Dawat E Haqq
Dawat E Haqq
  • 60
  • 153 686

วีดีโอ

Gusse Ko Kabu Karne Ka Sunnat Tariqa Aur Uski Fazilat|غصے پر قابو پانے کا سنّت طریقہ اور اس کے فضیلت
มุมมอง 9614 วันที่ผ่านมา
Gusse ko kabu karne ka sunnat tariqa Aur Uski Fazilat| غصّے پر قابو پانے کا سنّت طریقہ اور اس کے فضیلت۔ islamic treding videos... gussa gussa status gussa kaise control kare gussa tera tharda hi nahi gussa jatti da gussa kam karne ki dua gussa kaise utrega gussa wala status gussa kam karo thoda gusse par kabu kaise kare gusse par kaise control kare gusse par kabu karne ka wazifa gusse par kabu ...
Woh Gunah Jo, Touba Se Bhi Mu'aaf Nahi Hoga! سیلا رحیمی V/s قطح رحیمی
มุมมอง 231หลายเดือนก่อน
Woh Gunah Jo, Touba Se Bhi Mu'aaf Nahi Hoga! سیلا رحیمی V/s قطح رحیمی Witness the power of sila rahmi in this heartwarming video that will surely brighten your day. Join us as we explore the beauty of compassion, forgiveness, and love through the touching stories shared. Get ready to be inspired and uplifted by the incredible acts of kindness showcased in "Sila Rahmi - The Most Heartwarming Vid...
Salaam - Ek Aman Ki Zamanat| Assalamu alaikum Ke Maani Aur Ahmiyat| سلام - امن کی ضمانت
มุมมอง 127หลายเดือนก่อน
Salaam - Ek Aman Ki Zamanat| Assalamu alaikum Ke Asal maani Aur Ahmiyat سلام - امن کی ضمانت Assalamu alaikum kya hai, iski ahmiyat kitani hai inhi baato ko do dosto ki kahani ke zariye bataya gaya hai.. Topic Cover in this video: Assalamu alaikum kya hai? Assalamu alaikum Ke Kya mayane hain? Assalamu alaikum ki ahmiyat kya hai? Assalamu alaikum asal maanikya hai? Salaam karna kyun zaroori hai? ...
Khana Khane Ki Sunnate| Khane Se Pehale Dono Hath Dhona|
มุมมอง 58หลายเดือนก่อน
Khana Khane Ki Sunnate | Khane Se Pehale Dono Hath Dhona| Khana khane ke Adaab, Khana khane ka sunnat tareeqa, Learn about the Sunnah of eating with clean hands in this informative video. Discover the importance of washing your hands before meals and the benefits it brings to your health and hygiene. Watch till the end to understand the significance of following this practice in Islam and how i...
Islamic Way to Eat: Wash Both Hands Before Eating | Sunnah Way Of Eating|
มุมมอง 60หลายเดือนก่อน
Islamic Way to Eat: Wash Both Hands Before Eating | Sunnah Way Of Eating| Wash Both Hands Before Eating| The Sunnah Way Of Eating| In this video, learn about the Islamic way of eating by following the Sunnah of washing both hands before eating. Discover the importance of this practice and how it can enhance your dining experience. Watch till the end to understand the spiritual significance behi...
Say 'Bismillah' Before Eating| The Sunnah Way of Eating|
มุมมอง 80หลายเดือนก่อน
Say 'Bismillah' Before Eating| The Sunnah Way of Eating| The Power of Bismillah: Transforming Your Meals Learn about the importance of saying 'Bismillah' before eating in Islam and the Sunnah way of eating in this informative video. Discover the benefits and significance of this simple yet powerful act of gratitude before consuming food. Watch now to incorporate this beautiful practice into you...
New - Sar Aur Dadhi Ke Baalo Ko Colour Karna Jaiz Hai Ya Nahi? Hair Dye in Islam
มุมมอง 4072 หลายเดือนก่อน
