Sabba A lady with a big heart.Although she suffered a lot in her whole life, but she never sow bitter grains in the mind of her daughter. A pure ton....... really difficult to express the Character of humble lady.
Sara's role is also very selfish and similar to Afreen's family. She kept blaming her mother even after her dealth and remembered her in bad words all along, until she found the truth in the end.
Ek bacha jsko puri Zindagi bachpan nhi Mila family nhi Mili Ami Mili to adhuri to uski life or zehin pr ase e asar hote hen is khandan ne ek nhi 2 zindageyan tabah ki thi ek Saba or dusri Sara agr Saba ki koie or olad Hoti to wo bhi ase e Hoti uljhi hue
Main hindustani hu parantu bhut rota hu is drame ko dekh kar I miss you sab a ji over all life main saba ji ki dil se ijjaat karta hu my favorite drama
@ 3.29 ALLAH SE MOHABBAT KARNE WALE KABHI KISI KO TAKLIF NAHI DE SAKTE SIRF IBABT KARNE WALE DE SAKTE HAIN..................................................love from India
Pure serial mein pahli bar sahi Bola hai Aarfeen ji ne. Apni bholi bhali Bahan ji ko daant ke..Jo hamesha ye hi zid karti hain.." Mera toh koi kusoor Nahi tha. Kya Aarfeen ki mata ji..kya pitaji..kya dono bahne..khud Aarfeen ji...sare serial mein ye hi kahte rahe .. Mera toh koi qusoor Nahi tha. Toh qusoor kiska tha..? Kya Saba Ka?☺
Karte hai ise bhi bura bardasht karte hai logo ye toh phir bhi kuch nahi ya tak mein dekha hai ke khane ko khana bhi nahi hota unke pass baadi buri aazmais hoti hai bina kise ke sahare zindagi ko jina 🙏plz kise ka ghar na tohdna
Pehle main khali farz samajh kr aur saza k khoaf se namaz parhta thaa . Magar is drama ka dialog Allah ki ebadut krne wale kisi ko takleef de sakte Hain magar muhabbat krne wale nahi .
Awesome dailogue.Allah se mohabbat karne wale kisi ku takleef nahi dete..ibaadat karne wale dete hai aur mai sirf Allah se mohabbat karte hoon ibaadat nahi
Its wrong.. jab saba ne arifeen ko maaf kar diya tbhi yaqeen karke sara ko unke pas bheja.. to sara ko ye sab nhi karna chahiye... qki isme haidar ki to koi galti hi nhi thi..
Extraordinary story, extraordinary dialogues, extraordinary characters, extraordinary music...an exceptional saga depicting the real face of world and the truth of life woven in a small story. Could not resist appreciating this masterpiece and its writer, along with its makers.
A beautiful serial. Par yeh sach hai ki aulad kaisi bhi ho, maa baap usay zindagi ki aakhri saanso tak gale laga kar rakhte hain. Yehan Saba ko maa, baap aur poore khandan ne chor diya aur palat kar khabar tak na li ke woh kahan hai, kaisi hai ?
پوری میں اپنی بات کروں مختصر کروں دل کا تو ہے خیال کہ میں عمر بھر کروں پاتا ہے ساتھ کون ترے منزلیں کبھی آوارگی، میں پھر بھی تجھے ہمسفر کروں کس بے رخی سی ہم کو گزارے ہے زندگی مل جاؤ چار پل تو میں تم کو خبر کروں مقصد کوئی تو ہوتا ہے کارِ حیات کا کب تک میں بے وجہ یونہی شام و سحر کروں چاہا بہت ہے میں نے کہ منظر بدل سکوں تم ہی نظر میں آو میں جس پر نظر کروں ممکن نہیں ہے مانا یہ کوشش تو آ کریں تم بن پرند آو میں خود کو شجر کروں جب طے ہے کوئی اور ٹھکانہ نہیں مرا تیرے خیال خواب کو اپنا میں گھر کروں انہونی کوئی ایسی بھی خواہش نہیں مری جب تک یہ زندگی ہے تمہی کو بسر کروں خوشبو کی بات ہے یہ محبت کی بات ہے ورنہ ادھر کی بات میں کاہے ادھر کروں ابرک لکھا بہت ہے یہ حسرت مگر رہی کوئی تو بات میں بھی کبھی با اثر کروں
No 1. mere pass tum ho, no 2. pyaray afzal,no. 3 zara yaad kar 4. Khuda or muhabbat ye 4 k 4 unique piecees hain heart touching dialougue, realistic stories, concepts, best acting.
