Muhammad Hussain
Muhammad Hussain
  • 198
  • 101 733
CH08-P4/44 : Namaz ka Bayan | Fajar, Zohar, Asr, Maghrib, Isha, Juma, Eid ki Namaz ka Waqt
This is the 3rd session of the 8th chapter (Kitab-us-Salah) from Tasheel-e-Bahishti Zewar. In this session, we will know about:
👉🏻Namaz-e-Fajar ka Waqt
👉🏻Namaz-e-Zohar ka Waqt
👉🏻Namaz-e-Asr ka Waqt
👉🏻Namaz-e-Maghrib ka Waqt
👉🏻Namaz-e-Isha ka Waqt
👉🏻Namaz-e-Juma ka Waqt
👉🏻Namaz-e-Eidain ka Waqt
👉🏻Namazon ke Mustahab Auqat
👉🏻Wah Auqat jinme Namaza padhna Mana hai
👉🏻Naqshon aur Qibla Namaz ka istemal
👉🏻Prayer Timings in Aeroplan
#Tasheel-e-Bashishti-Zewar is a simplified version of Bahishti Zewar by Maulana Ashraf Ali Thanwi RA.
Plz give a 👍🏻(if you liked), comment (for any query or suggestions), Share (for Sadqa-e-Jariyah) and Subscribe(to motivate our work)
มุมมอง: 11

