@@nissantechnical Apka garage kaha pe hain? Main Pune (Maharashtra) se ye karna chahta hu Catalytic Convertor clean. Mere EGR (Valve, Exchanger, Duct etc) ki haalat dekh ke main sure hu mera exhaust side bhi packed hain.
sir I have a nissan magnite jisme halka accelerate karne par tak tak ki awaz ati hai main service centre main check karaya bit koi jwab nahi main apse check karwana chahata hun aap konse centre main hai plz bataiye
Sir mere duster 85 ps me 18-20 ka mileage aa rha tha lekin dhire dhire 14-15 ka or pickup low ho gya hai. i. Egr turbo clean kraye disel or air filter change kraya. Keval Glow plug khrab ka fout code aa rha hai. Or wastegate 5000 rpm par bhi nhi khul rha rha hai.. Please kya problem ho sakti hai.
😊sir terrano gadi h uski 1 din phle servcie krai thi or aaj uksa self ka motoer khrab ho gya or jb motor chnge kraya to ab pickup low ho gya 110hs power h terrano disesl sir pls solution btaye
Sir sem to sem problem meri nissan sunny me hai vo 90 ki speed se upar jati hai to engine check light aati hai aur pickup nahi leta hai mene company ke service statiob me bhi 5 din rakha par vo bhi problem solw nahi kar sake aur local garrage me kamse kam 2 tin garage me 15 din ke upar rakha firbhi nahi thik huva pura turbo 2 bar chenge kiya egr chenge kiya turbo solonide valve change kiya lekin ptoblem vohi ka vohi hi hai
Pipe check karo sar vacuum ke aur turbo wale aur ek bar vacuum modulator Ko dekho vah proper kam kar raha hai ki nahin kar raha hai airlift hone ki vajah se sometime yah code a jata hai aapane pahle se hi turbo aur igr wall change kar rakhe hain to pipe check karo kahin se airlift to nahin ho rahi hai ya vacuum proper ho raha hai ki nahin
Sir ... Meri 85 PS Renault Duster me bhi ek Problm ho gyi hai.... Jab idel position me AC chalata hai to RPM 3000 tak ho jate hain.. maine bahut check krwaya ,, 2 baar scan bhi krwaya.. sirf ek heater plug ka issue aa raha hai.. lekin iska RPM increase hone se koi connection nahi hai. ab maine EGR bhi clean krwa liya hai, Turbo clean krwaya hai,, condencer bhi clean krwaya hai,, to kaafi hud tak problem solve ho gyi hai.. ek Fan ka relay bhi change kar diya hu.. lekin ab bhi kabhi kabhi problem ho raha hai... Pannel me koi warning light bhi nahi aa rahi... to ab aur kya karna chahiye..?? yahan Ludhiana (Punjab) me bahut chor Mechanic hain.. koi ECM kharab bol raha hai... koi kuch bol raha hai.. iska matlab saaf hai ki kisi ko bhi is problem ka solution hi nahi pata hai..bs apne paise bana rahe hain...please help me.. mai bahut paisa kharach kar chuka hu...
@@nissantechnical Sir EGR to mechanic ne diesel se achhe se wash karke bilkul clean kr Diya hai,, bahut carbon bhara hua tha,, aur valve almost jaam tha..Ab gaadi pik up bhi sahi le Rahi hai.. Renault dealership sirf software updation ka bol rahe Hain..Lekin jab fault Mechanical ya electrical hoga to software updation kya krega, aur scan me kuch nhi aaya,, Maine bahut se Customer k review dekhe Hain,, Dealership Wale kuch nhi krte Hain, bs Hit and trial method hai, poor service hai।
Sir nissan terrano ka radiator fan coupler kahi se mil sakta hai kya?
सर या तो स्क्रैप सेंटर मिलेगा या एक बार boodmo aap में चेक कर लो
Sir mera nissan terrano 85ps pick up issue hi mechanic egr value clean kiya abhi tho pick up nayi ara
Pipe check kro sir koisa leekage to nhi h..or vacuum modulator Ko change krka dakho
Sir Duster 110 Catalytic Convertor Cleaning ka video banaye please
Aana do sir jarur bnagi video
@@nissantechnical Apka garage kaha pe hain? Main Pune (Maharashtra) se ye karna chahta hu Catalytic Convertor clean. Mere EGR (Valve, Exchanger, Duct etc) ki haalat dekh ke main sure hu mera exhaust side bhi packed hain.
