Bhai jupiter 125 lu ya 110?kuch log bol raha petrol daalwane me dikkat aati hai aur company 5 litre tank claim kar raha hai lekin itna bada tank nahi hai 300 RS me he full ho jata hai?Ye sahi hai?
@vijaykumardev1345 straight forward answer hai go for 110. Baaki Rahi tank ki baat to mene 410 ka bhi dalwaya hai. Problem ye hai ki jab bhi petrol dalwaao pressure Kam karwa k dalwao. Warna thoda chalkta hai. Tank 5 litre ka hi hai Low fuel me kareeb kareeb 1 litre k aas paas rehta hai. Baaki mere dost k paas 125 Jupiter hai two years old. wo satisfied nhi hai.
@vijaykumardev1345 aur bhai long life scooter chahiye to go for Activa. Feature jyada nhi milenge but life aur engine refinement jyada hai Activa ki baaki scooters se.
@@radhyakiduniya1662 main confuse me hu bhai kya khareedu?mere paas 4g activa hai..woh bahut he dikkat karta hai..Mileage features and long term ke sath build quility me kaun sa best rahega?
Don't go with Activa or Access, Jupiter is an all time better choice. I have taken the test rides of all the three I found Jupiter was more comfortable and better in all the aspects.
1 month ago, bhai scootor 1 number hai ye feacher hai vo feacher hai mast milage hai, me books the scootor, bhai ye kharabhi hai vo kharabi hai bakwas milage hai build quality kharab hai, please be straight to point, aise ghumao mat, tumhe he dekha kar scootor book kiya hai, ab book karne ke baad it feels to be cheated, ab khud use karke dekh lunga kaisa hai, very dissapointing from you
Bhai har scooter ya bike me kuch issue hote h koi perfect nahi hota, jo hum logo ne liye hai usme hi khus rhna chahiye, Activa ka video dekh lo usme bhi negative comments rhte hai
Arre ek no. Hai scooty mene kharidi hai ek baar gira bhi di mene 😅😅 fir bhi kuch nhi hua hai scooty fully comfortable hai ,pick up bht sahi hai scooty ka mere pass isska 2nd top model hai worth to buy hai 🙌🙌
Mera pass bhi second top model hain milege 48 dikha raha hain economy mode main chalata hoon 25 October main kharida mast scooty hain value for money star light blue kharida 1st servicing ke baad 50 plus milege milegaa thank you 😊😊😊😊😊
Mene bhi yahi liya hai ....gadi band karne ke bad 1 minit me samne ka light band hota hai...chabi nikal ni tabh bhi 1 minit lagta hai samne ka light band hone me
Kya baat kr rha hae bhai mene bhi 500km chala li hae and ab tak 3.5 times tank full kra liya hae matlab 35 ke aas paas ka mileage but mene chalaya bhi bohot rash hae jaise kabhi 4 bande baitha ke pahad chadha dena kabhi sudden acceleration kabhi sudden braking@@shivamrajput2594
Sir Maine bhi aapka video dekhker yahi colour 29 October ko liya tha second top model lekin jab maine le liya to iska right side ka indicator work nahi karta aur nahi automatically indicator off hota hai please sir ab mujhe kiya karna chahiye
bhai wo automatic hai apne aap hoti hai baand speadometer mai A likha aata hai start karte samay break daba ke ak baar accelirate kar ke chod dena apne aap start ho gayagi self ke upper wala button on rakhna
Bhai maien showroom me hi crash guard lagva liya tha, taki gire to kuch tute mat, aur fiber body to activa me bhi hai, mujhe to dono ka ek jaisa hi laga , dono test kiya tha
Resale value agar side rakkhe too zr Rey lo average bhut hai uska, agar feature chahiye or resale value bhi chahiye too Jupiter lo , sirf naam naam ho too Activa lo
Bhai har 10 din mai ownership review 🤔🤔🤔😌 etna bhi milk mat karo yaar long term mai fir genuine subscriber nahi reh jayega koi. As a subscriber bol raha hu to the point baat karo repeat mat karo baten aaj kal time bahat kam rehta hai and content bhere pade hain. Hope meri baat samjhoge negative hisab se mat lo 🙏🏻
TH-camr bhai mene kal yeh model liya hai iske peche ke traf kuch avaj aarhi hai mere kisi mote insan ko bethana or breaker kudvana agr tumhari bhu aavaj aaye to btana bhai speed 40 rkhna or test karna or iske silencer ke bolts jaha hai vaha check krna hawa aati hai kya bhai me bhut tention me hu plz help karna hawa mujhe lagti h ki coil ke fan ke wwjh se aata h
Jupiter 110 ka braking test comparison for drum variant plz kijiye. Distance it will take to stop the vehicle in 20-30KMPH / 40-50KMPH speed. Confused if I should choose Drum variant vs Disc variant. Never used drum variant before.