วีดีโอ

CH08-P3/44 : Namaz ka Bayan | Sunan-e-Moakkeda |Awwabeen |Chasht | Tahajjud | Ishraq | Missing Salah
มุมมอง 1814 วันที่ผ่านมา
This is the 3rd session of the 8th chapter (Kitab-us-Salah) from Tasheel-e-Bahishti Zewar. In this session, we will know about: 👉🏻Sunan-e-Mowakkeda ki Fazeelat 👉🏻Awwabeen ki Fazeelat 👉🏻Jahannam se Nijaat ka parwana 👉🏻Chasht ki Fazeelat 👉🏻Jannat me Ghar 👉🏻Namaz Asr se pahle ki 4 Rakat ki Fazeelat 👉🏻Huzur-e-Akram SAW ki Dua 👉🏻Tahajjud ki Fazeelat 👉🏻Namaz-e-Ishraq ki Fazeelat 👉🏻Namaz ka Hukm 👉🏻Aul...
CH08-P2/44 : Namaz ka Bayan | Gunaho ko Mitane wali Cheez | Sabse pahle Hisab | Afzal-Tareen Farz
มุมมอง 48หลายเดือนก่อน
This is the 2nd session of the 8th chapter (Kitab-us-Salah) from Tasheel-e-Bahishti Zewar. In this session, we will know about: 👉🏻Gunaho ko mita dene wali cheez 👉🏻5 Namazon ki misaal 👉🏻Sabse pahle hisab 👉🏻Afzal-Tareen Ibadat 👉🏻Jannat me Dakhila ki zimmedari 👉🏻Tahiyatul wuzu ki fazeelat 👉🏻Noor ka baais 👉🏻Afzal-Tareen Farz 👉🏻Akhri Namaz 👉🏻Afzal Namaz 👉🏻Khusu ke bagair Namaz 👉🏻Akhri Wasiyyat 👉🏻All...
CH08-P1/44 : Namaz ka Bayan | Namaz ki Fazeelat | Deen ka Sutoon | Afzal-Tareen Amal
มุมมอง 50หลายเดือนก่อน
This is the 1st session of the 8th chapter (Kitab-us-Salah) from Tasheel-e-Bahishti Zewar. In this session, we will know about: 👉🏻Namaz ki fazilat 👉🏻Deen ka Sutoon 👉🏻Roshan Chehra 👉🏻Namaziyo ka Martabah 👉🏻Namaz Behayai se rokti hai 👉🏻Qubooliyat Namaz ki Alamat 👉🏻Namaz chori se rok degi 👉🏻Namaz ka Dua ya Bad-dua karna 👉🏻Bada chor 👉🏻Rukoo' wa Sajda sahi na karne walo ki namaz qubool nahi 👉🏻Allah ...
Safar-e-Haj 2024... 3 Baaton ka Zaroor Khayal Rakhein!!
มุมมอง 386 หลายเดือนก่อน
Please Take care of below 3 points: 1. There should be someone (young and healty man) with Old(Zaeef) People. 2. Haji Should have the contact number of an Alim to get guidance (Rahnumai) whenever required. 3. Just make strong Decision/Commitment not to miss any obligatory Prayer Allah Hum sabko ko Hajj ki Sa'adat Naseeb Farmaye! Baar-baar apne ghar ki Ziyart ke lie qubool kare! Hum sabke Gunaho...
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p08 (Khushki ke Janwar ka Shikar karna)
มุมมอง 407 หลายเดือนก่อน
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p08 (Khushki ke Janwar ka Shikar karna)
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p07 (Wajib ka Chhodna)
มุมมอง 77 หลายเดือนก่อน
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p07 (Wajib ka Chhodna)
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p06 (Miya-Biwi ka Khas Talluq)
มุมมอง 187 หลายเดือนก่อน
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p06 (Miya-Biwi ka Khas Talluq)
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p05 (Nail Cutting)
มุมมอง 47 หลายเดือนก่อน
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p05 (Nail Cutting)
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p04 (Hair Cutting)
มุมมอง 47 หลายเดือนก่อน
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p04 (Hair Cutting)
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p03 (Sar aur Face Cover karna)
มุมมอง 67 หลายเดือนก่อน
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p03 (Sar aur Face Cover karna)
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p02 (Sila Hua Kapda Pahnna)
มุมมอง 117 หลายเดือนก่อน
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p02 (Sila Hua Kapda Pahnna)
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p01 (Khushbu ka Istemal)
มุมมอง 117 หลายเดือนก่อน
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p01 (Khushbu ka Istemal)
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p00
มุมมอง 67 หลายเดือนก่อน
Umra-o-Hajj: Ihram Janayat p00
Hajj ke Faraiz-o-Wajibaat aur Mukhtasar Tareeqa
มุมมอง 107 หลายเดือนก่อน
Hajj ka mukammal Tareeqa janne ke liye visit: th-cam.com/video/79LlXKjUhCk/w-d-xo.htmlsi=spk2mV9o8ZdAJ0nH
Umrah- Faraiz-o-Wajibaat aur mukhtasar tareeqa
มุมมอง 87 หลายเดือนก่อน
Umrah- Faraiz-o-Wajibaat aur mukhtasar tareeqa
Lailat ul Qadr
มุมมอง 6810 หลายเดือนก่อน
Lailat ul Qadr
Namaz Qayam Karo
มุมมอง 2510 หลายเดือนก่อน
Namaz Qayam Karo
CH09-P7/7 : Roze ka Bayan | Shab-e-Qadr ki Fazilat | I'tikaaf ka Bayan
มุมมอง 4110 หลายเดือนก่อน
CH09-P7/7 : Roze ka Bayan | Shab-e-Qadr ki Fazilat | I'tikaaf ka Bayan
CH09-P6/7 : Roze ka Bayan | Kaffara aur Fidya ka Bayan | Izafa: Niswar/Inhaler/Injection/etc ka hukm
มุมมอง 2811 หลายเดือนก่อน
CH09-P6/7 : Roze ka Bayan | Kaffara aur Fidya ka Bayan | Izafa: Niswar/Inhaler/Injection/etc ka hukm
CH09-P5/7 : Roze ka Bayan | Makroohaat-o-Mufsidaat ka Bayan (2/2)
มุมมอง 2911 หลายเดือนก่อน
CH09-P5/7 : Roze ka Bayan | Makroohaat-o-Mufsidaat ka Bayan (2/2)
CH09-P4/7 : Roze ka Bayan | Makroohaat-o-Mufsidaat ka Bayan (1/2)
มุมมอง 4211 หลายเดือนก่อน
CH09-P4/7 : Roze ka Bayan | Makroohaat-o-Mufsidaat ka Bayan (1/2)
CH09-P3/7 : Roze ka Bayan | Qaza Roze | Nazar ke Roze| Nafil Roze
มุมมอง 4811 หลายเดือนก่อน
CH09-P3/7 : Roze ka Bayan | Qaza Roze | Nazar ke Roze| Nafil Roze
CH09-P1/7 : Roze ka Bayan | Roze ke Fazail | Roza Kis par Farz hai | Roze ka Waqt
มุมมอง 5011 หลายเดือนก่อน
CH09-P1/7 : Roze ka Bayan | Roze ke Fazail | Roza Kis par Farz hai | Roze ka Waqt
CH09-P2/7 : Roze ka Bayan | Masail realted to :Chand ka Ilm, Sehri aur Iftar, etc
มุมมอง 8611 หลายเดือนก่อน
CH09-P2/7 : Roze ka Bayan | Masail realted to :Chand ka Ilm, Sehri aur Iftar, etc
CH07-P35 : Najasaton ka Bayan (4/4) |Kin chizo se Istinja Kare or Kinse Nahi| Jo Istinja na Kar Sake
มุมมอง 365ปีที่แล้ว
CH07-P35 : Najasaton ka Bayan (4/4) |Kin chizo se Istinja Kare or Kinse Nahi| Jo Istinja na Kar Sake
CH07-P34 : Najasaton ka Bayan (3/4) |Khaal/Haddi ka hukm|Dhobi ki Dhulai|Farsh/Qaleen paak kese kare
มุมมอง 182ปีที่แล้ว
CH07-P34 : Najasaton ka Bayan (3/4) |Khaal/Haddi ka hukm|Dhobi ki Dhulai|Farsh/Qaleen paak kese kare
CH07-P33 : Najasaton ka Bayan (2/4) | Najasat ki Qisme and Najasat ka Hukm
มุมมอง 220ปีที่แล้ว
CH07-P33 : Najasaton ka Bayan (2/4) | Najasat ki Qisme and Najasat ka Hukm
CH07-P32 : Najasaton ka Bayan (1/4) | Najasat ki Qisme and Najasat ka Hukm
มุมมอง 241ปีที่แล้ว
CH07-P32 : Najasaton ka Bayan (1/4) | Najasat ki Qisme and Najasat ka Hukm
Lailatul Qadr | The Night of Decree | The Night of Power | Ramazan Mubarak
มุมมอง 60ปีที่แล้ว
Lailatul Qadr | The Night of Decree | The Night of Power | Ramazan Mubarak

