Magar didi Jo bata rahi hai ki Sukha aur khana nikalna hai aisa Guru Ji Ne Kisi bhi Vrat Mein Nahin Kaha Hai Kisi bhi Vrat Jab Bhi unhone Pashupatinath Vrat ka bataya Hai To unhone Nahin kaha ki swikar nikalna hai unhone sirf itna kaha hai ki 6 Diye Le Jaane hain aur Prasad Banakar Le Jana Hai Uske alava unhone Kuchh Nahin Kaha bahan aap yah sab Apni Taraf Se Kyon Jod rahe ho ki Sukha khana nikalna hai
Bahan bahan Gurudev Ne Kisi bhi Vrat Pashupati Vrat ke mein nahin bataya hai ki Sukha bhojan nikalna hai sirf unhone kaha hai ki last ke din Jo Vrat Ka samapan Din Hoga use Din sirf shrifal Le Jana hai bhent jo aapki ichcha ho aur Vahi 108 chawal ke Dane Phool jo bhi aapki ichcha 108 Le Jaane Hain per per Sukha khana nikalna hai yah Nahin kaha hai Gurudev Ji Ne Shri Shivay Namastubhyam logon ko bhramit mat kijiye
Di mene kal apna pashupati vrat ka udhyapan kiya tha or subah chote bhai bahan ne nariyal se pese le liye or jo done vha rkhte hain v Prasad bhi kha liya di plz btado mujhe tension ho rhi h
Kal mera pashupati vrat tha, dono samay ki pooja krke prashad se vrat khol liya, iske bad bhool bash ek shadi m chali gyi or waha bhojan kr liya to kya us din ka vrat mana jaega.... Please bataiyega taaki aage apne vroto ka usi ke anusaan nirvahan kar saku
Mam agar hamare ghar ke pass mein Shiv ji ka mandir Ho usmein ham Puja Karen aur nariyal ko chadhaen to dusre din use nariyal ko ham Apne Ghar lakar Prasad ke roop mein le sakte hain please reply jarur kijiyega
Pls bataye ki jab tak 5 vrat complete na ho jaaye tab Tak kya sirf veg he khana hai..?? Ya beech me non veg kha sakte hai..? Pls pls reply.. mai v vrat karne wali hu.. reply Dene se bohot help hoga..
Mam vrat suru krne me agr ghi na ho to kya diya ke liye mungfali ya til ke tel ka diya jala skte h plz reply mam me isi somvar se vrat krna chahti hu 🙏
Plz bataiyega me vrat katne wali hu Monday se. Agar shiv ji Srinagar karte waqt. Koi or jal Abhishek karede. To koi dikkat to nhi hogi na . Kyo ki mandir me bahut log hote bhed hoti hi. Sab jal abishek karte h. To mere puja karte waqt koi jal cadha de to koi dikkat. To nhi
Hlo di subah ki thali me kya kya rakhna hai or saam ki thali me kya kya rakhna hai plz ye video or bnao plz di me bi sochti hu har baar fast rakhne ka lekin mughe pta nhi kya kya rakhna hota hai thali me plz bta do 🙏
Mere dusre channel per aapko Pashupatinath vrat se sambandhit sari videos mil jaenge aap vahan per dekh lijiye please channel ka naam hai "my Pacific wall"
Mene 108 mung k dane chada di aaj 5 day h to sham ko udiyapan krungi to kya abhi agr 108 muung k dane chada diye to mera vrat khandit ho gya h kyaa me sham ko 108 chdha kr udiyapn kr skati hu vidhi puravk plzzz reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Di mera Pashupatinath vart ka 4 din tha mai men darwaje par bina dipak jalaye 3-4 kadam ghar me aa gai... phir pichhe jake dipak lagai to kya mera vart khandit ho gaya... please bataiye 🙏
Ye aap ne shrefal ke bare me btaya hh yese shivling pr kese chdana hh or ese subh ya syam kk time chdana hh ye too btaya nhi plz de btaye eske bare me bhii plz