New - Sar aur dadhi ke baalo ko colour karna jaiz hai yaa nahi? Sar Aur Dadhi Ke Baalo Ko Color Karna| Balo me hair dye lagana jaiz hai? سر اور داڑھی کا رنگ کرنا کیا بالوں کو رنگنا جائز ہے؟ सर और दाढी के बालों को रंगना। Is Coloring Your Hair and Beard Halal? (Islamic Ruling) Your Queries: Sar aur dadhi ko kala karna balo me colour lagana jaiz hai ya nahi hair colour karna jaiz hai in islam balo...
Mahdi Ke Lashkar Me Judane Wale Koun Log Honge? امام مہدی کے لشکر میں کون شامل ہوں گے؟
มุมมอง 2563 หลายเดือนก่อน
Mahdi Ke Lashkar Me JudaNe Wale Koun Log Honge? امام مہدی علیہ السلام کے لشکر میں کون شامل ہوں گے۔؟ Imam Mahdi ka Lashkar imam mahdi ke sath koun judenge? Imam Mahdi ki Fouz me Koun log judenge? Imam Mahdi koun honge? Imam Mahdi kab aayenge? Muslims me se koun Mahdi ke sath judenge? Imam Mahdi ki fouz kitani hogi,? Tablighi jamat, Ahle hadees, Sunni Barelvi, Discover who will be part of Imam Ma...
Jis Din Hum Maidan Mein Aayenge| 8d sound| Goosebumps Nazam
มุมมอง 5153 หลายเดือนก่อน
Jis Din Hum Maidan Mein Aayenge| 8d sound| Goosebumps Nazam جس دن ہم میدان میں آئیں گے۔ reverb music nazam lofi sound effects 🎶#musichalal #halalmusic #spirituality #cultureislamic #dirilisertugrul #HasbiRabbi #JisDinHumMaidanMainAayenge labaik allahumma labaik allahumma nasheed, nazam, naat, hamd, kalaam. Singer - Waseem Misic - Zubair khalid #dawatehaqq #nazm #nasheed #8daudio #8d #islamicmus...
Chadi Hui Hai Zabaan Par..| 8d sound |...چڑی ہوئی ہے زباں پر| Naat e Rasoolallahﷺ
มุมมอง 813 หลายเดือนก่อน
Chadi Hui Hai Zabaan Par...| |...چڑی ہوئی ہے زباں پر| Naat e Rasoolallahﷺ naat in 8d surrounding sound Chadi Huvi Hai Zaban Par...| |...چڑی ہوئی ہے جباں پر| Naat e Rasoolallahﷺ Chadi Huvi Hai Jaban Par Kasafataow Ki Tahen| Naat e Rasoolallah ﷺ| چڑی ہوئی ہے جباں پر کسافاتو کی تہین نعت رسول اللہ ﷺ Heart touching naat, Heart touching kalam, Heart touching kalaam, All urdu naats, Urdu song Islamic,...
Hum Ne Roza Kyu Rakha Hai? Roze Ka Kya Maqsad Hai? ہم نے روزہ کیوں رکھا؟ روزے کا مقصد کیا ہے؟
มุมมอง 713 หลายเดือนก่อน
Hum Ne Roza Kyu Rakha Hai? Roze Ka Kya Maqsad Hai? ہم نے روزہ کیوں رکھا؟ روزے کا مقصد کیا ہے؟ Iss video mein hum Jaanenge: Rozon ka maqsad kya hai?, Roza kyu Rakha jaata hai, Ramadan ke roze kyu farz hain, Ham roza kyu rakhate hai, Roze kyu farz kiye gaye hai, Rozo ko farz karne ka maqsad kya hai, kya sirf bhuka reh lene se ho jaayega, #dawatehaqq #Roza #ramdan #rozay #RozoKaMaqsad #IslamicVide...
Kin Cheezon Ya Kaamo Se Roza Nahi Tootata Hai? کن چیزوں یا اعمال سے روزہ نہیں ٹوٹتا؟
มุมมอง 853 หลายเดือนก่อน
Kin Cheezon Ya Kaamo Se Roza Nahi Tootata Hai? کن چیزوں یا اعمال سے روزہ نہیں ٹوٹتا؟ Iss video mein hai: Roze ke zaroori masa'il, Kya biwi ko kiss karne se roza toot jata hai, kya mehandi lagane se roza toot jata hai, Kya roze me hair dye kar sakate hain, Roze ko todane wali cheezain, kya roze ki halat me zere naaf baal saaf kar sakte hain, Kya roze me vicks ya zandu balm aur iodex laga sakte h...
Roze Me Injection Ya Drip Lagwana Kaisa Hai? روزے میں انجکشن یا سیلائن لگانا کیسا ہے؟
มุมมอง 1704 หลายเดือนก่อน
Roze Me Injection Ya Drip Lagwana Kaisa Hai? | روزے میں انجکشن یا سیلائن لگانا کیسا ہے؟ Roze me injection ya saline laga lena kaisa hai? रोजे़ की हालत में इंजेक्शन लगाना कैसा है। Topic Analysis and review in this video: Roze me injection laga sakte hai kya, Roze me inhaler le sakte hain, Roze me injection le sakte hain, Roze ki halat injection lena jaiz hai ya nahi Roze mein injection laga sakt...
