@@ganus4042 bo actually HR pe depend krta hain and apka knowledge and projects requirements pe v.. Vaise je ka minimum 3 - 5 year Tak rehta hi hain... Usk baad hi hota hain.. transfer
Bhaiya abhi quesion ka practice kahan se kare youth solve kar rhe h toh bahut time lag jayega lag rha h pgcil ka exam par ho jayega tab tak.। Toh practice kahan se kare subject wise plz help
Bhai, abhi jo November mei exam aane ko hai, wo kitna tough hoga baaki previous years ke comparison mei....?? Koi guess ??? Ya iss baar kisi average student ka selection hone ka kitna chances hai ?.???
Bhai reply karo mere comment powergrid me junear technican ka exam nikalne ke baad kitne din baad skill test ke leye bulaya h kitne time dete h skill test ki teyaari le ke leye iti students ko
Canteen charge apko 5000 - 6000 lg jayega.. During training stipend:-27500 After training salary 39800 Usk baad aur v paisa aur allowance milega..details me janne k liye you pe search kijiye pta chal jayega.. Electrical dose v acha bataye huye h pr bo 10 % Jada bada chada k bol Diya pr phir thik hi bataya hai 😊😊
Sir aap kha se tayari kiye the .... offline ya online dono plateform ka name bt dijiye ... And i belongs to SC category...can i apply for pgcil with less than 70%marks... Plz reply
@@AnkitKumar123-ac me ye puch raha hu ki aapka ye 5th attempt tha to iska matlab har saal me pgcil ki exam ekbar hoti hai ya phir 1 se jyada agar 1 baar hotahe to aapko 5 saal Lage honge kyuki aapka 5th attempt tha
Good 😊
civil ka work profile btaiye
Bhut badhiya Ankitji 👌
Thank you for tips brother, one day soon we will meet. 🙌
good ❤❤
Bhai maths ke liye kya kr skte ha imp topic😊😊
@@squidgame4967 maths k liye mostly arithmetic bna lijiye aur ..
Advance ka basic concepts and formula yaad kr lijiyega
Congratulations sir
Thank you sir 🙏 for guiding me
Nhi hua sir is bar bhi hamara 😔 nontech me gadbad ho jata hai
Sir iti electrician ka koi achha book btaye sir tyari karne keliye PGCIL KELIYE
Youth is best.
Thanks sir 🙏
Apka technical me aur non technical marks kitna aya tha
Aapne notes kaha se bnaya tha
Sir JTT Keliye kese tyari kare sir kon sa book best rhega 7 February 2024 ko exam hai
Sir, apka room ka video upload kariye ek baar
Hostel tour ka ek video banaiye
Congratulations bro 🎉
Bro please tell me how to prepare for quantitative aptitude part ?
Please share how you are prepared for that part bro?
Will upload soon
Thanks bro
Bhai non tech ka bhi btao kuch
😅😅 bada mast normal bol rahe ho bhai😅😅
@@SaurabhKumar-t2d3v thank you Bhai 😊🍀
Thanks for informing bro
Thanks you for this video ❤️💖💖👍
Sir power system ka notes milega kya please
Nontech kaise prepare kre
Aap hindi medium se ho ya english please help sir provide me hindi notes only core subject- power system, electrical machine, network theory
Power gird may mts peon ke vacancy ie huye ha kay
Bro TA kaise milega
Inter region transfer policy kaisi hoti hai pgcil ki
@@ganus4042 bo actually HR pe depend krta hain and apka knowledge and projects requirements pe v..
Vaise je ka minimum 3 - 5 year Tak rehta hi hain...
Usk baad hi hota hain.. transfer
@@AnkitKumar123-ac aur out of the region transfer hoga kya ismeim sr2 se Wr mein
@@ganus4042 yes bro ..je to executive banne k baad 10 years k baad..
Pr executive hain to hain to kahi v transfer ho skta hai all india
@@AnkitKumar123-ac Technician ke Liye kya policy hai
Sir books kiya kiya lun main bataiye
Basic electrical vk Mehta.
Machine books
Jb gupta MCQ
Youth MCQ
Civil ke liye batao or mera 7.2 cgpa h chl jayega kya
Bro me gate ka prepare kar raha hoo uska syllabus chalega kya power grid me
Gk me kahan se puchhega bahiya current ya gk
Gk k piche nhi rhiye...sach bole to kisi ko kuch v nhi pta kaha se puchhega...but basic basic GK bs pdh lijiye
@@AnkitKumar123-ac bhaiya short notes ka PDF ho toh send kar dijiye
Bhaiya abhi quesion ka practice kahan se kare youth solve kar rhe h toh bahut time lag jayega lag rha h pgcil ka exam par ho jayega tab tak.। Toh practice kahan se kare subject wise plz help
Sir ek vdo work profile pr bna do
Banaye huye hai...
Aur v you tube pe search krk dekhiye..
Different person has different meanings for same thing 😊
Ese/Gate ke liye Physics Wallah kaisa h for Civil ?
Aapka video ekdm to the point hota hai. Isliye itna views bhi mil raha hai aapke videos ko. Continue rakhiye
Thank you 😊
Bhai, abhi jo November mei exam aane ko hai, wo kitna tough hoga baaki previous years ke comparison mei....?? Koi guess ??? Ya iss baar kisi average student ka selection hone ka kitna chances hai ?.???
Bhai reply karo mere comment powergrid me junear technican ka exam nikalne ke baad kitne din baad skill test ke leye bulaya h kitne time dete h skill test ki teyaari le ke leye iti students ko
6years k data k hisab se 6 month Tak time mil gya tha interview k liye..