@@muhammadfahad1615 aap drama samajh hi ni paaye aarfeen ki maa ne half uthaya tha uske baad uske liye saba pe aitbaar karna bht mushkil tha,aur rahi baat sara ki to saba ne usse tab bheja tha jab aarfeen sab jaanta tha isliye bheja qn ke uska koi v nhi tha and she know ke aarfeen was better than her family
@@Inshashaikh411 may sb samjhti hu lekin phir bhi jis insan ki waja se puri life kharab hui usko apni beti nai deni chaye ti chaye wo dunia ka akhire mard hi kyu na hu
Main to aisy dukh kisi aur k sath b sun k bardasht nai kr skti. Kaisi mafii . Sab kehty hain maff kr do. Agly bandy ki sari zindagi barbad kr de. Kirdaar py daagh lga dye. Kisi sy uski izat cheen lena us py ilzam lganay ki koi mafi nai honi chye
Sabba A lady with a big heart.Although she suffered a lot in her whole life, but she never sow bitter grains in the mind of her daughter. A pure ton....... really difficult to express the Character of humble lady.
Allah se mohabbat krne wale kbhi kisi ko taqlif nhi de skte,sirf ibadat krne wale de skte h taqlif,kyaa baat h
Absolutely 🥺
She loves God.. she got tired of men trying to ruin her life, beautiful! Living God is the goal of one's life, in my opinion.
Exactly 💯💯
Sara's role is also very selfish and similar to Afreen's family. She kept blaming her mother even after her dealth and remembered her in bad words all along, until she found the truth in the end.
Wo apna aba pa gai ha it's ok
Ek bacha jsko puri Zindagi bachpan nhi Mila family nhi Mili Ami Mili to adhuri to uski life or zehin pr ase e asar hote hen is khandan ne ek nhi 2 zindageyan tabah ki thi ek Saba or dusri Sara agr Saba ki koie or olad Hoti to wo bhi ase e Hoti uljhi hue
Is drama Mai ek solid msg hy Kabhi apni namaz per gharoor na karo
right
Or namaz hajj se judge na karo k ye nek hai....
right or kisi ka bhi fasla kerny k lya quraan ko beach main ni lyna chaya kyun k ager koi jhoota quraan utha lya to sub khataam hojata hai sub kuch
Aur ibaadat aur Allah SE mohabbat mein BHT Fark hota hai
Right
Main hindustani hu parantu bhut rota hu is drame ko dekh kar I miss you sab a ji over all life main saba ji ki dil se ijjaat karta hu my favorite drama
Me also
Her real name is
Samiya mumtaz.
Not Saba.
@@muslimstarstar8066 yes
Ji janta hu
Ji aap Pakistan se bhai ji
Yes
Saba words "Mai Allah se muhabbat karti hun , sirf ibadat nahi karti "
मैंने ये ड्रामा,jindgi पर देखा था आज तक इसे याद करती रही,अब दोबारा देख रही हूं
Selute to Umaira Ahmad for writing this marvolous . Out standing play...
Superb diologue "akele rehte darr nahi lagta logon ke beech darr lagta hai"
I m in love with us umera Ahmad 💞every novel of her is superb.....
O
Saba’s character is fantastic in the drama
ALLAH BADSHAH HAI MERI NI SUNTA. Emotional dialogue.😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Allah se mohabbatein karne wale gunah nahi karte. Ebadat karne wale gunah karte hai 100/100
Tear on my eyes.....Allah k ghr nhi Allah ke pas jana chahti hu😭😭😭😭
Yeh drama main ne buht phely dekha tha..but abhi phir se dekh rahi hoon buht acha drama hai👍😊
👍👍👍👍
phly kaha lagta tha ya drama
AXHA KB DEKHA HE TUNE YE DRAMA
Mujhe ye drama bahut achha Laga
Me tooo😊🥰👍🏻
Jo Guzari Na Ja Saki Hum Se
Hum Ny Wo Zindgi Guzari Hai
Allah say mohabbat karne wale kisi ko taqleef nhi dete Allah ki ibadat karne wale dete hain
😭😭😭
2020 main ye drama kon kon daikh raha hae?
I
Me Feb rage ho
I
میں
mi 2bar y drama dikte ho. muji bohut pasand hi.