Farz Namaz Ke Baad Ijtemai dua Karna Kaisa Hai| کیا فرض نماز کے بعد اجتہادی دعا کرنا سنّت ہے؟
มุมมอง 3704 หลายเดือนก่อน
Farz Namaz Ke Baad Ijtemai dua Karna Kaisa Hai| کیا فرض نماز کے بعد اجتہادی دعا کرنا سنّت ہے؟
Kya Khoon Nikalne Se Wazu Toot Jata Hai? کیا خون نِکلنے سے وضو ٹوٹ جاتا ہے؟
มุมมอง 5917 หลายเดือนก่อน
Kya Khoon Nikalne Se Wazu Toot Jata Hai? کیا خون نِکلنے سے وضو ٹوٹ جاتا ہے؟
Kya Sharmgah Ko Chhune Se Wazu Toot Jaata Hai? کیا شرمگاہ کو چھونے سے ودو ٹوٹ جاتا ہے؟
มุมมอง 4.3K9 หลายเดือนก่อน
Kya Sharmgah Ko Chhune Se Wazu Toot Jaata Hai? کیا شرمگاہ کو چھونے سے ودو ٹوٹ جاتا ہے؟
Islam me Bc ya Committee Dalana Jaiz Hai Yaa Nahi? اسلام میں بس یا کمیٹی ڈالنا جائز ہے یا نہیں؟
มุมมอง 44610 หลายเดือนก่อน
Islam me Bc ya Committee Dalana Jaiz Hai Yaa Nahi? اسلام میں بس یا کمیٹی ڈالنا جائز ہے یا نہیں؟
Mazar Par Chadar Chadhana Kaisa Hai? مزار پر چادر چڑھانا کیسا ہے؟
มุมมอง 83011 หลายเดือนก่อน
Mazar Par Chadar Chadhana Kaisa Hai? مزار پر چادر چڑھانا کیسا ہے؟
Islam Mein Birthday Ya Salgira Manana Jaiz Hai Ya Nahi | اسلام میں سالگرہ منانا جائز ہے یا نہیں؟
มุมมอง 62911 หลายเดือนก่อน
Islam Mein Birthday Ya Salgira Manana Jaiz Hai Ya Nahi | اسلام میں سالگرہ منانا جائز ہے یا نہیں؟
Kya Namaz Mein Topi Pehanana Zaroori Hai? کیا نماز میں ٹوپی پہننا ضروری ہے؟
มุมมอง 1.8K11 หลายเดือนก่อน
Kya Namaz Mein Topi Pehanana Zaroori Hai? کیا نماز میں ٹوپی پہننا ضروری ہے؟
ALLAH Kanha Hai? اللّہ کہںاں ہے؟ अल्लाह कंहा हैं?
มุมมอง 320ปีที่แล้ว
ALLAH Kanha Hai? اللّہ کہںاں ہے؟ अल्लाह कंहा हैं?
Quran Kab Aur Kisane Jama Kiya? Kya Shia Aur Sunni Ka Quran Alag Hai? Dr Israr Ahmed (R.A)
มุมมอง 243ปีที่แล้ว
Quran Kab Aur Kisane Jama Kiya? Kya Shia Aur Sunni Ka Quran Alag Hai? Dr Israr Ahmed (R.A)
Masjid Me Ek Jamat Hone Ke Baad Dusri Jamat Banana Kaisa Hai? Masjid Me Dusri Jamat
มุมมอง 5Kปีที่แล้ว
Masjid Me Ek Jamat Hone Ke Baad Dusri Jamat Banana Kaisa Hai? Masjid Me Dusri Jamat
ILM Ki Zaroorat Kyun Hai | علم کیا ہے؟ | Allah Ne Insan Ke Liye Konsa ILM Utara | By Dr Israr Ahmed
มุมมอง 246ปีที่แล้ว
ILM Ki Zaroorat Kyun Hai | علم کیا ہے؟ | Allah Ne Insan Ke Liye Konsa ILM Utara | By Dr Israr Ahmed
Shaddad Ki Jannat | Shaddad Ka Waqia | شداد کون تھا؟ By Moulana Ahmed Siraj Faizabadi
มุมมอง 139ปีที่แล้ว
Shaddad Ki Jannat | Shaddad Ka Waqia | شداد کون تھا؟ By Moulana Ahmed Siraj Faizabadi
Wazu Me Gardan Ka Masah Karna Kaisa Hai? Ulema E Ikram Ke Dalail Aur Nazariya | وضو میں گردن کا مسح
มุมมอง 1.3Kปีที่แล้ว
Wazu Me Gardan Ka Masah Karna Kaisa Hai? Ulema E Ikram Ke Dalail Aur Nazariya | وضو میں گردن کا مسح
Scientist Ko Hairat Me Daale Huve, Quran Ke Moujizat! By Dr Israr Ahmed
มุมมอง 132ปีที่แล้ว
Scientist Ko Hairat Me Daale Huve, Quran Ke Moujizat! By Dr Israr Ahmed
Jaan Ke Badle Jaan Ka Sadqa Dena Jaiz Hai? Sadqe Ka Janwar Madarso Mein Dena|
มุมมอง 350ปีที่แล้ว
Jaan Ke Badle Jaan Ka Sadqa Dena Jaiz Hai? Sadqe Ka Janwar Madarso Mein Dena|
Naye Ghar Mein Dakhil Hone Se Pehale Kya Karna Chayiye| Naye Ghar Mein Quran Khwani Karna?
มุมมอง 200ปีที่แล้ว
Naye Ghar Mein Dakhil Hone Se Pehale Kya Karna Chayiye| Naye Ghar Mein Quran Khwani Karna?

