Bhaijaan simpel cutting bataye जैसे ki tep ke naap se bataye kyuki kai logo ko tep ke naap se bayayenge to bahut se logo ko samajhne me aadasi hogi thanks
इरफान भाई आप बहुत अच्छी तरीके से बताते हैं आप के हर विडियो मेंने देखा है समझ में बहुत जल्दी आ जाता है उसके लिए 💖 से धन्यवाद शुक्रिया (अल्लाह आप को सलामत रखे ) भाई जान में शौकत अली खान राजस्थान जालोर से
Bhai jese apne puri scale theory se ye coat catting karke dikhaya he wase hi ek pant bhi cutting karke dikhao pant ki catting bhi pori scale theory se dikhao asslamu alaiykum warehmatullahi wabaraqatuhu jaza kallahu khayra bhai
mashallah. Zakallah. Itna detail me aj tak kisi bhi master ne nh bataya.jis tarah aapne samjhaya he waqai taarif ke qabil he.good job. Allah rabbul izzal rahen aasan karen.
Mashallah Sar aapke Allah Umra Mein Barkat Karen Maula aapke Parivar ko Sukh. Rakhe aapane Jo btayah Alhamdulillah cutting karne mein koi dikkat nahin aati hai.
ನಮಸ್ಕಾರ್ ಇರ್ಪಾನ್ ಸರ್ ದೇವರು ನಿಮ್ಮನ್ನು ನೂರು ಕಾಲ ಬಾಳಿಸಲಿ ನಿಮ್ಮಿಂದ ನನಗೆ ತುಂಬಾ ಸಹಾಯ ಆಯಿತು. ನಿಮ್ಮ ಚಾಲನ್ ಕೋಟ್ ಕಟಿಂಗ್ ಮತ್ತು ಹೊಲಿಗೆ ನೋಡಿ ತುಂಬಾ ಸಂತೋಷವಾಯಿತು ನಾನು ಮನೆಯಲ್ಲೆ ಟೈಲರಿಂಗ್ ಮಾಡುತ್ತೇನೆ ಕೋಟ್ ಮಾತ್ರ ಹೋಲಿ ದಿಲ್ಲಾ ಈಗ ನಿಮ್ಮಿಂದ ಕಲಿತು ನನ್ನ ಮಗನಿಗೆ ಕೋಟ್ ಹೊಲಿದಿದ್ದೆನೆ ಪಕ್ಕಾ ಮೇಜರ ಮಂಟ್ ಸಾರ್ ನನ್ನ ಕನಸು ನನಸಾಯಿತು ದ್ಯಾಂಕ್ಯೂ ಇರ್ಪಾನ್ ಸಾರ್
आप स्केल कहा से खरीदे है अभी आपके पास है पेंन्ट कि कटींग मे जो मोहरी और हिपके सेईप मे जो लंबावाला स्केल प्लीज एड्रेस और दुकान का मोबाइल नंबर बहोत ही अच्छी सेईप का स्केल है सर
bahi saib kia hum gents kameez ke liye bi app ki instruction use ker saktey hen agar nahi ker sakty to please gents kameez ke liye bi aesi video bnaeen thanks.
