- 527
- 1 304 045
Wayne Q5
United States
เข้าร่วมเมื่อ 7 พ.ค. 2013
Multicultural Channel
วีดีโอ
Aayat Dance 🇮🇳 Indian Classical Movements
มุมมอง 25528 วันที่ผ่านมา
Indian dance movement by www.Shereenladha.com/roots Love This Dance Movement and Song. Check out Bollywood Movie Bajirao Mastani
Patti Austin 🇺🇸 Smoke Gets in Your Eyes
มุมมอง 1.5K28 วันที่ผ่านมา
Patti Austin 🇺🇸 Smoke Gets in Your Eyes
Mastana 🇹🇹 2008 #4 Neela's School Of Dance.
มุมมอง 24728 วันที่ผ่านมา
Mastana Bahar 2008 2nd Semi Final
Mastana Bahar 🇹🇹 The Diamond Village Dancers
มุมมอง 437หลายเดือนก่อน
Mastana Bahar 🇹🇹 The Diamond Village Dancers
Mastana 🇹🇹 Bahar Miss Naturally Queen Fair Segment 2004.
มุมมอง 180หลายเดือนก่อน
Mastana 🇹🇹 Bahar Miss Naturally Queen Fair Segment 2004.
Anand Yankaran 🇹🇹 Starlite Pavilion 2015
มุมมอง 948หลายเดือนก่อน
Anand Yankaran 🇹🇹 Starlite Pavilion 2015
Kenneth Supersad 🇹🇹 A Tribute to Sham.
มุมมอง 2.1K3 หลายเดือนก่อน
Kenneth Supersad 🇹🇹 A Tribute to Sham.
Love The Old Trinidad & Tobago Television
มุมมอง 1.6K3 หลายเดือนก่อน
Love The Old Trinidad & Tobago Television
Shilpa Shetty at Nassau Coliseum NY 1999
มุมมอง 5146 หลายเดือนก่อน
Shilpa Shetty at Nassau Coliseum NY 1999
Superb
THANK YOU OUR MIGHTY>>>MIGHTY>>>MIGHTY>>>FATHER>>>SON>>>HOLY SPIRIT<<<JESUS CHRIST<<<KING OF KINGS & LORD OF LORDS>>>!!!.PERIOD.!!!.
THE WAY>>>THE TRUTH>>>THE LIFE<<<WILL N.E.V.E.R. LEAVE OR FORSAKE>>>HIS PEOPLE>>><<<E.V.E.R.>>>!!!.
<<<SABOTAGE WITHIN>>>THEY ARE A HOUSE DIVIDED<<<IN COMPLETE DISSARRY>>>!!!.
GOD BLESS ISRAEL~AMERICA<<<AND ALL GOD FEARING PEOPLES>>>!!!.
OUR MIGHTY>>>MIGHTY>>>MIGHTY LORD & SAVIOR <<<JESUS CHRIST F.I.G.H.T.S. FOR US>>>!!!.
<U.S.>A.>>>MORE OF US>>>THAN THEIR IS OF THEM>>>WHAT MAKES< A.M.>E.R.I.C.A>>>SEE IT>>>WHO IS >>>WITHOUT<<<I AM>>>OUR ALPHA & OMEGA IS IN FULL CONTROL<<<NOT BTHE FEEBLE HAND OF MAN<<<BUT GOD>>>!!!.
WHILE THEY DOUBLE DOWN ON LIES<<<WE TRIPLE DOWN ON FAITH & PRAYER>>>!!!.
A.M.E.N.>>>A.M.E.N.>>>A.M.E.N.>>>ITS ALL IN GODS TIMING<<<TREASONIST TRAITORS ON BOTH SIDES>>>HAVE NO PLACE TO HIDE>>>TURN TO GOD & REPENT& BE SAVED!!!.
WHO IS>>>WITHOUT<<<I AM>>>BUCKLE UP<<<FOR THE REAL SHIFT SHOW>>>!!!.
