Very nice . But ye bataie durga soren chowk thik kaha par hay ? Mane uhase hum kis taraf kahan kahan jayenge ? Koi dashak mayne ranxhu me rahe lekin durga soren chowk kavi nehi suna .
Crossing ka baat bol k bachpan yaad dila deye ap to ....aj he yaad kar raha tha mai 😅 itna ghar sab nahe tha tab.....udhar.... Sundar lagta tha bahot wo area.
@@azhaneqbal aj he yaad kar rahe thae... Ab zada kuch yaad nahe crossing or lever laga hua yad hai bus aur rasta me thora hariyali zada tha uss waqt pull to bahot badh me bana hai.... Ranchi se Tata Jane waqt milta tha.... hopefully I'm right and not getting it confused with other crossing....
@owaisfarooqui4369 April 2010 me I think us flyover ka kaam start ho gaya tha or high tension factory ka zamin le kr approach road Banaya gaya. Iska opening I think starting 2013 January me hua tha but opening date sure nhi hai hm
Outer ring road ka kaam start hua hai ya nahi, pahla phase Ranchi-Ramgarh road se suru hokar Ranchi-Daltonjganj road Mandar tak banega. Or ring road hai abhi uske 10km 12 km ke Aage se banne wala hai Outer ring road. Total length 194 km ka hai.
Actual me Jo waha pr kaam ho raha hai wo 6 lane flyover ka kaam chal rahai hai, hm bhut pahle uska ek vlog banaye the, but El baar phir se ja kr inshallah uska Latest Update de denge or full information vlog me hi de denge

Kya aap full video nhi dekhe ?
Abhi 4 din pahle hi upload kiye hai ek video jisme aap Durga Soren chowk Jane ka rasta dekh sakte hai
JMM wale sab jante hain.
@ranjeetkumar2940 kya matlab ?
Crossing ka baat bol k bachpan yaad dila deye ap to ....aj he yaad kar raha tha mai 😅 itna ghar sab nahe tha tab.....udhar.... Sundar lagta tha bahot wo area.
Ha bhut Badal sa gaya hai, population bhi kafi badh gaya hai. Isiliye to road ko or wide karna pada
Sach me aaj hi yaad kr rhe the ? Hm jb waha pr gaye to mujhe khud purana din yaad aa gaya tha
@@azhaneqbal aj he yaad kar rahe thae... Ab zada kuch yaad nahe crossing or lever laga hua yad hai bus aur rasta me thora hariyali zada tha uss waqt pull to bahot badh me bana hai.... Ranchi se Tata Jane waqt milta tha.... hopefully I'm right and not getting it confused with other crossing....
@owaisfarooqui4369 Ha bilkul ye wahi rasta hai Jo railway cross kr k jamshedpur nikalta hai
@owaisfarooqui4369 April 2010 me I think us flyover ka kaam start ho gaya tha or high tension factory ka zamin le kr approach road Banaya gaya. Iska opening I think starting 2013 January me hua tha but opening date sure nhi hai hm
Outer ring road ka kaam start hua hai ya nahi, pahla phase Ranchi-Ramgarh road se suru hokar Ranchi-Daltonjganj road Mandar tak banega. Or ring road hai abhi uske 10km 12 km ke Aage se banne wala hai Outer ring road. Total length 194 km ka hai.
Ha mujhe ye sb pta hai, but abhi uska kaam start nhi hua sirf inspection ka kaam chal rha hai ki kitna zamin chahiye or kitno ko muaawza dena padega
Zamin maapi ka kaam chal rha hai
Guru ormanjhi k aage chai bagan k pass six lane expressway ban Raha hi....raipur to dhanbad via Gola....
Wo project fas gaya hai, jitna saman utra hua hai utna hi kaam hoga.
Dekhiye ab wo kaam continue hota hai ki nhi
@@azhaneqbal kisne bola ki fas gya hi
@akashnayak1977 mere paas khabar aa jata hai, but chances hai kj jaldi hi clear ho jayega