Sir Jo bachha pg main(22-24) admission kr ke pg main ek session pehle wala scholarship liya hai aur pg incomplete kr ke b. Ed main admission liya hai usko scolership portal (e kalyan ) me show nhi kr rha h. ?? Iska kya upay h Kya scholarship nhi milega hmlog ko ?? Please sir help kigiye 🙏🏻🙏🏻
Bhaiya ek problem ho gya hai....maine current studying year me 3rd sem diya tha or last year me 2nd sem. Diye the but submit krne k baad dono change ho gya h current me 2 show kr rh h or last year me 3rd show kr rh h....or edit ka v option naii de rha hai...isse kuchh problem hogi kya plzzz bta dijiye na....
Sir mai graduation 1st year ki student hu.. Mai phli baar registration kr rhi hu.. Toh mujhe student registration m jaake phle registration krna hoga..?
Sir maine college mein document bhi de diya hai aur mujhe bonafide bhi mil gya pr maine bina mohar lagwaye online apply bhi kr diya toh kya mera reject ho jayega
Caste kya hai tumhara 🙄 not working likho toh paisa mil sakta hai agar aap government job likhoge na toh paisa nhi milega kyoki aapke papa government job hai isliye thodi milega paisa 😂
आप के समझने का तरीका मुझे काफी बेहद लगा।😊😊😊
Last year studying class me abhi 11th pass kiye hai toh ky bhare
Sir Jo bachha pg main(22-24) admission kr ke pg main ek session pehle wala scholarship liya hai aur pg incomplete kr ke b. Ed main admission liya hai usko scolership portal (e kalyan ) me show nhi kr rha h. ??
Iska kya upay h
Kya scholarship nhi milega hmlog ko ??
Please sir help kigiye 🙏🏻🙏🏻
Final submission form ke bad signature karke usko college me jama karna hai ya Website me upload karna hai
College m
Bhaiya ek problem ho gya hai....maine current studying year me 3rd sem diya tha or last year me 2nd sem. Diye the but submit krne k baad dono change ho gya h current me 2 show kr rh h or last year me 3rd show kr rh h....or edit ka v option naii de rha hai...isse kuchh problem hogi kya plzzz bta dijiye na....
Jati aawasiya income mein Pragya kendra ka mohar and sign lagwana jaruri hai kya
Mere papa private company me kaam krte h to..private company dalna better hoga ya .self employeed
Sir manine 2021 me apply kiya tha toh phir se registration krna hoga?
Haa
Bhaiya mera renewal nhi ah reha hai na he pasa aya pichla bar ka DLC mai atka hua hai ... And is bar ka fresh apply ah reha hai .....
Hello bhai form bahar ne ke baad me cyber se jo print milega uusko college me jama kar na jaruri hh ky plz reply fast aaj last day hh
Nhi bhai
10 ke 2 years ke bad 11th join kiye to regular option choose krna h kya
Haaa
9th class ka kab tak ayega please🙏 reply me😢
Is months
Maine 12th dusre clg se kia thaa nd avii UG dusre college se... To mai kyaa krun student login... Ya student registration.....
Student login kigiye
Bhai bank details to kahin nhi maanga phir paisa kaise milega? Please reply
Adhar card bank account se link hota hai re pagl😅
Bro abhi mai sem 3 me hu to kya mera cgpa dena hai ya devision 2nd sem ka
Cgpa
challan v katwana pdega kya rs100 ka ? please reply
Haan Bhai
Sir mai graduation 1st year ki student hu.. Mai phli baar registration kr rhi hu.. Toh mujhe student registration m jaake phle registration krna hoga..?
