जवाब अधूरा लगता है , सवाल करने वाला भी कोई अपना ही लगता है ,, एक छोटे से सवाल पर इतना हकलाना ?? मौलाना ने यह नही बताया , के, प्यारे रसूल अल्लाह ने कब सर को नही ढका, कोई तो एक अच्छी मिसाल देते जब रसूल अल्लाह ने सर नही ढका ,, जवाब ऐसे देते है के और चार सवाल पैदा हो जाय !!
Shekh sirf tol matol karrahe hai saaf baat ye hai ki topi sunnate Rasool hai sallallahu alaihi wasallam hadees ki kitabon me topi amame ka zikr hae Rasool sallallahu alaihi wasallam aur tamam aslaf ispe amal paira bhi rahe hain har daur me
کیا خاک جواب دیا سنت عادت اور عبادت یہ کونسی حدیث سے ثابت ہوا ،؟ اپنی الٹی کو سیدھا کرنے علماء کہتے ہیں کہنا صحیح ہوگیا ارے میرے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی ہر ادا ہر مسلمان کے لئے حجت ہے اگر سچے ہو
Salaam Alaikum Shaikh. Aapne poora waqt ek sawal ke jawab mein nikal diya. Barai meherbaani mukhtaser jawab de aur zyda sawalon ke jawab de. Shaikh aap ki organisation ke muntazimon ko mera yeh message pauncha diyjea ke woh agar is programme ko daily programme bana de aur waqt bhi bada de toh logon ka zyada faida hoga. Jo log kisi cheez ke bare mein mashkook hai woh cheez karte hi nahi chahiyea woh Farz ho ya Sunnat.
Yes. MashAllah brother. Ahle hadees ka shahi ilm pahuchana jaruri hai 🇮🇳. Warna aaj kal ke Showoff mufti or attitude molana badhte jayenge which are not good. Deobandi molana are playing politics only
kitab me jawab nahi mila to kisi se punch lete inke jawab pe kai sawal paida ho jaenge Saaf baat hadees ki kitabon me topi aur amame ka zikr hai Ye sunnate Rasool sallallahu alaihi wasallam hai
Asal tareeqa yeh hai ki Insaan aise libaas me Namaz ada kare jo saada aur Saatir yani Jism ko dhankne wala ho Woh Lungi Kurta ho ya Kurta paijama ya Jubba ya Pent shirt agar Woh Insaan ke satr ko achhe se dhakti hain aur usme gairo ki mushabihat nahi hai to usme Namaz padhi ja sakti hai Khwah Hamesha usi kapde me padhi jaye Allah ke Nabi ne kisi bhi tarah ke libass ko lazim nahi kiya Lekin libas kaisa ho woh samjhaya hai Bus jo bhi libaas us sifat per ho usko pehna ja sakta hai Koi sa bhi libas ho
Ab to koi tipi nhi lagega. Topi islami shayer h isko phanne ki trgeeb deni Chahiye grcha sunnat ya farz nhi h. ومن يعظم شعائر الله فانها من تقوى القلوب
Kya sunnat e Ibaadat har shaks amal karna mumkin hai? Jawaab hai, Nahi. Koi bhi cheez Islam mein jabardasti nahi hai. Daleel hai Chapter: 2,Verse: 256. There is no compulsion in Religion. Right path had been made distinct from wrong path.
ise zaroor padho ........is bande ko itna bhi pata nahi hai ke Allah ke Nabi hamesha sar ko dhanka karte the ..... Bina sar dhakhe to khana khana aor Pani bhi nahi Piya jata .. .. Inka maqsad hai ham log ajh ke zamane (culture ) ko apnale Jean's 👖 tshirt 👕 to jayez hai magar topi amama namaz me bhi mat pahno... dabe lafzo me yahi inki mansha hai
Aisa nahi hai bhai. Aap aisa mat bolo. Aap. .(S.A.W) ne sunnate adad bhi or ibadat bhi. Topi ibadat nahi hai or kurta bhi nahi. Ibadat zismani hoti hai.
जवाब अधूरा लगता है , सवाल करने वाला भी कोई अपना ही लगता है ,, एक छोटे से सवाल पर इतना हकलाना ?? मौलाना ने यह नही बताया , के, प्यारे रसूल अल्लाह ने कब सर को नही ढका, कोई तो एक अच्छी मिसाल देते जब रसूल अल्लाह ने सर नही ढका ,, जवाब ऐसे देते है के और चार सवाल पैदा हो जाय !!
