- 11
- 129 399
Washing machine wala YouTuber
เข้าร่วมเมื่อ 16 มี.ค. 2016
Aap sab Ka ak chota support hamare liye bahut bada support hai dhanyawad 🙏🙏
วีดีโอ
wasing machine solution 5 tips
มุมมอง 2272 ปีที่แล้ว
washing machine me vaibration issue hai 5 tips hai solution ke machine ok ho jaye ga
360 bloom wash pro plus 10.5 kg installation and demo full
มุมมอง 4.8K2 ปีที่แล้ว
360 bloom wash pro plus 10.5 kg installation and demo full
Double door refrigerator Ka demo asani se Sikh sakte hai
มุมมอง 373 ปีที่แล้ว
Looking wise super frize
Whitemagic royal 6kg installation demo
มุมมอง 28K3 ปีที่แล้ว
White megig royal good look and super model wasing machine
Washing machine me 450 apna kayshe bachaye
มุมมอง 4613 ปีที่แล้ว
Agar machine Pani Nahi le Raha hai to aap ko kya Karna hai
Whirlpool 360 bloom wash ashani se demo sikhe
มุมมอง 70K3 ปีที่แล้ว
Video Pasand aye to like subscribe jarur kare
whirlpool Stainwash ultra wasing demo
มุมมอง 2.1K3 ปีที่แล้ว
Meri tarf se aap sab ke liye AK chota support
Same model mein agar child lock lagta hai to kaise open kar sakte hain
@@aliheavenrose5200 jayshe aap child lock lagate hai same vahi bottan 4 second press kar ke rakhe child lock open ho jaye ga
P01 me garam paani nahi aa raha sir. Help karein
@@beenarajput7202 p1 me garam Pani ke liye sister aap ko hot water select karna pade ga fir garam Pani hoga
@ thank u for replying sir. Garam pani first tub fill me aata hai ya wash hone ke baad jab refill hota hai tab aata hai
@@beenarajput7202 first fill water me he Pani garam hota hai garam Pani ata nahi hai niche se garam hota hai machine ke niche hetar laga rahta hai
@ samajh gayi. Thank you so much for replying. Really helpful 🙏🏻🙏🏻
@@beenarajput7202 dhanyawad sister
Please answer me
Garam pani aata hi nhi set karne pr bhi
Bhaut helpful video meli ye mujhe🎉
@@RahulPanda-r1p dhanyavad bhai
Sab log function batha rahe hai lekin washing karke koi nahi dikhara
Sock and wash hone k bad machine se pani bahar jata hai ....ya fir machine ko rines and dry pr set kr de
Water level ko kaise set kre manual se autofill par nsi ho rha or Plz0rtime kam karna 0r jyada karna ho to vo bhi btaye llzjaldi btayega
Why it do not start without detergent in the detergent trau?
Detergent box ek hi open h dusra kese open hoga plz btaye
Ak he side detergent box ata hai bhai dusre side suport ke liye deya hai usme kuch nahi hota hai
Sir big blanket ka option aapane bataya hi nahin kaun se option mein dhulna hai
Add 1 cup dikha rha h
Aap ko 1 cup detergent powder dalna hai
need help
Kya pani bhr jane pr apne aap wash krne lgega
Main new washing machine 7 kg ka liya hu mujhe clear nhi smjh me aa rha kaise chlega chalu krne pr pani bhrne lgta h
Ji chalu karne pe pahle machin pani lega pura fir wash hoga automatic
Sir ji mere machin Pani bhar nhe nikal rhe hi me Kiya karu kirpa karke batane ka kast kare
Bhai aap spin .dry only karke start kar de pani sab nikal Jaye ga
P.11 buttom ka matalb dry
Ji
Hello
मेरी मशीन बहुत ज्यादा टाइम le Rahi hai 1.45मिनिट
Same model hai agar time jada lag raha hai to aap ke yaha Pani ka force slow hoga
Sir white clothes clean nahi horahe hain kya karey
Bhai p4 white program select kar ke use karo clean hone Lage ga
Woollen program ka time kaise set krnge ??
Woolen ka program selact kar ke start kare auto time aa Jaye ga
Mere pass bhi hai puri Bekar machine hai
Bro screen on krte tym kuch sec. Me apne aap off on hone lgti h .....iska solution btay plz ?
Bhai usme p.c.b ka problem hai aap ke pass a medel hoga wasing machine 3 year warranty ati hai company me complan ragister karaye free me ho jaye ga
How to make manual to auto fill please reply me
Samjha nahi Mai aap ko kya problem ho rhi hai detail me bataye
Bhaiya humne abhi new machine liya hai but on karne se khali water hi girra he
Problem kya hai bhai
Bhaiya isme only spin (dry ) krna ho toh kaise select kre option
Bhai aap ko 6 sance ko tuch karna hai spin only pe Jana hai start kar Dena hai dry only ho Jaye ga pura video dekho aap pata chal Jaye ga usme sab batya hu
Sar yah machine maine bhi Li hai jab mein isko stainwash program per chalata hun tu yah machine shok option per 50 minute chalne ke bad iski timing ruk jaati hai aur wash option per nahin jaati hai aur machine sirf shok option per hi chalti rahti hai aage bhi nahin badhati hai kya iski programming mein kuchh aisa hai ki yah ek hi option per 50 se 60 minut chalti rahe aur dusre option per Na jaaye please reply
Sir mat bolo dost ya bhai bolo chale ga . Aap ke machine me p.c.b ka problem hai bhai o change Karo ge sahi ho jaye ga
A machine me 3 years ke warranty ate hai warranty me hoga to to free me ho jaye ga aap ka
@EarwaliBaaji itna time Lage ga bhai nahi to aap ko same model ka inverter machine ata hai o lena chahiye usme time Kam lagta hai 48 minutes lagta ha
@EarwaliBaaji bhai whirlpool me shok time hota hai othar brand me shok nahi hota clear hai time to Lage ga nahi to aap express wash use Karo 20 minutes Kam ho Jaye ga
Good❤❤
Dhanyawad sardar ji
Is washing machine me kapde saaf nahi ho rahe h... Kya karu??