JULIE<<<YOU ARE A JEWEL<<<TURN A BLIND EYE & NO EAR>>><<<TO ANY & ALL HATERS>>>!!!.
<<<THEY ARE A HOUSE DIVIDED<<<IN DISSARRAY>>>WITH NO PLACE TO HIDE>>>THEY CAN NOT PARDON <<<THE TRUTH>>>!!!.
<<<REAL SHIFT SHOW TIME>>>BUT GOD>>>!!!.
GOD BLESS ISRAEL & AMERICA<<<WITH ALL GOD FEARING PEOPLES>>>!!!.
Michael, thanks for bringing this to my attention ❤
Oh my God, this features a part of my semi final dance on Mastana Bahar from ages ago. Thank you so much for sharing. I lost all my videos of these performances. the quality is not all that but the memories it brings back are pure. Bless your heart.
ALL GLORY TO YOU OUR MIGHTY>>>MIGHTY>>>MIGHTY FATHER<<<LORD & SAVIOR JESUS CHRIST>>>!!!.
IF THEY WOULD JUST REPENT<<<AND TURN TO GOD>>>!!!.
CRAZY THING IS <<<THEY HAVE NO FEAR OF GOD>>>!!!.
WHO IS>>>WITHOUT<<<I AM>>>BUCKLE UP OH SLEEPERS>>>!!!.
LUNATIC LEFT <<<IN FULL PANIC MODE>>>NO PLACE TO HIDE >>>!!!.
YOU CAN NOT<<<PARDON THE TRUTH>>>!!!.
A.M.E.N.>>>WHO IS >>>WITHOUT<<<I AM>>>BUCKLE UP OH SLEEPERS>>>!!!.
Film: Dil apna aur preet parai (1960), Singer: Lata Mangeshkar Lyrics: Shailendra, Music Directors: ShankarSingh RamSingh Raghuvanshi, and Jaikishan Dayabhai Panchal . (ĀĪŪƐṛāīūḥɛ) 0. Ajīb dasatān hai ye, kahā’ shurū kahā’ khatam. Ye manzile’ hai kaun sī nā, vo samajh sake nā ham. (Ref) Ajīb dasatān hai ye, kahā’ shurū kahā’ khatam. Ye manzile’ hai kaun sī nā, vo samajh sake nā ham. Quite an odd tale is this - how it ends, the way it seem to begin. Sort of junctures it arrived, I can’t fathom, nor can you, it seems. 1. Ye roshanī ke sāth kyo’, dhuā’ uthā chirāg se. (2) Ye khwāb dekhatī hū’ mai’, ke jag paṛī hū’ khwāb se.(Ref) Why along with the glow of light, is there a mist too around the lamp? What dream am I now encountering, haven’t I awaken from the nap? 2. Mubārake’ tumhe ke tum, kisī ke nūr ho gaye. (2) Kisī ke itane pās ho ke, sab se dūr ho gaye. (Ref) Compliments to you, of course - you made it as someone’s beloved. Grew this close to one individual, everyone else has become faded. 3. Kisī kā pyār leke tum, nayā jahā’ basāoge. (2) Ye shām jab bhī āyegī, tum ham ko yād āoge. (Ref) Carrying someone hand-in-hand, you make now a new safe-heaven. Whenever this evening will come, I will pay an ode of remembrance. .
Classic so perfect for all the generations. Thanks for posting this video.
Soo hot, enjoying this! Calor====They band doing a great job too
0. I'm going to a mātikor, to see the ladies fête (party). (2) They will fête so much, they will all lose their breath. (2) I'm going to a mātikor, to join the ladies fête. (Aṛāūī) (Ref A) Mātikor night, is for ladies to break out & play. (3) They do not really care, what anyone will say. (2) Mātikor night, is for ladies to break out and play. (Ref B) Ab patthar mor, kahī haiyā na hangavā, bhuīyo hī re. (3) Ab bhuīyo re, bhuīyo re, bhuīyo hī re. (2) Arre patthar mor, kahī haiyā na hangavā, bhuīyo hī re. (2) 1. When they go to dig the soil, the tāssā will play. (3) As soon as they're finished, they will all get away. (2) (Ref A) 2. They go back to the tent, and they'll still be dancing. (3) They're all telling the tāssā vālā, don't stop playing. (2) (Ref A ,B) 3. While the haldī is going on, they're singing for the bābā. (3) They're all telling him, he came only for the dakshanā. (2)(Ref A) 4. When the bābā's (priest was) gone, the ladies broke away. (3) They're all singing and dancing, and making their play.(2)(Ref A, B) .