ความคิดเห็น

  • @humairahanif14
    @humairahanif14 5 วันที่ผ่านมา

    JazakaAllah.mera paper hy or mujhy boht rehnumai mili

  • @humairahanif14
    @humairahanif14 5 วันที่ผ่านมา

    MashaAllah

  • @zeenatzeenat4303
    @zeenatzeenat4303 14 วันที่ผ่านมา

    Kitabul haz kaha milega video

    • @RozMarrahMasailFiqhHanafi
      @RozMarrahMasailFiqhHanafi 7 วันที่ผ่านมา

      Kitabul Hajj wala chapter bhi Tasheel-e-Bahishti Zewar me hai.. but not yet recorded. In-sha-Allah! After Ramazan, will try to record some important sessions on this.

  • @aqib8755
    @aqib8755 หลายเดือนก่อน

    Allah ke nek bande , jo gunah se bachta ho , wali kehlara h

  • @xyz-i8i
    @xyz-i8i หลายเดือนก่อน

    Assalamualaikum wa rahmatullahi wa Barakatu Ustad ji Mai aapke lectures se bahishti zewar parh rha hun. Mashallah bohot achi lectures hain Aapse guzaarish hai jo masail thori lambi ayengi aur confusion wali hon to unhe thora deeply explain kiya jaye.. Aur ek hafte me kam az kam 2 lectures laane ki koshish karein Jazakumullah khair

  • @NabeelaNazz
    @NabeelaNazz หลายเดือนก่อน

    Bg bilkul sahi furmaya

  • @ZikraShaikh-kc9wf
    @ZikraShaikh-kc9wf หลายเดือนก่อน

    Assalamualaikum warahmatullah wabarakatahu...bahut acha smjh aaya alhamdulillah... kitabus salah bhi mukammal samjhaiye ... jazakallah hu khair

  • @ZikraShaikh-kc9wf
    @ZikraShaikh-kc9wf หลายเดือนก่อน

    Asalamualaikum warahmatullah wabarakatahu... bahut hi acha samjh aaya alhamdulillah...allah paak apko deen duniyaa ki kamiyaabi ata farmaye