Mamu bana raha hai, Sunnat e adat k naam par jab Rasulullah ﷺ ne us amal ko apnaya to fir haraj kya hai ? Khud abhi TH-cam par bhi topi pehna hua hai.
Apne sunnate adat ke bare mein batara hai our sunnate ebadat ke bare mein nahin chal raha hai. Topi lagana our nahin hai to kia hota hai, eski saf saf batana chahiye. Topi lagana sunnat ha our na batayiye.
Jab aap sallallahu alaihi wasallam ne topi rakhte to oon ki ummat pehne to kya problem hai.galat aadat nai hai na.aise her baat negetive mat bolo gunah me aajaoge.aaj kal logon ko islam pr chalna ek boj lagraha hai.aise hi zina mussalmano me kitna aam ho gaya hai.aaj kal muslim aurat college jaane wali ladkiyo ka hijab kya a allah ko pasand hai.kya o sahi hai.hijab k naam pr fashionable scarf , make-up kya a sahi hai?shadiyon me to muslim ladkiyon ka record hai.a to oos daur me nai tha.kya a bidd'aat nai hai?
@@itsbujieditz3139 allah ne aurat ko parde ka hukum diya hai.aap sallallahu alaihi wasallam ki sunnat pr chalna hai na k kafir k raaste pr.faltu ki bakwas karo mat.aap jaise jahil dimaag k log se hi islam inta badnaam hai.kuch b bolne e pehle quraan ki meaning hr language me hai o padho.hadees padho.nai to urfi javed k follow kerne waale Bahut hain.
Unki marji bhai pehne ya na pehne. Kiya Islam ke pure ibadat ko dete ho. Agar karte ho to accha hai. Or Sheikh molana sunnat e adad karte hai jo aap (S.A.W) ke zamane me hua
Dekhiye Aapke Bahut Saare Sawalon Ke Authentic Jawab ➨ th-cam.com/play/PLsF39TzFrYcVJsQY8XLgzUd4fC9H-cmVC.html
Dekhiye Deeni HelpLine All Episode ➨ th-cam.com/play/PLsF39TzFrYcUrBVl1m0Nx7OLyBeFTUcDR.html
जवाब अधूरा लगता है ,
सवाल करने वाला भी कोई अपना ही लगता है ,, एक छोटे से सवाल पर इतना हकलाना ??
मौलाना ने यह नही बताया , के, प्यारे रसूल अल्लाह ने कब सर को नही ढका, कोई तो एक अच्छी मिसाल देते जब रसूल अल्लाह ने सर नही ढका ,,
जवाब ऐसे देते है के और चार सवाल पैदा हो जाय !!
Shekh sirf tol matol karrahe hai saaf baat ye hai ki topi sunnate Rasool hai sallallahu alaihi wasallam hadees ki kitabon me topi amame ka zikr hae Rasool sallallahu alaihi wasallam aur tamam aslaf ispe amal paira bhi rahe hain har daur me
ماشاءاللہ شیخ بہت ہی بہترین طریقے سے جواب دیا آپ نے شکرا
کیا خاک جواب دیا سنت عادت اور عبادت یہ کونسی حدیث سے ثابت ہوا ،؟
اپنی الٹی کو سیدھا کرنے علماء کہتے ہیں کہنا صحیح ہوگیا ارے میرے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی ہر ادا ہر مسلمان کے لئے حجت ہے اگر سچے ہو
Jazak Allah khairan Shaykh, Barak Allah fik. Allah's bless you with all good and afiyat Ameen.
Jazakallahu Khairan kaseerah, bahut achche andaaz me samjhaya hai.
Jazakallah khair sheikh aapke is jawab se meri bahut badi madad hui
Sheikh Maasha Allah ❤️❤️
jazakallahu khairan Shaikh
Beshak, subhanallah, jazakallahu khair 🤲
Jazakallahu khair
Jazzakallah khair
Jazakallah khair
جزاكم الله خيرا شيخنا
Masha Allah very nice speech
ماشاء اللہ
شیخ آپ نے تشفی بخش جواب دیا ۔
Ma Sha Allah
JazakAllah khair ✨
Masha Allah Barak Allah
Jazakallah
Beshak
Subhanallah
Salaam Alaikum Shaikh. Aapne poora waqt ek sawal ke jawab mein nikal diya. Barai meherbaani mukhtaser jawab de aur zyda sawalon ke jawab de. Shaikh aap ki organisation ke muntazimon ko mera yeh message pauncha diyjea ke woh agar is programme ko daily programme bana de aur waqt bhi bada de toh logon ka zyada faida hoga. Jo log kisi cheez ke bare mein mashkook hai woh cheez karte hi nahi chahiyea woh Farz ho ya Sunnat.