❤❤
My amazing grandfather! ❤
Movie: Tum se achha kaun hai (1969), Singer: Momammed Rafi, Lyrics: Hasrat Jaipuri, Music Director/Comp: Shankar-Jaikishen. 0. Janam janam kā sāth hai nibhāne ko; sau sau bār maine janam liye. Pyār amar hai duniyā me'; pyār kabhī nahī' martā hai. (2) Maut badan ko ātī hai, rūh kā Jalvā, rehtā hai. Janam janam kā sāth hai nibhāne ko; sau sau bār maine janam liye. For keeping your company from one birth to another, a hundred times I took birth. Love is immortal in the world, love never dies. Death comes to the body; the soul’s manifestation abides! A hundred times I took birth; keeping your company from one existence to another. 1. O Shehzādī sapno' kī; itnī tū hairān nā ho. (2) Mai' bhī terā sapnā hū'; jān mujhe, anjān nā ho. Janam janam kā sāth hai nibhāne ko; sau sau bār maine janam liye. O dream princess (queen of my drems), don’t be so perplexed. I, too, am your dream; knowingly please don’t ignore me! There are many lifetimes for us to share together, I've been born a hundred times for you. 2. Tū manzil mai' rāhī hū'; ik din tujh ko pāūngā. (2) Kaun mujhe ab rokegā; har dam yū' hī āūngā. Janam janam kā sāth hai nibhāne ko; sau sau bār maine janam liye. You are the destination and I am the traveller; one day I’ll be with you. Who is there to stop me now? Thus, I had come every time. A hundred times I took birth; keeping your company from one existence to another. .
❤❤❤
Always 1989
❤❤❤❤❤
Film: Bajirao Mastani (2015), Music: Sanjay Leela Bhansali, Singer: Arijit Singh, Lyrics: A.M. Turaz and Nasir Faraaz. 0. Tujhe yād kar liyā hai (2), āyat kī tarah. Kāyām tu ho gayī hai (2), rivāyat kī tarah. Tujhe yād kar liyā hai. (ĀĪŪƐṛāīūḥɛ) Marne talak rahegī (2), tū ādat kī tarah. Tujhe yād kar liyā hai (2), āyat kī tarah. I’ve memorized you, like a holy verse (from the Qu’rān). You have been established, like a sacred revelation. You have been memorized (learnt by heart). Till the moment I die, you'll remain like a habit of mine. I’ve memorized you, like a holy verse (from the Qu’rān). 2. Ye terī aur merī, mohabbat hayāt hai. Har lamhā isme jīnā, muqaddar kī bāt hai. Kehatī hai ishq duniyā jise (2), merī jān-e-man; Is ek lafza me’ hī chhupī qāyanāt hai. Yours and mine, this (special) love of ours is life. Living every moment in it, is just because of good luck. The thing the world calls as love, O love of my heart; is a world hidden inside just this single word. 3. Mere dil kī rāhato’ kā tū, zariyā ban gayī hai. Terī ishq kī mere dil me’, kaī Eid man gayī hai. Tera zikra ho rahā hai (2), ibādat kī tarah. Tujhe yād kar liyā hai (2), āyat kī tarah. For the peace of my heart, you've become the way. My heart has celebrated, many Eids (festivals) of your love. You are being remembered, like a ritual in worship. I’ve memorized you, like a holy verse (from the Qu’rān). .