@ 3.29 ALLAH SE MOHABBAT KARNE WALE KABHI KISI KO TAKLIF NAHI DE SAKTE SIRF IBABT KARNE WALE DE SAKTE HAIN..................................................love from India
Right
Meri saas jesay log
Pure serial mein pahli bar sahi Bola hai Aarfeen ji ne. Apni bholi bhali Bahan ji ko daant ke..Jo hamesha ye hi zid karti hain.." Mera toh koi kusoor Nahi tha.
Kya Aarfeen ki mata ji..kya pitaji..kya dono bahne..khud Aarfeen ji...sare serial mein ye hi kahte rahe .. Mera toh koi qusoor Nahi tha.
Toh qusoor kiska tha..?
Kya Saba Ka?☺
Afreen ki Mother ka ....uski Mother ne hi false allegations lagaya tha Saba per...
2019 me ye drama Kon Kon dekh raha he
Ma
Mee
Mein .. Mohammed Adil Ali
Me also
Zaheer Husain I love
Itna bardaasht kon krta h jitna saba ne kiya.. I salute saba's character.
It's just a drama ?? Yeae life se , achha suicide karlena chiye 😭😭😭😭🙏🏾🙏🏾
Thats why it is called drama
Karte hai ise bhi bura bardasht karte hai logo ye toh phir bhi kuch nahi ya tak mein dekha hai ke khane ko khana bhi nahi hota unke pass baadi buri aazmais hoti hai bina kise ke sahare zindagi ko jina 🙏plz kise ka ghar na tohdna
@@awesomecars456 its based on true story its not fictional
Really
Sara's friend is very very sweet n sensible.
Bapre koi itna sabr kese rakh sakti hai!!!!!! 😰😰😰
Allah sabar karnay walon ko boht pasand karta h esliye tou Allah nay phir ussay kisi ka muhtaaj nae kiyaa
Ye to sirf ek drama h log to haqeekat me sabr me Puri Zindagi nikal dete h
Allah se mohobat krni wale kise ko takleef nh de skhte ibadat krni wale de skhte ha uff lines
Jab zindagiyn log brbrad krdete h for jhuti maafi kesee,,,,,,
😢😢😢😢😢😢
اللہ سے محبت کرنے والے کسی کو تکلیف نہیں دے سکتے صرف عبادت کرنے والے دے سکتے ہیں
True
Pehle main khali farz samajh kr aur saza k khoaf se namaz parhta thaa . Magar is drama ka dialog
Allah ki ebadut krne wale kisi ko takleef de sakte Hain magar muhabbat krne wale nahi .
Why episode are so unconnected... switching here and there
But the play is too good
Love all
Aap ko samjhe nahi aaya fir ek baar gour se dekho 👍
It is sad not to love,but it is much sadder not to be able to love
Awesome dailogue.Allah se mohabbat karne wale kisi ku takleef nahi dete..ibaadat karne wale dete hai aur mai sirf Allah se mohabbat karte hoon ibaadat nahi
Mai Allah sai muhabbat karti hou, sirf ibadat nahi
kis kis ne lockdown main dekh?
Its wrong.. jab saba ne arifeen ko maaf kar diya tbhi yaqeen karke sara ko unke pas bheja.. to sara ko ye sab nhi karna chahiye... qki isme haidar ki to koi galti hi nhi thi..
Kyuki use sach nhi pata tha ki uski maa ke saath kya hua tha. Koi bhi bachcha apne maa baap ke dukh jaankar chup nhi reh skta
Khudko Sara ki jgh raohkr sochi kal tumhe pta lge tumhari maa ki barbadi ka zimmedar tumhara sasurl h to kya krogi
Wo wapis gaurbat ki chaki main ja k pisna chahti thi
Kyunke sara would have no one except afreen
sadiya you are right!
awesome drama alfaz e nahi mil rahe salute ae writer ji ko
Allah k ghar nie Allah k pas Jana Chahta ho ufff wath a line
Extraordinary story, extraordinary dialogues, extraordinary characters, extraordinary music...an exceptional saga depicting the real face of world and the truth of life woven in a small story. Could not resist appreciating this masterpiece and its writer, along with its makers.
किसी के चरित्र पर उंगली नहीं उठानी चाहिए wo भी बिना बात के भगवान बहुत बुरा करता है
Mujhse ye galati ho gyi. Maa jagadamba mujhe dand de iska,😢. Lekin uska kuchh bura nhi kiya mene, bas dur ho gya usse.
