- 44
- 282 253
Sunny
เข้าร่วมเมื่อ 23 ก.พ. 2017
Electronic project
Induction fan not working, #induction display blinking,#induction chulla not working.
Hello Friends,
aaj k video mei hum dekhenge ki induction mein blinking ho raha hy, vo problem ko hum kise solve karge,
agar fan work na karo toh kya response display par ata hy
toh bane rahe video mei hamre sath.
please
like
share
subscribe
to my channel.
aaj k video mei hum dekhenge ki induction mein blinking ho raha hy, vo problem ko hum kise solve karge,
agar fan work na karo toh kya response display par ata hy
toh bane rahe video mei hamre sath.
please
like
share
subscribe
to my channel.
มุมมอง: 328
วีดีโอ
Induction Low heating Problem, Low heating problem in induction chula
มุมมอง 15K2 ปีที่แล้ว
Hello Dosto, Aaj ki video mein hum log dekhnge ki induction Chula mein low heating problem ko Kise dur karte hy. Aise hi majedar videos dekhne k liye bane rahiye hamre sath. Please Like , Share & Subscribe for more videos.
Series Led Connection/Led Series Connection/Series Connection Led.
มุมมอง 522 ปีที่แล้ว
Hello Friends, Aaj k video me hum led k series connection kise hota hy is dekhte. Series connection karne k liye lead ko - Negative lead se joint kare, isi trah 3 leds k positive aur negative lead ko apas me joint kare, uske bad hamre pas ek positive end mielga aur ek - Negative end milega. in dono end ko 9 volt battery se join kar de.
Induction k Sensor ko kaise Check kare/Induction Component ko multimer se Check kar Hindi Mei.
มุมมอง 2392 ปีที่แล้ว
Hello Dosto, Is video me hum log learn karge ki Induction mei lagne wale component ko kise check kare multimeter ki help se. Sorry for the background noise, Furniture Making. In this video we will going to learn how to check the Induction Component by using multimeter. Sorry for the background noise. If you like the video please LIKE SHARE SUBSCRIBE to my channel Hum jaldi hi milge ek new video...
Multimeter ko use karna sikhe Hindi mein.
มุมมอง 1092 ปีที่แล้ว
Hello dosto, Is video mein hum sihkenge ki multimeter se electronic component ko kaise test karte hy. Aur sath hi me is multimeter mein ek RAM BAAND k jisia function hy jise hum circuit me present 90% Component ko us 1 function se check ho jate hy. Video acha lage toh Like Share Subscribe .
Induction ki PCB ko Check karna sikho sirf 7 Min. me
มุมมอง 4002 ปีที่แล้ว
Hello dosto, Is video me hum dekhnge ki Induction PCB me kha pe kintan voltage ata hy, aur iske section kitne hote hy aur unka work kya hy. Next video me hum induction ke component ko kise test karte hy. is par video bhout hi jald upload hoga. Please like share & Subscribe.
Gas chula ka Gas vavle kise work karta hy.
มุมมอง 242 ปีที่แล้ว
Hello dosto, aaj ke video me hum dekhenge ki Auto gas stove ka gas vavle kise work karta hy, aur iske kya kya parta hote unka working. please like share subscribe my Channel.
Induction ke Display PCB repair karna Shikhe only in 15 Min.
มุมมอง 9092 ปีที่แล้ว
Hello ferinds, In this video we will learn how to repair the induction/Infrared Display PCB. from scratch, and also how it works, which IC are used in this. and how to check them by using multimeter. Sath me bane rahe hum jaldi hi milege ek new video k sath. Channel ko LIKE SHARE & SUBSCRIBE kare.
Chimeny pcb repair
มุมมอง 7212 ปีที่แล้ว
Hello dosto Mera name sourabh hy, aur aaj ki is video me hum dekhnge ki chimney ki pcb ko kise repair kare. Please Like share and subscribe.
Infrared induction me direct heating problem ki se dur hota hy.
มุมมอง 5K2 ปีที่แล้ว
Hello dosto, Mei sourabh apka apne channel pe swagat karta hu, aaj k video me hum induction me direct heating ki problem kyu ati hy aur uska kya solution hey. Aise hi aur video ko dekhne k liye Like Share aur Subscribe kare.
Induction ki Heating problem kise dur kare part 2.
มุมมอง 9K2 ปีที่แล้ว
induction heating problem ke part 2 me hum dekhnge ki kis tarah is problem ko solve karte hey. jab sabhi component sahi se work kar rahe hey par induction heat nhi h raha hey. video acha lage toh Like ,Share & Subscribe.
Infrared induction heating problem kise solve kare. Part 1
มุมมอง 29K2 ปีที่แล้ว
ek induction me coil heat nhi ho raha hey, is problem ko kise solve kare jab sabhi component ok dekh rahe hey. aye jante kise pcb track break hone ki wajh se induction work nhi karta aur pcb track kise theek katre hey.