Just wonderful nice voice I am from la romaine via San Fernando
Talk about the cream of the crop when it comes to Taan- Classical singing/ Chutney. The late Haniff Mohammed (1933-2006) & Budram Holass (1954-2023). Icons in the classical genre of music in Trinidad 🇹🇹.
Isaac Yankarran (1932-1969) was 37 when he died, not 35. That’s misinformation. Rest In Peace Anand Yankarran (1965-2017).
Film: Jab Jab Phool Khile (1965), Singer: Lata Mangeshkar, Lyrics: Anand Bakshi, Music Director: Kalyanji and Anandji. 0. Yeh samā samā hai yeh pyār kā, kisī ke intezār kā; dil nā churā le kahī’ merā mausam bahār kā. (ĀĪŪƐṛāīūḥɛ) (Ref) Yeh samā samā hai yeh pyār kā, kisī ke intezār kā; dil nā churā le kahī’ merā mausam bahār kā. This is the weather of being (for falling) in love; this is the weather of waiting for someone. This season of Spring might steal my heart. 1. Basane lage ā’kho’ me’ kuchh aise sapane; (2) koī bulāye jaise naino’ se apane, naino’ se apane. (Ref) Dreams are (already) settling in my eyes; it is like someone is calling me from his eyes. 2. Milke khayālo’ me’ hī apane balam se; (2) nīnd gawa lī apanī mai’ne kasam se, mai’ne kasam se. (Ref) After meeting with my beloved in my thoughts; I swear, I have (completely) lost my sleep. 3. Mai’ to hū’ sapano’ ke rājā kī rānī. (2) Sach ho nā jāye yeh jhūthī kahānī, jhūthī kahānī. (Ref) I am the queen of my king of dreams; but this false story might become true. .
Film: Mohabbatein (2000), Singers: Udbhav, Manohar Shetty, Ishaan, Shweta Pandit, Sonali Bhatawdekar, Pritha Mazumdar; Lyrics: Anand Bakshi, Music Drector: Jatin-Lalit. 0.(Ref) Pairo’ me’ bandhan hai (2), pāyal ne machāyā shor. Pairo’ me’ bandhan hai, pāyal ne machāyā shor. Sab darwāze kar lo band (2), dekho āye āye choṛ. Pairo’ me’ bandhan hai. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) Toṛ de sāre bandhan tū (2), machane de pāyal kā shor. Toṛ de sāre bandhan tū, machane de pāyal kā shor. Dil ke sab darwāze khol (2), dekho āye āye choṛ. Pairo’ me’ bandhan hai. 1. Kahū me’ kyā karū’ me’ kyā, sharam ā jātī hai. Nā yū’ taṛpā ke merī jān, nikaltī jātī hai. Tū āshiq hai merā sachā, yakīn to āne de. Tere dil me’ agar shaq hai, to bas phir jāne de. Itanī jaldī lāj kā, ghūnghat nā kholūngī. Sochungī phir soch ke, kal-parso’ bolūngī. Tū āj bhī hā’ nā bolī, oye kuṛiye terī dolī. Le nā jāye koī aur. (Refrain) 2. Jinhe’ milnā hai kuchh bhī ho, ajī mil jāte hai’. Dilo’ ke phūl to patajhaṛ, me’ bhī, jhil jāte hai’. Zamānā dosto’, dil ko dīwānā kehatā hai. Dīwānā dil zamāne ko, dīwānā kehatā hai. Le mai’ saiyā’ ā gayī, sārī duniyā ko chhoṛ ke. Terā bandhan bāndh liyā, sāre bandhan toṛ ke. Ek dūje se juṛ jāye’, ā ham dono’ uṛ jāye’. Jaise sang patang aur dor. (Refrain) .