Same problem aur same dho symbols arre mera ghadi may middle heater light and niche engine ga symbol
petrol turbo aur diesel turbo ki service me koi difference hota hai kya sir
Nhi sir ...dono m same hota hai...turbo sirf turbo hota h patrol engine m lga ho..ya diesel engine m lga ho
@@nissantechnical sir thanks 🙏🏻
Thankyou
Sir ji mere terrano me stop engine light aa rhi gadi to tik chal rhi kya kya karana chahiye
Sir please gaadi ko scàn kraao or thik krvalo..in future koi big folt aagya to problem ho sakta hai
sir I have a nissan magnite jisme halka accelerate karne par tak tak ki awaz ati hai main service centre main check karaya bit koi jwab nahi main apse check karwana chahata hun aap konse centre main hai plz bataiye
Sir m Neo Nissan m tha pahla...ab m shop open Krna vaala hu...
where can I show u the car bcoz it's in warranty wants u to check the car for fault plz send me ur number or place where u can check
Sir m Noida me rhta hu
kaha par service centre hai apka
Sir Noida sec 122 m h apna shop
Sir
Bina EGR, kholye clean nahin kar sakte kya Sir
Nhi krsakta sir
@@nissantechnical Ok sir
Thank you ❤️
Mera gadi may same issue hai bhai pick up nahi are bhai
Sir scan krao gaadi ak baar
Sir mere duster 85 ps me 18-20 ka mileage aa rha tha lekin dhire dhire 14-15 ka or pickup low ho gya hai.
i. Egr turbo clean kraye disel or air filter change kraya.
Keval Glow plug khrab ka fout code aa rha hai. Or wastegate 5000 rpm par bhi nhi khul rha rha hai..
Please kya problem ho sakti hai.
Turbo check kraao...or injectors ki kya condition h check kraao
😊sir terrano gadi h uski 1 din phle servcie krai thi or aaj uksa self ka motoer khrab ho gya or jb motor chnge kraya to ab pickup low ho gya 110hs power h terrano disesl sir pls solution btaye
Sir Bina physical check Kiya to nhi bta sakta..but ager koi dtc aarha hai to usko follow krka folt find krsakta hai
@@nissantechnical thnku
Sir sem to sem problem meri nissan sunny me hai vo 90 ki speed se upar jati hai to engine check light aati hai aur pickup nahi leta hai mene company ke service statiob me bhi 5 din rakha par vo bhi problem solw nahi kar sake aur local garrage me kamse kam 2 tin garage me 15 din ke upar rakha firbhi nahi thik huva pura turbo 2 bar chenge kiya egr chenge kiya turbo solonide valve change kiya lekin ptoblem vohi ka vohi hi hai
Scane karte heto p 2263 code aata hai
Pipe check karo sar vacuum ke aur turbo wale aur ek bar vacuum modulator Ko dekho vah proper kam kar raha hai ki nahin kar raha hai airlift hone ki vajah se sometime yah code a jata hai aapane pahle se hi turbo aur igr wall change kar rakhe hain to pipe check karo kahin se airlift to nahin ho rahi hai ya vacuum proper ho raha hai ki nahin
Tamil
Sir ... Meri 85 PS Renault Duster me bhi ek Problm ho gyi hai.... Jab idel position me AC chalata hai to RPM 3000 tak ho jate hain.. maine bahut check krwaya ,, 2 baar scan bhi krwaya.. sirf ek heater plug ka issue aa raha hai.. lekin iska RPM increase hone se koi connection nahi hai.
ab maine EGR bhi clean krwa liya hai, Turbo clean krwaya hai,, condencer bhi clean krwaya hai,, to kaafi hud tak problem solve ho gyi hai.. ek Fan ka relay bhi change kar diya hu.. lekin ab bhi kabhi kabhi problem ho raha hai... Pannel me koi warning light bhi nahi aa rahi... to ab aur kya karna chahiye..?? yahan Ludhiana (Punjab) me bahut chor Mechanic hain.. koi ECM kharab bol raha hai... koi kuch bol raha hai.. iska matlab saaf hai ki kisi ko bhi is problem ka solution hi nahi pata hai..bs apne paise bana rahe hain...please help me.. mai bahut paisa kharach kar chuka hu...
Sir ak baar deelership pe check kraao...
May by egr valve ki learning krka thik hojaay