar sir induction me kuch metel sence karta hai aur kuch sence nahe karta hai please bataye
So helpful
मेरे पास र्पेस्टीज का इंडक्शन चूल्हा है जो २ मिनट चलने के बाद E4 इयर आता है ,सर इसमें क्या प्राबलम हो सकता है।
1800 watt me sahi chal rahe hey , lekin 1200 watt jab karta hoon toh milk mode jaysa up down kar raha hey , pleas kya kharab hey bataye
BAjaj populer aall is running but hit nahi horahiha. key problem,sence nehi kor rahi hai replay plz
Sir ye 16 pin ic me bhi yhi hoga kya
Sir
Repairing kitab hai kaya with digram with voltage
Sir Rico 2000w का इंडक्शन है fan नहीं चल रहा है 18 वोल्ट आ रहा है igbt उड़ा था 450v capsitar फूला huva था induction on करते ही fan उड़ जा rha hai
👌👌👌👌
Good
Nice information
Raj bahi Mai nay order Diya , respond nahi mila reply please
mo.n.
7006750128
App kabhi batate he micro ka 11 pin me 3 volt ,pin1 me 1.5 milega fir bad me batate ho pln 11me 6v ke jagah 3 v mil Raha he to 10k kharab ho Sakta he its confuse wali baat he????
Thanks sir 🙏
👍
Sab voltages theek hai phir be E1 error code aata hai. Kya controller ic kharaab ho sakta hai.ic ka no.B442G0512G1 20pin Highway wallonia ka hai. Agar aap ke paas hai to mujey ic b442g0512g1 chahey. Reply dena
Sar humko aap se bat karni hai kese kare
12:55 jo pf capacitor bol rehe ho bo electrolytic capacitor he polarity bala .pf non polar capacitor hota he
🙏🙏🙏
Sir app data www site upload jarrur kare
5 minut chalne ke bad E4 a raha hai kya ho sakta hai 5 minut heat ho raha hai uske bad E4 ka signal a raha hai
Sir ji Instagram pe kayse jude aap se
2 मी चलने क बाद E4 E के बारे मे बताओ
Sir hamare induction me _ _ _ye simbal aarha hai
Maxx ka cooktop hai E4 error code a raha haa Kase repair karu
V guard induction e4 error please tell me
Flipkart ka induction mein error for a raha hai sabhi jagah vote chahie a raha hai sab jagah lekin error 4 likh raha