Vrat k dauran ham falahar karte h to udhyapan wale din puja karne k bad shaamm ko hame wahi prashad falahar karna hoga ya ham udhyapan k bad normal khana kha sakte. H lahsunn pyaj vagera ye bata dijiye plz
@@neetusharma1535 उदयापन वाले दिन जो सीधा के रूप में दिया जाता है तो क्या वो समान हम किसी जरूरतमंद इंसान को दे सकते हैं क्योंकि हमारे यहाँ मंदिर में पुजारी जी नहीं हैं। कृपया बताने का कष्ट करें हर हर महादेव🙏🙏🙏🙏🙏
Di please btaona mai bahut pareshan hu do somwar ho gyi hai pasupati ki maine dono somear ko nariyal chadha diya mere paas mo ni thi to dekh ni payi please di btaona
Mene tahli me puja ka saman ni liye the dali hota h puja krne wala usme puja kiye glti ho gyi kya😢mere ek bhi mankama puri ni huyi h but me phir se krungk owrt
JAI BAABBAA KI ❤️😊 mind blowing video didi
Pasupati nath ji meri manokamna purn kijiye 😢😢😢😢😢
Kya wish hai apki😮
Roy na
Bahan Meri manokamna to Puri ho gai hai paanchva Vrat purn hone se pahle Hi Meri Bhav Bholenath Ne Sun Li Hai Mere Pashupatinath Bhagwan Ne Sun Li Hai
Magar didi Jo bata rahi hai ki Sukha aur khana nikalna hai aisa Guru Ji Ne Kisi bhi Vrat Mein Nahin Kaha Hai Kisi bhi Vrat Jab Bhi unhone Pashupatinath Vrat ka bataya Hai To unhone Nahin kaha ki swikar nikalna hai unhone sirf itna kaha hai ki 6 Diye Le Jaane hain aur Prasad Banakar Le Jana Hai Uske alava unhone Kuchh Nahin Kaha bahan aap yah sab Apni Taraf Se Kyon Jod rahe ho ki Sukha khana nikalna hai
Bahan bahan Gurudev Ne Kisi bhi Vrat Pashupati Vrat ke mein nahin bataya hai ki Sukha bhojan nikalna hai sirf unhone kaha hai ki last ke din Jo Vrat Ka samapan Din Hoga use Din sirf shrifal Le Jana hai bhent jo aapki ichcha ho aur Vahi 108 chawal ke Dane Phool jo bhi aapki ichcha 108 Le Jaane Hain per per Sukha khana nikalna hai yah Nahin kaha hai Gurudev Ji Ne Shri Shivay Namastubhyam logon ko bhramit mat kijiye
Aaj mera bhi paanchva vart h... har har mahadev🙏🙏🙏🙏.. thanks for this helpful video Bahan 🙏🙏
Most welcome 🤗
नारियल और सीधा सुबह के टाइम में ले जाना h ya sham ki time me
@@neetusharma1535108 nhi ho to
@@neelamnayak105samko le jana hai 😊
udhyapan karne k baad namk kha lena hai ya sirf parsaad kha k jaise karte the waise he karna h
Har har Mahadev Har Jai Mata Parvati
Jai Shree Pashupatinath ji
🙏🏻🙏🏻
Har har mahadev jay gaurishankar bhagvan ki
Main ye puchna chati plz reply jarur Dena di kya udhyapan Wale din bhi mitha Prasad lekar Jana hota h kya
Yes Puja bilkul vase hi karni h jase herek vart mei Kari h
@@neetusharma1535 plzzz kya ap mera reply kr skti jaruri h .......... Sidha ka saman sath m koi aur lekar ja skta h
🕉️ har har Mahadev ji 🙏 har har Mahadev ji 🙏 har har Mahadev ji 🙏 jay sri ganesh ji 🙏
ऊं नमः शिवाय ॐ नमः शिवाय ॐ नमः शिवाय 🌹हर हर महादेव,😭😭🙏🌼🌹😔
Har har Mahadev 🙏🙏❤️❤️
ऊँ नमः शिवाय हर महादेव🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Har Har Mahadev 🙏
Om Namah Shivaya ❤️🙏
JAI Pashupatinath Mahadev ki ❤
Meri bhi manokamna purn kre bhagwan ji...shri shiway namstubhyam...