Mere Jupiter 110 wale bhaiyo
Esi videos ko avoid karo
Bas apne vehicle ko timely maintain rakho and drive carefully. Baat khatam
Bhai jupiter 125 lu ya 110?kuch log bol raha petrol daalwane me dikkat aati hai aur company 5 litre tank claim kar raha hai lekin itna bada tank nahi hai 300 RS me he full ho jata hai?Ye sahi hai?
@vijaykumardev1345 straight forward answer hai go for 110.
Baaki Rahi tank ki baat to mene 410 ka bhi dalwaya hai.
Problem ye hai ki jab bhi petrol dalwaao pressure Kam karwa k dalwao. Warna thoda chalkta hai.
Tank 5 litre ka hi hai
Low fuel me kareeb kareeb 1 litre k aas paas rehta hai.
Baaki mere dost k paas 125 Jupiter hai two years old.
wo satisfied nhi hai.
@vijaykumardev1345 aur bhai long life scooter chahiye to go for Activa.
Feature jyada nhi milenge but life aur engine refinement jyada hai Activa ki baaki scooters se.
@@radhyakiduniya1662 highway long ride ke liye kaisa rahega 110?
@@radhyakiduniya1662 main confuse me hu bhai kya khareedu?mere paas 4g activa hai..woh bahut he dikkat karta hai..Mileage features and long term ke sath build quility me kaun sa best rahega?
Don't go with Activa or Access, Jupiter is an all time better choice. I have taken the test rides of all the three I found Jupiter was more comfortable and better in all the aspects.
bhai aap bullet le lo poora lohe ka
यही scooter मुझे तो 55 की एवरेज दे रहा है। 1500km अभी तक तो best experience है 👍
Bro I already booked tvs Jupiter 125 sxc top model but by watching this should I go with Jupiter 110 new sxc model or 125 sxc model??pls reply
Don't go with Jupiter go with activa 125
125 best h... Mene liya h top variant.. Activa se jada smooth h.. Mene jupiter activa suzuki ka test drive phle kiya.. sbse best jupiter 125cc hi lga
Activa 125 wale ka fuel tank sabse kamjor hai@@BADOBADI-m6u
Shi baat hai bhai service cost jyada hai, inke series center baley ghapla kartey hai, jo items nHi daltey uska bhe charge daal detey hai
Namaste bhaiya! Samne hook milta h kya bhai luggage hang krne ke liye? Dhanyabad😊
Namaste bhai 🙏 milta h bhai hook
1 month ago, bhai scootor 1 number hai ye feacher hai vo feacher hai mast milage hai, me books the scootor, bhai ye kharabhi hai vo kharabi hai bakwas milage hai build quality kharab hai, please be straight to point, aise ghumao mat, tumhe he dekha kar scootor book kiya hai, ab book karne ke baad it feels to be cheated, ab khud use karke dekh lunga kaisa hai, very dissapointing from you
Bhai har scooter ya bike me kuch issue hote h koi perfect nahi hota, jo hum logo ne liye hai usme hi khus rhna chahiye,
Activa ka video dekh lo usme bhi negative comments rhte hai
Ha bhai
Bhai mera pas hi koi dikkat ni hi
Arre ek no. Hai scooty mene kharidi hai ek baar gira bhi di mene 😅😅 fir bhi kuch nhi hua hai scooty fully comfortable hai ,pick up bht sahi hai scooty ka mere pass isska 2nd top model hai worth to buy hai 🙌🙌
Mera pass bhi second top model hain milege 48 dikha raha hain economy mode main chalata hoon 25 October main kharida mast scooty hain value for money star light blue kharida 1st servicing ke baad 50 plus milege milegaa thank you 😊😊😊😊😊
Mene bhi yahi liya hai ....gadi band karne ke bad 1 minit me samne ka light band hota hai...chabi nikal ni tabh bhi 1 minit lagta hai samne ka light band hone me
That's a feature.
bhai kaun c jagah video banaye ho, ekdam sannta hai.
kaunsa variant he?
Bhai mera scutar 700 km chal chuka hai kya first serves kar lu uske liye hume show room me call karna padega ya fir o khud karte hai
Kra lo bhai 750 km k andr 1st service krana hota h
Tera naseeb kharab hain bhai maine 2000 km chala liya disc variant kuch v problem nahi hua tera defective piece hain
Maine bhi top varient liya hai, koi issue nahi h
ye log honda se paise lekr ye sb video bnaate hai
Mera pas ve hi 500 km chal gaya hi 40 to50 ka speed me 60 km per l da raha hi
Bhai apko milega kitna mil rha hai? @@shivamrajput2594
Kya baat kr rha hae bhai mene bhi 500km chala li hae and ab tak 3.5 times tank full kra liya hae matlab 35 ke aas paas ka mileage but mene chalaya bhi bohot rash hae jaise kabhi 4 bande baitha ke pahad chadha dena kabhi sudden acceleration kabhi sudden braking@@shivamrajput2594
Everything is good in my Jupiter 5000km+ 113cc ha
Build quality? And any cons?
ye scooter ko guard nhi ata kya?