*Ye programe ka 1 clip hai jisko kaat kar laga diya gaya hai programe ka pora time nahi hai*
Yes. MashAllah brother. Ahle hadees ka shahi ilm pahuchana jaruri hai 🇮🇳. Warna aaj kal ke Showoff mufti or attitude molana badhte jayenge which are not good. Deobandi molana are playing politics only
آپ نے بھی تنقید بڑی لمبی چوڑی طریقے سے لکھی دوسری بات یا اردو میں یا انگریزی میں لکھیں رومن زبان میں پڑھنا مشکل ھوتا ھے
kitab me jawab nahi mila to kisi se punch lete inke jawab pe kai sawal paida ho jaenge
Saaf baat hadees ki kitabon me topi aur amame ka zikr hai
Ye sunnate Rasool sallallahu alaihi wasallam hai
Nabi saw ki tarah baal rakhna ye bhi sunnat e Aadat hai kya ?
Sunnate Aadiyah aur sunnate ibaadiyah
اگر رسول اللہ صلیٰ اللہ علیہ وسلم کی محبت میں کوئی سنت عادت پر عمل کرے تو اسے ثواب ملتا ہے یا نہیں ؟؟
آپ اس وضاحت نہیں کی کیا وجہ ہے ؟
Nabi sallallahu alaihi wasallam ne farmaya hai ke aksar sar ko dhake rakho. Fathul baari, kiTABUL LIBAAS.
@0:45 Sunnat ki 2 qismu'n ki daleel kya hai Shaykh e Mohtram ??
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein
Android: goo.gl/hSuJk6
iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
@@iPlusTVonline Jazak Allah Khair
نماز میں جینس ٹی شرٹ پہن کر ہمیشہ نماز پڑھنا کیسا ہے جو کے ابھی ریواز بنا ہوا ہے نماز تو ہو جائیگی لیکن طریقہ کیا ہے
Asal tareeqa yeh hai ki Insaan aise libaas me Namaz ada kare jo saada aur Saatir yani Jism ko dhankne wala ho
Woh Lungi Kurta ho ya Kurta paijama ya Jubba ya Pent shirt agar Woh Insaan ke satr ko achhe se dhakti hain aur usme gairo ki mushabihat nahi hai to usme Namaz padhi ja sakti hai
Khwah Hamesha usi kapde me padhi jaye
Allah ke Nabi ne kisi bhi tarah ke libass ko lazim nahi kiya
Lekin libas kaisa ho woh samjhaya hai
Bus jo bhi libaas us sifat per ho usko pehna ja sakta hai
Koi sa bhi libas ho
❤️❤️❤️
Safa ya Amama pahnna kaisa hai es ke bare me malum kare
Kiya aap ne Bagair pagrhi k namaz parhi h?
Hamaare olama kyun har waqt topi pehne huve hote he. Mujhe to aap par shak ho raha he aqidat ke aitebar se. Allah sabko gumrah hone se bachae
Sunnate ibadat ko chhodna gunah h ?
AAP Nabi ka naam Lene ke baad Darood Sahi bole,sasam slasam AAP bol rahe ho.
Sar par laal rumaal baabdhna ye kahan se aaya
Ye aaj ki adat he bhai 🤦
Kapde kese bhi pehno culture ke hisab se bss wo haram nhi ho
Haan lekin sahaba log apne saro ko dhaanp kar rakhte the
Ye mohabbat me karo
Ab to koi tipi nhi lagega.
Topi islami shayer h isko phanne ki trgeeb deni Chahiye grcha sunnat ya farz nhi h.
ومن يعظم شعائر الله فانها من تقوى القلوب
Ye sunnat kya hain bhai ?
Ye sunnate Deen aur sunnate aadat iska zikr Qur'an aur hadees mein pesh kijiye please.
Uske liye ulama se rujoo kren ya call krke sawal puchhe na ko sirf comment krne se kaam chal jayega
Kya sunnat e Ibaadat har shaks amal karna mumkin hai? Jawaab hai, Nahi. Koi bhi cheez Islam mein jabardasti nahi hai. Daleel hai Chapter: 2,Verse: 256. There is no compulsion in Religion. Right path had been made distinct from wrong path.
