Bhaiya ji apka video hamesha mere kam aya hai❤, bahut bahut dhanyawad ❤️, or meri gadi me bhi sem problem aa rhi hai, or abhi abhi just garage wale ne bola clutch plate change kiya hu 😶 par fir bhi kyu awaz aa rhi hai 😢 agr new clutch plate hai to 😢
Bhaiya ji Aaj video nahin banaya ek gadi ka engine complete Kiya hai ek Swift dzire ka timing chain kit naya dala hai aur bahut sare छोटे-मोटे oil service vagaira Kiya hai
Bhai namaskar meri pash mahidra pikup he nyi clutch plate pressure plate and bering bhi dali he ab khadi gadi me clutch chhodne pr ghar ghar avaj ati he kya ap kuch bta skte ho bhai
Clutch plate pressure plate ka center kese milae bina tools ke Or aasa ni se uska bhi Ek video banado Maruti Eeco ka Kuch log cable tai se center milate he voh kese?
Bhai meri omni van me mornig me start karu ya chahe gadi garm hone par start karu self dabke fir lagta hai lod le raha hai jese self ko pakad ke rakha hai kisine
Bilkul bhaiya radiator chauk hone se bhi ho sakta hai ya FIR relay kharab hone se bhi ho sakta hai ya AC ki compresser ki magnet kharab hone se bhi ho sakta hai
Sir mere me bhi cluth Bering ki aavj aa rahi hai car pani mese nikla tha tab se aavj aa rahi hai abhi payment ka issue hai toh sir abhi me car chla sakta hu naa koi dikat toh nhi kregi naa?
Bhai namaskar meri gadi mein piche Kalash dabane per piche ghoom ghoom ghoom ghoom ki awaaz aati hai kya start karke do number mein aage badhane se galat jawab aate Hain ya chhodate Hain to awaaz aati hai
May i know what is the problem? Dzire Car ka gear thoda ghat hua and abhi 3 kms aneke baad rukh gayi and clutch toh tik hey but now car is not moving. Is it cluth plate problem or fluid problem?
Bhai yah batao gadi ne धीरे-धीरे pickup down kiya hai ya ekadam ruk gai Agar ekadam ruk gai to Excel ki bhi ho sakti hai problem Varna clach plate ki bhi ho sakti hai
@@rkcarslalsot bhai new clutch plate change ki h uske bad ye problem hua hai or car ka first gear dalne k bad jab second gear change karne k liye cluch dabate h tab clutch hard hojata h
भाई मै अपनी ईको गाड़ी मे NGK के प्लग युज करता हु, ईससे ईग्नीश्यन कोईल पर कोई तकलीफ हो सकती है ईससे पहले मे मारुति-सुजुकी के युज करता था जो 300 कि MRP के आते थे । अब जो NGK के है वो 650 के आते है MRP मे ईतना फर्क है तो प्लग से कोई गाड़ी को तकलीफ हो सकती है।
Bhaiya pura detail mein batao race kis tarike se nahin ho rahi gas per ya petrol per accelerator dabane per accelerator pura nahin de rahi hai ya de rahi hai pura batao
बहुत बढिया भाई 🌹👌🏻
Thank you sir ji thank you so much 🙏🙏
Bhaiya ji apka video hamesha mere kam aya hai❤, bahut bahut dhanyawad ❤️, or meri gadi me bhi sem problem aa rhi hai, or abhi abhi just garage wale ne bola clutch plate change kiya hu 😶 par fir bhi kyu awaz aa rhi hai 😢 agr new clutch plate hai to 😢
Bhaiya aapane sirf clach plate aur Dali hai ya clach bearing bhi yah batao
Clutch plate aur pressure plate 🙂🙌
Bhaiya jyadatar reason awaaz ka clutch barring hota hai
Bahut badhiya jankari bhai👍👍
Thank you bhaiya thank you so much
Bhai Aaj kunsa video banaya.