Infrared induction error E1 or E2 kise dur kare.
มุมมอง 90K2 ปีที่แล้ว
Is video me hum dekhnge ki infrared induction me E1 or E2 error kise aata hy aur use kise thek kar sakte hey. Sath hi mei display pcb me kyu alag alag error generate hoti hey. Video acha lage toh like share aur subscribe kare. Next video me E1 ya E2 error ko kise thek kare.
Induction cooker pcb repair aur components testing by multimeter.
มุมมอง 8K2 ปีที่แล้ว
In this video you will learn how to check the component by using multimeter, for induction/ Infrared cooker main pcb. Ye video mere dosto ke liye jo induction ke pcb reapir karna chate hey.
INFRARED MAIN PCB REPARING Surya Hot, BL 1300, Pigeon in just 15 Min. Part 3.
มุมมอง 15K2 ปีที่แล้ว
INFRARED MAIN PCB REPARING Surya Hot, BL 1300, Pigeon in just 15 Min. Part 3.
Infrared induction main pcb repairing Surya Hot, Pigeon in just 15 Min. Part 2.
มุมมอง 4.2K2 ปีที่แล้ว
Infrared induction main pcb repairing Surya Hot, Pigeon in just 15 Min. Part 2.
Infrared induction Main PCB repair, Surya HOT, BL-1300 Pigeon, in just 15 Min. Part 1
มุมมอง 87K2 ปีที่แล้ว
Infrared induction Main PCB repair, Surya HOT, BL-1300 Pigeon, in just 15 Min. Part 1
Imperial Hob, Gas hob ko repair kaise kare.
มุมมอง 3832 ปีที่แล้ว
Imperial Hob, Gas hob ko repair kaise kare.
# How to open Gas Hob and inside parts of Gas Hob.
มุมมอง 9692 ปีที่แล้ว
# How to open Gas Hob and inside parts of Gas Hob.
Ceramic Glass temperature testing. BL 1300 Infrared cooker.
มุมมอง 1K2 ปีที่แล้ว
Ceramic Glass temperature testing. BL 1300 Infrared cooker.
BLOW HOT ELECTRIC H GEYSER series geyser part 2
มุมมอง 313 ปีที่แล้ว
BLOW HOT ELECTRIC H GEYSER series geyser part 2
BLOW HOT ELECTRIC H series GEYSER part 3
มุมมอง 1383 ปีที่แล้ว
BLOW HOT ELECTRIC H series GEYSER part 3
DIY Logic level indicator under 30 Rs only.
มุมมอง 324 ปีที่แล้ว
DIY Logic level indicator under 30 Rs only.
Non contact heart rate monitor based on Photoplethysmography based heart rate monitor
มุมมอง 1314 ปีที่แล้ว
Non contact heart rate monitor based on Photoplethysmography based heart rate monitor
This circuit board same as normal induction board?
Where is available circuit board
You can buy this online.
@sunny3517 link
On horahey ..jaldi 00 me arahey Q..infrared cooker ..out put voltage nehi horahey
1 mega om resistance kharab hoga
Ho sakta hai, use nikal kar check karna hoga. ki value kitna aa rha hai/
Sir..bt16a transistor nihiye thu kosa transistor number use karsathahey ..from Sri Lanka
BTA 12 A
@sunny3517 thanks boss..bta12..136...dalsathathey
Sir Please in english
Pora pcb power supply mlega sir?
@@rabanighularabani1601 Nahi pura pcb supply toh nhi ata hai..
Sur meri electric stove bar bar ue circuit jalati hn. Kia ham ye iski dimmer ki trogh direct kar sakty hn?
Vai apner number ta diye jabe
Thanks for sharing video
Sir ye sensor ka se kharide 😢
@@SauravSiwakoti Local market se ya online bhi aap bulwa sakte hai.
Aapka number bhi nhi hai
Prablam batana tha aapko bhaiya ji
Ic nomdar ud gya hai kitne nomdar ka bale
@@Ehsan-d8g Lm358 aur power ic dk112 aur viper 12a
Botli nai chaie repair chai e
Gaja sir
358icko badle
Sir jee... Ye pcb green chef repido model me lag jayega.. Kya...