Bhai maine yahi varient liya hai mera break se kar kar ki sound aa rahi hai
Mera Jupiter 110 cc 30 000km chala hai koi issue nahin hain.
Bhai mera bhi lock ka part nikal ja raha hai kya koi solution hai meri bhi new tvs Jupiter hai
Feviquck se chipka lo 😂😂
Meri Jupiter ZX bs6 2021 modele dono side Lock hoti hai .
Sir Maine bhi aapka video dekhker yahi colour 29 October ko liya tha second top model lekin jab maine le liya to iska right side ka indicator work nahi karta aur nahi automatically indicator off hota hai please sir ab mujhe kiya karna chahiye
Bhai isme ek feature he ki indicator automatic band ho jata he 20sec me
scooty bechdo
Maintenance jyada nahi hai synthetic oil lagta hai isme vo mehnga ayega or scooty ka to mehnga hi aata h vese bhi
iska start stop wala kaise use karna hai, brake daba ke rakhna hai
bhai wo automatic hai apne aap hoti hai baand speadometer mai A likha aata hai
start karte samay break daba ke ak baar accelirate kar ke chod dena apne aap start ho gayagi
self ke upper wala button on rakhna
@ iska video banao, mere se proper nhi ho rahi
Is me kick hai ya nahi?
Tvs jupiter is worst brand don't buy any vehicle from TVs Jupiter service bilkul bhi nahi hai
Bhai eska tank ka issue he eska separate 1liter petrol mileage test Karo .
Bhai maien showroom me hi crash guard lagva liya tha, taki gire to kuch tute mat, aur fiber body to activa me bhi hai, mujhe to dono ka ek jaisa hi laga , dono test kiya tha
Dono same he hi or Jupiter Jayda accha hi
Bhaiya mujhe 40 km daily travel karna h to mujhe tvs 110cc lena chaiye ke activa 110cc
Tvs lo
@@shivamrajput2594 aap liye ho tvs
Resale value agar side rakkhe too zr Rey lo average bhut hai uska, agar feature chahiye or resale value bhi chahiye too Jupiter lo , sirf naam naam ho too Activa lo
Bhai har 10 din mai ownership review 🤔🤔🤔😌 etna bhi milk mat karo yaar long term mai fir genuine subscriber nahi reh jayega koi. As a subscriber bol raha hu to the point baat karo repeat mat karo baten aaj kal time bahat kam rehta hai and content bhere pade hain. Hope meri baat samjhoge negative hisab se mat lo 🙏🏻
Ha bhai mai smjh rha hu lekin kuch aise v log h jinko agar mai sahi v bolu to trust ni hota hai waise aap shi bole rhe ho bhai ❤️
TH-camr bhai mene kal yeh model liya hai iske peche ke traf kuch avaj aarhi hai mere kisi mote insan ko bethana or breaker kudvana agr tumhari bhu aavaj aaye to btana bhai speed 40 rkhna or test karna or iske silencer ke bolts jaha hai vaha check krna hawa aati hai kya bhai me bhut tention me hu plz help karna hawa mujhe lagti h ki coil ke fan ke wwjh se aata h
Ye problem thik hui ky???
Bhai milage nikalna thora dikkot hota hei
Humne aj hi li
Mai ne to le liya
left side lock nhi hota meri wale me lekin right side lock ho jata h
Same problem mera bhi hai
Seat ke neeche hook hai ya nahi.front me to hai neeche haibki nahi?
Are kitni baaar dekhe 😂😂😂😂
Share this video everyone 🙌
Lene ko ye bha hawai jahaz b lega usmai b kuh na khch kamiya nikalega bhai bmw le leta maintenance k upar b baat hoti hai
Pata nahi youtubers ke gadiyon me hi problem nikalta hai..
My 1st service is totally free😂😂😂 r engine oil me market se purchase Kiya tha
Bs chalna aana chaiyai
गैस सिलेंडर रखने की जगह नहीं है इसमें।
Nice
Sab ka engene wohi hi bhai sab ka garam hota hi
3 service ke bad sab after market he karate hi
Jupiter 110 ka braking test comparison for drum variant plz kijiye. Distance it will take to stop the vehicle in 20-30KMPH / 40-50KMPH speed. Confused if I should choose Drum variant vs Disc variant. Never used drum variant before.
Ok will try next day and video will live under 2-3 days
Bekhaar ghaadi
Past like past coment