ความคิดเห็น

  • @naveedrahman9871
    @naveedrahman9871 30 นาทีที่ผ่านมา

    Iss andaz se ye baate bohat kam log samjhate hain...

  • @MetalMarvels385
    @MetalMarvels385 วันที่ผ่านมา

    Iss dajjal ke bare me aap hi wajeh karke bata sake...

  • @alhamdulillahiammuslim2046
    @alhamdulillahiammuslim2046 2 วันที่ผ่านมา

    Mujhe nahi lagata ke, ye baate sunane ke baad bhi log Deen ko samajhenge, apne to badi achchi koshish ki hai, Allah apko isaka achcha badala de...

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 2 วันที่ผ่านมา

      Sukriya aapka, Mera kaam hai logo tak sahi baat pahunchana, aage samajhana ye toh Allah ka kaam hai...

  • @reshmabijapur8924
    @reshmabijapur8924 6 วันที่ผ่านมา

    Sach kaha apne

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 6 วันที่ผ่านมา

      Iss mein mera koi kamal nahi, jo baat sach hai wahi haqq hai, sukriya

  • @Queen-gp1bp
    @Queen-gp1bp 6 วันที่ผ่านมา

    Super bhai

  • @ZikraRanebennur-zr1vw
    @ZikraRanebennur-zr1vw 8 วันที่ผ่านมา

    Achchi koshish ki aapne ise samjhane me

  • @user-jo1eq7wg3p
    @user-jo1eq7wg3p 10 วันที่ผ่านมา

    Aaj maine ise dobara dekha to mujhe laga aap ne iss choti si video mein bahot zabaradast message diya hai aur gusse ki kismo ko bahut achchi tarah se wajeh kiya... Aur hadeeso ko nice tarike se set kiya hai...

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 10 วันที่ผ่านมา

      Sukriya aapka is hosla afazaayi ka

  • @mubi102
    @mubi102 11 วันที่ผ่านมา

    Hanfi ulma only describe masla and not dalel infront of Awaam.This is taqleed otherwise haanfi dalail are more powerfull on this topic.