@@umashankarsingh9180 Apko touch bhi change karna hoga. Iski function alg ho sakti hy
Hhjy
Sensor कहां मिलेगी भाई
@@VikramKujur-o4o India mart par search kar lijye
Bhaiya 51Ohm 2Watt Ka Resistance Flipkart Pe Nahi Mil Raha Pura PCB Kitna Pad Jayega
Pura pcb, 500 ruppe mein mil sakta hai.
bhai jan is me main ic knse no. ki lgti hai
@@amjadkhan8963 Dk112 and viper12a
online mil skti hai ye ic ya asani se har shop me available hai
Sir 1 minutes Aur 15 seccond chalne ke baad e1 error dikha raha kya problem ho sakti hai new pcb And new sensor uske baad bhi
Thermostat ko short kar ke dekhiye
Bhaiya Ye PCB Flipkart Pe Nahi Milta Kya
@@karansingroul2700 Ye pcb online search kijiye infrared cooker main pcb, seller mil jayega
Everything okay, no heating how to find fault...
@@A.Jankhiungru-kj7tz Check triac, and 8550 transistor aur uske pass k circuit.
Can i get ac number
Dk 112 and viper 12a ic name
Chalu hokar off ho jatah kya problem h
Sir I've problem e2 connection n i I've repaired but all the red LED are dim and even fan is not working. What should I do?
Look alike there is 5volt supply is shorting in pcb, check for proper output voltage.
Pcb of Glen infrared cooktop2000watts needed
Bhai sensor kaha milega
Pliz voice too low
Hitting problem
3 reason ho sakta hai, 1. Transistor 8550 dead ho ya use connect resistor open ho gaya hai. 2. Touch mein issue hai. 3. Triac bt16 work nhi kar raha hai
Very good ❤
Bhai Bahot bahot Dannwad ... plz mojy ye bta dain ky mery pas jo circuit mn jo ic hy transformer ky sath wala ispy numbar nahi lika hova tho ye ager jal jaey to konsa numbar ka ic lgaingay plz bta den
Dk112 ya phir viper 12a likha hua hota hai.
sir infrared induction mai display on nhi ho rahi hai... Yehi wala card hai... Please help 😭
Ye check kijiye 5 volt display par puch raha hai kya, aur dusra display lagne ke baad ka 5 volt drop toh nhi ho rha hai
Agar 5 volt drop hua toh touch change kar doo,
इसका सेन्सर भी बदलकर देख लिया फिर भी e 1 आ रहा है। सभी पार्ट्स चेक कर लिया। अब क्या करुँ?
बोर्ड बदल दो 330 का आऐगा
😂@@qazimohsin.
Eska heating element new milta hay kya
market mein avaliable hy
Power dene par Sirij bod to fholt bata de raha hai
Agar hum indori jugad hi continue use kare toh kuch problem hogi kya ..?
Nhi.
Bhai ye same sensor kahan pe milega
Mere infracooka induction me E2 show kr rha h....on to hota h induction but bht jada switch on off krne pr is problem ko kaise dur kre sir kuch upay batlaiye
Apke infrared mein supply ka issue dikh Raha hy, jaisa apne bataya. Kai bar on off karna padta hy, ye main pcb mein supply ka issue hai
@@sunny3517 ok sir to iska koi solution bataiye🙏🙏🙏🙏
Bhai hamare pas baltra ka 2000w infrared cooctop hai uske pcb me R13 ragister kharab hai uper se jal gaya hai .uski value kya hogi kaise pata kare
Ye r13 wala resistor kha par laga hy, jise us resistor ki track phale kise pass ja Rahi hu us se hum andaz laga sakte hai
Sir mera Surya rudra ka induction ka problem e2 h but sensor sahi hai but display ka ic se problem hai kya kyu ki sab thik kar chuke hai hum but e2 hi aa rha hai
E2 error touch ki wajah se aa sakta hy par chance bhout hi kam hy, par sensor ko short kar k check kijiye us se clear ho jayega
Bhai mere pas yeh circuit repiar k lye aya hai uska fan off hojata hai kch min k bd plz guide kren kya problem hoge love from Pakistan
Phale 8050 transistor check kar loo, 2nd fan mein toh issue nhi hy, 3rd touch pcb se proper command nhi aa raha hoga is liye thodi der k baad fan band ho jata hoga
E4 aa Raha hai
Pigeon eva infrared Coocktop e2 error show but temperature sensor ok Help me please
On karte hi e2 error aa raha hy ya, bartan rakhne par heating coil par koi effect dekh rahe hy.
Amar ujala Bharosa
Hello sir iss pcb mai fuse resistance lagate hi udd jati hai koi solution bataye plzz
Isme, do issue ho sakte hy ek toh mov short ho gye hoo, Dusra 4007 diode ya power ic short ho chuki hogi.
Sri AAP ka number milega kia
Sir fan ka problem solve krne ko bataiye Induction me fan nhi chal rha lekin bahar nikal kr chala rha hu to chal rha h
8050 transitor ko check kar lijye.
Panel ka voltage 5 volt Nai aaya sir plz help
7805 ic ko check kare.
7805 Sahi hai sir