Pr is time kya hoga ye nhi pta bro..
Bhai mere pgcil form me diploma certificate ke gagah galte se diploma ka migration certificate upload ho gaya hai form reject to ne hoga
Hona to nhi chahiye..vaise PGCIL ka recruitment wala mail pe mail kijiye...Bo reply krnege...
bhai Junior Technician trade test ke kitne dino ke bad medical hota hai aur medical ke kitne dino ke bad joining hoti hai? please reply
@@itsrishavrajno idea bro..
But one thing powergrid generally do not delay in process
Sir apne clear kara hai ka pgcil
Sarkari job pure hoti kki nhi like railways
भाई ट्रेनिंग के टाइम रहना खाने का पे करना पड़ता है या कम्पनी प्रोवाइड करती है?
Khud dena parta hai bhai..
Agr classroom training me hai tb nhi dena hoga...for 25 days
But OJT me Dena hota hai....
@@AnkitKumar123-ac in hand monthly kitna hai bhai sallary is tym
@@AnkitKumar123-ac compny ki canteen ka hi charge pdta h? Aur kitna parta h maheene ka?
Canteen charge apko 5000 - 6000 lg jayega..
During training stipend:-27500
After training salary 39800
Usk baad aur v paisa aur allowance milega..details me janne k liye you pe search kijiye pta chal jayega..
Electrical dose v acha bataye huye h pr bo 10 % Jada bada chada k bol Diya pr phir thik hi bataya hai 😊😊
@@AnkitKumar123-ac agar hum compney me hi quarter lete hain to kya uska paisa 39800 se katega bhai
Non-technical me kitna number Lana aniwarya hai
Ye number judhta hai,?
Ys
Sir mera UR me 69.2 percentage he mera ho skta he kya
Waiting diya h kya
@@AnkitKumar123-ac abhi to exam baki he..
Sir paper m
Technical v non technical
m saprate cut off banata hai kya
Nhi..
English ka important topic sir comments mai likhe dige please
th-cam.com/video/_IZpC666Smk/w-d-xo.htmlsi=rTlwvp3XPvW4_Feu
Preposition
Basic articles..tense..
Paragraph reading
Aap kis reigon memho
💪💪💪
Sir aap det position pe hain? And medical pgcil khud karata hai ya government or private me hota hai kahi please answer sir
DT POSITION ME...
Medical PGCIL khud karata hai private hospital me
Sir aap kha se tayari kiye the .... offline ya online dono plateform ka name bt dijiye ...
And i belongs to SC category...can i apply for pgcil with less than 70%marks...
Plz reply
Offline and online dono....
Expected date kya h pgcil ki
1st attempt me crack hogya ya phir 2nd me
@@Rupam-16 bhai bahut sara exam diye the..
Powergrid ka high ye 5th attempt tha
@@AnkitKumar123-ac 5 saal lag gaye kya ya phir year me 2-3 baar exam hotahe pgcil ka?
@@Rupam-16 I couldn't understand what you asked..
@@AnkitKumar123-ac me ye puch raha hu ki aapka ye 5th attempt tha to iska matlab har saal me pgcil ki exam ekbar hoti hai ya phir 1 se jyada agar 1 baar hotahe to aapko 5 saal Lage honge kyuki aapka 5th attempt tha
@@NikitaSahu-h6k abhi diploma 2nd year me hu Diya nahi abhi tak
Sir kya colour vision vale medical me pass ho jayenge
Isk baare me jyda information nhi hai...but check bahut tight hota hai..isly thora dhyan rkhe ..ki colour vision n ho
Ek video apne substation k office ka bna dijiye
Okay
Bro please tell is work tough all people are saying its tough
Work tough v ho skta hai..aur nhi v ...Bo depend krta hai apka substation pe..
Vaise jo v work hota hai..cool mind se krna hai kuch pressure me nhi krna hota hai
Bhai yaadi quarter available to training me quarter milta h ya nhi
Yes agr available ho to jarur milta hai...aur acha quarter milta hai 😊
@@AnkitKumar123-acthanks bhai ❤
Hello sir mujhe aapse bat karni h ho sakati h kya???
Kya doubt hai pls bataiye..jo hm yaha bta skte hai wahi hm phone pe v bta skte hai same..😊
PGCIL main numerical jada ata hai ke mcq
Theory more... numerical less
Sir aap diploma kiye hai kya kis session me
2017-20
Aap kis region me ho
Sr2
Hindi me notes milenge ky
Sorry..but you can prefer EAD Hindi notes
@@AnkitKumar123-acHindi notes kaise milega please reply
❤☺️☺️☺️☺️❤️
Exam kab tak hoga?
No idea..but may be nov
App ka kya name h
Ankit Kumar
@@AnkitKumar123-ac apka name nahi puche jo application k bare me bataye uska name puchh rhe h
Exam veda
Ssc je de rahe ho bhai ?
Nhi
youtube.com/@ElectricalEngineeringMCQs?si=9bQqye2usmKw7BOp
Bhai mujhe hydrocele hai medical me koi problem nahi hoga n please reply bhai
Operation ho gya hai ya phir av dwa kha rhe hai
@@AnkitKumar123-ac operation nhi karwana chahta hu bhai aur dwa se nhi thik huwa hai
Email ID send kijiye sir
Khuch baat karna hai
Apka contact number milega kya
Bhai aapkaa contact number mil sakta he kya?
Sir mera pgcil sr2 me waiting clear hua hai apse kuch bat karna hai ...sir please apna mobile number de sakte hai
Mail me on ankit98952@gmail.com
Apko kon substation mila..?