Waqi talif srf ibadat waly dety hn q k aksar esy logo ko apni ibadat py ghurur hta h ibadat k sat ALLAH SWT sy mhbat b hni chahye 😢😢
Call me
Best drama ever❤ me bachpan se ab tk ye drama dekhti arhi hun jb b dekhu purana nahi lgta😊😊
Sara's friend and her mom are so good
Itna dard apne andar samet kar kaise koi jee sakta hai
Jb dard apney den to yunhi jeena parta hai
Jee sakta hai
This might b my 18th time i m watching thiss. I think i. M gonaa. Watch all over my span life 😊
Best. One
How can watch 2nd time by already knowing the story..
U hv some problem
Fix it
Hhhhh right@@PunStar-gx4uj
mene bhi ye drama 2011 ya phr 12 me dekha tha...or ab 2021 me dekh rahi hoon
This episode is very painful yaaar.....😭
A beautiful serial. Par yeh sach hai ki aulad kaisi bhi ho, maa baap usay zindagi ki aakhri saanso tak gale laga kar rakhte hain. Yehan Saba ko maa, baap aur poore khandan ne chor diya aur palat kar khabar tak na li ke woh kahan hai, kaisi hai ?
پوری میں اپنی بات کروں مختصر کروں
دل کا تو ہے خیال کہ میں عمر بھر کروں
پاتا ہے ساتھ کون ترے منزلیں کبھی
آوارگی، میں پھر بھی تجھے ہمسفر کروں
کس بے رخی سی ہم کو گزارے ہے زندگی
مل جاؤ چار پل تو میں تم کو خبر کروں
مقصد کوئی تو ہوتا ہے کارِ حیات کا
کب تک میں بے وجہ یونہی شام و سحر کروں
چاہا بہت ہے میں نے کہ منظر بدل سکوں
تم ہی نظر میں آو میں جس پر نظر کروں
ممکن نہیں ہے مانا یہ کوشش تو آ کریں
تم بن پرند آو میں خود کو شجر کروں
جب طے ہے کوئی اور ٹھکانہ نہیں مرا
تیرے خیال خواب کو اپنا میں گھر کروں
انہونی کوئی ایسی بھی خواہش نہیں مری
جب تک یہ زندگی ہے تمہی کو بسر کروں
خوشبو کی بات ہے یہ محبت کی بات ہے
ورنہ ادھر کی بات میں کاہے ادھر کروں
ابرک لکھا بہت ہے یہ حسرت مگر رہی
کوئی تو بات میں بھی کبھی با اثر کروں
Fantastic drama 2019 my dekh rhi hn bht moral lesson ha es my agr koie smjy to
No 1. mere pass tum ho, no 2. pyaray afzal,no. 3 zara yaad kar 4. Khuda or muhabbat ye 4 k 4 unique piecees hain heart touching dialougue, realistic stories, concepts, best acting.
Kab season 1 2 or 3
"محبت تم سے نفرت ہے" بھی رلا دینے والی کہانی ہے
Yeh sabar ka phal h wow wat a dialogue
وہ عرش کا چراغ ہے میں انکے قدموں کی دھول ہوں
اے زندگی گووہ رہنا میں بھی عاشق رسول ہوں ۔
Really
Dil per laghay huay zakham aur dard kha koi marham nae hotha
I feel very bad for Saba
Ibadat krne wale takleef dete h.. Allah se Mohobbat krne wale kabhi kisi ko takleef nhi dete❤
Is drame may mujhe sab se Accha saba ka sabar Accha laga
Mujhe bhi
Ye pura episode soch m chala gaya 😂😂
Allah se Mohabbat karne wale kisi ko taklif nhi dete....