Film: Anarkali (1953), Singer: Lata Mangeshkar, Lyrics: Hasrat Jaipuri, Music: Chitalkar Ramchandra. 0. Zindagī bebas huī hai, beqasī kā sāth hai. Ek ham hai isa qafasa me’, yā Khudā kī zāt hai. Life has become helpless, it is with the helpless. Are we one in this cage or is it the nature of God 1. O āsamāna wāle, shikawā hai zindagī kā. (Ref) O āsamān wāle, shikawā hai zindagī kā. Sun dāsatān gham kī, afasānā bebasī kā. Oh the sky is the lesson of (this) life. Listen to the story of sorrow & helplessness. 2. Tū dekhatā rahe aur, duniyā hame’ sazā de; kyā jurma hai mohabbat, itanā zarā batā de. Tū dekhatā rahe aur, duniyā hame’ sazā de; kyā jurma hai mohabbat, itanā zarā batā de. Manzil pe kyu’ lūtā hai (2); har kārawā’ khushī kā.(Ref) You watch and the world punishes us; what kind of crime is love, just tell me. Why is every caravan of happiness looted at the destination? 3. Itanī sī iltajā hai, tujhase mere duā kī; Allāh sharma rakhanā, duniyā me’ tū wafā kī. Itanī sī iltaja hai, tujhase mere duā kī; (ĀĪŪƐṛāīūḥɛ) Allāh sharma rakhanā, duniyā me’ tū wafā kī. Hotā hai maut hī to (2); anjāma zindagī kā. (Ref) I request (begged) you so much for blessings; Allah be ashamed of your loyalty in the world Only death happens; death is the end of life. .
Film: Pakeezah (1972), Music Dir: Ghulam Mohammad, Singer: Lata Mangeshkar, Lyrics: Majrooh Sultanpuri, 0. Inhī’ logo’ ne, inhī’ logo’ ne. (2) Inhī’ logo’ ne, le līna dupattā merā. (2) These people, these people; (ĀĪŪƐṛāīūḥɛ) these people have taken away my scarf of modesty. 1. Hamarī na māno, bajajavā se pūchho. Hamarī na māno saiyā’ . . . Hamarī na māno, bajajavā se pūchho; Jisa ne, jisa ne asharfī gaja dīnā, dupattā merā. Jisa ne asharfī gaja dīnā, dupattā merā. Ho jī ho, dupattā merā. Ho… dupattā merā. If you don’t accept my word, O beloved, ask the cloth merchant; who sold me a yard of its fabric for a gold coin, my scarf! 2. Aaa! Hamarī na māno, ranga rajajvā se pūchho. Hamarī na māno saiyā’ . . . Hamarī na māno, ranga rajajvā se pūchho. Jisa ne, jisa ne gulābī ranga dīnā, dupattā merā. Jisa ne gulābī ranga dīnā, dupattā merā. Inhī’ logo’ ne, inhī’ logo’ ne, inhī’ logo’ ne. If you don’t accept my word, O beloved, ask the cloth dyer; who gave my scarf its pink color, my scarf! These people, these people, these people! 3. Hamarī na māno, sipaiyā se pūchho. Hamarī na māno … Hamarī na māno, sipaiyā se pūchho, sipaiyā se, sipaiyā se pūchho. Jisa ne, jisa ne bajāriyā me’ chhīnā, dupattā merā. Jisa ne bajāriyā me’ chhīnā, dupattā merā. Inhī’ logo’ ne, inhī’ logo’ ne, inhī’ logo’ ne. Inhī’ logo’ ne, le līna dupattā merā; dupattā merā, dupattā merā, dupattā merā! If you don’t accept my word, O beloved, ask the constable who stripped away my scarf at the market, my scarf! These people, these people, these people! These people have taken away my scarf of modest! My scarf, my scarf, O my scarf ! .
Its just too bad you couldn't get this in color.
I believe this was recorded by BWIA National Indian Orchestra, because I have this on cassette with other material by Prematee Bheem. This wedding march is something you hear at every Indian wedding procession in Trinidad. I know I heard this at my cousin's wedding followed by Mohammed Rafi's "Babul Ki Duayen Leti Ja" from Neel Kamal (1968).