Sleeve ka Jo Mori ka marking bataya Apne ueme adha inch silai ka marjin bhi rakhna hoga sir???? Apne 3thrd hissa batlaya sirf or adhaa inch mazeed dabo K liye nhi rakhna hy K nhi???? Plz sir bataden! Thanks.masha ALLAH
Irfan Bhai bhai Assalam Walekum Bhai jaan. Main main Showroom per measurement master Hun Main bahut Dinon Tak Court banaya hai. Isliye 12 sal ke liye main measurement master Ab Mujhe cutting kitne ki ichcha ho rahi hai? Mashallah Mein Pichhle 4 mahine se aap ki tarah video dekhiae yah l'escale ki jo theory aapane bataya hai lajawab Chhori Hai Mashallah
Mai Deepak kumar Bihar Muzaffarpur Disctic se hu apka cating mujhe bhaut achha lagta hai aap se Request hai ki aap mujhe cot ki back me chest ke pass 28 se lekar 48 tak kitna mainas karna hai Aur front me 28 se lekar 48 tak kitna Thakthi niklna hai
Sar aap se Thodi. Se gujarish h kya aap check ke Kot ki cutting jald se jald upload kar den check.k coat. M thodidikkat aati cutting m. Please please.... Sir
Irfan bhai as salamualaiqum aapne jo scale ki theory batai ismein aapne coat ki takhti ka hisaab nahi bataya ki kahan par h scale mein peche ki taraf ya aage hi h .Please iske baare mein batae
Bhaijaan simpel cutting bataye जैसे ki tep ke naap se bataye kyuki kai logo ko tep ke naap se bayayenge to bahut se logo ko samajhne me aadasi hogi thanks
Mashallah zabardast video mastar g very very nice
Bhut bhut shukriya irfan bhai yahi L scale theory coat cutting ki mai ak baar aap se baat kr rha tha dilkush hugya bhai, jazak Allah
इरफान भाई आप बहुत अच्छी तरीके से बताते हैं आप के हर विडियो मेंने देखा है समझ में बहुत जल्दी आ जाता है उसके लिए 💖 से धन्यवाद शुक्रिया (अल्लाह आप को सलामत रखे ) भाई जान में शौकत अली खान राजस्थान जालोर से
सर स्केल बताने के लिऐ आपका बहुत बहुत शुक्रीया 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Masha allah irfan bhai aap ka video dekh kar mai bahut kuchh sikh gaya hoon thanks you very much
Irfan Bhai salout hy sir Apko!!!
ALLAH Pak Apko is neki K badle ajjre Azeem ata kren.
Jazak ALLAH khair
Bhai jese apne puri scale theory se ye coat catting karke dikhaya he wase hi ek pant bhi cutting karke dikhao pant ki catting bhi pori scale theory se dikhao asslamu alaiykum warehmatullahi wabaraqatuhu jaza kallahu khayra bhai
Masha Allah Irfan Bhai aap ne bohot achcha se detailing mein bataya great job thank you very much.
Kan se intezar tah is pal ka
Bahot bahot sukriya ustad
Jubardast irfan bhai Allahpak khub nawaze aapko
Good 👍
Iam very happy so great job and perfect master ji
Bahut achi video hai irfan bhai
सर आपका समझाने का तरीका... नंबर वन है...
ऐसे कुछ विडियो और बनाइये... मै जोऐन कर लुंगा आपका चैनल
zazakallah. bahut hi umdah irfan bhai .kabile tareef ke like hai aap .masha allah
🙏शुक्रिया गुरुजी 🙏
Sir ap ne bhot naki ka kam kia ha
Is ka ajar Allah pak hi de sakta ap ko❣
wow sir g bahud bahud sukria apko video dekhliya jarur samajneki kosis karta hu mey tq so much sir
بہت خوب عرفان بھائی
King of youtube
ThanQ ustad
So nice of you 🙂💕
mashallah.
Zakallah.
Itna detail me aj tak kisi bhi master ne nh bataya.jis tarah aapne samjhaya he waqai taarif ke qabil he.good job.
Allah rabbul izzal rahen aasan karen.
Aap master h kya
Aap k coat ki cutting ki bhuat intjar he aap ne bhuat good smjaya he thank you bro
Coat Cutting video upload kardiya ha aap dekhlijiye 🙂i
Jzak allah irfaan bhai shukriya Allah apko salamat rakkhe
Bhut hi umda tarike se aap ne samjhaya hai
Ummid karte hai ke bhut jalad aap Lscal cuttng ki video v uplod krdenge
Irfan bhai zabardas mai coat seekh sakta hoon apki video se bahut kuchh
Seekhne ko mila allah apko mazeed taraqqi se nawaze
Very well explained by you maine or bhi L- scale theory dekha but aap le jaisa kisi me nhi samjhaya tha.
shukria, Maula khush rakhe.
aap ka bahut bahut shukriya aap ke batane ka tarika bahut umda hai
❤
Sir shart ka bi l scelka barime bathaiye plees
I think in You tube such a great job only we can learn from urs chanal. Sukriya.