Shree shivay namstubyam ❤️
🙏🏻🙏🏻
Jay mhadev
Didi nariyal ko chdhane ke bad kya Krna hai
Apko kuchh nhi karna pujari apne aap utha lege
हर हर महादेव💐💐
Har har Mahadev ji ❤❤❤❤
🙏🏻🙏🏻
Shree shivay namastubham🙏🙏🌸🚩
Shri shivaya namastubhyam
🙏🙏
🙏🌺🌹 ઓમ નમઃ શિવાય હર હર મહાદેવ🌹🌺💐🙏
Har har Mahadev 🔱🕉️🌹🪔🪔🪔🪔🪔❤️❤️❤️❤️🙏🙏🙏🙏🙏🥀🥀🥀🥀🥀🚩🚩🚩🚩🚩
Har Har Mahadev 🙏❤
Meri bhi mnokamna puri krdo baba
Har har mahadev ❤😢
Jai pashupati nath meri v manokamna puri kijiye 🙏🙏
Ek baat btado mere ko imp hai y jo cheezen deni hai bina pkai deni hain n or pujari ii jagah kisi or ko de skte hain
Han ji aap yah chijen Bina pakai denge aur kisi Garib ko bhi de sakte hain
Di mene kal apna pashupati vrat ka udhyapan kiya tha or subah chote bhai bahan ne nariyal se pese le liye or jo done vha rkhte hain v Prasad bhi kha liya di plz btado mujhe tension ho rhi h
Kal Mera bhi 5 vart hai bs bholenath meri manokamana puri kar den 🙏❤️
Apki hogyi mannat Puri
Om namah shivay 😊🎉
Har har mahadev ❤❤🙏🙏🙏🙏🙏🌼🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌺🌺🌺🙏🌼♥️🌼🌻🌹🌹🌹🌷
Har har mahadev 🙏
Har har Mahadev 🙏🙏💐🌼🌿🌿
🙏🙏🙏🙏
Shri shivay namastubhyam 🙏 ♥️ didi pasupati brat me genhu dana shivling pr chada sakte h
Har har Mahadev 🙏🙏🙏
Har har mahadev 🙏🙏
Har Har Mahadev 🌿🙏
Mere bhi manokamna puri kijiye mahadev 🙏🙏🔱🔱
Hey baba shivji hey tirkal darshi meri manokamna puri krna
Mam periods m ye vrat krna h ya us monday ko skip krde?? Or jo diye h vo aate k bnane h ya fr miithi k diye leke jane h?
Agr kisi vrat m subh mandir na ja pay to sham ki puja lg. Jaygi kya plz tell me
Is varsh mein Puja vidhi ke anusar hi ki jaati hai donon time Puja honge
Har har mahadev🕉️🔱📿🛕🙏
Es vrat ka uadhapan ache mahine m kiya jata hai kya
Wow mam Umapati nmah ❤
Nariyal pani wala hota h ya
Bina pani ka
Jai Pashupatinath mahadev ki jai
Shree shivay namastubhyam❤
प्रभु ने मेरी सुन ली🙏🏽🙏🏽🥰🥰
Agr koi sombar chuut Jaye to us din pooja nn krw ya phir vrat hi na rkhe plz btaye ❤😊
पूजा भले ही न कर pao किसी कारणवश पर व्रत रहना है जिस जिस दिन पूजा करोगे वो काउंट किया जाएगा
@@nss_hindu acha okk thnkuuu❤️❤️😊
Shree shivay namastubhyam ‼️
❤❤
Kal mera pashupati vrat tha, dono samay ki pooja krke prashad se vrat khol liya, iske bad bhool bash ek shadi m chali gyi or waha bhojan kr liya to kya us din ka vrat mana jaega.... Please bataiyega taaki aage apne vroto ka usi ke anusaan nirvahan kar saku
udyapan ke din date ho jaye toh vrat karna chahiye ya nahi.
Jai pashupati Nath ki
Har Har mahadev 😊
Aap log duaa kijiye Hume bhi santan ho Jaye 😢😢 sadhi ko 10 sal huye hai Santan nhi hai 😢😢😢😢 shree shivay Namastubhyam 🙏🙏😢😢
Kanha ji jaldi aapko Santan denge aapke angan mein balgopal khelenge 🙏🏻🙏🏻
🙏🏻🙏🏻🙏🏻 हर हर महादेव 🙏🏻
Mam agar hamare ghar ke pass mein Shiv ji ka mandir Ho usmein ham Puja Karen aur nariyal ko chadhaen to dusre din use nariyal ko ham Apne Ghar lakar Prasad ke roop mein le sakte hain please reply jarur kijiyega
Nhi wo nariyal aap nhi la sakte
To fir mam use kya krenge
Pls bataye ki jab tak 5 vrat complete na ho jaaye tab Tak kya sirf veg he khana hai..?? Ya beech me non veg kha sakte hai..? Pls pls reply.. mai v vrat karne wali hu.. reply Dene se bohot help hoga..