Bhaiya ji Aaj video nahin banaya ek gadi ka engine complete Kiya hai ek Swift dzire ka timing chain kit naya dala hai aur bahut sare छोटे-मोटे oil service vagaira Kiya hai
Good 👍 sayhi bol
🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️
Bhai namaskar meri pash mahidra pikup he nyi clutch plate pressure plate and bering bhi dali he ab khadi gadi me clutch chhodne pr ghar ghar avaj ati he kya ap kuch bta skte ho bhai
Sar ji yah batao yah awaaz clach plate pressure plate dalvane ke bad aaiae ya usse pahle bhi thi
Clutch plate pressure plate ka center kese milae bina tools ke Or aasa ni se uska bhi Ek video banado Maruti Eeco ka
Kuch log cable tai se center milate he voh kese?
Bilkul bhai jaan banaunga bus thoda time lagega jarur banaunga
Bhai eeco ki cluch patet ka lebar charge kya h
Bhai main to 1000 leta Hu
Bhai meri omni van me mornig me start karu ya chahe gadi garm hone par start karu self dabke fir lagta hai lod le raha hai jese self ko pakad ke rakha hai kisine
Bhaiya ji self khulvao aur uske carbon aur bhuse change hoaengi
Bhai Ford car ka b work krte ho kya
Ji han Ford car ka bhi work karte Hain sabhi luxury gadiyon ka kam karta hun
👍👍👍
Thank you Rahul bhai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
🙏🙏
Car ac auto off ho ja raha hai 2 minute me.. Kya problem ho sakti hai? AC gas bhi top up karwa di.. Kya radiator chock hone se aisa ho sakta hai??
Bilkul bhaiya radiator chauk hone se bhi ho sakta hai ya FIR relay kharab hone se bhi ho sakta hai ya AC ki compresser ki magnet kharab hone se bhi ho sakta hai
Sir mere me bhi cluth Bering ki aavj aa rahi hai car pani mese nikla tha tab se aavj aa rahi hai abhi payment ka issue hai toh sir abhi me car chla sakta hu naa koi dikat toh nhi kregi naa?
Sar change karvao use jald se jald Varna raste Mein Tut jaega to jyada nuksan ho jaega
Good ❤❤
Thank you thank you so much 🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai namaskar meri gadi mein piche Kalash dabane per piche ghoom ghoom ghoom ghoom ki awaaz aati hai kya start karke do number mein aage badhane se galat jawab aate Hain ya chhodate Hain to awaaz aati hai
Sar aap mere ko Instagram per awaaz ki video banakar dalo main video dekhta hun aur awaaz sunta hun FIR aapko acche se bata dunga
Bhai omni van ki handling kaise set karate hai.
Naya Maruti Omni ki headlight Mein ek motor aati hai ya to usse set hoti hai ya FIR ek net usse setting Hoti hai piche dekh lo
Ok
Ok
भाई मेरी ईको मे क्लच पेट, बेरिंग प्रेसर पेट,क्लच वायर सब नई मारुति के ओरिजिनल पार्ट डलवाने पर भी क्लच हार्ड रहती है। क्या प्रोब्लम हो सकती है।
Dear clutch chimte ki bush check karvao aur clutch pedal bus bhi check karao
Bhai apki sop kah par he address hamko apni gadi eeco chek karani he
Bhai ji meri shop Rajasthan mein hai aur mere mobile number aapko channel ke about section mein mil jaenge
Bhai 2016 ki lodgy gadi kitne Leni chahiye
Bhaiya kya bolna chahte ho mere ko samajh nahin aaya thoda acche se likho
Bhaiya
Renault Company ki Gadi hai
Jiska lodgy Naam hai
2016 ki second hand gadi hai
Aap ke hisab se kitna price mai Leni chahiye
Bhai na Lo to badhiya hai maintenance heavy hota hai
May i know what is the problem? Dzire Car ka gear thoda ghat hua and abhi 3 kms aneke baad rukh gayi and clutch toh tik hey but now car is not moving. Is it cluth plate problem or fluid problem?
Bhai yah batao gadi ne धीरे-धीरे pickup down kiya hai ya ekadam ruk gai Agar ekadam ruk gai to Excel ki bhi ho sakti hai problem Varna clach plate ki bhi ho sakti hai
@@rkcarslalsot ok thank you. It's clutch plate issue may be ...