(Dohā): Guru charanan sir nāī ke, binā vatā do-u kar jor. Shiv Shankar ke charano` me`, lājī rahe man mor. I bow (thrust) my head, without any false pride, to the feet of my guru. My mind (heart) I modestly place at the feet of the Lord Shiv Shankar. 0.(Refrain) Kailāshpati mahārāj āj; Kailāshpati mahārāj āj. (ĀĪŪƐṛāīūḥɛ) Shankar Shiv bam bam bholā, Shankar Shiv bam bam bholā. (both lines, 2) Today, the Lord of the Kailash mountain, Shiv Shankar, should be praised (is simple and trusting, is in an auspicious mood). 1. Jatā me` jin ke Gangā virāje, sarva āng me` sarva virāje. (2) Sab devan me` Shambhu hamāre, sab devan me` Shambhu hamāre. He mrig-chālā vāle āj; Shankar Shiv bam bam bholā (2). (Refrain) From his top-knot (in his matted hair) flows the Ganges and on his body serpents crawl (slither, move around); this giver of all (good) things is our Lord Shambu. Today, the deer-skin clad One, Lord Shiv Shankar, should be praised. 2. Shambu hame` Kailāsh bulālo, Tārāpati jiyā me` darashā dikhā do. (2) Nām tumhāre jin me` basālo, nām tumhāre jin me` basālo. Bahut tar māne vāle āj; Shankar Shiv bam bam bholā (2). (Refrain) Call me to (your abode in) Kailash, Lord Shambu; bless me with your presence, O Lord of Taradevi (Durga Maa) and install (write) your name in my heart. Today, the One with whom much understanding resides, Lord Shiv Shankar, should be praised. 3. Itanā ke dukh āp hare ho, āpan gunā sansār baṛe ho. (2) Yeh hī pujārī ās dhare ho, yeh hī pujārī ās dhare ho. Tum hotāran vāle āj; Shankar Shiv bam bam bholā (2). (Refrain) You remove so much sorrows, fill the world with your good qualities (auspi- ciousness) and you are the only priest who can take us across (liberate us). Today you, the priestly One, the Lord Shiv Shankar, should be praised. .
MELODY #1: 0. Om Shiva, Om Shiva Nandi asawār, harahu kalesh vikhār. (2) Harahu kalesh vikhār, harahu kalesh vikhār, harahu kalesh vikhār. (Ref) Om Shiva, Om Shiva Nandi ke sawār, harahu kalesh vikhār. 1. Jatā me’ tere (jaise) Gangā sohe, jo tere (jyotir) man sār. (2) Har tum har dam pyāre ho (2); ham karat pukār. (Refrain) 2. Dhyān kī morī naiyā re, sat kī hai (vishawās ke) patawār. (2) Shiva more naiyā khewaiyā re (2); Hara milan adhār. (Ref) 3. Nīlakanth sarpo’ kī bhushan, gale me’ munda kī māl. Rup ye mangal dāyak ko (2); bhakto’ ke pukār.(Ref)(ĀĪŪṛāīūḥɛ) Boliye Umā pati Mahādev kī - Jai ! .
MELODY #2: (Shlok 1): Om Krishnāyā Vāsudevāyā; Devakī ānandam āyacha. Nand Gopā kumarāyā; Govindāyā namo namaha. (ĀĪŪṛāīū) Salutations to Krishna, (son) of Vasudev, and (bringer of) joy to Devaki. Thou, who wert manifested as the delight (son) of Nanda (chief of the cowherds) and as the protector of cows, I make prostrations unto thee. (Shlok 2). Krishna Kanhaiyā Brij ke basaiyā; bansī ke bajaiyā tumhī to ho. Yamunā tat par rās rachaiyā; Gvālin ke nachaiyā tumhī to ho. As sung by Anand (and also Rakesh) Yankaran from Trinidad. 0.(Ref) Dahiyā more le le, O le le Nandalāl; le le Nandalāla, O le le Brijabāl. Dahiyā more le le, O le le Nandalāl; le le Nandalāla, O le le Brijabāl. Le le Nandalāla, O le le Nandalāl; le le Nandalāla, O le le Brijabāl. Dahiyā more le le, O le le Nandalāl; le le Nandalāla, O le le Brijabāl. Please take my curds (dahee, symbolizing love), O darling of Nanda; Please take, O darling of bliss; please take, O (beloved) child of Braj. 1. Shyām sundar kī prem nagar ko; jāne (jānā) sab sansār. Shyām sundar kī prem nagar ko; jāne sab sansār. (Refrain) The whole world wants to go to the Beautiful Dark One's (Krishna's) village of love (to be liberated). 2. Brindaban kī kunj galin me'; sabko rāha nahī' (rāt nadī ?) Brindaban kī kunj galin me' (men); sabko rāha nahī'. (Refrain) The streets of Vrindavan are narrow (the road to liberation is narrow); not everyone can pass this way (reach that destination). 3. Krishna kahe Arjun se; mai' (main) hū jagat kī prīt. Krishna kahe Arjun se; mai' hū' jagat kī prīt. (Refrain) Krishna said to Arjun, I am the love of the world. (I am the way, I will light your path to liberation, follow me.)