Nhi ap jb tk vrat rhogi tb tk nonveg nhi kha skti ho
@@JyotiYadav-c3o woh nariyal ko waise mandir me chod dena hai.. uska kuch nhi karna..
Dd apne nariyal me tilak kis kis ka kiya hai
हर हर महादेव ❤🎉
Mam is Somwar 29 Tarikh Ko Ganesh Chaturthi Or Mera पांचवां Pasupatinath Vrat He Kya Dono Me Ek Sath Kar Sakta Hu
Han ji
@@neetusharma1535 🙏
Jai shambhu❤
ॐ नमः शिवाय हर हर महादेव 🙏💐
ये चीज़ शाम को लेनी ह् क्या दी
हर हर महादेव 🙏🏻🌹🙏🏻
Shri Shivay namastubhyam har har Mahadev 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Di pashupati nath vart me Pooja k liye thali bgera nyi leke jaani chahiye ya fir purani b leke Jaa skte h
Koi bhi thali le sakte hai
🙏❤️ Jai Bholenath Mata Parvati ❤️🙏
Mam vrat suru krne me agr ghi na ho to kya diya ke liye mungfali ya til ke tel ka diya jala skte h plz reply mam me isi somvar se vrat krna chahti hu 🙏
Til ka tel le sakte hain
@@neetusharma1535thanks mam 🙏
Shri shivay namastubhyam❤❤❤❤🙏🙏
हर हर महादेव 🙏
🙏🙏
Plz bataiyega me vrat katne wali hu Monday se. Agar shiv ji Srinagar karte waqt. Koi or jal Abhishek karede. To koi dikkat to nhi hogi na . Kyo ki mandir me bahut log hote bhed hoti hi. Sab jal abishek karte h. To mere puja karte waqt koi jal cadha de to koi dikkat. To nhi
Nhi mandir me to log aate rhte h to esa khuch nhi h
Hlo di subah ki thali me kya kya rakhna hai or saam ki thali me kya kya rakhna hai plz ye video or bnao plz di me bi sochti hu har baar fast rakhne ka lekin mughe pta nhi kya kya rakhna hota hai thali me plz bta do 🙏
Mere dusre channel per aapko Pashupatinath vrat se sambandhit sari videos mil jaenge aap vahan per dekh lijiye please channel ka naam hai "my Pacific wall"
Mam please reply kijiyega kya nariyal mandir me hi chhod kr aana h
Yes
ॐ नमः शिवाय
Di ap ki sari videos mujha bohat pasand hai.ap ki viedo positivity sa bhari hoti hai.