Bilkul sar do condition ho sakti hain dono Bata Di aapko 👍👍👍🙏🙏
Nice 👍
Thank you bhai ❤️❤️❤️❤️❤️
Sir meri eeco car me petrol pe rece Jada rahti he or CNG par kam esa kyu
Sar aapki gadi ki throttle body ke service karvao aur set karvao barabar RPM
@@rkcarslalsot tabhi esa huwa hai
Petrol par barar nahi aaa Rahi par CNG thik hai
Matlab kya bhaiya ji
Petrol per rpm Jada rehta he or CNG par sahi he jab ki throttle body bhi saf karai fir bhi kya dikat he samj nahi aa rahi?
Haaa❤🎉
❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Bhai mene nai cluch plate Dali h ecco car me cluch chhodne par tuk aawaz aata h
Sar ji ya to sapat joint check karao ya FIR clach plate ke Bolt tight nahin Ho paye Hain
@@rkcarslalsot bhai new clutch plate change ki h uske bad ye problem hua hai or car ka first gear dalne k bad jab second gear change karne k liye cluch dabate h tab clutch hard hojata h
To sar ji aapki clach plate Mein hi Kami hai chahe Apne new dal Di Ho dobara khulvao aur check karvao ya FIR replace karo
@@rkcarslalsot bhai bar bar kholne se problem nhi hogi gear box vagera
Sar ji koi problem nahin Hoti hai Agar aapki gadi mein problem hai to बार-बार bhi kholna padega
Clutch plate set price?
2300 original
Nahin bhai 2300 Mein velio company ke aaegi MGP ki thodi sasti aaegi
@@rkcarslalsotshukriya Bhai
🙏🙏🙏❤️❤️❤️👍👍👍
4500 so kharcha hota hai ya kam
Total 4000 Tak ho jata hai
@@rkcarslalsot tnx Bering akeli dalo to Chal sakta hai clachplet sahi hai
Bilkul sar Agar baring kharab hai to sirf bearing hi replace kar do
@@rkcarslalsot tnx bhai
@@rkcarslalsot app Kaha se ho bhai
भाई बिना गियर डाले full एक्सीलेंटर देने पर रेस कम ज्यादा क्यों होती है?
बिल्कुल भाई होनी चाहिए लास्ट का एक्सीलेटर में नेचुरल है वह पावर है इंजन का
Kia hua Bhai Mera reply kuch bi nahi dediya
Bhaiya reply sabko deta hun main aur aapko bhi diya hai comment mein jakar check karo aur dobara likh do main de dunga
भाई मै अपनी ईको गाड़ी मे NGK के प्लग युज करता हु, ईससे ईग्नीश्यन कोईल पर कोई तकलीफ हो सकती है ईससे पहले मे मारुति-सुजुकी के युज करता था जो 300 कि MRP के आते थे । अब जो NGK के है वो 650 के आते है MRP मे ईतना फर्क है तो प्लग से कोई गाड़ी को तकलीफ हो सकती है।
कोई तकलीफ नहीं है आप NGK के ही डालो मैं भी वही डालता हूं नो टेंशन
Meri ECCO race nahi ho rahi hai main kya kru
Bhaiya pura detail mein batao race kis tarike se nahin ho rahi gas per ya petrol per accelerator dabane per accelerator pura nahin de rahi hai ya de rahi hai pura batao
@@rkcarslalsot petrol me pat pat kr ti h pulg naye dal diya
Sar aap ignition Koyal aur tapit check karao
भाई मेरी मारूति ओमनी मे सेइम आवज आरहि है..
क्लच बेरिंग की आवाज आ रही है क्या दबाने पर यह बताओ
क्लच दबाते ही आवाज आती है....
अगर क्लच दबाते ही आवाज आती है तो क्लच बेरिंग की आवाज है सर जी
Muje replay de
Bhaiya aapko reply de diya hai comment Mein jakar padho
Bhai mujhe apka mobile number chahiye ... Meri eeco car hai usme problem hui hai ...
To sar ji aap channel ke about section se mere number le lo