Haa
Phle se registration jiska ho chuka hai woh kaise apply karega
Direct login id password dal ke
Caste residential aur income mein pragya kendra se muhar lagwa ke upload karna hai kya
Jaruri nahi hai koi dikkat nahi hoga
Bahut accha sir
thanks
Addmission no. Or date nahi pata chal raha hai kaha pe milega
Please help me
Rasid me milega jis time admission liye hoge college me us samaye
@@Digital_gupta123 usme ak date likha hai or addmission no.. nahi hai usme
Print krne k baad clg me jama krna h ky
Nahi
@@Digital_gupta123 mtlb from fill krne k baad humara koe kaam ni h right
Bhaiya M.A 4th sam scholarship form bhi ish site se honge m.p ke
bank detail kaha dale ? paisa kaha ayega bina bank detail dale hue ???????
Paisa dbt ke madhyam se aayega Jo bank me adhar link hoga usme paisa milega
Sir call aya tha bol rha tha ki congratulations dbt card agya h 1 dabane ke liye bol rha tha ham nhi daile kiye kuch samjhe nhi araha tha
Signature upload nahi karna hoga kiya isbar ,guardian ka bhi Signature
Nahi
Adhar aur marksheet me name mismatch hai dikkat hoga?
Haa verify nahi hoga dno officer ke dwara
Students ka income certificate kaise banega, quki students to kaam krne nhi jaate hai ??
bhai student ke father ka income 1 year mai 95000 se kamm hona chahiye tbb certificate banta hai.
@@priyanshuchourasia0123 ok thanks bhai
भाई 2021 में BA करने के बाद एक साल गैप हो गया है फिर 2023 में MA में नामांकन करवाए है तो हमे मिलेगा की नही
Milega Bhai bharo achha se ❤❤❤❤❤
SIR ACCOUNT DETAIL NHI PUCHA?
Bank pass book nhi dalna hai kya
Adhar link se paise aa jayenge
Sir ITI ka trade hi show nhi ho rha h kya kare😢
Sir maine college mein document bhi de diya hai aur mujhe bonafide bhi mil gya pr maine bina mohar lagwaye online apply bhi kr diya toh kya mera reject ho jayega
Aap usko phir se sign muhar karwa ke uplod kar sakte hai
Hard copy ko college Mai jama kar digye callege balo se approve hota hai
Jab reject kar dega to upload kar Dena
Mam app edit kr skte ho
Ews ka nhi bharta kya??
Date of birth mismatch hoga toh chalega k nahi
Haa date of birth adhar card wala automatic ho jayega
Sir palamu jila ka college name khulne laga please reply me
Kon sa college hai
Issuance no kya hota h.... registration no ya certificate no
Certificate no
Sir mere papa government employees hai tho mai apply kar sakte hua
Caste kya hai tumhara 🙄 not working likho toh paisa mil sakta hai agar aap government job likhoge na toh paisa nhi milega kyoki aapke papa government job hai isliye thodi milega paisa 😂
Caste OBC hai aur income me farming diye hua hai
@@kumaranand3032 tab chalega ekalyan form
@@kumaranand3032 bhar sakte hai aap
@@kumaranand3032 BC1 hona chahiye Aur OBC alag hai
Sir mera renewal nahi show ho raha hai fresh application ka option hai kya kare or mera course bhi complete nahi hua lekin agle baar payment mila tha
What's group me message kigiye
Mera adhar card par mobile number link nhi hai toh kya kre😢
Karwa lo ho jayega 1 week mei
Sir ITI Ka college Ka name nhi aa rha hy
Kon sa college hai
@@Digital_gupta123 भारत आईटीआई कोकोर रांची
Bank passbook upload karne ka option nhi aa rha hai
Aadhar se bank account link hai toh direct account mein aayega
Adimt card number kaha pr hota hai
Admit card me 10th ka ms no likha rahata hai
Date extend hoga kya aur 😢
Abhi notice nahi aaya hai umid nahi hai date extend hone ka
Kon kon 22 ko form online kr rha h
Sir account number kha de bolo please
Nahi dena dbt se paisa milega
Bhai bank ka passbook ka photo bhi daalna hai kya?
Nahi