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 10 วันที่ผ่านมา

      Nahi, shayad aap ne achche se iss masale par hanafi ulema ke dalail ko sire se aur gour se check nahi kiya? Unake paas Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam se koi direct hadees to nahi, magar unaka kiyas hai aur is kiyas ki buniyad ye hai ke unake nazdeek khoon naapaak hai, isake alawa koi aur daleel nahi, aur deegar Aa'imma ki sabse mazboot daleel ye hai ke Sahaba RaziAllah Ta'ala anahu jo jungo me rehate, unhe kabhi Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam ne isake hawale se koi bhi hukm diya ke khoon nikal ne se wazu toot jaata hai, aur Allah ne bhi is hawale se koi hukm nahi uataara, aur isake support me hazrat ammar R.A ki aur Hazrat Umar R.A ki riwayat moujud hain, aur yaad rakhe yanha khoon se muraaad sirf wo khoon hai jo zakm ke laganese jism se nikal ta hai aur naak yaa muh se nikalata hai...

    • @mubi102
      @mubi102 10 วันที่ผ่านมา

      @@dawatehaqq7875 جی نہیں جناب آپ غلطی پر ہیں ۔ابن ماجہ کی حدیث ہے جس میں حضور صلعم کا قول حضرت عائشہ لائی ہیں ہیں کہ قے اور نکسیر کا پھوٹنا ناقص وضو ہے۔نبی صلعم کے قول کے مقابلے میں صحابی کا انفرادی عمل حجت نہیں رہتا اور وہ بھی پتہ نہیں کہ اس پر حضور صلعم کا ردعمل کیا تھا کیونکہ وہ نقل نہیں ہوا۔جنگی اور استغراق کا معاملہ ہو سکتا پے۔جیسے ابوداود کی آپکی دلیل والی حدیث کے بارے آتا ہے کہ صحابی سے پوچھا گیا کہ آپ نے بتایا کیوں نہیں تو انہوں نے کہا میں سورت پڑھنے میں مشغول تھا مجھے اس کو ترک کرنا اچھا نہئں لگا۔ واللہ العلم بالصواب

    • @mubi102
      @mubi102 10 วันที่ผ่านมา

      @@dawatehaqq7875 نہیں بھائی آپ کو غلطی لگی ہے۔ابن ماجہ میں حضرت عائشہ حضور پاک صلعم کا قول لائی ہیں کہ قے اور نکسیر پھوٹنے سے وضو ٹوٹ جاتا ہے۔صحابی کے ذاتی فعل پر نبی کا قول حجت ہے۔جب یہ بھی معلوم نہیں کہ صحابی کے فعل پر نبی اکرم صلعم کا کیا رد عمل تھا۔صحابی کا فعل اضطراری یا استغراقی بھی معلم ہوتا ہے جیسے اس واقعہ کی ابوداود والی حدیث کے متعلق آتا ہے کہ صحابی سے کہا گیا کہ آپ نے بتایا کیوں نہیں تو انہوں نے جواب دیا کہ میں سور کھف پڑھ رہا تھا میں نے چاہا کہ اس کو مکمل کرو۔۔مفہوم اس طرح سے ہے۔۔جنگوں صحابی کا ایک اور واقعہ آتا ہے کہ زخمی ہونے پر انہوں نے خون چہرے پر مل لیا ۔اس فعل کو کسی نے درست نہیں کہا۔مگر بہرحال یہ شوق اور جزبے کا معاملہ ہے۔واللہ العلم بالصواب

  • @truemuslim2308
    @truemuslim2308 11 วันที่ผ่านมา

    Apne sabhi dalail badi achchi tarah se step by step correct jide hain, nice and beautiful✨

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 11 วันที่ผ่านมา

      Shukriya apka Meri ye koshish se apko fayada hua isse mujhe bahut khushi huvi...

  • @Ponderofdepth
    @Ponderofdepth 13 วันที่ผ่านมา

    Patloon paajamaa fold karo yaa poora nikaloo kya farak hogaa iss mehnat se sab jalker khaak he hone wala hai. Q ke namaze padhne Aallahne kaha he nahi😮

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 13 วันที่ผ่านมา

      Ye video unake liye hai jo namaz padhate hain. Agar aap nahi padhate to chodo, kyun yanha comment karke apna waqt barbad kar raho ho.????

    • @Ponderofdepth
      @Ponderofdepth 13 วันที่ผ่านมา

      @@dawatehaqq7875 Aap ko pershiyen majussi namaze padhnese kiss ne rookaa bhaisab suoobh se leker shaam tak aur ratoo may utt utt ker kerte rahe .