😂😂
ise zaroor padho ........is bande ko itna bhi pata nahi hai ke Allah ke Nabi hamesha sar ko dhanka karte the ..... Bina sar dhakhe to khana khana aor Pani bhi nahi Piya jata .. .. Inka maqsad hai ham log ajh ke zamane (culture ) ko apnale Jean's 👖 tshirt 👕 to jayez hai magar topi amama namaz me bhi mat pahno... dabe lafzo me yahi inki mansha hai
Aisa nahi hai bhai. Aap aisa mat bolo. Aap. .(S.A.W) ne sunnate adad bhi or ibadat bhi. Topi ibadat nahi hai or kurta bhi nahi. Ibadat zismani hoti hai.
Molana sahab ap apna sar bhi bolte waqat khola kare
Fir aap topi kyun lagate ho?
Aap kyun topi pahante hain?
जवाब अधूरा लगता है ,
सवाल करने वाला भी कोई अपना ही लगता है ,, एक छोटे से सवाल पर इतना हकलाना ??
मौलाना ने यह नही बताया , के, प्यारे रसूल अल्लाह ने कब सर को नही ढका, कोई तो एक अच्छी मिसाल देते जब रसूल अल्लाह ने सर नही ढका ,,
जवाब ऐसे देते है के और चार सवाल पैदा हो जाय !!
Or na hi aap sws ne topy pahani ok or topy pehena biddat hai or saition ka amal hai ok Ravi mehendi a s
Dadhi durust rakho chehra bigadjata hai aisi tedhi medhi dadhi rakhne se. Ahle hadees walo tum log ajeeb dadhi rakhte ho chehre bigde hue hai tumhare.
Please don't send fake bayaan
Mamu bana raha hai, Sunnat e adat k naam par jab Rasulullah ﷺ ne us amal ko apnaya to fir haraj kya hai ? Khud abhi TH-cam par bhi topi pehna hua hai.
Poori baat dhyan se suno. Clearly Shaykh kya bol rhe.
Apne sunnate adat ke bare mein batara hai our sunnate ebadat ke bare mein nahin chal raha hai. Topi lagana our nahin hai to kia hota hai, eski saf saf batana chahiye. Topi lagana sunnat ha our na batayiye.
Jab aap sallallahu alaihi wasallam ne topi rakhte to oon ki ummat pehne to kya problem hai.galat aadat nai hai na.aise her baat negetive mat bolo gunah me aajaoge.aaj kal logon ko islam pr chalna ek boj lagraha hai.aise hi zina mussalmano me kitna aam ho gaya hai.aaj kal muslim aurat college jaane wali ladkiyo ka hijab kya a allah ko pasand hai.kya o sahi hai.hijab k naam pr fashionable scarf , make-up kya a sahi hai?shadiyon me to muslim ladkiyon ka record hai.a to oos daur me nai tha.kya a bidd'aat nai hai?
Uss daur me kafir bhi sarr dhaka karte thhey.
To kya aap un ki sunnat par chaloge.
@@itsbujieditz3139 nabi ki sunnat par amal Karna Hai na ki kafir ki. Kafir ki muchen daadi se pata chalta Hai ye Kon hai.
@@AbdulHamid-en2op sahi bole
@@itsbujieditz3139 allah ne aurat ko parde ka hukum diya hai.aap sallallahu alaihi wasallam ki sunnat pr chalna hai na k kafir k raaste pr.faltu ki bakwas karo mat.aap jaise jahil dimaag k log se hi islam inta badnaam hai.kuch b bolne e pehle quraan ki meaning hr language me hai o padho.hadees padho.nai to urfi javed k follow kerne waale Bahut hain.
To Shaikh g aap bhi mat pehniye na topi
iska jawab unke Paas nahini hai.
Unhone mana nhi kiya bas bole hai ki na pehne pe gunah nhi hai
Unki marji bhai pehne ya na pehne. Kiya Islam ke pure ibadat ko dete ho. Agar karte ho to accha hai. Or Sheikh molana sunnat e adad karte hai jo aap (S.A.W) ke zamane me hua
@@khanhalim283 kuch log Lakeer k Fakeer hote hai.
@@danishakhtar116 Bhai Alim shaheb. Sunnate Adad ko follow karahe hai
Please apna mobile number kifayat sahab
Madari tum kahe topi keun pahanteho ? Itteqillah ?
Meherbani Karke aap apna WhatsApp number ismein daliye mujhe aapse Sawal karna hai
Screen pr jo nambr diye he wahi whatsapp nambr he
Jazakallah khair,
Jazakallah
❤❤❤❤