✔👌👌👌👌 Sar ji mere pass Sansui TV hai Jiska fault TV chalu hone ke sath black black lining aata hai aur sound Mein Awaaz Aata Hai Jab TV chalta hai to picture mein Kala Kala lining Jaise Aata Hai aur bich mein se picture Upar niche mud Mud Ke chalta hai Manav ki Pani Mein Kaise picture dikhata hai Vaisa hi aata hai voltage ko set Karke Dekha hun reset Badal kar dekh liya 202 ka fault abhi tak Samajh Mein Nahin Aaya kya problem hai
Sayad virtical osilation fault hai Jo main ic hai usse kuch supply nikal ke virtical section me ata hai aur us supply ka filter capister chage karke dekhna hoga
Sir same problem hai mere pass bhi kit hai barabar chalta hai voltage bhi barabar milta hai lekin jaise hi tv me lagata hu to ou put shot ho jata hai Maine yoke coil change kar diya fhir bhi shor ho jata hai Solution batana kya aur check karu.
L.G flatron golden Eye tv Output trasistor ka collector output voltage 110 ke jaga 150 volt aaraha hai aur tranistor burn hora hai kya kare Sir Plz reply me Sir..
Bahothi kaam ka video banaya hai sir aap ne bahothi best information di hai sir 👍 thanks
Welcome
Very nice video dost 👍
Thank you so much 😀
Sir video bahu accha hai
Thank you
samsung crt tv flat me konse number ka transister lagega...
Aise tt2140 laga hota hai. Ap koi sa bhi output Transister lga sakte hai
✔👌👌👌👌
Sar ji mere pass Sansui TV hai Jiska fault TV chalu hone ke sath black black lining aata hai aur sound Mein Awaaz Aata Hai Jab TV chalta hai to picture mein Kala Kala lining Jaise Aata Hai aur bich mein se picture Upar niche mud Mud Ke chalta hai Manav ki Pani Mein Kaise picture dikhata hai Vaisa hi aata hai voltage ko set Karke Dekha hun reset Badal kar dekh liya 202 ka fault abhi tak Samajh Mein Nahin Aaya kya problem hai
Sayad virtical osilation fault hai
Jo main ic hai usse kuch supply nikal ke virtical section me ata hai aur us supply ka filter capister chage karke dekhna hoga
Sir same problem hai mere pass bhi kit hai barabar chalta hai voltage bhi barabar milta hai lekin jaise hi tv me lagata hu to ou put shot ho jata hai
Maine yoke coil change kar diya fhir bhi shor ho jata hai
Solution batana kya aur check karu.
Video me to btaya hun bhai
onida tv ka eht prise
L.G flatron golden Eye tv Output trasistor ka collector output voltage 110 ke jaga 150 volt aaraha hai aur tranistor burn hora hai kya kare Sir Plz reply me Sir..
PF b burn nahi huva hai
29crt flat TV horizontal short
Eht high बन रहा है aut put ट्रांसिस्टर heat होकर खराब हो जाता है किया करे 110v ok Eht ok
Eht ke pass boost pf hota hai usko change karke dekhiye wo thik hai to eht badlna hoga
@@ATOZRepairing eht badal diya boost pf bhi badal diya driver ट्रांसफार्मर bhi ok kiya kare
@@mdTariq195 Video ko follow kijie
Eht no, (Bsc,Z1003B) ki jagah kaunsi Eht lagaye
nice bhai🙏🙏🙏🙏🙏
Welcome