    • @Ponderofdepth
      @Ponderofdepth 13 วันที่ผ่านมา

      @@dawatehaqq7875 Aapko kaam dhande chodker subeh se leker raat tak aur neend se utt utt ker pershiyen majussi namaze padhne zameen per Maathe ragadne kiss ne manna kiya bhaisab? Aap kerte rahe.

    • @Ponderofdepth
      @Ponderofdepth 13 วันที่ผ่านมา

      @@dawatehaqq7875 Aap padhte rahe Subaah se leker raat tak aur raat may utt utt ker apna maathaa zameen per ragadte rahe aapko kissne manna kiya ye Pershiyen majusi namaaze padhne bhaisab🙏

  • @muslimshehzadi5073
    @muslimshehzadi5073 15 วันที่ผ่านมา

    Mashallah apne badi achchi nasihat ki hai

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 15 วันที่ผ่านมา

      Bohat bohat sukriya apka, Aap isi tarah support karte rahe aur video ko share karte rahe...

  • @zoyandharwad8382
    @zoyandharwad8382 15 วันที่ผ่านมา

    Bohat khub

  • @alishaikh2481
    @alishaikh2481 17 วันที่ผ่านมา

    Boht hi behtreen jaankari hai di bhai aapne

  • @alhamdulillahiammuslim2046
    @alhamdulillahiammuslim2046 17 วันที่ผ่านมา

    Aaj maine isse dobara suna to pata laga iss kahani ke zariye aap ne bohat hi gehrai se samjhaya hai iss masale ko.. Agar koi gour se sune to usse dusari kisi ko bhi sunane ki zarurat nhi, iss masale ke har part ko apne cover koya hai..

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 17 วันที่ผ่านมา

      Mujhe ye sunkar achcha laga, aur meri is koshish se aap ko fayada hua, Sukriya apki feedback share karne ke liye...

  • @alhamdulillahiammuslim2046
    @alhamdulillahiammuslim2046 17 วันที่ผ่านมา

    Apane to gusse ki kisme bhi batayi hai, Ye mujhe achcha laga...

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 17 วันที่ผ่านมา

      Haan ye zaroori tha warna log sirf gusse se bachane ke baare mein to kehate hain magar konse aur kis gusse se ye nahi batate ya khud unhe bhi maloom nahi. Isliye ye wajeh karna zaroori tha.

  • @gamechanger9119
    @gamechanger9119 17 วันที่ผ่านมา

    Aisi hi video banate rahe...

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 17 วันที่ผ่านมา

      Inshallah zaroor...

  • @azharmaniyar-vg7td
    @azharmaniyar-vg7td 17 วันที่ผ่านมา

    Apki ye videos bahot hi informative hai

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 17 วันที่ผ่านมา

      Apka bohat bohat sukriya...

  • @Queen-gp1bp
    @Queen-gp1bp 18 วันที่ผ่านมา

    Superb and nice knowledge in this video... Dawat e haqq Thanks brother

  • @gamechanger9119
    @gamechanger9119 หลายเดือนก่อน

    Aap iss choti si video me, bohat badi aur bohat saari baate bol gaye, magar log nahi samjhate, main iss video ko mere saare contact me share karunga..

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Apka bohat bohat sukriya

  • @truemuslim2308
    @truemuslim2308 หลายเดือนก่อน

    Nice message in this video about shila rehmi.

  • @zoyandharwad8382
    @zoyandharwad8382 หลายเดือนก่อน

    Super, nice explain bro

  • @MetalMarvels385
    @MetalMarvels385 หลายเดือนก่อน

    ❤nice , Iss masale ko aapne bohat hi behtar tariqe se, ek story create karke achcha samjhaya hia.

  • @alishaikh2481
    @alishaikh2481 หลายเดือนก่อน

    Ye ek achchi koshish hai sila rahmi ko samjhane ke liye...

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Thanks apke support ke liye

  • @azharmaniyar-vg7td
    @azharmaniyar-vg7td หลายเดือนก่อน

    iss short video ke zariye aap ne bohat hi best message diya hai.