Big fan sir 🙏🙏🙏
Jajakallhkhair Allah apko kamyabi de aapki duniya aur akhirat saware
Ameen 💕💕💕
Irfan sir aap ek perfect sir hai kis Tarah student ko samjhaie jaaiye aap se achcha koi Kahi janta hai
Very useful sir ji .
Allah aapko hemasha Khush rakhe❤️
Asslamo alaykum irfan bhai bahut bahut sukriya
आशा के अनुसार विडियो बना ही डाले ।thanks
Master ji thanks, God bless u.
Most welcome sir 🙂
Thank you master sahab for this useful video
irfan Bhai
Thanks Irfan bhai 😀😀
coat me total lusing kitna hota hai sr
Thank you
I love you मास्टर ji😊😊💐💐
Love you too bro 🙂💕
Kabhi Gujarat bhi aaiyega....
Mashallah Sar aapke Allah Umra Mein Barkat Karen Maula aapke Parivar ko Sukh. Rakhe aapane Jo btayah Alhamdulillah cutting karne mein koi dikkat nahin aati hai.
Wow nice master ji I understand thank you so much
You are so brilliant 👏 ❤️ sir
So nice of you
thanks sir me aapki vaje se bahut kus sikha hu
Sada Khush rHye sirr
Master Sahab very good
Great ❤️👌👌👌👌
Sir aap no1 ho aap great ho
Thanks bro 🙂💕
ನಮಸ್ಕಾರ್ ಇರ್ಪಾನ್ ಸರ್ ದೇವರು ನಿಮ್ಮನ್ನು ನೂರು ಕಾಲ ಬಾಳಿಸಲಿ ನಿಮ್ಮಿಂದ ನನಗೆ ತುಂಬಾ ಸಹಾಯ ಆಯಿತು. ನಿಮ್ಮ ಚಾಲನ್ ಕೋಟ್ ಕಟಿಂಗ್ ಮತ್ತು ಹೊಲಿಗೆ ನೋಡಿ ತುಂಬಾ ಸಂತೋಷವಾಯಿತು ನಾನು ಮನೆಯಲ್ಲೆ ಟೈಲರಿಂಗ್ ಮಾಡುತ್ತೇನೆ ಕೋಟ್ ಮಾತ್ರ ಹೋಲಿ ದಿಲ್ಲಾ ಈಗ ನಿಮ್ಮಿಂದ ಕಲಿತು ನನ್ನ ಮಗನಿಗೆ ಕೋಟ್ ಹೊಲಿದಿದ್ದೆನೆ ಪಕ್ಕಾ ಮೇಜರ ಮಂಟ್ ಸಾರ್ ನನ್ನ ಕನಸು ನನಸಾಯಿತು ದ್ಯಾಂಕ್ಯೂ ಇರ್ಪಾನ್ ಸಾರ್
L square theory 1/12
1/6. 1/3. Ae part aacha samzaya thank you master
جزاک اللہ بھائی بہت شکریہ
Sir me aapka hr video dekhta hu aapka smzane ka trika bhut achha he sir l skel me frunt me crasbeg k 3 nisan ka gnit smzaeye
Aap best master h
Thanks sir 🙂💕
I am always thankful
Irfan Bhai zabardast
आपकि दोसती ने हमें ,जीना सिखा दिया रोते हूए दिल
को हंसना सिखा दिया कर्जदार रहेंगे हम उस खुदा के,
जिसने आप जैसे दोस्त से,मिला दिया::::::::
Very very good very nice sir
Thank you so much 🙂💕
आप स्केल कहा से खरीदे है अभी आपके पास है पेंन्ट कि कटींग मे जो मोहरी और हिपके सेईप मे जो लंबावाला स्केल प्लीज एड्रेस और दुकान का मोबाइल नंबर बहोत ही अच्छी सेईप का स्केल है सर
हम गुजरात के सुरेन्द्रनगर जिल्ला से है
Mere vai bahut sundar video hay aur yeh skel Kahan milti hame jarur batayen
20 chest and 48 chest size ka coat cutting ki ek video banao plz
I was your 234th subscriber
Shukriya irfaan bhai
Assalamualykum sir aap 48 c 53 pat soldar dawan ka bi farmula batay aap ka andaz bahut mast hi myne aap ki hisab se kafi coat kating kya
आप जो कटिंग टूल्स इस्तमाल करते है वो हम कहा से खरीदे
Allh aapko aur hunar de lekin ghamnd nade bahut acha mastr sahb
Very good i like it
bahi saib kia hum gents kameez ke liye bi app ki instruction use ker saktey hen agar nahi ker sakty to please gents kameez ke liye bi aesi video bnaeen thanks.