  • @ZikraShaikh-kc9wf
    @ZikraShaikh-kc9wf หลายเดือนก่อน

    Asalamualaikum warahmatullah wabarakatahu...bahut ache se smjh aaya alhamdulillah

  • @ZikraShaikh-kc9wf
    @ZikraShaikh-kc9wf หลายเดือนก่อน

    Asalamualaikum warahmatullah wabarakatahu...bahut acha samjh aaya alhamdulillah

  • @ZikraShaikh-kc9wf
    @ZikraShaikh-kc9wf หลายเดือนก่อน

    Asalamualaikum warahmatullah wabarakatahu...bahut acha apne bahut achi tarike se explain kiye ...Hamra paper h hum padh rahe the bahut hi wa'aze toar pr smjh aaya alhamdulillah

  • @ShahidBaba-i2f
    @ShahidBaba-i2f หลายเดือนก่อน

    Mashallah ❤❤❤❤❤

  • @IffatFatimaUbaidulhaque
    @IffatFatimaUbaidulhaque หลายเดือนก่อน

    Bohot acha samjhaty hain.

  • @IffatFatimaUbaidulhaque
    @IffatFatimaUbaidulhaque หลายเดือนก่อน

    Allah aap ko bohoooooot jazakillah e khair dy

  • @haroonrajdhani4196
    @haroonrajdhani4196 2 หลายเดือนก่อน

    Bahut shukriya❤

  • @Afreen-ti3du
    @Afreen-ti3du 2 หลายเดือนก่อน

    Assalamualaikum Mujhe ape se ek sawaal puchna thaa ki kisi ko ek din blood Aaya or dusre din white discharge Aaya tou dusra din haiz mai shamil hoga kya bata digye please

  • @muslimah350
    @muslimah350 2 หลายเดือนก่อน

    Dua Krna chahiye

  • @rukhsaralishah641
    @rukhsaralishah641 3 หลายเดือนก่อน

    Rui aur tissue paper kaise dal payenge aise surakh me 😢

  • @bollyhitmovies6496
    @bollyhitmovies6496 4 หลายเดือนก่อน

    mujhe ye kitab mil nai rahi mere shehr men aap leke bhejo paise send karta ho

  • @rukhsaralishah641
    @rukhsaralishah641 5 หลายเดือนก่อน

    Masha ALLAH bahot umda

  • @QariSultanShah
    @QariSultanShah 5 หลายเดือนก่อน

    کہاں سے ملے گی

  • @AyeshaAmeer-r5w
    @AyeshaAmeer-r5w 5 หลายเดือนก่อน

    1. Dajaal ko qatal krny k leay Asmaan sy hazrat Isa alaihis salam nazil hon gy 2. Jannat mn sab sy bari naimat "Allah taala ka deedar" h 3. Shirk asa gunah h jis ki koe maafi nahi

  • @AyeshaAmeer-r5w
    @AyeshaAmeer-r5w 5 หลายเดือนก่อน

    Allah pak ap ko is ka ajar day aur hamain is per ammal krny wala bnay Ameen sumameen ✨🤲

  • @zeenatzeenat4303
    @zeenatzeenat4303 6 หลายเดือนก่อน

    Chapter 8 ka video bnate toh hamare liye bahut aasani hoti ( tasheel beshti zebar cap: 8)

  • @zeenatzeenat4303
    @zeenatzeenat4303 6 หลายเดือนก่อน

    Beshti zebar kitabut salah start kare na hazrat apke beshti zebar ke sare video dekhe bahut hi accha samjhate hai allah apko ajar de iska

    • @RozMarrahMasailFiqhHanafi
      @RozMarrahMasailFiqhHanafi 5 หลายเดือนก่อน

      Ameen!! In-sha-Allah! Jald hi start karenge..! Masroofiyat zyada hi hai..! Allah asani ka muamla kare!!