Thank you so much 🌺
Mera 5 th fast hoilastak me pd rha h...udhyana kr sakti hu holiastak ya kharmash Me...please guide me
Udyapan paanchve vrat ke din hi karna hai chahe kuchh bhi padhe
Madam chadhaya hua nariyal ka kya krna hai plz bataie, aur jiske aas pas mandir na Ho to ghar me jo shivling hai waha pooja kr sakte hai
Didi mandir mai pandiji prasad k dohisai na khaye to gau mata ko mandir se laake khilasakteha
Yes
Es vrat ko kis cheez ke liye rakhha jata h 🙏🙏
Kisi bhi manokamna ke liye
Mene 108 mung k dane chada di aaj 5 day h to sham ko udiyapan krungi to kya abhi agr 108 muung k dane chada diye to mera vrat khandit ho gya h kyaa me sham ko 108 chdha kr udiyapn kr skati hu vidhi puravk plzzz reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Koi nhi kisi bhi time Chadha sakte hain
@@neetusharma1535 thanku mene kr di thi puja 🙏
Paanchwe vrat mein udyapan vidhi karne ke baad khana kha sakte hai ya chhathe din khaye
Pura din vart hoga
Jai Shiv Shankar 🙏
Har Har. Maha. Dev
Nariyal ka or 108 jo bhi lete h uska kya Krna hota h pls btaiye
Shivling per chadhana h
Dii pashupati vrat me Jo sham k time ghr k aage Diya jlate h to us diye ko kb uthana chahiye
Next day
@@neetusharma1535 agr dii koi ktta ya koi janwar usko khandit krde to
Di mera Pashupatinath vart ka 4 din tha mai men darwaje par bina dipak jalaye 3-4 kadam ghar me aa gai... phir pichhe jake dipak lagai to kya mera vart khandit ho gaya... please bataiye 🙏
Vart purn hua h
Prabhu mere bhi vrat svikar karke meri bhi manokamana puri kar dijiye
Kya ham 108 fhul ki mala bnakar arpit kar sakte hani please reply me 🙏🙏🙏
Yes
Thank you so much mam 🤗
Ye aap ne shrefal ke bare me btaya hh yese shivling pr kese chdana hh or ese subh ya syam kk time chdana hh ye too btaya nhi plz de btaye eske bare me bhii plz
Saam ko
Agr mandir me pujari na ho saman lene k liye v or parsad uthane k liye to kya kre
108 chiz sirf udhayapan wale din hi lena h kya. Mene phle vrat me b 108 Bel patr chadhaye the . Har Har Mahadev 🙏
Only udyapan wale din
Nariyal sookha rkhna h ya Pani wala
Pani wala
Mere yha mandir me kerala shilling h Nandi baba nhi h,kya Mai Dupre me Pooja kr site hu
Apki marji h vase Yha bhi Puja ker sakte hai
Mne bhe kiye maa♥️
Good 👍
Didi mene 5 va din vrt 108 bhi chalv. Ke dane or shreefal rkhna bhul gai to vaps karna padega kay
Plz batao
Mere ghar pe hee shivling hai ...toh ghar pe hee puja karenge na? Aur naryal kaha rakhna hai phir ghar pe ya pandit ji ko naryal de dena hai??
Es vart mei Mandir mei hi Puja karni h
@@neetusharma1535 par di woh shivling mere ghar pe sthapit Kiya hua hai
Mandir mein Jo shivling hote hain vah Pran pratishthit hote hain isliye unka Pujan Kiya jata hai
Om namah shivay 🙏
Vrat k dauran ham falahar karte h to udhyapan wale din puja karne k bad shaamm ko hame wahi prashad falahar karna hoga ya ham udhyapan k bad normal khana kha sakte. H lahsunn pyaj vagera ye bata dijiye plz
Jis din udyapan kiya hai use din to aap Jaise aapane rojana fast kiya tha Har Somwar ko vaise hi khana hai bad mein aap kuchh bhi kha sakte hain
Hamare yaha mandir me pujari nhi hai to kya kre please btao. Har har mahadev🙏🙏
Aap Mandir mei Chadha de koi bhi apne aap le jayege
@@neetusharma1535 dhanyavaad. Har har mahadev🙏🙏🙏🙏🙏
@@neetusharma1535 उदयापन वाले दिन जो सीधा के रूप में दिया जाता है तो क्या वो समान हम किसी जरूरतमंद इंसान को दे सकते हैं क्योंकि हमारे यहाँ मंदिर में पुजारी जी नहीं हैं। कृपया बताने का कष्ट करें हर हर महादेव🙏🙏🙏🙏🙏
Di please btaona mai bahut pareshan hu do somwar ho gyi hai pasupati ki maine dono somear ko nariyal chadha diya mere paas mo ni thi to dekh ni payi please di btaona
Meri kl 5th somwar ho jayegi pashupati upwas ko lekin meri wish abhi tak puri nai huyi hai pata nahi kyu
Mene tahli me puja ka saman ni liye the dali hota h puja krne wala usme puja kiye glti ho gyi kya😢mere ek bhi mankama puri ni huyi h but me phir se krungk owrt
क्या इस व्रत में आटे के दीपक जला सकते हैं
Yes
Agar udyapan wala nariyal sapne me dikhe kisi mndir me log baat kar kha rhe to iska kya mtlb hoga?
Nariyal dekhna to achcha hi hota hai