  • @SSohail-ro5bh
    @SSohail-ro5bh หลายเดือนก่อน

  • @GafoorKhan-pc8hs
    @GafoorKhan-pc8hs หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @reshmabijapur8924
    @reshmabijapur8924 หลายเดือนก่อน

    Really mere to goosebumps aa gaye

  • @reshmabijapur8924
    @reshmabijapur8924 หลายเดือนก่อน

    Aap aise topic par video aur banayie

  • @nityas2381
    @nityas2381 หลายเดือนก่อน

    Iss maani ko sab me phailane ki sabse jyada zaroorat hai

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Beshak aap meri madad iss video ko jyada se jyada share karke kar sakate hain..

  • @naveedrahman9871
    @naveedrahman9871 หลายเดือนก่อน

    Isse pehale salaam ke ye maani mujhe kisine batayi ye nahi..

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Sukriya apka meri iss kosish se apko fayada hua

  • @naveedrahman9871
    @naveedrahman9871 หลายเดือนก่อน

    Isse pehale salaam ke ye maani mujhe kisine batayi ye nahi..

  • @alhamdulillahiammuslim2046
    @alhamdulillahiammuslim2046 หลายเดือนก่อน

    Bohat khub, ek baar phir aapne bohat achchi information di hai...

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Sukriya apke iss support ka

  • @gamechanger9119
    @gamechanger9119 หลายเดือนก่อน

    Nice

  • @gamechanger9119
    @gamechanger9119 หลายเดือนก่อน

    Mujhe to yahi bataya gaya hai Allah ki salamati tum par ho, magar aap ki maani bahot hi behtar hai...

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Sukriya

    • @reshmabijapur8924
      @reshmabijapur8924 หลายเดือนก่อน

      Aap aur mujhe bahot si aur baate adhi adhuri hi batayi gayi hain

  • @truemuslim2308
    @truemuslim2308 หลายเดือนก่อน

    Agar log iss maani ke sath salaam karne lage to duniya me se bugz, adawat, dushmami all most dur hi ho jayegi... Nice inspiration video...

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Issi maqsad ke liye maine ye video ke zariye batane ki koshish ki hai ke salaam sirf ye alfaaz nahi balke ye ek wada hai, agar har koi iss maani ko sikh kar salaam kare to beshak aman phailana shuru hoga, inshallah...

  • @azharmaniyar-vg7td
    @azharmaniyar-vg7td หลายเดือนก่อน

    masha'allah nice

  • @burma371
    @burma371 หลายเดือนก่อน

    SA Aap log pagal hochukay ho....apni sahi taleem hasil karo.... Hazrat Aadam Alai Assalaam nay kin kapdon mein ibadat kia thaa uska zikar karkay daleel Dakar batayein......Kia aap kee ibadat Allah Taala qubool nahi karegaa??? Apnay bawaqquf dimaagh say yeah devbandi barelvi ahel e hadees or sunnatiyon kaa farq par toe yakjaa hojao....apnay aimano ko toe Durust karlo.... Waqt board kee zameenon ko bech bech kar yeah miulana crorepati horahaa hai....unki dadhee zameen tak aarahi hai aor eimaan janwaron say bhi badtar hai inko sazaa daina seekho....uspar toe bolna seekho.... Dunyaa mein tabdeeli Allah kee moujood shuda cheezon say aarahi hai....log usay sirf explore kar rahay hai Yeah woh jamat walay hai jo TVs per hindustan kay musalman ko jeena dobhar kardia thaa aor aab khud mobile per apny taang oper karkay hidayatein kar rahay hain....afsos hai kay inka ilm itna mehdood hai kay yeah dunyaa kay hadiyon ok hi nahi samajh payay....haan 72 hooron kaa khoobssorti dikhaa kar eimaan ko pukhtaa karnaa aor dekhaa theek say aata hai.... Apnay iss kaa ilm say bahar aakar qoum kee sahi zurooraton per kaam karein.....likes lekar apni rozi TH-cam say banarahay ho ....yeah rozi nahi apni nafs ko dhokaa daina hai.... Kama Alaina Illal Balagh