    • @zeenatzeenat4303
      @zeenatzeenat4303 4 หลายเดือนก่อน

      Aameen

  • @zeenatzeenat4303
    @zeenatzeenat4303 6 หลายเดือนก่อน

    Ma sha Allah

  • @UmmeSalmaSalma-j1e
    @UmmeSalmaSalma-j1e 6 หลายเดือนก่อน

    ❤Mashallah ❤

  • @shamizawar6837
    @shamizawar6837 6 หลายเดือนก่อน

    Last Jo Apne bataya namaze nawafil or sunnat namaze kecbaadh ijtima duaa Nahi parni chahye please samjae Iska MATLAB jazak Allahu khaira

    • @RozMarrahMasailFiqhHanafi
      @RozMarrahMasailFiqhHanafi 6 หลายเดือนก่อน

      Maslan! Agar Isha ki Farz Namaz ke baad koi Announce karta hai ke Baqiya namaz (sunnat/witra/nawafil) ke baad Ijtimai Dua hogi! to Aisa karna Durust nahi...!! Agar aap specific time bata dein is session ka jo confusing ho to most welcome!!!

  • @Rizwana1
    @Rizwana1 6 หลายเดือนก่อน

    1_Dajjal ko katal karne ke liye aasman se hazrat Isa alaihis salam aayenge 2_ Houzz e kosar ka pani Jo jannat me milega 3_ Allah ke sath shirq karna is gunaah ki maafi nahi

  • @zeenatzeenat4303
    @zeenatzeenat4303 7 หลายเดือนก่อน

    Ma sha Allah

  • @zeenatzeenat4303
    @zeenatzeenat4303 7 หลายเดือนก่อน

    Bahut acha samjhaya 😊

  • @zeenatzeenat4303
    @zeenatzeenat4303 7 หลายเดือนก่อน

    Ma sha Allah 😊

  • @zeenatzeenat4303
    @zeenatzeenat4303 7 หลายเดือนก่อน

    Ma sha Allah jazakallahu Khairan kaseera

  • @Itz.fatima.0304
    @Itz.fatima.0304 7 หลายเดือนก่อน

    جزاك الله خير

  • @aimansheikh1263
    @aimansheikh1263 8 หลายเดือนก่อน

    Jazakallah khair

  • @AmrinSultan-jd6lm
    @AmrinSultan-jd6lm 9 หลายเดือนก่อน

    Jannat me sabse badi nemat allah tala ka deedar h sabse bada gunah shirk or kufr h hazrat iisa alyhi asslam

  • @Lawacademyyt
    @Lawacademyyt 10 หลายเดือนก่อน

    ASALAMULAYKUM BHAI BAQI VEDIOS B UPLOAD KARAY

    • @RozMarrahMasailFiqhHanafi
      @RozMarrahMasailFiqhHanafi 10 หลายเดือนก่อน

      Wa-Alaijumus-Salam!! Chapter #1 through #7 and chapter #9 uploaded hai.. Next month ek chota sa Video upload hoga about Haj In-Sha-Allah..!, Aur thoda waqfa hoga.. Muharram ke mahine sessions start hone In-Sha-Allah! Jazak-Allah!

  • @knowledgehub1603
    @knowledgehub1603 10 หลายเดือนก่อน

    Allaha app ko lambi umar aur zyda sa zyda kamyabi da I'm an scientists and loves ur thought I'm just 21 yrs old

  • @aamirkhan2597
    @aamirkhan2597 10 หลายเดือนก่อน

    Sir aage k chapter bnaiye . Inshallah

    • @RozMarrahMasailFiqhHanafi
      @RozMarrahMasailFiqhHanafi 10 หลายเดือนก่อน

      Wa-Alaijumus-Salam!! Chapter #1 through #7 and chapter #9 uploaded hai.. Next month ek chota sa Video upload hoga about Haj In-Sha-Allah..!, Aur thoda waqfa hoga.. Muharram ke mahine sessions start hone In-Sha-Allah! Jazak-Allah!

  • @mominasma1181
    @mominasma1181 11 หลายเดือนก่อน

    Asslamu alaikum.. Muje urdo nahi aati hai.. But aap k video k vajaise muje bhut malomat mil rahi hai bhut bhut sukriya

  • @MSinddiqui
    @MSinddiqui 11 หลายเดือนก่อน

    Walekum assalam

  • @MSinddiqui
    @MSinddiqui 11 หลายเดือนก่อน

    Aameen

  • @faizahmed6107
    @faizahmed6107 11 หลายเดือนก่อน

    Mashallah you are doing great job, Allah bless you with great rewards.