Water lavel Full kijiye aur ditergent powder change kare nahi to belt dhela ho gaya hoga
Power voltage flucation solution pls sir
Plug point issue ho sakta hai agar plug point sahi hoga to aap ko main p.c.b change karna pade ga tabhi sahi hoga
Express wash kitna round paani legi
Express wash me 2 time Pani leta hai aur dally me 3 times Pani leta hai
@@rstechnical6191 thank u sir
Koi plz batayena kya ye machine teen baar paani se kapde dhoti hai ya sirf do paani se dhoti hai????
3 times Pani leta hai machine
@@rstechnical6191 thank u sir 😊
Dry nhi ho Raha mashin .e
Sayad usme break ka problem hoga change karne pe sahi ho jaye ga
Kya es machine m vibration bahut hota h kya? Specially spinning/dry me?
Ha hota hai pulsetar change ho jaye ga fir vaibration nahi kare ga
Mere pas v same 9.5 kg whirlpool washing machine h,.2 sal k pehle hi, dry problem aarhi h, or shake bahut jyda hota h, mene machine k 4 suspension change krwa diye h, or pcb board v change krwa diye h, but problem avi v shame h, machine dry ni krti or Pani lene lag jati h automatically,
Usme bhai break aur pulsetar dalna pade ga sahi ho jaye ga
P.c.b dalne se sahi nahi hoga
Why bleach option, there is no water supply?
Bahut pasand aayi aapne kitne achhe se samjhaya hai
Dhanyawad ji
Sir., Agar hum washing ki 4th process (means dry wali process) machine me naa karke ., kapdo ko 3rd process complete hone pr bahar nikaal le ., toh kya koi problem hogi ? means jo gndaa paani hai kya vo nikal jaayega yaa saari process ka karwana jaruri hai ? Please reply
Ji Bhai aap kar sakte hai koi problem nahi hai jo Ganda pani ruka hai usko nekalne ke liye aap (spin only ) kar dijiye sab Ganda pani nikal jaye ga
Pura proses nahi karna hai kapda nikal ke spin only kar dijiye sab Pani nikal jaye ga
@@rstechnical6191 Sir., Machine me spin only ka toh koi button nahi hai.., maine yahi machine kharidi hai lekin usme spin only ka button nahi hai.., Please reply sir 🙏
Spin only ya dry only likha hoga Program p.7 hoga
@@rstechnical6191 Ji Sir.,, P10 prr dry only likha hai.., Usi ko press karne se saara gndaa paani nikal jaayega na? Please 🙏 Reply
isme kapde dhone k bad pani ek bar change b hota hai? ya bas last mein nikalta h pani rinse k time?
Machine 3 bar Pani leta hai aur nekalta hai
@@rstechnical6191 Ok thanks, meri machine mein aisa nhi ho rha. Iske liye kuch setting krni padti h?
Ji nahi koi sating nahi hoti hai machine me problem hoga fir
Great explanation bhai ...🔥
Thanks bhai
Bekar h bilkul koi na le
fhir konse lu btao
under Pani bahar karne ke liya kon sa function use karna padega
Spin ya dry only kar dijiye aap drum ka sab Pani nikal jaye ga
Where is softener dispenser?
A model me softener dispenser nahi ata hai agar aap ko softener dalna hai rins time me direct drum me aap softener dal sakte hai
Sir ji hamare idhar abhi pani ka problem chal raha hai to machine ko pous karke Pani upar se dal sakte hain kya
Dal sakte hai dhyan se dalna hai Push mat kariye chalu machine me pani dale Pani ka lavel pura hone pe beep ke avaj aye gi samjho Pani le chuka hai
@@rstechnical6191 thank you sir
paani ni aaraha hai....filter bi clean hai....fur bi water machine me ni aaraha hai
Inletwal ka problem hai change kar dijiye sahi ho jaye ga
Ye bta dijiye ki bahr se ye halki h teeno trf se
Samjha nahi aap kya puchna chahte ho
Ha body week rahta hai patre jaysha rahta hai
Heavy cloth ko only wash karna hoga to kis program ko select karna hoga
Only wash ka problem select kare aap
Agar machine pani nhi le rha h... To check water wala red light kitne time m jalega?????
Jab inletwal hit ho jata hai tab red light ata hai
Niiiice
Bhaiya, koi iron guard milta hai whirlpool se?, plz bataye
Samjha nahi bhai detail me batae thoda
@@rstechnical6191 matlab pani ko filter karne keliye kuch milta hai
Ha calistrat hota hai
Price please