Logo ke bich bahut dar laga
Jindagi sab samaja deti hai 16:52
Phala mai na yai drama 2016 mai dakha tha abb 2024 Phir sa dakha ra hou ❤❤❤❤
Sara’s character is so annoying atleast talk to them or tell them that she can’t live with them anymore
Master piece of art
Superb qualities drama
Allah ke ghar nahi Allah ke paas Jana chahati hun😭😭
What an amazing drama, touched the heart. Very well played. ❣
Me ALLAH se muhbt krti hun,
Sirg ebadat ni. I kill my self hear this dialogue😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
میں نے یہ ڈرامہ کئ بار دیکھا ہے
لیکن ہر بار آنکھوں میں آنسو ہی رہے
Outstanding drama love you so much Umera Ahmed ❣️❣️
Boht Acha drama h m ne 1 din or rat m Pura drama dekha h or boht roi 😢😢😭
Boht bar dekhny ke bad bi dil ni bharta mera ap plz 2ubara onair kren jeo pa plz
1 episode sa la kar last episode tak kon kon dakh rha ha ha 🤣 😂 😀
Me😂😂 since last night back to back watching it and it’s my second time 😂😂
M n ye Pura drama Bina 1 second bi skip kiye baiger dekha h
Allah se mohabbat kerne wale kisi ko takleef nhi dete .lekin ibadat kerne wale dete hain... beutiful dialogue
Dilogue for Allah amazing..❤️❤️❤️❤️
dislogues are superb
Drama acha ha lakin esa b nhi ka bar bar dekhy... Matlb log kesy 3,4 dafa dek lety ha I'm shocked 😳😳😳
20
2022 mein yeh darama kon dekh raha ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ always no 1
Me too
May 2023 main dekh raha hun
Allah badsha ha saba ko mrny wala sein bahot emotional tha roh kanp gai the dekh kr or ye sein dekhaya be bar bar ha😭😭😭😭😭
ye drama mai bahot pahle dekhi thi
zainab Khan kha
Saba ur my favorite fer ever
"I watched this drama in April 2024 because my teacher assigned it as a task, and we will have monthly tests on it."
Wahhh....
This used to be my wish k kash kabhi teachers dramas ka test b lain 😂....
So, Did u pass it? 😅
Why
dill ko chu dene wale alfaz hai from India
4.52....wah kiss khubsurat jumla puree moahid
2020 meh Dek raha hu, 🙄
اعلی ڈرامہ ہے زبردست، پاکستان میں اچھے ڈرامے اب کافی کم ہو گئے ہیں
ramzan mubarik too all
Allah g tu mjy b apni mhbt me mubtila kr dy .both rota hu is dramy ko daikh kr.
Shahzad Khan to ye bat namaj me jakar kare na ke kament boks me
آپ بھی؟؟؟؟
میں نے تو س۔مجھے تھا کہ بس میں ہی۔۔۔۔۔
zindgi jabr.e.musalsal ki trha kaati hai sahib...
jany kis jurm ki paai hai saza yad nhi
Musalsal matlab???
Jab koi hamare sath Galt karta h to hmm to maf karde pr dil nhi kar pata pr maf kadene vala Allah Pak ko pasnd h
Please upload these type of dramas in you tube please.
Na torna chahen to dhaaga bhi saari umar nhi totta😢
bilkul sahi
Best acting of. Saba aarfeen nay kia kea Saba k leya
Somethings wrong with relations🤔🤔
How?
Jealousy is main reason n biasedness
Dixycdhcdh
2021 mein yeh drama kon dekh raha hain ?
Mujhe ek bt nai samjh aye ke saba ne Jin se khud reshta na rakha to apni beti ko kyu bheja?
Bcz she know aarfeen take care of her daughter
@@Inshashaikh411 lol jo uski qader na kr saka uski beti kya kare ga
@@muhammadfahad1615 aap drama samajh hi ni paaye aarfeen ki maa ne half uthaya tha uske baad uske liye saba pe aitbaar karna bht mushkil tha,aur rahi baat sara ki to saba ne usse tab bheja tha jab aarfeen sab jaanta tha isliye bheja qn ke uska koi v nhi tha and she know ke aarfeen was better than her family
@@Inshashaikh411 may sb samjhti hu lekin phir bhi jis insan ki waja se puri life kharab hui usko apni beti nai deni chaye ti chaye wo dunia ka akhire mard hi kyu na hu
Main to aisy dukh kisi aur k sath b sun k bardasht nai kr skti.
Kaisi mafii . Sab kehty hain maff kr do. Agly bandy ki sari zindagi barbad kr de. Kirdaar py daagh lga dye. Kisi sy uski izat cheen lena us py ilzam lganay ki koi mafi nai honi chye
Main ne 2012 mai deKha ta awr ab be dekhte hou
Bht acha drama ha ❤
My favourite drama
Very interesting drama yrrrrrrr
Arfeen ne kha k saba parde m rhti thi faictry m jb kaam krti thi to kya sba ki awaz bhi nhi phchane 😭
Arifin se bat hi kab ki us factory me kaam karte huwe
Zaheen Fatima hmm
2021 mein kon kon daikh raha hai
Aaj 2021 mein kon kon dekh raha hai