  • @adonis0707
    @adonis0707 11 หลายเดือนก่อน

    Alhamdulillah ❤

  • @AmeerHamzaMirza-fd5re
    @AmeerHamzaMirza-fd5re 11 หลายเดือนก่อน

    Bro Koi islami wattsap group h AP k to please Link dejye

    • @RozMarrahMasailFiqhHanafi
      @RozMarrahMasailFiqhHanafi 11 หลายเดือนก่อน

      Assalamu Alaikum. What kind of Islamic group you wake to get added? Masail related question/answer? Jaha aap masail/question pooch sakte hein

    • @AmeerHamzaMirza-fd5re
      @AmeerHamzaMirza-fd5re 11 หลายเดือนก่อน

      @@RozMarrahMasailFiqhHanafi g Bhai jis m Islamic video clips ate h agr group h to please Link drjye

  • @abdullah.hashir407
    @abdullah.hashir407 ปีที่แล้ว

    Assala mo alikum mujhe apse ak sawal pochna hai plz mujhe jawab dedijiyega me bohat pareshan. Ho mujhe 4 sal se dus din se zada haiz ata hai 5 ya 6 din jis tarah bloding Hoti hai usi tarah Hoti he us k bad kabhi brown aur kbhi Matti k colour distarge hota hai is sorat me Mai kabse namaz shru krun Kyu me Meri adat dus din se zada Hoga hai dus ka intezar krun ya jab se bloding band hojae aur brown Pani ho to namaz shuru kardun barae Kara. Meherbani farmaiye mujhe iska ha baadijiye me bohat pareshan rhti ho

    • @RozMarrahMasailFiqhHanafi
      @RozMarrahMasailFiqhHanafi 11 หลายเดือนก่อน

      Wa-alaikum-us-Salam wa-rahmatullahi wa-barakatuhu Apko last time, 10 din ya isse kam ka haiz kab aya tha aur kitne dino ka? May Allah swt make it easy for you!

    • @abdullah.hashir407
      @abdullah.hashir407 11 หลายเดือนก่อน

      Mujhe yad nhe 4 sal hogae hn aur is month mujhe musasal blood arha hee 15 din se

    • @abdullah.hashir407
      @abdullah.hashir407 11 หลายเดือนก่อน

      Mujhe is month 1ko periods aye the aj14 hai par mujhe abhi tak brownish discharge horha hai mujhe smjh nhe arha k mere lye namaz ka kya hukum hai Ramzan bhe arhe hain roze kis tarha rakhun àllah pak apko jazaye kher ata Karen apne Meri bat ka jawab dya dil se apk lye duaen hn

    • @abdullah.hashir407
      @abdullah.hashir407 11 หลายเดือนก่อน

      Sir possible hai to koi watsap number dedijiye jis se apse rabta hojae 🙏plzz

    • @RozMarrahMasailFiqhHanafi
      @RozMarrahMasailFiqhHanafi 11 หลายเดือนก่อน

      @@abdullah.hashir407 I am sorry to get late. I am really worried about you... Aap 11th day se Namaz padhna start kar dein q ke haiz 10 dino se zyada consider nahi kiya jata.. Aur apke is mas'ale me thodi tafseel hai thoda time lag sakta hai complete jawab me. Kya aap bata sakte hein ke apke paaki ke kitne din hote hein 2 haiz ke darmiyan..? Mein apna number abhi public nhi kar sakta! Sorry for that...! I Will look for another option to have vocal interaction. Allah apke lie asani ka muamla kare!

  • @footballersgang9271
    @footballersgang9271 ปีที่แล้ว

    ✅️

  • @NaazMalik9106-ru4hx
    @NaazMalik9106-ru4hx ปีที่แล้ว

    ❤❤❤

  • @iramrahemeen279
    @iramrahemeen279 ปีที่แล้ว

    1.jo Allah ki ibadat karta he ,gunaho se dur rehta he ,. duniyadari me dil nhi lagta apne nafs ki khwaisho se Bach rehta .2.turat.3.munkar naker

  • @stepup308
    @stepup308 ปีที่แล้ว

    Sir mujhy AP kanumber chahyay plz