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Ws Apki aksar baato se me muttafiq hoon , raha masala paiso ke liye youtube video dalna, iss ke liye aap ko naye youtube policy padhani chayiye, aage raha deen ki khidamat ka masala, iss ke liye hum kab se tayyar bhaithe hai. Ke aap jaise log uthakar aaye to kaam hoga naa, hum apni taqat ke baqadr koshish to kar rahe hain, aapke paas kya meyar aur tarteeb hai wo to batayiye, jab hame deen ke kaam ko karna hi hai deen ko nafiz karna hai to uski shuruwat ke liye apke paas kya tarteeb hai wo bhi batayiye, abb apki baato se to mujhe laga aap adam a.s ki shariat ke mutabik ibadat karwana chahate hain. Shariat to mukammil huvi hai Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam par, aur mujhe isi shariat ke mutabik ibadat karni hai, naa ke adam a.s ke tariqe ke mutabik, adam a.s kya pehane ya nahi pehana wo unake liye tha, iss jadeed dour me jo masale hain, unhe aap ki tarah besabri wali soch se nahi hal kiya jaa sakata, aap ek chote se masale par itana bhadak rahe hain, toh deen ko nafis karne ke liye jo jadeed masale hain unhe kaise hal karenge, sabse pehale ye batayiye iski shuruwat kanha se karenge, uski ek timeline, tareeqa, pehal kadmi ka zaabta to ummat ko batayiye, Main apke jawab ka muntazir rahunga

  • @nityas2381
    @nityas2381 หลายเดือนก่อน

    Nice edit

  • @nityas2381
    @nityas2381 หลายเดือนก่อน

    Badi achchi tarah samjhaya, Allah ki nusrat muslim ke sath hai

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Ye apne bilkul sahi baat ki hai

  • @alhamdulillahiammuslim2046
    @alhamdulillahiammuslim2046 หลายเดือนก่อน

    Dadhi ke hawale se complete video bana do

  • @alhamdulillahiammuslim2046
    @alhamdulillahiammuslim2046 หลายเดือนก่อน

    Bohat khoob brother

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Thanks for your support

  • @asimabrar4
    @asimabrar4 หลายเดือนก่อน

    JazaakAllah

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Wa iyyakum Keep sharing

  • @asimabrar4
    @asimabrar4 หลายเดือนก่อน

    AWAZ JINN KI LAG RAHI HA.

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Maaf karna ye normal mic ki recording hai, Mere paas professional mic🎤 nahi hai?

    • @alhamdulillahiammuslim2046
      @alhamdulillahiammuslim2046 หลายเดือนก่อน

      😂😂😂

  • @Khanmeer02
    @Khanmeer02 หลายเดือนก่อน

    Masha Allah Mufti Akmal Qadri Madni ❤

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Ye sabhi ulema mashallah hi hain

    • @Khanmeer02
      @Khanmeer02 หลายเดือนก่อน

      @@dawatehaqq7875 Jiska Aqeeda Sahi Hai Wohe Hamare Hai ❤️

    • @Khanmeer02
      @Khanmeer02 หลายเดือนก่อน

      ​@@dawatehaqq7875 Hum Sirf Ulamai Haq Ko Mante Hai❤

  • @ZikraRanebennur-zr1vw
    @ZikraRanebennur-zr1vw หลายเดือนก่อน

    Mashallah kina chha sham jaya hain👍👍

  • @AmusedBakedCustard-fm3er
    @AmusedBakedCustard-fm3er หลายเดือนก่อน

    Mashallah 🥰🥰

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Thanks Keep sharing in your friends

  • @mirali6047
    @mirali6047 หลายเดือนก่อน

    Ek jane ek bath bolte hai ek jane ek bath

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Iss me basic baat kya hai usako samajhiye bas, Sab muslim ulema ke nazdeek pant ko har waqt takano se upar rakhana zaroori hai. Iqhtlaaf sirf isme hai ke namaz me agar kapada takano se niche latak raha hoto, uss kapade ko moda jaaye yaa kaata jaaye yaa yunhi rakha jaaye ... Inn me mujhe abu zaid zameer ji ki baat jyada achchi lagi

  • @truemuslim2308
    @truemuslim2308 หลายเดือนก่อน

    Super collection in one video

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Thanks for your feedback

  • @MetalMarvels385
    @MetalMarvels385 หลายเดือนก่อน

    Allah hain ye hamara yakeen hai, kanha hai ? Jitana jaisa Allah ne bataya hum usko manate hai, usake alawa iski behas me hi nahi padate...

    • @dawatehaqq7875
      @dawatehaqq7875 หลายเดือนก่อน

      Ye apne bilkul sahi baat kahi hai,

  • @MetalMarvels385
    @MetalMarvels385 หลายเดือนก่อน

    So cute and nice