Sleeve ka Jo Mori ka marking bataya Apne ueme adha inch silai ka marjin bhi rakhna hoga sir????
Apne 3thrd hissa batlaya sirf or adhaa inch mazeed dabo K liye nhi rakhna hy K nhi????
Plz sir bataden! Thanks.masha ALLAH
👍👍👍👍👍👍👍👍
Kya ye L-scale sirf gents cutting me hi kaam aayega ya ladies ka kameez ya kurti me b use aayega
Ty sirg aap thoda blouse or ladeis wear uper k liye video bniye best theory
So supar master
Very nice master ji
MASTAR IRFAN G APKAY KADTEGKA SAWAL NAHE SUPPAR KADTEING MASHALLA
Thanyvad THENKUY sir🙏
sir plz ekbaar hanting shirt ki cutting and stitsching bataye ji
sat saheb ji
aapka scle kon si brand ka hai
بھاٸ بہت زبردست لیکن اہک کام کرے ایک سوٹ کو شروع سے سکیوٸر کے ساتھ کاٹ لیں شکریہ
Sar ji L eskel kitna siz tk euj hoga
Sir tkhti kis ke hisab se rkhte h plz
Thanks Master ji salam
🙏आगे का विडियो बहुत जल्दी डालिया🙏
L scale se direct cote catting video upload kijiye
Aap scale kis company ka use karte h
Paint cutting ka video .banaye sir please
Hi... Master..
Wher i can get this scale pls
Thanks you for explaining ☺️☺️😊😊👌👌👍👍👍
Most welcome 😊
skill cutting batao palet wali ki
awesome 👌👍
master ye batayen.ye l scale ruler kaha se milega.price kya he.
Sir, aap L scale shirt aur pent cutting pe use karke dikhaye .
irfan.bhai👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Irfan Bhai bhai Assalam Walekum Bhai jaan. Main main Showroom per measurement master Hun Main bahut Dinon Tak Court banaya hai. Isliye 12 sal ke liye main measurement master Ab Mujhe cutting kitne ki ichcha ho rahi hai? Mashallah Mein Pichhle 4 mahine se aap ki tarah video dekhiae yah l'escale ki jo theory aapane bataya hai lajawab Chhori Hai Mashallah
Mai Deepak kumar Bihar Muzaffarpur Disctic se hu apka cating mujhe bhaut achha lagta hai aap se Request hai ki aap mujhe cot ki back me chest ke pass 28 se lekar 48 tak kitna mainas karna hai Aur front me 28 se lekar 48 tak kitna Thakthi niklna hai
Sar aap se Thodi. Se gujarish h kya aap check ke Kot ki cutting jald se jald upload kar den check.k coat. M thodidikkat aati cutting m. Please please.... Sir
. Good explain l scale theory Sir shirt cutting l scale formula se banaia
Nice master g
Irfan bhai as salamualaiqum aapne jo scale ki theory batai ismein aapne coat ki takhti ka hisaab nahi bataya ki kahan par h scale mein peche ki taraf ya aage hi h .Please iske baare mein batae
Masha aallah