Thanks
0. Suno mere bhāīyo’ aur bahɛno’, kɛhanā merā mān; Mātā tumhārā hai Pītā kā samān. (ĀĪŪƐṛāīūḥɛ) [Listen my brothers and sisters, I am honored to say; your mother is (more than) the equal of your father.] (Ref) Listen my dear brothers & sisters, listen to what I say; always treat your mother nice, and love her every day. 1. Remember when you were a little child, & couldn’t do a thing; (2) she will always help you, and a nice song sing. Bolo pretty baby, your Mama has gone to town; when Mama comes back, she’ll sing you a new song. ( she will bring you sugar - plum [Alt.] ) (Refrain) 2. Remember all those times, that you woke-up in the night; (2) she will hug and kiss you, and make you feel alright. Whenever you’re feeling ill, or experiencing a lot of pain; she will beg (the) Almighty, to make you well again. (Ref) 3. Listen to me sisters, and keep this in your mind; Listen to me brothers, and bear this in your mind; another person like your mother, you will never ever find. You will never miss the water, until the well runs dry; just like you’ll miss Mā, when she migrates to the sky. (Ref) . मैं अपने माता-पिता के चरण कमलों में प्रणाम करता हूँ ॥ .
Main apanee maan aur pitaajee ke charan kamalon ko pranaam karta hoon. 🙏🏽🩷🙏🏽
0. Kotī jatana se gāve, koī kotī jatana se gāve; kotī jatana se gāve, koī kotī jatana se gā. Kotī jatana se gāve, koī kotī jatana se gāve; (Ref) Kotī jatana se gāve, koī kotī jatana se gā. 1. Veda rāga durī pandit gāve; sā re gā mā pā dhā nī sā, gā ke sunāve. Veda rāga durī pandit gāve; sā re gā mā pā dhā nī sā, gā ke sunāve. Shakti shrī rāga, shakti su rāganī; shakti shrī rāga, shakti su rāganī. Shrī dhāma se gāve, koī kotī jatana se gāve. (Ref) (ĀĪŪṛāīūḥɛ) 2. Bāje me’ ranga dhol, tā nā nā nā nā nā nā; ye se tāla sun, tā nā nā nā nā nā nā. Bāje me’ ranga dhol, tā nā nā nā nā nā nā; ye se tāla sun, tā nā nā nā nā nā nā. Dī rī kā tā dī rī kā tā, tālā re rasa hai; dī rī kā tā dī rī kā tā, tālā su rasa hai. Tāsa su ranga se gāve, koī kotī jatana se gāve. (Ref) 3. Kahe Miyā Tānasen, kahe Miyā Tānāsen; Kahe Miyā Tānasen, gāye nātā ritānā. Kahe Miyā Tānasen, gāye nātā ritānā. Isa kā ved ham se koī nahī’ pāve; koī kotī jatana se gāve. (Ref) 4.(Relā) Kotī jatana se gāve, koī kotī jatana se gāve; kotī jatana se gāve, koī kotī jatana se gā. .